yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai
    Aoa ... dear memebrs umiid karti hun ky ap sab kheriiyat sy hon gy.....aj men apky sath jis topic par bat karun gi wwo ghar men lemon grass lagany ky bary mn haii.....agar ap ky ghr men chota sa lawn hai ya koi bhi esi jagah hai jahan par ap pody wghera lagaty hen to ap wahan lemon grass lagaty hen isko lagana bht asan hai

    Advantages

    dear memebrs lemon grass ka sbs bara faida yeh hai ky isko lagany ky ly apko bht ziada jagah ki zrorat nh prti iska eo or faida yh bhi hai k iska time period of growth bht kam hai yh bht jaldi ugg jata hai or bara ho jata hai isapr apka bht kam khrcha hota hai or kam kharch mn bht ziada profit hota hai.....jldi s grow hony k bd ap is s faida utha skty hen yh sardion mn sbs ziada use hony wali chzzz hai iski chaye bnti hai or iska flavour or khushbu bht achi hoti hai..yh flu ki situation k ly bht best hai...

    Disadvantages

    dear members wese to lemon grass ka koi bhi disadvantages nh hai magar agr apn achi quality ka beej nh daal to yh itna acha nh hta isk sath sath apko iski care bhi krna parti hai or time par pani wgera b dyna prta hai yhni k time dyna parta hai...umid hai apko Mera review pasand aya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

    Salam dear members ap n hmry sath bahut accha review share kia h jo k lemon 🍋 grass k pody p mabni hai
    Lemon grass ka poda ghr ap ba asani ghr mn lga skty hyn
    Is k kuch faidy r nuqsanat b hoty hyn jo mn apko batati hun

    Advatages

    Is k kuch faidy hyn jo mn apko batati hun
    Isko lgana asan hui
    Isko lgany k liye ziada jgaa ki zrurt ni prhti
    Thori jga p b asani s lg jata hui
    Iska beech apko asani. S mil jata hui
    Iski khusbooo bahut pyari hoti hai
    Yeh bahut faida phnchata hai
    Iski chayee r kehwa bahut mufeed hota hui
    Bhaut jldi grow krta hui
    Isko lgana asan hui

    Disadvantages

    Is k kuch disadvatages b hyn Jese k
    Agr ap defected seeds lgayn gy tw yeh grow ni kry ga
    Iski safai apko time. P krni prhti hui
    Retli jga p ni lgtaa
    Isko kafi manage kr k rakhna prhta hai
    • #3 Collapse

      Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Aaj Kahan Mara topic ghar mein lemongrass Lagane se related hai ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Aaj Ham Apna knowledge lemon glass se related aapke sath share Karenge dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ki bahut hi Achcha aur ek best paudha Hota Hai hai Iske Lagane Se Ghar Mein masjid khubsurti ka safar hota hai yah Lagane mein itna Mushkil Nahin Hota han bus aapke ghar mein Jagah honi chahie Jahan per aap ko de apne ghar mein Lagate Hain yah Vada Jo girta Hai lemongrass Ek Aisa Khubsurat paudha hai hai jo ke masjid khubsurti Mein dafa Karta Hai Agar aapke loan Mein Hai To oo oo is ke Lagane se aapke ghar mein bahut se advantages aur kuchh disadvantages bhi Hote Hain Jo ki main aapke sath share karungi
      Advantages
      Dear friends lemongrass aapke ghar mein Bahu Lagane ke liye Ye bahut jyada Jagah Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki lemongrass Jyada Jagah per hi Lagane se Khubsurat lagta hai Ko Lagana Mushkil Nahin bahut hi aasani se lag jata hai hai yah aapke ghar ki khubsurti mein Masjid Zafar karta hai iska colour Itna Khubsurat Hota Hai lemongrass ka ek bahut bada fayda yah hai ki is se apni skin ke liye bhi bahut sari chijen banaa sakte hain yah market se bahut hi Mana surprise main aapko Mil Jata Hai Iske mil Jaate Hain aur aap is Basani apne ghar mein Laga sakte hain
      Disadvantages
      Dear friend is ka sabse bada nuksan yah hai ki yah Jyada Jagah per Lagaya jata hai Aksar Amir log ise Apne gharon Mein Lagate Hain Garib Logon ke ghar Itni Jyada Jagah Nahin Hoti ke vah lemongrass apne ghar mein Laga sake is paudhe ko bahut pyar Rakhna padta hai Kyunki Pani Na Dene Ki Surat Mein yah bahut jaldi kharab ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

        Hello dosto main aapko Lemon k grass k baary main batana chaahta hoon k ye aik aisa plant hy k isky bujat saary faidy hoty hain aur ye har jaga par ugh jaata hy, aur har koi laga sakta hy, aur aik dafa agar ye laga diya jaye to ye asani k saty khatam nahi hota pir. Dosto mai naapko bata doon k lemon grass k buhat zyada faidy hoty hain ye garmi aur sarsi dono mosam main growth krta hy aur aur isky liye kisi khaas jaga ke zaroorat nahi hota ye aap ghar k saamny aur ghar k andhar laga sakty ho. Isko bs paani ke zaroorat hoti hy aur aapko time to time isko paani dena parta hy.
        Dosto lemon grass main ye khoobi hy k iska koi khaas tukham yaa seeds leny ke zaroorat nahi bsa aap kahi nsy B isky kuch plants yaa sirf jarr le kar agar bouwgy to ye ug jaata hy.
        Dosto isko loug kaat kar doop main rakhty hai naur khushk hony k baad isy istimaal main laaty hain.

        Faidy:
        Dosto lemon grass k buhat saary faidy hain, jos main sab sy barra faida ye hy k ye poori dunya main wazan kam karny k liye istimaal kiya jaata hy aur jo loug chaahty hain k uska wazan kam ho jaye to vo lemon grass ka qehwa peety hain regularly jis sy unka wazan kam ho jaata hy.
        Aur dosto faido k saath sath iski buhat achi khushboo B hoti hy.
        2) doosra faida iska dosto ye hy k Lemon grass apky jism sy faaltu charbi ko khatam kar deta hy,.
        3) is sy aapka metaboism process tez hota hy.
        4) ye antosident hota hy.
        5) ismain Anti mircrobial qualities hoti hy jis k istimaal sy aapky jism main mujood choty jaraseem khatam ho jaaty hain.
        6) ye anti inflamatory hoti hy, swelling aur pain ko khatam karny main madad deti hy.
        7) ye high blood pressure ko kam karny main madad deti hy.
        Isky ilaawa B dosto LEMON GRASS buhat saary faidy hoty hain.

        Nuqsanat:
        Dosto agar nuqsanat ke baat ke jaye to isky koi khaas nuqsanat hoty nahi lekin agar iska had sy zyada istimaal ho to ye apko kamzor karxsoata hy, aur isky ilawa koi saboot to hy nahi lekin ye baat B mashhoot hy k lemon grass sy bones kamzor ho jaaty hain isliye iska zyada istimaal nahi karna chahiye.
        To dosto har cheez k nuqsaant sy bachny k liye zaroori hy k iska istimaal tariqy sy ke jaye taak faida ho ayr nuqsan na ho.
        • #5 Collapse

          Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

          Asslam alaikum dear friends umed krta hon k ap sab kheryt sa hongay....aj main
          apko ghar main lemon grass laganay k bare main bataon ga jin ko nhi pata k
          yh kya tou yh jan lien k yh bhi tea bananay k lye use hota hai tou chalye dosto
          is k advantage k bare man baat karte hain.
          Advantage:
          lemon grass ko ghar main ba asani lagaya ja sakta hi is k lye apko zyada zamen ki
          zrorat b nhi pare gi aur yh asani sa ugg b aata hai is ka aik aur faida yh hai k
          iska growth period kam hai ,aap isko zyada sa zyada ugga kar sake b mar saktay hain
          khas kar k sardyon main iski demand barh jati hai iska faida yh ha k iski tea bhut achi
          banti hai aur uski khushbo bhut achi hoti hai yh peenay sa fku khatam ho jata hai.
          Disadvantage:
          isko ghar pa lganay ka nuksan yh hai k is main keeray par jatay hain is k lye apko iski
          zyada care krni part hai aur wakt par paani lagana hota hai
          • #6 Collapse

            Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

            Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke lemongrass related hai aap ko pata hai ki lemongrass ham log khud bhi ghar per laga sakte hain agar Ham Ghar per lemongrass lagaen to isase aapko kab se jyada fayda hota hai kyunki ham log Ghar se Hi yah Tod ke uska use kar sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki hamen iske bich mein hote Hain Jo hamen apne ghar mein zameen mein gane hote hain jisse yah lagti hai ISI tarah iske kafi jyada advantages and two main aapke sath share karti hun .

            Advantages .

            Ji aapko pata hai ke iske kafi zyada advantages hai hai ham log se ghar per bhi khud bhi uga sakte hain aur aap ko pata hai ki yah bolata hai kam time mein bahut jaldi uth jaati hai aur ham log usko sale bhi kar sakte hain aise aap ko kafi jyada profit bhi hasil ho jata hai aap pav vada pav grass lekar aaye aur agar Ham usko jameen mein uda de to yah aapko kafi jyada profit de sakti hai aap isko buy-sell bhi kar sakte hain aur ham log ghar mein khud bhi usko use kar sakte hain aap log Mubarak a situation mein yah kafi jyada faydemand hoti hai ISI tarah yah kafi zyada healthy aur jarurat ki chij hai ki aapki health ke liye kafi jyada acchi hoti hai .

            Disadvantages .

            Dear iske Koi disadvantages bhi nahin hai but chahie hai ke agar ham log is kabhi ek proper time hota hai agar ham log is time per nahin lagate to yah aapki bilkul West Ho jaati hai aur ya nahin rukti hai iske sath aapko kafi manage karke rakhna padta hai uska kafi khyal rakhna padta hai aur uske bad aapko iski safai bhi karni padati hai jo iske liye aapko jo jameen banate hain uski aapko proper safai karni hoti hai khyal rakhna hota hai hai tabhi ji aapki acchi tarah ud jaati hai .
            • #7 Collapse

              Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

              walekum assalam agar apne ghar mein lemongrass lagate Hain to vah aapke liye bahut jyada accha sabit ho sakta hai tum ke use per aapko bahut sari acchi chijen milati Hain aur isko aap apne ghar mein khubsurti ke liye laga sakte hain

              agar aap apne ghar ke log ko increase karna chahte hain to uske liye aapke pass best option lemon gross hai kyunki agar aap hi apne Ghar mein lagaenge to aise aapke khaki look increase hogi aur aapke ghar ke log acche se acchi banegi isiliye agar aap apne ghar ki lukka increase karna chahte hain to uske liye aapke pass best option lemon gross ha

              agar aap lemongrass per baith kar te peete Hain to vah aapko bahut acchi lagegi kyunki bahut se log apne ghar mein launch banate hain to usmein lemongrass ka use karte hain kyunki agar aap lemongrass per baithe Hain aur usko dekhte hain to iski log bahut acchi hone ki vajah se aapki eyes thandi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

                Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic lemongrass se related hai
                Lemongrass ke bare mein aisa hai ki yah Kaisa plant Hai Iski bahut Sare fayde hote hain aur yah Har Jagah per hi ruk jata hai aur Har Koi Laga sakta hai aur ek dafa Agar yah Laga Diya Jaaye to yah aasani ke sath khatm Nahin Hota FIR FIR lemongrass ke bahut jyada fayde hote hain ya Garmi mein aur Sardi donon Mausam Mein growth karta hai aur iske liye Kisi Har Jagah ki jarurat Nahin Hoti aur yah Ghar Ke Samne Aur ghar ke ke andar Laga sakte hain isko bus Pani ki jarurat hoti hai hai aur aap Ko Kisi bhi time is Ko Pani Dena padta hai lemongrass mein yah khubi hai ki iska Koi Khas To Ham Yash seed nahi Ek Pal Ke jarurat Nahin balki Aap Kahin Se Bhi Iske Kuchh plants yes FZ Lekar Agar de do yah Ug jata hai
                Advantages
                Lemongrass ke bahut Sare fayde Hain Jo Mein iska sabse bada fayda Puri Duniya Mein yah hai ki yah vajan kam karne ke liye istemal Kiya jata hai aur yah log Chahte Hain Ki uska vajan kam ho jaaye to vah lemongrass ka Karva Pite Hain regularly jisse Unka vajan kam ho jata hai aur is lemongrass aapke jism ki faltu Charbi ko khatm kar deta hai aur yah aapko metabolism process Tej hota hai yah antioxidant hota hai ismein antimicro qualities Hoti Hai Jiska istemal se aapke Jism Mein maujud chote Jara sim khatam ho Jaate Hain ya anti inflammatory Hoti Hai walang Mein pen ko Khatam karne mein madad Deti Hai yah high blood pressure ko kam karne mein madad Deti Hai
                Disadvantages
                Lemongrass ke nuksan To Nahin Hai Lekin iska Jyada istemal aapko kamjor kar sakta hai aur Iske alava koi bhi nuksan lekin yah baat bhi hai ki lemongrass se bones kamjor Ho Jaati Hai isliye iska Jyada istemal nahin karna chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review ghar mn lemon grass lagany par mabni hai

                  AP sy aj main Lemon grass kay bary Men bat krun ga ghar men lemon grass lgana kitna zarori ha is kay advantage or disadvantage kay bary men btaon ga.
                  ADVANTAGE :
                  asalam o alykum friends jaisa kay ap janty hain lemon grass ghar men lgana zarori hai ap ko is men mehnat ni krni parti hai thori c jagha darkar hoti hai in sy ap kafi faida utha skty hain ye is sy ap ki depression dor hoti hai zehan stable rehta hai is kay kehva bna kay peny sy ye mehdy men garmi ko kam krta hai is ko peny sy khoon saf hota hai jis men rehrila mada khatam krta hai.
                  DISADVANTAGE:
                  gurday or mehdy waly mareeg ko is ko istamal nil krna chaheya doodh pelany wali khawateen ko is ko istamal ni krna chahheya.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X