Yeh review "razaii "pr mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review "razaii "pr mabni hai

    Assalam alaikum dearembwrs umed hai ap sab kheryat sa honga.
    Topic:Razaii
    Razai Aik aisi chez hai jo aap ko sardii sa bachati hai,razai
    krnay sa aap sardi sa mehfoz rehtay hain aur blanket k
    mukablay main yh zyada garam hoti hai aur zyada tar bari
    age ki aurtien ya village main log yh gharon main bhi banatay
    hain.
    Material:
    Razai mai jo main material hai woh cotton hai jis sa yh
    pori bhari pari hoti hai is k ilawa is cotton ko aik kapray ya chadar
    k andar daala jatahai aur lhir chaadar k oper darzien lagai jaati
    hain aur ohir razai tyar ho jati hai is k baad is razai k oper ak aur
    acha sa kapra daala jata hai takay iski khobsorti main izafa hai
    Price and types:
    Razai aapko bazar sa 3000 sa 4000 tak mil jaati hai air yh mukhtalif
    brands ki hoti hai jin mai Vicky razai,sitara halal famous hain.
    Nuksan:

    iska wese tou koi nuksan ni lekin hh weight main heavy hoti hain
    aur in ko apnay oper karna mushkil hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

      Assalamu Alaikum dear Forex member
      aaj ka Mora topic razai se related hai dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj kal winter ka season shuru ho raha hai aur Har Ghar Mein design ka istemal Kiya jaega sardi mein bahut hi Khas chij hoti hai job Agar Ham Sukoon se so Nahin Sakte Sardi Se Har Koi bimar ho jata hai Punjab Mein To behad Sardi Hoti Hai Jiski vajah se Hamara Rajai ka Hamare ghar mein Hona bahut Jaruri hota hai do Kishan ki Hoti Hai Ek police ki the disturb aur dusri Rui ki razai dear friend Jo donon hi most important Hoti Hai inke bagair Neend bilkul bhi nahin aati Bujurg Apradh ke liye to sardi mein Unka garm Hona bahut Jaruri Hota Hai hai friends ke sambhal ke fayde hi fayde Hote Hain nuksan To Nahin Hota vah agar Ham Raja istemal kar rahe hain To Hamen Bahut Si bimariyon ka Samna nahin karna padta nazla zukam Jaisi bimariyan sardi mein Aam To Har Har Kisi Ko Ho Jaati Hain isliye Saudi Mein Khud Ko sev karne ke liye shayari ka istemal Kiya Jata Hai Raat Ko Sandeep Kishan Ki Garmi Hoti Hai Jab Insan tha kaha hota hai to use purushon ko Nind ki jarurat hoti hai aur Nind ISI Surat Mein a sakti hai sardi mein Ke Uske pass Ek behtarin Kishan ki razii Ho dear friend Jaisa ke aap Jante Hain winter season mein razai bahut Ziada istemal Kiya jata hai isliye garmiyon mein Rasiya log Bhagwan vah Lete Hain
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

        Razai jo key sardi key mosam me sab se zeyada use hony wali item hoti hay razai ka istemal bahot zeyada kia jata hay es ki waja ye hay key ye sardi se bachany me perfect hay, razai kapas se tayaar ki jati hay jes ko khud be kapas se banai ja sakti hay aur ye market me tayaar be different companies ki mil sakti hey, sab se zeyada popular vicky razai hay jo key single bad key ley be mil sakti hay aur double bed key ley be available hoti hay, es key elawa be bahot si compnaies razai banti hey magar Pakistan vicky razai bahot hi zeyada other countries me be export karti hay, razai ki khas bat ye hoti hay key agar December ka month be ho to ye sardi se hamy bachany me important role play karti hay khas kar esy areas jaha par bahot hi zeyada sardi hoti hay aur Temperature 10 cc se be down chala jata hay to en areas me razai na ho to ham sardi key effect se mehfooz nahi reh sakty hey sab se zeyada zarori ye hay key razai achi quality ki hona zarori hay agar khud be kapas se razai tayaar ki jaye to es me achi quality ka hi kapas honi chaye aur agar market se tayaar razi khareedi jaye to ye achi company ka hona zarori hay local razai low cost ki zaror hoti hay magar ye bahot jald hi kharab ho sakti hay aur sardi se bachany me hamari help be nahi kar sakti hay.
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

          Asalamu Alaikum.
          Dear ap nay Razaii say related bh hee achi information share ki hain . Or razii k bary mai bht hee tafseeli wazahat dii hain .
          Razaii say kush fiada or Nuksanat ye bhi hain.


          Advantage
          Razaii k bht say faiday hain razaii koe porany zamany mai istemal kiya jata tha jab kisi kism k blanket comfort wagera nahi thi Razaii ko banay k liay safaid or kalli rooe ( cotton ) ka istemal kiya jata hain. Razaii rooe ( coton ) say banae jati hain jis ki waja say razai kafi garam hoti hain blanket ya comfort k nisbat . Razai mai kisi kism k germs jaraseem nahi hoty jesay blanket wagera mai wagera hota hain Razai in sub cheezo say pak hoti hain ye hee waja hain k aj kal jesay modern dooar mai bhi Razai ka istemal khtm ni hoa hain aj bhi Razae ko blanket par tarjee di jati hain or zayda sard elako mai razae ka hee kiya jata hain kiyo k razae zayda garam hoti hain blanket ya comfort k itny garm ni hoty hain. Razai ba'asani market mai har jaga mil jati hain or razaii ki kemat intahae munasib hoti hain jo har koe is ko afford kar skta hain . RAZZAI mukhtalif shape or weight mai bhi dastiyab hoti hain jesay kafi sarad elako k liay Razai bht hee moti or wazni banae jati hain or jab kam sard elako k liay halki or naram Razari banae jati hain

          Disadvantage .

          Razai dehkny mai khubsurat nahi hoti . Razae ko kamary ki sajawat wagera k liay istemal nahi kar skty hain .
          Razae ko dhona intehae mushkil kam hain . Is liay Razae ko ghar mai dhoo nahi skty. Razae cotton say banai hain jis ki waja sy wo bht bhari hoajti hain jo ladies ni dho skti or phr is ko dhonay k liay bhair dhobi ka kharcha alag. Razae ko saaf surtra rahkny k liay bht mehnat karni parti hain ek razae k liay alag say 2 3 cover banany party hain . Or razae ko ek waQt mai ek hee banda istemal kar skta hain
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

            Razai sarde kay season main allah ke aak nemat hea our razai both waqt say gharon main istemal hotr aa rahe hea our jo maza sarde kay mosam main razai opar krny ka hea to kambal yah koi our cheez orny main nai aata abi to zamana modern ho gya hea to log razai nai us krny wo kehty hain kay ab kalbal bhe razai ke qultes main aa rahya hain our razai say aachya hain par razai main agr raat ko hum 1 dafa inter ho jain to pher both suste c ho jate hea pura pura din razai main he insan rahta hea.razai main zada oon ho to razai both garam ho jate hea razai kay itny payarya cover milty hain aasa laghta hea kay yah razai nai kise both achya brand ka kalbal hoAmerica's karne chahie ki Ham Jabra sahi ka khabar lete Hain To vah bahut hi achcha hona chahie bahut hi dark ram ka cover se lagta hai ki yah jaise rajini Kamal Ho aajkal log jyadatar mein purane kapdon ki heroine banakar vah bhi mein dalkar use karte hain .NuksanRazai main huamin kbi bhe aagh wla kaam nai krna chahie razai aag ko both jalde paker leti hea our razai hai main upar karke chahe Jara nahin Pina chahie kyunki agar chahe par gir Jaye to uske bad lag jaate Hain fir bhi hona itna aasan bhi nahin hota ki kam hai aur razai dhona itna aasan nai hota ise leya kosish krin kay razai ko saaf rakhin razai aak dafa geeli ho gya to both time late hea kushak hony main agr barish ka mosam ho gya to pher both dair laga date hea
            منسلک شدہ فائلیں
             
            • #21 Collapse

              Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

              Razai sarde kay season main allah ke aak nemat hea our razai both waqt say gharon main istemal hotr aa rahe hea our jo maza sarde kay mosam main razai opar krny ka hea to kambal yah koi our cheez orny main nai aata abi to zamana modern ho gya hea to log razai nai us krny wo kehty hain kay ab kalbal bhe razai ke qultes main aa rahya hain our razai say aachya hain par razai main agr raat ko hum 1 dafa inter ho jain to pher both suste c ho jate hea pura pura din razai main he insan rahta hea.razai main zada oon ho to razai both garam ho jate hea razai kay itny payarya cover milty hain aasa laghta hea kay yah razai nai kise both achya brand ka kalbal hoAmerica's karne chahie ki Ham Jabra sahi ka khabar lete Hain To vah bahut hi achcha hona chahie bahut hi dark ram ka cover se lagta hai ki yah jaise rajini Kamal Ho aajkal log jyadatar mein purane kapdon ki heroine banakar vah bhi mein dalkar use karte hain chhote bacchon ko Rajai ke upar nahin dekhne Dena chahie kyunki sardi ke mausam mein chote bache bar bar bar shyam karte Hain To garv chale gaye Ham kar de mushkil Ho jaati hai .NuksanRazai main huamin kbi bhe aagh wla kaam nai krna chahie razai aag ko both jalde paker leti hea our razai hai main upar karke chahe Jara nahin Pina chahie kyunki agar chahe par gir Jaye to uske bad lag jaate Hain fir bhi hona itna aasan bhi nahin hota ki kam hai aur razai dhona itna aasan nai hota ise leya kosish krin kay razai ko saaf rakhin razai aak dafa geeli ho gya to both time late hea kushak hony main agr barish ka mosam ho gya to pher both dair laga date hea
              منسلک شدہ فائلیں
               
              • #22 Collapse

                Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                I hope ap sab thek hon gy or forex working behtreen tareeqy sy anjaam dy rahy hon gy ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                Introduction :
                G guys ap ny aik bohat acha topic hamary sath share kiya hai ab ma is par jawab deny jaa rahi hun mera aj ka jawab '' Razai '' par mubni hai razai har ghar ki aik important zarurat hoti hai har ghar ma razai mojood hoti hai yeh hmary sardiyou ki aik eham cheez hai sardiyan is ky bagair naa mukammal hain yeh hamy sardiyoun ma thand sy bachati hain razai bohat si iqsaam ki hoti hain pehly ma bat karty hain ky razai kin cheezo sy mil kar banti hai.
                From Which Material razai Made :
                Razai bohat si cheezon sy mil kar banti hain razai ma cotton dalti hai jisy aik kapry ma daal kar silai kiye jaty hain phir isky upar sy poory kapry par khudooi sy silaiyan lagai jati hain phir isky baad is par aik or kapra charhaya jata hai jo ky ham kisi bhi kisam ka ly sakty hain jesy ky velvet,shaneel,or koi bhi mota kapra is sy hmarai razai oorhny ky qaabil hojati hai.
                Advantages:
                Razai ky bohat sy faaidy hain jo ma apky sath share karny jaa rahi hun razai ky bohatt sy faaidy hain razai hamy sardi ma thand sy bachaati hai razai bohat garam hoti hai or zayda sy zyada thand ma bhi hamy mehfooz rakhti hai isky baad hmary ghar ky buzarg jinko kamzori ki wah sy zayada thand lagti hai unhy bhi thand sy bachaty hain hamy razai single bhi mil sakti hai or double bhi mil sakti hai or hamy razai ky set bhi mil sakty hain ham inhy apni pasand ky mutaabiq khareed sakty hain aisy elaaqy jahan thand zayada hoti hai waha razai bohat faaida mand hoti hai razai ham bazar sy ready towear bhi ly sakty hain or ghar ma bhi easily banwa sakty hain.
                Disadvantages:
                Razai ky choonky bohat sy faaidy hoty hain lekin yeh hamy nuqsanat bhi pohnchati hain jesy ky agar ham khud razai banwayn to ye bohat expensive par jaati hain isky elawa bazari razai ma polyester hota hai jo jald kharab hojata hai or cotton wali razai bohat jald baith jaati hain inhy har baar khol kar dhoop lagwana parti hai jo ky aik bohat time taking process ban jata hai razai ko wash karna bhi bohat mushkil task hota hai.
                I hope apko aj ka review pasand ay ga or apisy zarur like karen gy. Thankyou !
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                  INTRODUCTION:

                  Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy yeh review razai k bary mn hai jis mn main
                  apko razai k bary mn btaun ga aur isky faidy aur nuqsanat se aagah krunga..
                  Dear members razai sardiun mn istemal ki jati hai yeh cotton aur kapry ki madad se tyar ki jati hai ..

                  FAIDY:

                  Dear forex members razai k kafi sary faidy hn jese k razaii ko hm sakht sardi mn orh kr skoon ki neend so skty hn
                  Is k ilawa razai ko jahez mn bhi dia jata hai.. razaii bht narm aur garm bister hai.. sakht thandy ilaqon mn bhi kambal
                  Ki nisbat razai zyada kaar aamad hai.. razai ki agr care ki jae to lifetime chal skti hai.. razai ko hum bator tohfa bhi de
                  Skty hn.. razaii ko apni mrzi k mutabiq bnwa skty hn aur apni mrzi k rang k kapry mn bnwa skty hn...

                  NUQSANAT:

                  Dear members hr chez ki trah razai k bhi chand nuqsanat hn jese k yeh bht heavy weight hti hai agr bachon per dali
                  Jae to bachon ka damn ghutt jata hai .. is j ilawa razaii kafi expensive hti hai.. razaii ko wash nahi kia ja skta so agr
                  Is per koi chez gir jae to daagh kg jaty hn aur dobara se bnwani parti hai jis se kafi nuqsan uthana parta hai..

                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                    Walekum assalamdear aapane bahut hi acchi gharelu istemal ki chij ko aaj apne review ke liye select kiya hai dear razai ek aisi chij hai ki jisko Ham sardi mein main apne aap ko thand se mehfooz rakhne ke liye ye raat ke waqt sote hue istemal karte Hain dear ek aisi chij cotton ki bani Hui hoti hai ke Jo sardi mein main garam rahti hai aur aur hamen bhi garm rakhti hai.

                    Razai ki iqsaam :
                    Dear jahan tak baat hai Rajai ki exam ki to ise Le mein main aapko batati chalein ke Rajai ki do aqsam hoti hain.
                    Vicky razai
                    Cotton ki razai
                    Dear jahan tak baat hai Vicky ki to yah ek aisi type ki hoti hai ki jo jyada vajani nahin hoti hai yah fateless material ki bani Hui hoti hai aur iske alava rakhne ke liye jagah bhi kam leti hai.
                    Cotton ki Rajai ka vajan Vicky se jyada hota hai hai kyunki iske andar cotton hi use hoti hai agar aap yah dekhenge cotton ki ek Rajai mein taqreeban 5 to 6 kg cotton use hoti hai to aapko khud bahut andaza ho jaega ki is ka vate kitna hota hai aur sirf single bed ki Rajai ka hota hai double bed ki Razai ke liye ye to 8 sy 10 kg cotton use hoti hai aur ISI ke Mata bich hi uska wait hota hai hai.

                    Material used for making:
                    Dear razai ko banane ke liye Jin chijon ki jarurat hoti hai un mein sabse pahle hamen ek ek kapra chahie hota hai jo ki acchi quality ka hona chahie iske alava hamen main thread yani ke dhaaga Jo ki sirf aur sirf Rajai ki silai ke liye Hi istemal Kiya jata hai hai vah jarurat hota hai iske alava main chij jo ki ismein istemal hoti hai vah hai cotton Jani ke rui jhonke a isko banane a ke liye istemal hoti hai aur ISI ki vajah se garm rahti hai iske alava aapko ek ek aur kapda bhi jarurat hota hai jo ki iske upar cover ke taur per use Kiya jata hai.
                    Price:
                    DearJahan per baat aati hai price ki to isiliye main main yah kahati Hun ki jitni acchi quality ki chij aap lete hain aap ko utna hi jyada per karna padta hai isiliye agar aap chahte Hain ki aapki Rajai ki quality acchi ho to price bhi usi ke mutabik hoti hai. Razai aapko 1000 se lekar 5000 to 6000 tak available hoti hai isiliye ye aap ko chahie ki aap ek hi dafa acchi chij Leta ki aap ko bar bar is zhamet se bach sakn.

                    Faedy or noksanat:
                    DJ jab Ham baat karti Hain Rajai ke fayde ki to iska sabse bada fayda yah hai ki aap ko sardi se bacha thi hai aur isko karne ke bad aap sukun ki nind Le sakte hain kyunki sardi mein main Sona to dur ki baat aap bhi aasani se nahin sakte aur jab aap Rajai lene ke bad sote Hain to aapko acchi neend aati hai hi.
                    Dear razai ka aur to koi nuksan nahin hai sirf uska ek nuksan ji hai ki agar aap cotton ki Rajai use kar rahe hain main to usko rakhne ke liye aapko 2 se 3 feet jagah jarurat hoti hai hai kyunki agar isko bahut jyada tang jagah per rakha jaaye to iski banawat kharab ho jaati hai aur uske andar maujud cotton ekti Ho jaati hai aur ekatthe hone ki vajah se a usmein Hawa aasani se dakhil Ho jaati hai aur vah hamen itna garm nahin rakhti jitna ke ek ek acchi banawat wali Rajai garam rakhti hai .
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                      Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review razai par mabani hai. Razai sardion mein sorry waqat sardi se bachney k liye li jati hai. Razi mein kapas yani ki cotton istemal ki jaati hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                        Asalamalikum!!
                        Umeed ha ap sab khariat sa hon ga ...... Aj ka hmara topic razi parabni ha . Razi har ghr ma use hori ha is ka but Sara faida hota ha . Sardio ma razi bht zarori hoto ha is ka bht sara advantage hota ha . Razi ka bhgr sardio ma guzara krna muskil hota ha . Razi do kism ki hoto ha is ploiaster ki razi ur dosri roi ko razi . Ploiaster ki razi sasti hoti ha kio ka ploiaster bhi sasta hota ha ur ya zada grm NHi krti is ma thnd lagti ha . Roi wali razi thori mehngi hoti ha kio ka roi mehngi hoto ha ur ya zada grm krti ha . Razi bna ka Lia zab sa phla roi ik kpra ma fill ki jati ha phir usa shi tarte di jati ha us ka bad us ko dhga sa silai kia Jata ha phir us ka upar ik cover dal kar silai kia Jata ha phir raI tyar ho jati ha . Ya BHT useful hoti ha srdio ma .
                        Advantages 💯♥️☺️
                        Is ka kuch advantages bhi hota ha .... Ya srdio ma bht faida mand hori ha is ma Huma srdi NHi lagti ur achi neend aa jati ha . Is ka bht faida hota ha . Ya market ma easily available hoti ha isa has upar krna hota ha . Ya BHT useful ha bht faida mand ha .
                        Disadvantages 🤐🙂
                        Ia ka kuch disadvantage hota ha ...... Ya bht mehngi milti ha is ko rkhna ka ila but jhga ki zarort hoti ha is Lia us ko zada jhga par rkhna parta ha . Is ka ilwa ya gndi ho jati ha ur Isa dhona muskil hori ha .
                        Umeed ha ap sab ko Mera ya review psnd ai ga . ThanKs 😊👍
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh review &quot;razaii &quot;pr mabni hai

                          ​introduction..

                          asalam alaikum dear members ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear aapane bahut acchi chij ke bare mein baat ki hai aapane Rajai ka dekar Kiya hai Rajai sardi mein sabse jyada istemal hone wali chij hai main iske bare mein aapse apna knowledge share karungi


                          Advantages

                          dear members jaisa ki AAP sab jante Hain ki sathiyon mein temperature bahut hi jyada kam ho jata hai to Ham apne gharon mein kambal aur rasiya istemal karte Hain especially on areas mein din mein jyada thand padati aur jinke temperature mines mein a jata hai vahan per yah chij hai bahut jyada istemal ki jaati Hain ya pahle banai jaati thi hote ghar mein lekin ab bani hui milati hai aur different stops mein milati milati hai iske alava Ankita is be different hote hain jaise aap single Rajai bhi le sakte hain aur double Rajai bhi le sakte hain ya aap polyster may be available hai jab ke pahle yah sirf rui se banai jaati thi aur unke upar ek kapda bhi lagaya jata tha aur uske upar FIR ek main kab lagaya jata tha yah rasayan different sizes available hoti hai aur ham apne gharon mein inko sabjiyon mein sabse jyada use karte hain in ka ek fayda yah hai ki in ke andar dusre kamble ki nisbat sardi jyada control karne ki capacity hoti hai jab ke dusre kambal ke andar kam hoti hai jaisa ki aap jante Hain ki kambal ke upar Wala bhi a jaate Hain magar azadi ke upar bole nahin aate aur yah jyada time tak theek rahti hai aur jyada sardi bhi control karti hai iske alava aap usko apni Marzi ke mutabik banvas sakte hain agar aap jyada kam banana chahte Hain to jyada rui dalva ke aur jyada garam Rajai banva Lena agar aap kam aur patali design banana chahte Hain to aapko bhi banvas sakte hain ya bahut acchi chij hai aap ghar mein khud banwa sakte hain Ham bhi taiyar kar sakte hain aur aap bani Hui market se bhi le sakte hain isase ab sardi ke mausam mein sardi ko bhi control kar sakte hain aur bimar hone se bhi baat sakte hain aur ek comfortable vistar aapko milta hai

                          Disadvantages

                          dear members with ki koi bhi disadvantages nahin hai magar yah vajan mein bahut hi bhi hoti hai jiski wajah se isko Ham dur nahin sakte aur dusri bacha hai ki Ham usko thoda sa mushkil se sambhalta hai isko uthana vitran mushkil hota ha aur agar aap acchi quality ki design nahin banaa Rahe to kuchh time bad to bahut patali Ho jaati hai aur vah plane bhi nahin rahti Ho Jo kharab ho jaati hai aur uske andar juga juga Salah Ban sakte hain isliye achcha staff Lena chahie aur kabhi kabhi rohi ek jagah per kathi bhi Ho jaati hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X