Robot trading nakam hugai hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading nakam hugai hy??
    Dosto ajkal jadeed door huny ki waja se bahut se traders auto trading p ja rhy hen q k ab ye kam robots kren gy aur insan sirf unke ander algorithm set kr de ga jiski waja se robots apko har haal m munafa kama kr den gy lakin aisa bhi possible nahi hy q k markets ki movements bahut ziada fast hugai hy jiski waja se aksar ye huta hy k markets k shares kabhi aik taraf ja rhy huty hen tu kabhi dosri tarf ja rhy huty hen is liye hamen ahtiyat krni chahye is kisam ki trading k hawaly se q k kam accounts p robots jab trade lagaye ga tu apka account wash bhi hi skta hy is liye apko chahye k ap is kisam ki small accou t p trades na len blky khud se analysis krna seekhen isi se he apko bahut ziad akamyabi naseeb hu gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading nakam hugai hy??

    Assalam o alikum mojah omeed ha kaha sab dost khareet sa hon ga .jisa kah is thread mein pocha gia ha kah automayed trading mein aj kal nakam ho gia dosto yah ak sachi bat ha.mojodha dor mein taraqi hona ki wajah sa boht sara log automated trading karty hain jisa sa yah kam impossible ho sakta ha is li mojada dor mein bahot sary saholiat honey ki wajah sa automated trading nakam ho gai ha
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading nakam hugai hy??

      Market ki movement ka koi pata nahi chalta. Lekin agar market ki movement ki detection ko check kia jai to ho bhi sakta ha. Aajkal forex signals k naam se kuch softwares hain jo signals detay bhi hain. Unkay back end per kuch log hotay hain jo analysis kar k ek forecast de detay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading nakam hugai hy??

        Yes dear aapane bilkul theek kaha hai no doubt Forex trading Mein Jab aap robot trading karte hain vaise situation main aapko hundred percent Assurance Nahin Hoti kis main aapko profit Hoga Kyunki market ki movement sometime bahut jyada unexpected Ho Jaati Hai Jiski wajah se aapko bahut jyada Kiya bolo kar apni trading karna Hoti Hai for example Jab aap market Mein available different important indicators co-workers Karte Hain To Aisi situation Mein indicators bhi aapke liye profitable platform Nahin ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading nakam hugai hy??

          Forex mein Ham jitna jyada hardworking karte hain hamare liye utna jata benefits hote hain aur hamesha mein kamyabi ho sakte hain isliye main chahie kya message mein acchi se acchi quality posting karni chahie aur Ramesh mein jyada se jyada hardworking kar leni chahie hamare hardworking hoti hai utna jyada hamare liye benefits aur ham ismein kamyab hone ke sath sath apni acchi trading ko bhi kar sakte hain isliye jyada se jyada aapane Dena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading nakam hugai hy??

            Assalam o alikum Dosto ajkal jadeed door huny ki waja sy bhot sy traders auto trading p ja rhy hen q k ab ye kam robots kren gy or insan sirf unke ander algorithm set kr de ga iiski waja sy robots apko har haal m munafa kama kr den gy lakin markets ki movements bhot zyada fast hugai hy jiski waja se aksar ye huta hy k markets k shares kabhi aik taraf ja rah huty hen tu kabhi dosri tarf ja rah hai apko chahye k ap is kisam ki small accout p trades na len blky khud se analysis krna seekhen isi se he apko bhot zyada akamyabi naseeb hu gi
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading nakam hugai hy??

              Dear robot trading ya automated trading aj kel tu bahut famous hai. Lekin jitni yeh faidawha utni hi nuqsan deh bhi ho sakti hai. Kyon ke robot mein sochne samjhne ki abilities nahi hoti us mein Jo software install ker diya jata hai ussi pe wo kaam kerta hai. Jb ke ager insaan khud trading kre tu wo ziyada behter hai. Kyon ke wo wo robot se ziyada achy tareeqy se trading ker sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading nakam hugai hy??

                Assalam o alikum friends ajkal k digital era m bhot sy traders auto trading p ja rhy hen. New technologies or algorithm set kr de ga jin ki madad sy robots apko har situation m profit dn gy lakin markets ki movements bhot zyada fast hugai hy jiski waja se aksar aukat ye huta hy k markets k shares kabhi aik taraf ja rah huty hen tu kabhi dosri tarf ja rah hai or stability nhi rehti. apko chahyee k ap is kisam ki small accout p trades na len blky khud se analyzing krna seekhen isi se ap successful ho sky gy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading nakam hugai hy??

                  Dear ap ka robot ager acha hai paid robot ap use karty hain us ka previous result demo pay attend karain us ka faida yeh hoga kay ap robot laga kay chor dain woh kudh ap ki trade ko kudh open ya close karta hai jis se ap apny robot se acha profit bana sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X