Ye Review DOLLER kay girny par mabni.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review DOLLER kay girny par mabni.
    Click image for larger version

Name:	122751243_3820952751323052_5964029598790125161_n.png
Views:	1
Size:	105.1 کلوبائٹ
ID:	12470055
    ADVANTAGE: Asalam o Alykum friends g han har koi janda hai is dor men dollor kay bary men hamen doler kay rates kay bary men pta he ho ga kay aj kal kay dor men dollor ke kitne mang hai or is dor men sb ko dollor he kamana hai or ap ko pta ho ga kay dollor ka rates girta rehta hai or barhta bhi rehta to dollor pehly 1.64 per ta pher 1.63 ho gya is sy wajha sy hamen is kay rates kay bary men ap ko btana chaheya jis sy hamen faida ho (After the British Raj faced dissolution in Pakistan in 1947, the Pakistani rupee was introduced. For the first year, these existed simply as British Indian coins and notes that were stamped over with the word ‘Pakistan’ but by 1948, brand new coins and banknotes were introduced. Similarly to its sister currency, the Indian rupee, the Pakistani rupee was originally divided into 16 annas, with 4 pice making up 16 annas. On January 1st 1961, the currency was decimalised and the rupee became subdivided into 100 pice, which were renamed as ‘paise’. Due to inflation, paise haven’t been issued in the country since 1994.)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

    Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj kare dollar ke girne per hai doston aaj main aap logon ke sath kuchh information share karunga aaj Ham baat karenge ke dollar kyon girta Hai Hai doston Jab bhi us Ka president speech karta hai ya FIR use country ki account mein updown hoti Hai to iske sath sath use country ki jo currency hoti Hai vah bhi updown hoti rahti hai Agar Ham dollar ke girne ki baat Karen to pichhle bich Mein Dala bahut ab chala gaya tha lekin Agar ab Dala ki baat karen to aap Dala niche chuka hai hai aur yah tab Hota Hai Jab use country ke account mein aap yaden ho to uski currency bhi Is tarah fluctuation hoti rahti hai agar dollar ki value kam ho to Pakistan baby dollar ki price kam Ho jaati Hai aaj Kal Pakistan mein dollar ki price 164 chal rahi hai ISI tarah Jab us Mein dala girta hai to Pakistan mein bhi automatically US dollar ki price kam Ho jaati Hai Agar Ham Pakistani rupees ki baat karen to rupaye ki Kadar bahut kaam hai US dollar ki nesbitISI tarah Pakistan ki economy Jab aap aur down hoti Hai to yah Dala ki fluctuation ke sath sath chal rahi hoti hai agar Dala aap jata hai to Pakistan ki account mein bhi down hoti hai aur iske sath sath Dala ki fluctuations hoti rahti hai aur us ki news ke mutabik Dala masjid girega thanks
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

      Asalamualikum forex all members umeed hai ke P sab log kheriat se honge dost aj hum dollar ke bare Mai baat karengai . dollar jis ko pori duniya Mai sab se Ziada maqboliat hasil hai.dollar jis se duniya ka almi nizam chalta hai.dollar jis ko hum bohat se mulko Mai is se mulk ki karansi be chalti hai.dollar kabi be apni jaga par nahi rehta kabi opar hota or kabi neche hota hai .dollar agar down Mai Chala Jaye to almi Mandi Mai is ka bohat barha asar parhta hai.or is se kahi mulko ko nuqsan ka samna be Karna parhta hai or agar ap mulki sata par koi karobar karte ho to ap ko dollar ppar Karna ho parhta hai or ap ke mulk ki karansi be dollar se taluq rakti hai or agar ap ke mulk ke kataansi pe dollar ppar hota hai to ap ke mulk ki karansi neche chali jati hai .agar Mai yeh kaho to Mera yeh kehna galat nahi hoga ke dollar se hi pori duniya ka nizam chalta hai . Or dollar ki pori duniya Mai bohat deamand hogi or is se muki karansi be chalti hai dollar be bohat se mulko ka hota hai par sari duniya Mai us dollar chalta hai . Dollar ek aham kirdar adda karta hai sare mumaliq Mai .
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

        Walaikum assalam dear apni current situation ki basis for bahut hi perfect analysis apni review Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt Agar Ham current week mein dollar ki value ko calculate Karte Hain To ismein Humko Idea Milta Hai Ki United State of America ki currency gradually decline ho rahi hai aur iski sabse main design ji hai yah vahan per president ke election held ho rahi hai jo ke currency ko bhi karne mein bahut hi important role play kar rahe hain Kyunki Jab aap Kisi bhi country Mein political instability se related discussion Karte Hain To yah Kisi bhi country ki currency co decline karne mein bahut jyada negatively affected ho sakti hai.

        No doubt Jab aap Kisi country ki currency ko declining aur increasing se related discussion karte hain to ismein aapko different important factors mil sakte hain jismein aapko political instability ke sath sath economical instability aur uske sath terrorism bhi bahut jyada affected ho sakte hain dear jab aapke country ki Gross Domestic Product Jyada Hoti Hai To Aisi situation main bhi aapke liye bahut jyada help hoti hai lekin Jab aapki Gross Domestic Product as compared to expenses of that country's kam hoti hai To Aisi situation bhi currency ki value decline hone ke chance Hote Hain.

        Faidy :

        Dear jab aap USD key value ko properly calculate kah Rahe hote hain aur aap us index a properly associated Hote Hain To Aisi situation main aapko Forex trading market mein bahut jyada advantages mil sakte hain aur uske sath aap different important business mein bahut jyada earning Hasil kar sakte hain Kyunki different important products USD se closely related Hoti Hai Jiska effect aapko different products par mil sakta hai isliye Jab Bhi aap United State of America ki currency se attached Rehte Hain To aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain aur uski declining aur increasing main aapko maximum advantages mil sakte hain.

        Nuqsan :

        Dear jab aap USD ki movement ko week observe Karte Hain To Aisi situation Mein different important metals for example gold silver and Platinum ki prices increase ho rahi hoti hai jo ki customer ke liye bahut difficult hota hai aur iski purchasing power kam Hona start ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

          gee brother ap ne aik acha aur current situation pe mabni topic choose kiya hay aur mn ye samjhta hon k forex mein trading krnay wala hr member dollar ki vlue km hnay k baaray mein achi tarah janta hai.agr forex market ki baat ki jaaye to oskay baray mein ye to aap jantay he hongay k jb market ko analyse kiya jata hay to fundamentally bhi analysing ki jati hay takay behtar nataij hasil kiye ja sakein.USA dollsr last 2 weeks se forex market mein decrease hona shoru huwa hay aur iski big reason yehi hay k wahan pe president election ho rahay hain jiski wajah se america ki economy bohat ziada disturb hay.dollar mein sb se ziada girawat last thursday and friday ko dekhi gai hay.abhi tak USA mein election ka result nahi aaya k wahan pe konsa candidate elect hoga president seat k leye magar is vaqt tak ki situation k mutabiq Trump ko defeate ka samna hay.ab jo new president banay ga wo Biden hai.Biden k elect honay k baad umeed ki ja sakti hai k agar oski policies achi hongi to USA currency aik bar phir strong position mein aajaye gi.aur agr new elected president ki policies aisi hoi jis se USA economically taraqi na kr ska to dollar mazeed girta jaye ga.

          Benefites:
          yahan pe hum forex se related benefites ki baat krtay hain to jo trader fundsmental analyse krtay rahay hain aur onho ne dollar ki value ko judge kr leya tha to onho ne currency and commoditied se realted items jin mein dollar ka important role tha unko sell and buy kr k kafi profit kama liya hay.

          Nuqsan:
          ​agar overall dollar k girnay ki wajah se world level pe baat ki jaaye to ziada tar commodities ki tijarat dollar ki base pe hoti hay jaisay XAUUSD,XAUUSG waghaira ab dollar k girnay ki wajah se inki price up hoti ja rahi hai jiski wajah se open market mein ye cheezein mehngi honay ki wajah se aam sarfeen inko nahi khareed sakty is leye ab inki drmand mein kammi ajaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

            Dear Forex members Jaisa ki aap Sabko pata hai ki Dollar at leading currency hai aur Puri Duniya per Raj Karne Wali Ek currency hai dost dollar ki kimat kaise girti hai aur kaise yah Upar Chali Jaati Hai yah depend Karta Hai Ek balki currency per Jani Ke Main aapko Misal deta hun Pakistan ka ke Pakistan ke rupaye ke mukabale mein dollar Kyon barrta Jata Hai yah dusre Mulk ke Jo currencies hoti hai vah ki kyon badh Jaati Hai value iska Kyon badh Jata Hai yadi send karta hai aapke economic situation per aapke Political situation per aapke personal situation per aapke income per capita part 2 Sagar aapke Mulk mein berojgari mein ijaafa Hota jata hai aap Mulk mein karobar band Pade Rahte Hain Aapke muhurt mein jyada Texas lag Jaate Hain ya ISI Tarah ki aapke job per capital income come Hota jata hai aapki financial situation kharab ho ya aapke Mulk per kar Sabar Jata Hai To ismein Jo dollar Ka Kar situation hota hai Dar Kaju rate Hota Hai Iski Jo Bheji Hoti Hai vah badh jaati hai aur Aapki multi-currency Ki Jo Billi hoti hai vah bahut Gir Jaati Hai To iski vajah se main aapko Misal deta hun Pakistan ka 200 Pakistan ki currency Kyon abhi battery ki taraf ja rahi hai Udal ka kimat Kyon Gir Raha Hai Doston aaj se Khush mahine pahle dollar 167 rupaye ka ek dollar Milta Tha Ab Taqriban 157 156 ke hisab se aapko Milega To Samay aapko Bata Dun ki dal ka kimat is Waqt Kis Liye girta ja raha hai uske Pakistan ka financial situation Toda battery ki taraf ja raha hai income per capita jo hai vah Badh Raha Hai foreign Jo currency Hai vah Pakistan ke mukabale mein girti ja rahi hai aur Pakistan ki currency majbooti ki taraf Ja Rahi Hai Iski vajah yah hai ki Pakistan mein jo export hota hai aur jo import hota hai vah opposite direction mein hai ya nahin ke Pakistan se export jyada ho raha hai Pakistan mein import kam ho raha hai aur Pakistan ki currency is ki takat ho rahi hai ki Political situation bhi Kuchh battery ki taraf ja raha hai business bol rahe hain Logon ki karo bar mein ijaafa ho raha hai to Pakistan ki currency Behtar ho rahi hai aur dollar ka kimat girta ja raha hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review DOLLER kay girny par mabni.

              jab bhi Dala ki price UP piya download hoti hai to uska market per bahut jyada asar hota hai kyunki hamara Jo international currency e wa dala hai international trade jab hoti hai to vah Dollars mein hoti hai aur jab bhi Dala ki price up and down hoti hai uska market per bahut jyada asar hota hai jaise hi aapki market mein dollar ki price hai hoti hai to Pakistan mein bahut sari aisi chijen Hain jinki price bhi jyada Ho jaati hai aur market mein bhi aapko najar aata hai ki dollar ki price jaise hi hoti hai market mein bhi price bahut jyada Hi Ho jaati hai aur jaise hi Dala ki price down hoti hai to market mein bhi kuchh aisi commodities maujud hai jinki prices down Ho jaati hai hai to bahut jyada effect hota hai dollar ka international trade per aur forex trading per bhi kyunki hamara internationally currency dollar hai jismein Ham international trade karte Hain

              isiliye aap jab bhi forex trading mein kam karte hain to aapko market news bhi jarur hasil karni chahie kyunki market news bahut jyada effect sabit ho sakti hain aapke liye aur market news ko dekhne ke bad aap market mein bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge jab bhi forex trading mein kam Karen market news ko surur dekhen kyunki agar aap market news ko dekhenge to uske jariya aapko easily market ki bhi samajh jayegi aur aap use hisab se apne trade ko adjust karenge aur acche se accha profit kam aaenge isliye aapko market news ko bhi jarur follow karna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X