yeh review sardion men honey ky istemal par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review sardion men honey ky istemal par mabni hai
    Aoa...​ dear memebrs ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear aaj jis topic per aap sabke sath baat karungi vah sardi mein Honey useuse karne ke bare mein hi jaisa ki AAP sab jante Hain ke winter aate hi thand bahut jyada badh jaati hai temperature bahut log ho jata hai aur thand bahut jyada badh jaati hai temperature bahut log ho jata hai aur iskeSaath-Saath flu khansi najla jukam bahut jaisi chijen bhi aana shuru Ho jaati hai is mausam mein Honey ka use karna chahie jaisa ki aap jante ka use karna chahie jaisa ki aap jante Hain ke iske andar shifa rakhi gai hai aur isko use karna sunnat hai yah ek nai shall chij hai aur isko ek natural medicine ke taur per yah ek nai shall chij hai aur isko ek natural medicine ke taur per bhi use Kiya jata hai yah bahut faydemand hai yah hamari sehat ke liye vaise bhi bahut achcha hai specially bacchon ko Hani Diya jata hai kyunki hamari sehat ke liye vaise bhi bahut achcha hai specially bacchon ko Hani Diya jata hai kyunki usseunki health bhi acchi rahti hai aur unko yah chhoti chhoti bimariyan bhi nahin hoti aksar bukhar aur khansi ki situation main bhi bacchon aksar bukhar aur khansi ki situation main bhi bacchon koDiya jata hai iske sath sath shaadi mein agar aap ko khansi hai to aap iska use Karen agar aap isko vaise kha rahe hain yaDiya jata hai iske sath sath shaadi mein agar aap ko khansi hai to aap iska use Karen agar aap isko vaise kha rahe hain ya dudhke andar mix karke bhi use kar sakte hain ya bahut sari bimariyon ko dur kar deta hai aur sardi ke asrat yani ke a a a flu khansi vagaira se aapko bacha tha hi dear members paise to iske bahut sare fayde Hain magar yah bahut adhik hotabacha tha hi dear members paise to iske bahut sare fayde Hain magar yah bahut adhik hota haiaur kuchh logon ko is allergy hoti hai aur iska use karne ke bad unko nuksan ho sakta hai iske alava ishq ka asar thoda garamaur kuchh logon ko is allergy hoti hai aur iska use karne ke bad unko nuksan ho sakta hai iske alava ishq ka asar thoda garam hotaJo log is bardasht nahin kar paate unhen iska istemal nahin karna chahie main chahti hun ki aap sab is bare mein apna knowledge shareJo log is bardasht nahin kar paate unhen iska istemal nahin karna chahie main chahti hun ki aap sab is bare mein apna knowledge share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review sardion men honey ky istemal par mabni hai

    INTRODUCTION :

    umaid hay k ap sab dost theek hongy apko aj meri teaf sy rabul awal ka pira din bht bht mubark ho.dosto aj ka bht khubsotat reviwe dia gya hy jo HONEYشہد per mubni hay.
    mera ispy analysisis alogin ko bht asand aye ga disto jaisa k aap janty hain kainat ALLAH PAK ki nemton sy bhri hoi hay mala maal hy is dunya m anwa o oksaam ki cheezien paida ki hain jo dunya main basny waly tmam insanon klye bht faida mand hain aur sehat bakhsh hain in nemton main trah teah k phal ..trah trah ki sabzian khusk mewa jaat jo isan apni khoraak k tor py istamaal karta hy ui tmam cheezin aik takatwar energy ki haaml ashya hain in main fiber neshsta paroteen lipids aur vitamins jo jsam ki groth aur nishonuma kalye byhad zrori hoty hain sab k sab ALLAH PAK ki nemten hain in nemton ka hamen shukar adaa karna chyee.
    isky ilwa aik aur anmol chezz jissy HONEY kehty hain Khuda ka anmol kudrat ka karishma hay shed aam tor pay janglon main paya jata hay aur og bhe issy farming kar kay bnarty hain tiar karty hain honey byhad meethi hoti hay lakin isk ander shuger ni hoti isy shoger k mareez istamal kar sakty hain
    isky ilawa hony HAMRY PIARY RASOL P.B.U.H istamal main laaty thy us nisbat sy istamal karna bht swaab aur sehat bakhsh hay .honey bachon sy lay kaer baron tak borhon tak sab k sab istamal kar sakty hain ui bht faida mand hay ui janglon main paya jata hay choti choti honey bees bht mehnat sy pholon ka ras chos kar isy tiar karty hain taky insan isy istaml kar k ALLAH PAK ka shukar adaa karen shed 2 kisam k hta hay aikbara shed jo shed ki bari bees mill ker bnati hain ui bht zida mikdaar main bata hy aur janglon main aam milta hay bees bary bary drakhton pre chatty bna k shed ikhtha karti hain aur isky ilwa aik khaas kiam ka shed jisy choti bees darkhton ki patki tehniyon main chup kar baith k bnati hain ui bht keemti kisam ka hota hay aur thori si mikdaar main paya jata hay .ui bhyad lazeez aur shafaf aur garha hota hy mareezon klay byhad ilaj k tor pay istammla kia ja sakta hyui honey markeet main bhe milta hy aur in shed ki farming bhe ki jaati hay.

    ADVENTAGES:

    honey ky bayshumaar faidy hain ui chiz sardyon garmiyon main istamal kia jata hy byhad mufeed hay sardyon main nomold babes klye by had faida mand hay iski taseer garm hoti hay dill ki vibration controll karny main byhad mufeed hy .
    isy bary bacy bory sab istamal karty hain isky ander bht se mikdar main faiber aur mukhtalif vitamins paye jaty hain jo jisam ki nishonuma klaye bht ahm hay
    honey ko mareezon ka ilaaj kalye istamal kia jata hy .
    ui byhad meethyi hoti hay aur bht lazeez hoi hay .
    ui shoger free hoti hay kudrat ka azeem shakar hay isy shuger k mareez bhe istmaal kar sakty hain .
    honey sehat klyr byhad mufeed hay
    honey HMAEY PIARY RASOL P.B.U.H istmaal farmaty thy isy istamal karna baise sy rehmat hay.
    • #3 Collapse

      Re: yeh review sardion men honey ky istemal par mabni hai

      Walekum assalam dear member aapane bahut Achcha aur important review Hamare Sath share Kiya Hai jo ki Honey se related hai Honey e-stim Amal karna Sunnat hai Hai Honey Agar pure mil jaaye to Iske bahut jyada advantages Hamen Milte Hain.honey honey bees se haasil kia jata hai jo k wo flowers ka ras choosny k bad bnati hn .honey ghanay trees k oper lagta hai jo log trees se honey utarty hn wo kafi zyda expert hoty hn ....hony ko istemal krny k bahut se advantages hn .

      Advantages :

      Honey ko har ghar mein istemal kiya jata hai ya different medicines Mein istemal Hota Hai bahut se log usko Apne diet plan Mein istemal Karte Hain...morning time khali pate honey ko pani me add ker k peeny se bahut se faidy hasil hoty hn ... skin care se related different home remedies Mein Honey Ko istemal Kiya jata hai yah Hamari body ke liye bahut jyada Jaruri hota hai iska istemal Karke Ham healthy rahte hain Neem Garam dudh Mein Hani ko mix Karke Peene se raat ko neend bahut acchi Aati Hai han Eco different mask and Scrub Main Bhi istemal Kiya jata hai....bahut c desi medicines me is ka use kia jata hai bachon k sath sath baron ki sehat k leay bhi bhut effective hota hai is ka...winters me honey ko bahut zyda istemal kia jata hai q k yeh thand se bachata hai ... Hume apni daily diet me is ka use lazmi krna chiay .....

      Nuksan :

      Honey aik bahut achi cheez hai pure honey kafi expensive milta hai but is ko istemal krny ka koi bhi nuksan nhi hai ...thnx
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: yeh review sardion men honey ky istemal par mabni hai

        Introduction

        Assalamu Alaikum dear friends ummid kar denge aap sab khairiyat se Honge Hamara aaj ka topic Jo aapane share kiya hai vah bahut Achcha hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki Hani ke beshumar fayde Hain yah Dava ke Taur per istemal Hota Hai Iske beshumar fayde Hain han store per II sardi mein iska istemal bahut fayda man Hota Hai Isko Ham Apne skin par bhi use kar sakte hain isase Hamare skin bahut acchi aur glowing Ho Jaati Hai Hani Hamen Har Tarah Se bahut fayda deta hai Iske bahut Sare fayde aur nuksaan 8 bhi hain jo ki main aaj aapke sath share karungi

        Advantages

        Dear Forex members Jaisa ki aap Jante Hain ki sabjiyon mein jyadatar Logon Ko Aur bacchon Ko khansi ki Shikayat rahti hai nazdeek Shikayat rahti hai Gala kharab rahata hai sardi Lagti Hai ine Sab ke liye sabse faydemand chij Hani hai tum per ya garam Hota Hai aur yah Hamare Khan se Nazre ko Aaram deta hai Agar Ham Karva Banakar usmein Hani Dal kar Piye to hamare khansi nasle ko Aaram a jata hai Hath aur per bacchon ke liye yah bahut acchi chij hai

        Disadvantages

        Dear Forex members Jaisa ki aapko pata hai ki Hamen ke bahut Sare fayde Hain ise Ras Ke Kuchh nuksan aadami hai yeah Sugar ke patient use nahin kar sakte yah bahut jyada Garam Hota Hai isliye isko Maksud tadad mein quantity mein use kiya jaaye

        Dear friends abhi Apne reviews share Karen thank you

        اب آن لائن

        Working...
        X