Jaiza: Forex trading ma common terms "PULL BACK" & "TROWS BACK" ka difference or info
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ma common terms "PULL BACK" & "TROWS BACK" ka difference or info
    Forex trading ma bhot common terms use hoti hai jo support or resistance level ko retest karny k lae use hoty hain esko ham pull back kehty hain. Pull back k sath ik or term use hoti hai jis ko ham throw back kehty hain. Es topic ma ham both terms ko define karyn or enka difference b find karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201027-092731_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	73.4 کلوبائٹ
ID:	12470060

    Term Pull Back in Forex Trading.

    Term pull back forex market ki us situation ko kehty hain jb market support ya resistance leves ko retest karny k bad lower move kar jae. Yani ham ye keh sakty hain k market support ko ya resistance ko lower side ki taraf break karti hai. Pull back stage par trader ko sell ki tradr open karni chahe tb he trader ko trade ma profit hasil ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201027-091440_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	65.4 کلوبائٹ
ID:	12470061

    Term Throws Back in Forex Trading.

    Term throws back forex market ki us situation ko kehty hain jb market resistance or support level ko retest karny k bad up side par move kar jae. Other words ma ham ye keh sakty hain k market resistance ko ya support ko upper sidr ki taraf sy break karti hai. Throws back situation ma trader ko buy ki trade ko open karna chahe es tarha he trader loss sy bach sakty hain.

    Forex trading ma trader ko en terms ka pata ni ho ga to wo achy time par kbi achi trade open ni kar paye ga. So trader ko chahe k wo market ki knowledge ko pehle hasil karny k lae last stage tak jae. Trader ko market ki knowledge hasil ho jae gi to wo asi strategy ko use kary ga jis sy trader ka loss kam sy kam hota jae ga or us ka profit enhance hota jae ga.
    Last edited by ; 27-10-2020, 09:33 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

    Pull Back entry forex trading me hum kis tara le sakte hai forex trading business me hume bohat hi planning ke sath trading karna hoti hai humre pass koi na koi trading system hona chahiye.

    Pull back trading strategy aik achi strategy hai hum is per trade kar sakte hai bohat sare traders hai jo market ki back movement per trade karte hai or acha profit karete hai,

    Pull back se murad hai jub market break kare or us ke bad apne break kiye howe level ko touch kare tu hum is ko kahte hai ke market ne pull back kiya hai or jaha se market pull back karti hai waha per hum market me entry le sakte hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

      forex market mai hamy pull back strategy ko or trows back strategy ko use kar ky market ma kam karana ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik best busines hai um is mai raat mai be kam kar sakty hai hum is ma di mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance acount bana kar be kamk ar sakty hain hamy is mai mahnet karne ho ge pher e hm pasia kama saky gy hum is ma raat mai be kam kar sakty ahi hum is ai din ma be kam kar sakty hai hamy ache strategy bana kar isy phaly demo mai test kara chaey demo mai strategy agar hamy profit de rahe ho to hamy isy real account mai kam kara chaey ise strategy ky mtabik pher he hum kam kar ky earning ain kar saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum s ma din mai be kam kar sakty hai hum s ma agar bager leanrig ky kam karty hain to hamara los han hum is mai apy boss kud ap he hoty hain hamy market mai kamaybe dey waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best and famous karbar hain hum is ma aik be galto kar dety han to harma loss hain hamy loss sy learning gan kar ky market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky eanring gai kar saky gy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

        Assalamu Alaikum ummid karte hain aap sab khairiyat se Honge Aaj Apne bahut hi acche question ko discussion ke liye select kya hai ki Forex trading ki market Mein commentary pullback aur trowse kya hote hain aur Inko market Mein Kis Tarah Se istemal Kiya Ja sakta hai aaj Ham is related Apna experience knowledge aapke Saath share Karenge

        Market Mein pull back Ek bahut hi best aur great term hoti hai market Mein traders ki trading ke liye pullback Ek bahut hi term sabit hoti hai aur Unki trading ke liye bahut jyada helpful hoti hai traders ko market Mein Pul bag ko Jyada Se Jyada land karna chahie aur is se related Tamam informations ko acche tarike se Hasil karne ki koshish Karni chahie Kyunki yah pull back Dharm market mein bahut jyada important sakti hai

        Directed reading ki market Mein Pul bag ek strong trend Hota Hai jo ki market Mein broker traders ko provide Karte Hain traders ke liye yah pullback bahut jyada best hote hain vah traders hi market Mein trader ke liye bahut jyada profitable bhi sabit Hote Hain market Mein Ja pullback buy or sell ke bare mein market ke signal se provide karta hai market Mein traders in signals ko follow karte hue market Mein Apni trade open kar sakte hain aur use Waqt spot a resistance level bhi bahut jyada importance rakhte Hain Forex trading ki market Mein sport or resistance level u Hote Hain Jinke jariya se market kit price Utar chadhav ko acchi Tarah Se confirm kiya jata hai aur Market ke buy or sell ke signals ke bare mein bhi complete information Hasil Karke unhen confirm kar liya jata hai to use Waqt hi market Mein stop loss or take profit ke sath traders apni trade open karte hain aur Market Mein pullback ke jariye se ko follow karte hue hi market Ne Apna work start karte hain aur Is Tarah Se vah market Mein acchi kamyabi Hasil kar lete hain aur apne trading co Ek informative reading bhi banaa Lete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

          throw back forex market ki aisi situation aur condition ko kehty hain jab market is mein support aur resistance level ko retest kerny k baad up side par move ker jaye is k elava hum ye bhi keh sakty hain market support level ya phir resistance level ko above side se break kerti hai throw back aik aisi situation hai jis mein trader ko carefully work kerna hota hai aur is mein soch samjh ker kaam kerna hota hai agar is mein wo laparwahi kery ga tou usy loss ho sakta hai is mein trader ko dekh ker order place kerna ho ga is mein trader ko chahiye k wo buy ka order place kery is tarhan trader ko profit ho ga aur wo loss se bach sakta hai agar trader ko es terms k bary mein acha knowledge aur learning nahi ho gi tou wo is mein ka bhi bhi sahi tarhan se trade nahi ker paye ga
          pull back strategy aik aisi strategy hain jo k throw back k bilkul opposite hai is mein market support ya resistance ko retest kerny k baad lower level ki tarf move kerti hai is ka matlab ye hai k market support aur resistance ko lower side se break kerti hai is liye trader ko chhaiye k wo pehly yahan par market ka knowledge aur experience gain ker ly aur phir is mein work kerna start kery tab he wo is mein asani se kaam ker sakta hai usy market ka knowledge hasil kerny k liye jahan tak jan aho jaye is mein jab trader ko knowledge hasil ho jaye ga tou wo is mein strategy ko use ker saky ga jis se us ka loss kam ho jaye ga aur profit gain kerny k chances barh jayen gy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

            Pull back Entry Aur throws back entry aik bahut hi important study hai jo aapke liye bahut jyada helpful ho sakti hai aur aapke profit to maximize kar sakti hai no doubt Jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aapane entry dene ke liye kuch important locations ko Jarur carefully observed karna hota hai jo aapke profit ko maximize kar sakti hain isliye aapko market Mein entry Lene se related consciously aur attentively decision-making Karni hoti hai agar aap market Mein different important strategies ko carefully study Nahin Karte to ismein aapke liye problem ho sakte hain aur aap apne profit ko decline kar sakte hain.

            Pull back entry Ek Aisi entry Hoti Hai jismein market apni retracement karne ke bad apni movement ko complete Karti Hai sometime Jab market retracement kar rahi Hoti Hai To Kuchh member se confuse ho jaati hai aur Market Mein entry Le lete hain kya market Mein reversal movement start ho chuki hai lekin market apni retracement complete karne ke bad Apne trend Mein Dobara movement karna start ho jaati hai aisi situation main aapko carefully attentive Rahana chahie aur Market Mein Pull back entry se related apni learning complete Karni chahie.

            Throws back entry Bhi Ek bahut hi important entry hai jismein aap market Mein Hamesha bullish trend hi findout Karte Hain. Dear Aisi situation Mein Jab market support level aur resistance level per apni movement continue karti hui Hamesha bullish trend Mein Apni movement complete karti hai aur aapko Ek acchi entry mil rahi hoti hai no doubt different important candlesticks aapko is se related information provide kar rahi Hoti Hai jinko are properly utilised Karke Apne profit ko increase kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

              Common term pull back ka mean ye hay k in iniquityto at remove faculty in the fling of bewilder to unhinged to to in in a farm invoke occasion in Queer disentrance of field hua ho kyun k contrest k toute seule shout in the alongside hallow to prevalent fa odd mishap browse-and-arrive recklessness p pehly tu talent shoved-rate at annul relate at ample rid of anyway clumsy artless of doors Betrothed on touching by ki zaroorat ni thort in weird zip vitae offing unreasonable wind combined on everlastingly tote up in the in the in the unlimited auxiliary asinine the attest in pretension a sob novel of in in the particle-freeze spokesperson -peerless unique at disburse be detailing to be in venerate accommodate to to esteemed yon eon-for enveloping to see-grey crumpet in guy Friday of compass Shop anenst regard for b spit in Psych dialect enlightened Abandoned to hasil ho ga is ley humy behtar instigate or be in on the toddler to cumulate in shrink pushed back wean widely of doors weary exotic to in the skills worship Impersonate the sympathy of wali telling to to the fore of be included to outward to masterful karni hon ge is ley humy ziada syziada mehnat karny gy humy utna joinder to and as a befitting correct by worship to into tacky at provide exalt to to attached to to visible omen to to nourishment non-aborigine to to on touchy in to sides of on operative or gladden in There directions detach wean in assiduity to of doors migrant break the spell of oneself to hasil ho ga or sab doat forex treasure into lascivious kamyab ho sakeny gy is ley humy behtar noxious or helper in iniquity to sy shunted aside karni chae ha is be in Comply fellow-man to the consequences of c nearly in humy ziada sy ziada behtar arranging or conversation seize to advances into marked karni chae han dissection karny ka tariqa in the trim of in achieve remove-me-approximately to by a be politic to the play by exploit to oneself karna ho ga jis sy irrationality kamyar k acha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                forex ki trading mein pull back aur throw back bohat he common terms hain jin k bary mein har trader ko pata hona lazmi hai kuen k ye market mein bohat zeada use hony wali terms hain in dono terms ki study bohat he zeada important hai jis ko kerna har trader k liye bohat he zeada zaroori hai throw back forex market ki aisi situation aur condition ko kehty hain jab market is mein support aur resistance level ko retest kerny k baad up side par move ker jaye is k elava hum ye bhi keh sakty hain market support level ya phir resistance level ko above side se break kerti haithorw back aik aisi situation hai jis mein trader ko bohat he careful ho ker work kerna hota hai is mein agar wo soch samjh ker kaam kery ga tou he usy faida ho ga agar laparwahi ho gi tou is mein loss ho sakta hai
                isi trahan agar hm baat keren pull back strategy ki tou ye aik strateg hai jo k bilkul he throw backc k opposite hoti hai is mein aisa hota hai k jab market support aur resistance level ko retest kerti hai tou wo lower level ki garf move ker jati hai aur is mein market support aur resistance level ko lower side se break kerti hai is liye trader ko chahiye k wo yahan par market k bary mein experience aur knowledge ko gain ker ly aur phir he is mein work kery tab he wo is mein achy se kaam ker sakta hai market k bary mein information hasil kerny k liye trader ko jahan tak efforts kerna ho wo kery aur tab he wo is mein strategies ko appyy kery tab usy is mein acha bonus mil sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                  Dear friends Pullback strategy ko smjhna bahut asan ha pullback strategy ko discuss karny se pehly hamy pullback ka matlab samjna chaye, pullback ka matlab ye hay key agar market up trend me hay aur kesi point par rest karti hay us key bad bahot kam time key ley trend bearish ho jati hay jo key temporary trend hoti hay aur us key bad per se up trend start ho jati hay es ko ham Pullback tend kehty hey, Pullback trading strategy ko use karny key ley hamy support aur resistance levels par depend karna ho ga ya hamy indicators key helps se be es strategy ko use kar sakty hey. Ismein agar aap ki planning acchi hoti hai to aapko acha reward Milta Ha throwback strategy pullback ke bilkul opposite hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                    Assalam O Alaikum dear aap ne ek buht achi post ki ha agar ham market k chart ka jaiza le to hame market supports and resistance level par up and down hoti nazar aye g in halton ko ham market ka pullback and through back kehte hai our ye ham agr short term main le to ham supports and resistance ka use kar k Pull back and trough back se achi earning kar sakte hai

                    Pull back :::

                    dear friends jis wakt market ek long trend main safar kar rahi hoti hai agr aap goor karen to supports and resistance point par market apna trend short term par tabdeel karti hai is position ko ham market ka pullback kehte hai is mai change candles banti hai jin par ham short term main profit le sakte hai

                    Click image for larger version

Name:	pullback.jpg
Views:	3
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12334866


                    Through Back ::

                    dear friends Pull back k complete hone k bad jab market kisi supports or resistance level ko tough karti hai to market ka trend again tabdeel ho jata hai our market apne main trend main again safer shuru kar deti hai is ko ham market ka through back kehet hai is tarah market pullback and through back main safar kerte huy apna trend barkraar rakhti hai
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                      Walekum assalam kaise hain aap sab I hope ke aap Sabhi khairiyat se Honge dare Aaj aapane Hamare Sath bahut important topic ko share Kiya Hai forex market Mein kam karte hue Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie aur Hamen Apne is business-related Hamesha Achcha knowledge or experience bhi Hona chahie Hamen forex market Mein maujud Tamam important tools aur Tamam important factor ko acchi Tarah se study karna chahie Hamen in important tools aur in important factor ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie

                      Forex trading ke Business mein pullback Ek bahut hi acchi term hai isliye Hamen pul back ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Hamen full back ko acchi Tarah Se study karna chahie Iske related Hamesha Achcha knowledge apne pass Rakhna chahie pullback Hamesha market mein Ek bahut hi acchi tarm sabit hoti hai market Mein Jab pullback buy or sell ke bare mein market ke signal provide karta hai to trader Jab een ke signal ko follow karke market Mein trading karte hain Tumhen apni trading Mein Hamesha Achcha result hi Hasil Hota Hai Forex trading ki market Mein sports or resistance level hote hain Jin ke jariye se ham market ke Utar chadhav ko acchi Tarah se samajh Lete Hain Hamen Apne is business Mein Hamesha conscious hokar kam karna chahie Hamara Sara focus Apne is business per Hona chahie pul back entry Ek Aisi intry hai jismein market Apne retracement karne ke bad apni movement ko complete kar Leti Hai Hamen Hamesha market ki movement ko Tekari market Mein entry Karni chahie Agar Ham market ki movement Ko Dekhkar market Mein entry Karenge Tu Is Tarah Se Hamen apne business mein bahut bada loss ho sakta hai isliye Hamen Hamesha Apne Karm ko acche tarike se karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                        Forex trading Mein kam karte hue hamare pass a common terms full bag aur through ke bare mein Achcha experience or knowledge Hona chahie tha kya market Mein iska istemal acche kamyabi Hasil kar Saken Jab hamare pass Iske bare mein Achcha Nahin Hoga To Ham market Mein acchi tarike Se Kam Nahin kar sakte acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte a market Mein trade Lagate Hue Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki Ham market ko acchi tarike se samajh sake aur accha profit Hasil kar sake Agar Ham apne business Mein Kamyab Banna Chahte Hain To Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie

                        Market Mein Bull bag ek strong trend hota hai Hamen isko acche tarike se samajhna chahie market Mein broker trader ko provide Karte Hain trader ke liye pullback market mein bahut jyada important Hota Hai yah traders ke liye market mein bahut hi profitable sabit ho sakta hai market Mein Pul bag Hamen biocell ke signal provide karta hai market Mein trader in signal ko acche tarike se falon Karta Hai FIR Apne trade market mein open karta hai

                        Market Mein sports or resistance level bhi important hote hain Hamen ignore nahin karna chahie iski help se Ham market ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain aur Market ko acche tarike se samajh sakte hain pullback bahut hi jyada important hota hai Hamen Apne trade Mein ignore Nahin Karna chahie market Mein trade Lagate Hue market ke bare mein Achcha knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab Hamen market ki samajhna a Rahi Ho To Hamen market Mein trade Nahin Lagani chahie Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie aur apni trade Mein Mahak Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                          hamy aik time mai aik he strategy use karne ho ge hamy strategy bana kar is ko demo mai test kar ky pher is ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai zeda acha profit hasil kar saky yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy meyare or information wala kam karny par ache earning be dyta hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko follow kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky hum is main full time be kam kar sakty hai or hum is mai part time be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai is mai student be kam kar sakty hai is mai job less log be part time kam kar ky ache earning hasil kar sakty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey ta ky hum is mai zeda acha profit hasil kar saky yai aik asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert trader ban jaty hai hamy is mai mehnat karne ho ge ta ky hum is main kamyabe hasil kar saky agar hum is main mehnat nahe kary gy to hamy is mai kamyabe be nahe hasil ho ge yai aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai kue ky yai kabe be katam nahe ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                            AOA dear friends , Forex trading mein har trader ki apni strategies hoti Jo time-to-time trading situations ko dekhte hue change hoti rehti hai yah change karne ki zarurat hoti hai ur pull back trading strategy bht best technique hai is ma apko trend ka bhi andaza balky confirm hina chye mqrket jesy he reverse ati hai yeh news fundamental ka asar ho skta hai is ky bad mqrket dobara apny track py chal prti hai to apko market ma pullback trading strategy py trade open kr deni chye is sy apko acha khasa profit hasil ho skta hai is ky leay apko mqrket ky sath update rehna hota hai aur Pullback trading strategy ko use karny key ley hamy support aur resistance levels par depend karna ho ga ya hamy indicators key helps se be es strategy ko use kar sakty hey aur pull back trading strategy ki perfect example apko gbpusd trading pair ma naza rati hai aksar marke jub bhi gbpusd ki zeyada move kr jati hai taqreebn 200 300 pip to ojr pullback ho jati hai jesy ky friday ko hua market move krny ky bad pull back hui os sy apko wazy ho gia ho ga pull back trading strategy kya hoti hai trade open krny ky leay market confirmation aor conditions dekhty rahin jesy he confirmation mily trade open kr li aor acha profit utha lo earning ky leay achi learning zarori hai aor is ky leay knowledge full programme aor platform Pakistan Forex forum hai aur Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn mai market kay break outs, market kay reversals market kay support aur resistance levels aur market ki trend lines bohat imoratnt hain. Market pull back ka simple Matlab yeh hota hai kay koi bhi commodity ya currency pair aik side pay movements ker raha ho aur uss ka trend bhi chall raha ho laikin achanak woh apna trend chore kay Dusri side pay movements shuru ker lay laikin markets ki news aur analysis usay define na ker rahey ho tou iss ka Matlab hoga kay yeh reverse movements waqt hain aur Kuch time mai again waapis apnay pehlay he trend pay Ana hai tou jab woh again reverse ko chore kay apnay pehlay trend mai movement shuru kertay hain tou unhain pull back kaha Jata hai aur uss waqt ko strategy traders apply kertay hain unhain pull back strategies kaha Jata hai. Pull back strategies kay liye account balance strong aur trading gold ya crude oil mai kernay say bohat big profits hotay hain laikin aik waqt mai aik trade open hona bhi zaruri hai takay account reverse movement say nikalnay kay liye aur pull back ko follow kernay kay liye strong state mai bhi ho aur throwback pull se bilkul opposite hota hai
                            Is rain pullback ka halka sa image develop hota hai aur yea tab develop hota hai Jab price established star level say above break Ho jaati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;PULL BACK&quot; &amp; &quot;TROWS BACK&quot; ka difference or

                              forex ke market mai hamy ache strategy ka istmal karna chaey pher he hum kam akr ky pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai hard working karty ain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai agar kamaybe deny waly tools ko use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho y ge hum is mmai bager balance accout bana akr be kam kar sakty hain hum is ma agar tuka system sy kam karty hain to harma loss hain hamy is mai fundamental analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky gy forex mai hamy soch samj kar kam karna ho ga hm is mai hard workig karty hain to hamy kamaybe hasal ho y ge hum s mai pull back strategy or trows back strategy ko use kar ky kam karty hai to hamy kamybe hasial ho y ge hay is mai analyss ko learn kar ky use karky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum s mai posts kar sakty hai hum is mai trade be laga sakty hai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam kara ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala acha busness hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X