Re: Sawal:"Liquidation Margine" in forex trading?
AOA dear friends , foreign exchange main
Liquidation Levels pre-determined level hote Hain aur in ko normally margin call bhi kaha jata hai aur margin call yah hota hai ki Jab koi aik trade ya zayada trades loss mein chali jayain aur nuqsaan maujooda equity kay baraber ho jaye tou woh tamam trade ya aik trade khud ba khud band ho jaye aur aap ka account balance bhi zero ho jaye ga lehaza jab bhi trade mein enter hoon tou inn sub cheezoun ko achi tarah study ker kay demo mein practice kerain aur phir real trade kerain aur jab ap over trading karty hain aur apki maximun trades loss mein chali jati hain tu jis trad ka loss sb se zayada hota ha wo jab apki equity bht kam reh jati ha tu wo trade close ho jati ha aur is tarha loss barh jata ha tu sb trades auto p close ho jati hain is liye ap jab bhi trades open karty hain tu free margin dekh k trades open kiya karyn.aur margin call apko broker deta ha jitny %bhi dena chahye Jab koi aik trade ya zayada trades loss mein chali jayain aur nuqsaan maujooda equity kay baraber ho jaye tou woh tamam trade ya aik trade khud ba khud band ho jaye aur aap ka account balance bhi zero ho jaye ga lehaza jab bhi trade mein enter hoon tou inn sub cheezoun ko achi tarah study ker kay demo mein practice kerain aur phir real trade kerain forex mein jab aap trading kertay hain tou loss ki surat mein aap ko aik call milti hai jab aap ka balance khatam honay ko hota hai aur jab margin call ati hai tou uss waqt aap ka balance end ho jata hai aur trade auto pae close ho jati hai aur account wash ho jata hai dear friends margin call se bachne ke liye hamen apni trading mn stop loss zarur lagna chahy margin call broker ki traf sy Milta hai yani jb hamra loss half balance sy ziada ho jata hai ya hamra account wash honey k kreeb hota hai tu jo margin ya kuch percent tak hamen broker ki traf sy releaf Milta has usy margin call kaha jata hai aor margin call hamsha half sy ziada loss py aata hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим