Yeh review "stand fan "pr mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "stand fan "pr mabni hai
    Salam dear members aaj ka mera review stand fan pr mabni hai jese k ap sb log janty hyn k stand fan ak fan ki type hai Jis k neechy ak stand lga hotaa hai r usko aao kaheen b easily move kr skty hyn
    Yeh electricity p chalta hai ..
    Pakistan mn bahut saari companies electric fans bnati hyn jese k
    5star fan
    Haier
    Younas fan
    Ahmed fans
    Royal fans
    Gfc fans
    golden fans
    Is k kuch faidy r nuqsant b hyn jese k mn apko btati hun

    Advantages

    In k kuch faidy hyn inko kaheen b asani s move kr skty hyn
    Yeh apko kisi b electric shop s asani s mil jaty hyn
    Yeh qeemat mn b km hoty hyn
    ap 2nd hand fans b khareed skty hyn
    Inko use Krna asaan hai

    disadvantages

    Is k kuch nuqsanat b hyn jese k
    Aksar bchy in men haath daal dety hyn r bahut nuqsan hoskta hai
    Q k inka size chotaa hai
    Yeh bijli kaafi consume krskty hyn
    in mn koi safety ni hoti
    Yeh jldi khrb hojaty hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope ap sab fine hon gy or forex par apni working ko khoob enjoy kar rahy hon gy ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
    Introduction:
    Mera aj ka jawab'' stand fan '' par mubni stand fan aik bohat important electronic cheez hai ye aik fan hota hai jisky nechy stand hota hai or upar aik round shape ky cage ma fan lga hota hai is fan ky sath aik long wire hoti hai jisky end py switch hota hai har ghar ma stand fan mojood hota hai ab ma apko isky faaidy or nuqsant jky bary ma btaon gi.
    Advantages:
    Stand fan aik bohat achi electronic cheez hai yeh har ghar ma mojood hoti hai ghar ky sehan jah par chat nahi hota waha yeh bohat use hoty hain or kam aty hain stand fan ko easily aik jgah sy dosri jgah shift kiya ja sakta hai yeh hamy diffrent companies ky mil jaty hain market ma easily availble hoty hain..
    Disadvantages:
    Jesy ky ham janty hain ky stand fan electronic appliance hain in sy bijli ky bill ma izafa hota hai ye fans sy bacho ko door rakhna chaye warna bacho ky hath deny sy yeh bohat nuqsan deh sabit hon gy yeh thory expensive bhi hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai


      intrduction.
      asalam..o.alikum..dear members mjy umeed hy ka aap khareyat sy ho gy...aap na aj jo review strand waly fN pr diya hy ma bhi us pr kuch bat krna chahti hu....app sb log tqreeban is ky istamal sy waqf hy...ya tqreeban hr ghar ma moojood hota hy...is ko kafu usramal ma laya jata hy..

      advantages..
      ab ma aap logi ko is ko isramal krny ky kuch faidy batati hu...ya aap easily utha ky ek jaggha sy doosri jaggha or rkh skty hy....is ko istamal krna asan hota hy..ya different quality ky hoty hy..ya aap ko asani sy mil jaty hy...ya bazar sy different rang ma milty hy
      types
      .jasa ka aap jamty hy ka ta different quality ky hoty hy ...jasa ka
      1.younis fan
      2.royal fan.
      3.ahmed fan
      5.5star fan...etc
      disadvantages...
      achi quality ky fan thoory mehngy hoty hy....in ko ustamal krna khatrnak bhi ho skta hy....q ka aap janty hy ka hr ghar tqreeban chooty bachy hoty hy jo is ma hata dall skty hy...is luye ya kisi bhi nqsan ka bais bnn skty hy

      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

        Assalamu alaikum my dear all Forex member Mera aaj ka reviews stand fan per hai Hai doston Agar satiety fan ki baat ki jaaye to over all stand fan har Ghar Mein available hai mosque Mein available hai aur shopping Mall mein available hai stand fan bahut acchi company Ka hona chahiestand fan ko Ham pedestal fan bhi kahate Hain iska ghar mein hona bahut jaruri hai garmiyon mein Ham stand fan Ka istemal karke garmi ko dur kar sakte hain har stand fan ka har Ghar Mein hona bahut jaruri hai iske sath sath stand fan ke bahut se fayde aur nuksan hote Hain Jo aaj main aap logon ke sath share karunga.

        FAIDEY.
        Doston Agar stand fan ke fayde ki baat ki jaayeAgar raat ke time aap stand fan laga kar sote Hain to aap ki nind bahut purushon kaun hoti hai iske sath sath stand fan bahut kam power consumption karta hai aur yah bahut kam shor karta Hai ISI ke sath sath uski price bhi bahut kam hoti hai hai aur yah 110 se lekar 220 ab rate ho sakta hai stand fan ke andar winding motor hoti hai aur State Bank ke andar Ek capacitor hota hai jo chargeable capacitor kehlata Hai agar aap logon ne second pahan lena hai to kopar karle copper ka stand fan bahut achcha Hota Hai.

        NUQSAN.
        stand fan ka nuksan ya hai ki agar iski motor jal jaaye to motor ki winding agar aap dobara karwayenge to iski kharcha bahut Hota Hai aur sitara friend ka nuksan ji hai ki iska capacitor bar bar jal jata hai hai iska capacitor acchi quality Ka hona chahie iske sath Jo Vaya hoti hai hai jo Ham jisse isko Ham power dete Hain Agar vah wala nangi hogi to aapko shauk lag sakta hai jisse aapki jaan bhi ja sakti hai aur aapka nuksan ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

          Introduction

          Aoa.. dear members umidd karti hun ki aap sab khairiyat se honge Diya aapane bahut achcha review pesh Kiya hai aapane stand fans ke bare mein baat ki hai jaisa ki aap jante Hain ki Ham sab Hi apne gharon mein fansi lagate Hain Jo ki room ke andar fit Ho Gaye hote Hain iske sath sath kuchh pen stand fans bhi hote Hain Jo hamare gharon mein jarur hote hain main aapke sath is bare mein apna knowledge share karungi aur iske advantages or disadvantages aapko bataungi

          Advantages

          dear members stand fan ke bahut jyada fayde hai jab se jyada garmi Ho jaati hai to ek chhat wale pankhe se Kam nahin chalta vah kyon ki garmi bahut jyada hoti hai aur vah jyada area Tak Hawa nahin de sakta iske sath sath baje tak aap fit hota hai use jagah per jyada Hawa deta hai to tab ji stand wala fan kam aata hai stand fan ab tab use karte hain jab bahut jyada garmi ho jata hai vah ki jarurat Ho iske sath sath agar aap kisi aisi jagah per baithe Hain Jo open hai Jahan per chhat wala pankha nahin hai ya koi dusri chij available nahin hai to aap vahan stand fan laga sakte hain iska ek aur sabse bada fayda hai ki iski Hawa jyada tej hoti hai as compared to dusre fan aur iske sath sath yah jyada thandak bhi deta hai aur paise to dusre fan sirf ek direction mein Hawa dete Hain magar to stand fan hai usko aap apni marji se kisi bhi site per ghuma sakte hain aur aapko aise bhi set kar sakte hain ki yah around ghoom kar tamam directions mein Hawa deta hai iske sath sath ka sabse bada fayda hota hai ki iske piche ek adjustment point laga hua hota hai Jahan se aap apni pankhe ki Hawa ko control kar sakte hain uska chitra ko control kar sakte hain numberon ke sath jaise ke Van tu three is tarike se iske sath sathiya Jo fan se aap jaisa kya aap jante Hain ki aajkal market mein different companies ke fans hai jaisa ke Royal fans hai iske sath sath gfc fans Pak fans yah bahut famous companies hai jinke fan sabse jyada use kiye jaate Hain aajkal to stand fans a rahe hain vah acche hone ke sath sath designing mein bhi hai jo sirf Kam nahin are table ke aapke ghar ki yah aapke room ki hai jis per jagah per aapane yah send rakha hua hai uski decoration mein izafa karte Hain

          Disadvantages

          dear members wese to stand pan ke bahut jyada fayde hai magar iska ek disadvantage hai kis ko aap ko spasht senapati ek jagah deni padati hai rakhne ke liye jaisa ke dusre fans 100 perfect sote Hain to aapko koi problem nahin hoti hai unko Tak dene ke liye agar isko aap ek proper jagah per rakhna padta iske sath sath hai thode vajan mein bhi jyada hote hain uthane mein thodi problem hoti hai jab aap usko idhar se udhar rakhte hain aap sabhi is bare mein apna knowledge jarur share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

            Assalam alaikum!
            Dear viewers ummeed hai aap sab kheryat sa hongay.Aj main aik aise topic par bat
            Krnay ja raha hon jo har ghar ki zrorat hai.G han main aj aap ko STAND FAN YA
            Pedestral fan
            k bare main btaon ga.

            Banawat:
            yh fan aik lambay sa stand k oper laga hota hai.yh different size aur designs main aata
            Hai.Aik lambay sa lohay k oper aik moveable fan laga hota hai.

            ADVANTAGES:
            ·Is fan ka faida yh hai k aap is ko kisi b jagha rakh saktay hain.
            · dosray fans m mukablay main is ki air zyada tez aati hai.
            ·yh fan moveable hita hai aur 180 k angle tak movement krta hai.
            Jis ki wajha sa har jagha hawa ponchai ja sakti hai.

            DISADVANTAGES:
            ·is fan k propeller k aagay jaali lagi hoti hai safety k lye lekin phir b
            Bachay ka hath andar ja sakta hai aur yh us k lye khtarnak saabit
            Ho sakta hai.
            · Yh fan steel ka bna hota hai, jis ki wajha is main current anay k wakyat
            Pesh atay rahay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

              Click image for larger version

Name:	images.jpeg-10~3.jpg
Views:	1
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12334904
              wa allikum asalaam,
              stand fan se mere khayal se har insan waqif hai aur iski wajah yeh hai k yeh fan har ghar ki zaroorat gay aur hamary pakistan mein yeh taqreebann har ghar mein paya jata hai.pakistan aik ghareeb mulk hay aur is mein rehnay walay majority logo ki germiyon mein stand fan ko he istamal krty hain.stand fan bohat si companies ne launch kiya huwa hay aur yeh hum ko marlet mein aasani k sath mil jata hay aur iski qeemat bhi munasib he hoti hay.yeh mukhtalif size mein hita hay aur iska maximum size 24inch hota hay iskay ilawa yeh 22 aur 20 innch size mein bhi apko mil sakta hay.kuch famous company k stand fand bohat ziada mehnagy bhi hain aur oski wajah yeh hai k fan mein istamal honay wali motor ki quality agr achi hogi aur oski wiring bhi pure copper ki hogi to woh hum ko mehnga he milay ga.iskay ilawa aur bhi bohat si local companies ne stand fan banaye huway hain jo market se mil jatay hain aur inki qeemat bhi sasti hoti hay magar inki motor mein jo wire istamal ki jati hai woh copper ki bajaye silver ki hoti hay is eajah se silver wiring walay fan ziafa bijli consume krtay hain.

              Advantages:
              stand fan ko easily transfer kiya ja sakta hai.
              iski speed ko bhi high aur low kiya ja sakta hai
              iska air pressure ziada distance cover krta hai
              stand fan ko hum streight aur rotation pe challa skty hain aur fan k gront k ilawa bhi sides mein bhi air provide kr sktay hain.


              Disadvantages:

              stand fan childern k leye khatarnaak sabit ho sakta hay q k is mein agr koi cildren apna hath faal de to woh zakhmi ho sakta hai.
              stand fan se agr electric shock lag jaye to maut ho sakti hai
              stand fan ki motor dosray ceiling fan se ziada barri hoti hay is leye yeh ziada bijli leta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

                Salam dear members aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo case stand fan Kare latest hai to jaise kya aapko pata hai ki stand wala fan haiis tarah aapko pata hai kis ki kafi jyada fayde hote Hain Ham isko kahin bhi Le ja sakte hain uske sath aapko ya hare company ka mil sakta hai kisi bhi company se aap stand fan Le sakte hain ISI tarah pedestalfan SK boss ke fayde Hain Ham kisi bhi company se pedestal fan fan Le sakte hain aap apni range ke mutabik DJ fan Hari sakte hain is tarah se aapko acchi se acchi quality ka bhi mil sakta hai uske kafi jyada advantages hai aur iski Koi disadvantages and Jo main aapke sari detail se share karti hun .

                Advantages .

                G dear to jaise ki aap ko pata hai ki uski kafi jyada fayde Hain Ham ishq fan ko kahin bhi Le ja sakte hain kahin 20 customer kar sakte hain agar aapane ko istemal room mein karna hai to Ham school room mein bhi rakh sakte hain halwara mein bhi rakh sakte hain ISI tarah is ke kafi jyada fayde Hain Ham isko kahin bhi use kar sakte hain ceiling fan safe Roop per hi Lage hote Hain but pedestal fan ham log kahin bhi Le ja sakte hain ISI tarah ceiling fan sirf Ham ek hi jagah per fit kar sakte hain but pedestal fan ko Ham kahin bhi Le ja sakte hain Jahan bhi aapko jarurat Ho iski Ham vahan he is Kar Le ja sakte hain aur uska istemal kar sakte hain chhat per Ghar per bhi Ham usko Le sakte hain Na itna was nahin hota hai iska itna jyada vate nahin hota har Koi isko isliye tha kahin bhi Le ja sakta hai aur yah ceiling fan se kafi jyada best hota hai iski Hawa kafi jyada thandi aur tej hoti hai ceiling fan se tabhi jyadatar log garmiyon mein pedestal fan kahi use karte hain jis se kafi jyada garmi ko control kar leta hai .

                Disadvantages .

                aap ko pata hai ki har chij ke advantages ke sath uske kuchh Na kuchh disadvantages bhi jarur hote to see tarah uske bhi Koi disadvantages hai jaise ki aap ko pata hai kijiye pedestal fan ham log kahin bhi rakh sakte hain aur aap ko pata hai kya ghar mein hi bacche is group mein Jude hote hain aur bacchon ko ine chijon ka nahin pata hota to was mein hath Dal sakte hain jiski vajah se unko bhi lag sakta hai uske sath aap ko pata hai ki iski extension bhi jameen per hi padi hoti hai aur jiski wajah se agar jameen per pani hai to usse current lagne ka week after khatra ho sakta hai ISI tarah bahut hi careful iska istemal karna padta hai Varna ji bahut hi khatarnak ho sakta hai isase kafi jyada current lagne ke chances hote Hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

                  Assalam o Alikum!
                  Doston umeed karta hu ap sab khariat sa hon ga aj ma apko stand waly fan ka bary ma bataon ga

                  Introduction:

                  Dosto ya bhot he ahm cheez ha stand wala fan humko hawa farahim karta ha ya bijli ki madad sa chalta ha iski motor stand ka upar fix hoti ha jo bijli ki madad sa chalti ha aj kal har ghr ma mojood hota ha

                  Structure:

                  Doston iska neechy aik lamba sa stand hota ha usky neech aik circle sa hota ha jis ka upar lamba sa loha fix hota ha usky upar moveable motor hoti ha wo motor bijli ka zariya chalti ha usky agy aik fan hota ha or ka agy aik jali lagi hoti ga safety kaliya

                  Advantages:

                  Doston iska bhot sary advantages mojood ha
                  Doston ya aik jaga fix ni hota hum isko idhar udhar rakh sakty ha
                  Ya hum ko ****h hawa data ha
                  Iski motor moveable hoti ha wo idhar udhar ghoomti ha or loogon ko hawa dati ha

                  Disadvantages:

                  Doston iska disadvantages bh ha
                  Isky fan ka agy jo safety kaliy jali hoti ha usma kisi bh choty bachy ka hath chala jata ha or kisi bh bachy ka hath kat sakhta ah
                  Ya bhot sari bijli consume karta ha
                  Iski motor kharab bh ho sakti ha ya jal bh sakti ha
                  Iska wazan bhot zayada hota ha isko uthany ka bhot masla hota ha

                  Cost:

                  Ya humko marketa asani sa mil jata ha iski price taqreeban 7hazar tak hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

                    Stand fan buht hi acha product hy super asia ka jis sy hm garmio mn hawa lay skty hn sakhat grmi hoti hy r hawa bhi band hoti hy to is sy hm hwa ly skty is ky ilwa hm isy kahi bhi utha ky ly ja skty hn r use kr skty hn buht sy countries mn iska istmal buht zeada dakhny ko mil skta hy is liy market mn demand mn hota hy.
                    Is sy hm hwa ly skty hn garmio r isy hm kisi bhi ly ja skty hn r is sy electricity bhi buht kam use hoti hy jis wja y bill bhi kam ata hy.
                    Advantages
                    Iski price buht kam hy jis wja sy her insan isy khareed skta hy jo logo ac cooler ni ly skty wo log stand fan sy apni life ko kuch asan bna skty hn isky elwa bary hall mn jaha buht sary log hon waha bhi y use hoty hn r y market sy mil bhi asani sy jaty hn

                    Disadvantages
                    iska r to koi bhi nuksan ni hy bs jb garmi buht zeada hoti hy to iski hwa bhi garam ho jati isky elwa agr mosam normal ho to iski hwa bhi normal hi hoti hy
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

                      Asslam o Alikum umeed krta hun ap sub khair sa hon ga ur Allah pak ap sb ko apna hifzo emman ma rakha Ameen tu Aj hum jis topic pa baat krna waly hn wo ha ak Stand Fan tu chlean zara janty hn es ka bary ma ka ya kya ha q ha ur kis lyea ha stand fan nam sa he zhyar ho rha ha ka ak fan ha jis ka nuchy ak stand laga hota ha jo ka us ko zameen sa upr sedha rhana ur ak ghyga rukna ma madad data ha wasy tu es dor ma science ki badolat insan na kya sa kya mutaf krwa dea jo ka insani zandgi ka lyea karamd bhi ha ur nuqsan dhya bhii jin sa insani zandgi kush bhii hoti ha tu dusri traf wo es sa khafi gumghen bhi tu es thra science ka ak awiskar ka bary ma baat krta hn jis ko stand fan ka nam dea gya wasy tu es ki bhoot si aqsam bhi hn jasa ka tabel fan selling fan wall fan lakin hum baat krean ga stand fan ki tum hum pakistan ma rahtan tu hum baat krean ga pakistan ki in mashor o marof companies ki jo ka ya fan bntay hn ur hum tak ounchaty hn in ma sa Humra pass hn Star Fans Hair ki company Royal Fans Ahmed Fans Qazi Fans ur bhi bhoot si companies ati hn jesa ka golden Fans ho gya agr baat ki ja in stand Fans ki tu in ka fieda ya ha ka ya ba esani ak jhyga sa dusri jhyga La gya ja sakta hn in aka sath ak takreban 5-6 feet lambi tar de jati jo ka esani sa khan bhi fit ho sekti ha aj ka dor ki baat ki gya tu hr kasi ka ghr ma takreban ya Fans majood hn ur log in sa fidea utha rha hn ya hum ka ak aram dha hawa ka lutaf deta ha jo ka taka howy insan ko bhoot achi lagti ha ur es ka elwa log us ko ghr ka kamo ma bhi use krta hn jesa ka gandam ki safi ka lyea ur ab agr baat ki jya in ki buryan ki tu wo ya ha ka ak tun in ki awaz kajfi basuri hoti ha jo ka insan ki achii nhi lagti muja tu kas tor pa nhi achaa tu dusra es ka jo nuksan ha wo ja ka aqsr choty bucha jo din ko jagty hn ur un ko hr cheez na ungli krna ka dil krta ha tua wo apni ungli es ma dal ka katwa sakty hn q ka koi khas safty nhi kia gi ur ya watar proof bhi nhi pani sa khrb ho jata ha bajli ki baat ki jya tu ya khfi voltage ko ghra deta ha jis sa es ka estamal kam ho jata ha aqsr ur agr bajli ki voltages high low hun tb bhi es ka jalna ki umeed ki ja sakti ha lakin ya ba asni thik bhi ho sakta ha agr es ki price aki baat ki jea tu muqtlif rate hotyn hn jin ma 5000 Rs sa start lyea jata ha umeed krta hun ap ko es sa kish madad ur help mali ho apna bhoot sra khyal rakhy aga malty hn agli post pa tab tak ka lyea Allah hafiz
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;stand fan &quot;pr mabni hai

                        stand fan ka use km hota hy another Kamyab Jaaye auaam ki ehmiat batanay aur samjhanay kihadd takk he ho sakta hai. Throw over seminar board advance aur veto intermediary apnay kaam mai impartialhota hai aur koi bhi kisi kay appear mai ya kisi dusray ki compromise kay liyekaam nahi kerta hai. the Ftakk he chaperone kertay hain aur sikhatay hain affiliated states of americakaybaad seniors bhi apni obtaining and exaltation mai bustling ho jatey hain. Iss liye ground-breaking aur juniorindividuals ko iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay mehnat kay liye khud aikdusray ko dormant kia karian. Pak the Forex swop meeting board bhi motivational seminar Theatric unksa contributor nahin hota Jo newcomer disabuse of interchange mein kamyabi ke sath onerous paintings karne ke liyekamyab Ho Jaaye aur faction painful terminate se kam karke acha go-between Bana ja haiforex shopping for and heartening mein kamyabi hasil karne ke liye o most operose commission scheduled hota hai yah forex purchasing an investors ki advices aur techniques ko he kiyu daikha aur suna jatahai aur unhi pay kiyu ammal kia jata hai tou unhain yeh baat zarur samajhnichaiye kay jo traders superior hotay hain woh bhi shopping for and promoting seekhnaykay doraan obtaining and developing shuru kernay into shopping for and promotinrs fight pehyhe mistakes aur unn kay answers ka pata hota hai. Aur unhain avant-garde aur juniortraders ki not unusualplace mistakes kay andaza hota hai iss liye dig bhi koi substandard yanew supporter kisi elder middleman betoken kuch poochta hai tou woh sawaal puchnay saybhi pehlay he baat

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X