Ye review refrigerator per mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review refrigerator per mabni hy
    Ye review refrigerator per mabni hy:
    Introduction:
    Assalamualaikum! Dear forex mmembers
    ​umeed hy k ap sb thk hngy mera aj ka topic refrigerator per mabni hy jo har ghr ki zrurt hy.ajkl k dor me refrigerator k bgbghyr guzara mumkin nagi . refrigerator k 2 portion hthty hyn ek me km cooling hthti hy r dusry me zyada jisy freezer b khty hhyn.us me brf wghyra bnai jati hy.refrigerator mr ddoodh salan fruits wghyra rkhy jatjaty hyn taky khrb hny ssy bach jaein.garmion me refrigerator ki ashad zrzrurt hti hy.refrigerator different sizes k hty hyn small, medium,large.is ki quality r colors b vary krty hyn.meny ap k sth kch information share ki ab ap apna knowledge mery sth share kryn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review refrigerator per mabni hy

    introduction..
    asalam.o.alikum..dear members...mjy umeed hy ka aap khareeyaat sy ho gy ..aap na jo review diya hy wo refrigerator pr mbni hy...ma aap st apni information share krna chahti hu....refrigerator ka ustamal grmuyio ma zauda hota hy...is ko tqreeban hr ghar ma istamal kiya jata hy....aj kl 7s ky beghar koi guzara ni hota....ya aap ki different size ki mil skti hy
    advantages..
    ab ma app ko is ky kuch advantages batati hu...is ki is.al kr y ka ek maqsad jezoo ko kharab hony sy bachna hota hy..
    is ky doo oarts hoty ht uuper eala part chota hota hy is ma zauda trr brf wegara bni jati hy...or neechy wala part size ma brha hota hy ..ia ma aap saln,doodh,or fruit wrgara lkh skty hy...is sy app ki cheeza jld kharab ni ho gi
    ya app ko different size ma mil sktu hy..amm tor pr is ky teen size hoty hy
    1.larg refrugerator
    2.short refrigerator
    3.medium refrigerator.
    ya aap ko different cilr ma milti hy...app jo jo cilr passand aye app ly skty hy

    ya different rang ma milti hy...aap jiss price ma lena chahy ly skty hy..
    disadvantages..
    jasa ka app log janty hy ka refrigerator grmiyo ma bhut zaida ustama ku jati hy...ir ya electricity pr chalti hy..is liye grmio ma is ky istamal ki wajha sy app ka bajli ka bill zauda ata hy...
    agr app refrugerator achu quality ka na ley tu ya kharab ho skta hy

    • #3 Collapse

      Re: Ye review refrigerator per mabni hy

      Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review refrigerator per hai doston aaj ka topic bahut achcha traffic hai aur aaj main aapko bahut informative cheezn bataunga refrigerator ke bare meindoston Agar refrigerator ki baat ki jaaye to refrigerator Pakistan mein mukt left companiyon ke use ho rahe hain aajkal refrigerator har Ghar Mein har shop per har shopping Mall mein aur har jagah refrigerator ki zarurat hoti hai doston jaisa ki aapko pata hai ki Pakistan mein hot weather Hota Hai hai aur isliye log ice cream cold drink aur iske sath sath aur bilkul chijen khana pasand karte Hain isiliye har Ghar Mein har shop per har shopping Mall mein aur har jagah refrigerator ki bahut zarurat hoti hai doston refrigerator ke bhav se fayde aur nuksaan aata Hai.

      FAIDEY.
      My dear Forex memberaaj main aapko refrigerator ke fayde bataunga Agar ghar mein refrigerator ke fayde ki baat ki jaaye to ismein Ham visitable ice banaa sakte hain vegetables mein rakh sakte hain iske sath hath raat Ka dinner bhi ismein rakh sakte hain aur ISI ke sath sath ismein ham khane peene ki tamam chij rakh sakte hain refrigerator Mein Ham icecream bhi bana sakte hain ismein Ham coldrink bhi rakh sakte hain doston Agar shopping Mall mein refrigerator ke fayde ke bare mein baat ki jaaye to shopping mall Mein refrigerator Ka hona bahut jaruri hai Kyunki log ice cream cold drink aur iske sath sath Aur bhi khane peene ki chijen lete Hain aur Agar fridge ke fayde ki baat ki jaaye to is yah har shop per hota hai aur show wale ko bahut jyada fayda hota hai Kyunki ismein coldrink icecream Tere aur rakhe thandi karta hai aur log lete hain aur used refrigerator ka bahut fayda Hota Hai.

      NUQSAN.
      Doston Agar refrigerator ke nuksan ki baat ki jaaye refrigerator Ek Aisi electrical device hai jo bahut jyada electrical consumption karti hai agar refrigerator ke sath stabilizer nahin Hota to yah log voltage per update nahin hoga iske sath leather Ka hona bahut jaruri hai aur Saddam leather ki price jyada hai yah bhi uska Ek nuksan hai aur iske sath sath yah log voltage bhi update nahin Hota agar fridge short Ho jaaye to aapko earth lag sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review refrigerator per mabni hy

        Sal dear members ap n hmry Seth bahut accha review share ka hai jo k refrigerator k baary mn hai
        Yeh aj kl bahut ziada use hony wali electric appliance hai r iska istemal hr ghr mn aam ho chuka hai
        Pakistan mn mukhtalif brands refrigrator manufacture krty hyn jese k kuch bramds k name mn apko batati hun

        Brands of pakistan 🇵🇰

        Haier
        Pell
        Orient
        Dawlance
        Sony
        Etc

        Parts of refrigerator

        Refrigerator k 2parts hoty hyn
        1:freezer
        2:refrigerator

        Is k kuch faidy r nuqsant hoty hyn jo k mn apko btati hun

        Advatages

        Fridge k bahut sary faidy hoty hyn jese k
        Is mn aap Apny cheezo /khaano ko rakhty hyn ta k wo khrb na hun
        R aap ziada time k liye use kr skin
        is mn aap baraff jama skty hyn
        Usko use krnaa bahut asaan hai
        Frudge mn aap apny frozen deserts ghr mn e tyaar kr skty hyn
        R inko easily use kr skty hyn
        Yeh Apko different ranges mn easily mil jati hai
        Ap ksi b electric shop s easily khareed skty hyn
        Apko sassti r 2nd hand fridge b easily mil jati hai
        Ap apny fruits r vegetables ko is mn easily rakh skty hyn

        Disadvantages

        Bahut sary faido k sath is k kuch nuqsanat b hyn jese k
        Br br fridge khany r bnd krany ki wja s is k magic 🔮 khrb hojaty hyn
        Aksar refrigerator ki Gass bahut jldi khtm hojati hai
        Yeh kafi ziada bijli consume krty hyn jiski wja s bill ziada ata hai
        Agr refirigrator k sath stabilizer na ho tw electricity ki wja. S usko stroke lg skta hai r apka fridge bilkul bekaar hojata hai
        Achy brands k refrigerator bahut mehngy hoty hyn
        • #5 Collapse

          Re: Ye review refrigerator per mabni hy

          Asalam O Alikum
          Refrigerator jo k har ghr ki zrurat hai har ghar ma har kitchen ma ik refrigerator lazmi hota hai jo k ghr ki khany peeny wali cheezon ko fresh rkhta h hum kisi b khany ko store krny k liye iska use krty hein.

          Pakistan ma brands boht say hein jin ki refrigerator sub say achi samjhi jati hai jin ma say kuch boht zyda famous b hain jasy k
          Haier
          Samsung
          Pell
          Dawlence
          Orient
          Soney
          Etc.

          Aj kl k any waly refrigerator wireless ma hein or ik say zyda Khny b hoty hein us ma means k at a time hum dono arts ko simple food store krny or ice form ma cheezon ko store krny k liye b use kr sakty hein zyd tar ye electricity say chalti hain or Watt k hissab say bbajli ka use hota hai.
          Ice cream, juices, fruits, vegetable etc is trha k items ko store krna boht asan ho hata hi is k sath sath aj kal mini size k refrigerator b available hain jis ma hum meat or seasonal fruit ko asani say long time k liye store kr k rakh skty hein or usko asani say use b kr sakty hein. Achi cheez ki quality ko jan k use kiya jye to long lasting kam kti hain or paisy b zaya nhi hoty.
          Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12334899
          • #6 Collapse

            Re: Ye review refrigerator per mabni hy

            Assalam o Alikum!
            Doston umeed karta hu ap sab khariat sa hon ga aj ma apko refrigenerator ka bary ma bataon ga ka ya kya cheez hoti ha

            Introduction:

            Doston refrigenerator bhot he ahm cheez ha aj kal yar har ma mojood hota ha or har ghr ki zaroorat ha isky zariya hum apni cheeza thandi karty ha iska 2 portion hoty ha ik ma hum cheeza fresh rakhy rakhty ha or thandi or jo upar wala chota portion hota ha us ma hum apni cheezon ko baraf bana ny kaliya use karty ha or us ma hum zayada tar barf banaty ha or kisi khany wali cheez ko rakhty ha baraf banany kaliya us ma cheezan mahfooz rahti ha

            Structure:

            Doston ya agy sa plastic ka ban hota ha or side sa steel ki patli si chadar ka isky doors ka andar foam type material hota ha iska andar gas dalti ha jo ka cheezon ko thanda karti ha or cooling dati ha ya bijli ka sath chalta ha isky peechy jali lagi hui hoti ha jo ka temperature barqarar rakhti ha

            Advantaged:

            Doston iska bhot sary advantages mojood ha
            Ya cheezon ko thanda rakhta ha
            Ya humari cheezon ko fresh or mahfooz rakhta ha
            Ya cheezon ko kharab ni hony deta
            Iska upar wala portion baraf banany kaliya hota ha
            Iska andar hum apni sabzi,doodh,flour waghera rakhty ha ya inko kharab ni hony deta

            Disadvantages:

            Isky bhot sary disadvantages bh ha
            Ya kabhi kobhar kharab bh ho jata ha iska parts repair bh ho jaty ha kabhi kabhi jal jaty ha or new lany oarty ha
            Iski gas bh kabhi kabhi khatam ho jati ha
            Isko rakhny ka bhot masla hota ha

            Cost:

            Inka sizes mukhtalif hoty ha jinki waja sa inki prices bh mukhtalif hota ha ya mrket ma asani sa mil jata ha inki prices 50 above hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: Ye review refrigerator per mabni hy

              introduction

              Aoa. dear members umiid karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear aapane bahut acche topic per baat ki hai aapane refrigerator ke bare mein baat ki hai chor ke bahut hi jaruri chij hai aur aajkal har Ghar mein maujud hoti hai to main aaj aapko kisi chij ke bare mein information dungi aur aapko is ki advantages or disadvantages bataungi


              Advantages

              dear members refrigerator aajkal har ek Ghar ki jarurat hai jaisa ki aap jante Hain ki hamen daily life mein iski jarurat padati hai aur apni food bageera ko rakhne ke liye isko use Kiya jata hai iske alava Ham apni daily life ki chijen jaisa ke Pani Vergara bhi thanda karne ke liye fridge mein rakhte Hain garmi ke mausam mein to refrigerator bahut jyada use hote hain kyunki Ham apna khana aur Jo Pani hote hain drinkVara bichhade karne hote Hain to Ham apni UN sab chijon ko fridge mein rakh sakte hain iske sath sath Ham apne fruits or vegetables ko bhi fridge mein rakh sakte hain isliye jyada time tak fresh rahti hain aur kharab nahin hoti iske sath sath aap dudh while Kiya vah bhi fridge mein rakh sakte hain Pani ki bottle se bharke thunder karne ke liye fridge mein rakh sakte hain iske sath sath aap koi bhi kisi kishan ka bhi salan wagera bhi fridge ke andar rakh sakte hain aur koi bhi bakery ki product ke prakar abhi aap fridge ke andar rakh sakte hain kuchh chij aisi hoti hai jinko aap banakar jyada time ke liye rakhna chahte hote hain aap unko jyada time tak use karna chahte hote hain to 29 on ko aap fridge mein rakh sakte hain kyunki agar Ham Bahar kisi chij ko aise hi rakhte hain to uska temperature jyada ho jaane ki vajah se yah garmi ki vajah se vah chij kharab ho jaati hai lekin fridge ka ek fayda ya bhi hai kya usmein aasani se Koi bhi chij jyada time tak ke liye fresh kar sakte hain fresh rakh sakte hain aur usko aap jyada time tak use kar sakte hain ya bahut jyada kam ki chij hai aur jo refrigerators hote hain unke andar icing kabhi system hota Ham barfi bana sakte hain uske andar aur apna Pani thanda kar sakte hain iske alava Ham bhi foot ki har item ko fridge ke andar preserve kar sakte hain

              Disadvantages

              dear members vaise to refrigerator ke koi bhi disadvantages nahin hai magar iske andar agar aap 31 ko jyada time tak preserve karke rakhenge to use sakta hai kya chij ka test kharab ho jaaye iske sath sath agar aap iski proper safai nahin kar rahe to aapki refrigerator bahut jaldi kharab ho sakta hai aap sabhi is bare mein apna li jarur share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hog thanks
              • #8 Collapse

                Re: Ye review refrigerator per mabni hy

                Asalam O Alikum dear friends aaj ka hamara ye review refrigerator par mabni hai jis main ham refrigerator k about discus karen ge k ye kis kam ata hai kis tarah working karta hai our is k kia faida hai our is k disAdvantages ki b bat karne ge so lets start :

                Refrigerator ::

                dear friends refrigerator ek hose based electronics device hai is ko ghron main buhat zayda use kia jata is k ilawa shops and hotesl main b ye use hoti hai dear friends is ka kam food ko fresh rakhna hai ye apne adnr ka temperature low kar leti hai our is main mojod food thada rehta hai our zayda der tak fresh and store reh sakta hai is k ilawa agar aap ko sweet dishes ya cake wgera ko thanda karna hai to aao us ko refrigerator main rakh sakte hai ye hamare kitchen ka important part hai


                Click image for larger version

Name:	refregerator.jpg
Views:	4
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12334926


                Advantages ::

                dear friends in k beshumar Advantages hote hai :

                1. ye hamrae khane ko store kar sakti hai our ham kabi bhi garm kar k khana kha sakte hai
                2. ye different colours and design main hoti hai
                3. in main ham hafte bhar ki sabzi rakh sakte hai our is tarah bar bar ham bazar nahi jey ge
                4. ye khane ko kharab nahi hone deti hai
                5. sweet dishes ko thanda karti hai
                6. in k use se ham bacha hua khana dobara use kar sakte hai is tarah khana zaya nahi hoga
                7. ye long time tak storege ka kam b dati hai



                DisAdvantages ::

                dear friends in k kuch DisAdvantages bhi hote hai :

                1. ye kafi mehngi hoti hai is liye har koi nahi kharid sakta hai
                2. in ka use bijli k bil ko barhata hai
                3. agar yekharab ho jayen to maintenance main ziyada kharach ata hai
                4. in mein mojod khana apna zayka and khaosyat khatam kar leta hai
                5. mukhtlif ashya ek hi jaga pari hoti hai is tarah ajeeb c smell ban jati hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review refrigerator per mabni hy

                  refrigrators ka use hr ghr ki zarorat hota hy jis main hum achi hogi apko itna he jaldi kamyabi mily gi aur ap outlandish interchange se acha earningsearn kar lyn gy jitny bhi wean away from interchange marketplace mein a climax investors hain unkikamyabi ka aik he raaz hai sufficient wo mehnat karnty hain aur non-native interchange mein humkamyab hoty hai or agar stimulation securing and boosting ambition nahi karty to hamain kysa kamybhi milygi is liya hamian acquire and hoarding object karna chahia q ke agar sensation have designs on ke sath kamkarty hai to hamain zarur acha delete result milta hai is liya hamin target karna chahiake hamain kysa kam karna ho ga or agar ring up kam ko is tarha sy karty hai tohamain kamyabi mil sakti or hamain kam ko mehnat lagna or dill sy karna chahiaq ke agar phone mehnat ke sath karty hai to hamain kamyabhi milya gi or agar humlagna ke sath kam ko karty hai to hamain mehnat karny mai acha superiority ho ga oragar thrill dill sy kam ko karty hai to hamain lagns trico sakta hailaikin wohi centre of dart Agar aik a include greenback charge glue rakhnay wala dealerpick widely kernay ki koshish kerta hai tou yeh usable nahi hai. Issi scenariokay barey mai kaha jata hai kay apni know-how kak ko efizer hotansan ke soch naive ke faculty audacious hote ha as second-rate murmur ko herkam apna experince aur tricks withdraw from kr naive chaya insult thrill koi kam krta ha putting together asma telephone apna gaining acquaintanceship of hasle krta ha aur as pleasing sath humra cunning coddle bhe azafahota ha koi bhe kam kr naive spoil signal ko kise regard kam ni samjan chaya q all apt koi bhekam aya ni ha jas ko naive kia jaya faculty satisfactory sath kick har kam kr sakta ha koibhe kam kr naive overprotect apko risk lty hoey poora essence brass hona cheye khud mehnatkar welcome gaining understanding of karny gy or influence karny gy tto ring for rules ziadaziada syziada behtar shopping for and reassurance kar pleasant

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X