What is Margin in trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Margin Kya Hy? jaiza

    forex mein humen available margins se related concious ho ker work kerna ho ga kuen k jab bhi market apni margins se related information ko increase kerti hai tou us mein humen bohat he zeada important information mil rahi hoti hai aur humen bohat acha profit mil raha hota hai jb hum aik trade ko open kerty hain aur humari wo trade loss ki tarf ja rahi hoti hai tou us mein maujood remaining margins automatcially decline ho jaty hain aur agar hum is k opposite koi trade chalaty hain tou humari trade profit mein ja rahi hoti hai aur aisi situation mein humara margin bhi increase ho raha hota hai hum koi bhi trade ko open ker lein us mein remaianing margins jo bhi ho ga wo aik bohat eham role ko play kerta hai agar remaining margin kam hota hai tou hum us mein trade ko open nahi ker sakty
    baaz okat aisa bhi hota hai k humara remaining margin minus mein chala jata hai aisi condition mein hum koi bhi trade ko open nahi ker sakty jab hum forex mein trade ko open kerty hain tou aisi situation mein humen trade se related tamam tools ko learn kerna hota hai jab hum margins aur meta trader 4 per different available tools ki study kerty hain tou umen chahiye k hum in ko properly earn ker k apni trade mein use keren aur apni trae ko profit able benayen agar hum important tools ko ignore kerty hain tou is se humari trade mein bohat sari problems bhi aa jati hain aur humari trade humary liye phir profitable nahi rehti is liye humen trading tools se related tamam information ko learn kerna bohat he zeada zaroori hai..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      What is margin ? Jaiza

      Forex men margin aur free margin trading men use hote hen broker leverage ratio key base par traders ko trades ki opening key ley borrowed money deta hay jis ko trading margin kaha jata hay jab ke trade open karny key bad remaining funds ko free margin ka name dia jata hay, margin hamesha investors ko leverage size ki bunyad par dia jata hay, free margin agar zyada ho to other many trades open karny ki facility majood hoti hay, reasonable lot size every trade me iss ley use karna zarori samja jata hay key free margin me kami na ajaye free margin me kami ki waja se margin call trades face kar sakty hen . Thanks
       
      • #78 Collapse

        Re: What is margin ? Jaiza

        dear jb ap Forex me ap over trading karty hain aur apki maximun trades loss mein chali jati hain tu jis trad ka loss sb se zayada hota ha wo jab apki equity bht kam reh jati ha tu wo trade close ho jati ha aur is tarha loss barh jata ha tu sb trades auto p close ho jati hain is liye ap jab bhi trades open karty hain tu free margin dekh k trades open kiya karyn.aur margin call apko broker deta ha jitny %bhi dena chahye trade laga dety hai aor ap ki trades loss mai ja rahe hoti hai aor ap ne sath stop loss ni lagaya hota to aik limit k baad ja k ap ki trades auto par close hona start ho jati hai jis se ap ko ye loss hota hai k ap ka account balance kam hona start ho jata hai. jab ap account par trade lagaty hai to aus time k pass free margin aa raha hota hai agar ap k account ka margin - mai chala jaye aor ap k account ka 50% tak loss mai ho to aus time bhi ap ko margin cal aa sakti hai ye ap k account par hota hai k ap ka broker ap ko kitny % pr margin cal deta hai ye ap ne account banany se phly dekhna hota hai kitne lot size use kar rahe hain Apne instaforex bonus account ke overall bonus or leverage ke hisab se free margin ka matlab hota hai ke agar aapne lot size lagaya hai aap ki koi Laut market mein open Hai To uske baad aap ke pass Kitna free margin Aur Zyada available hai Jiske Upar aap Kisi hadar currency pair sum a lot purchase kar sakte hain broker ki taraf sy us waqat ata hai jab hamary trading account main balance minimum reh jata hai ky jis sy ham trade ko mazeed continue nehi rakh sakty aesy time per hamain margin call milti hai jis sy ham apny small balance ky sath bhi kuch time ky liay trade continue ker sakty hain ky agar market phir continue hamari favour main movement kerti rehy tou hamara account wash hony sy bach jata hai Ager ham apni her open ki jany wali trade main achi terha planning ker lety hain ky hamain itna bara loss hi na ho ky hamara margin minus main chala jaey jesy ky ham her open ki jany wali trade ko start main hi hedge ker lety hain tou hamara margin kabhi bhi minus main nehi jata then ham apni trade ko achi terha manage ker sakty hain
         
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #79 Collapse

          Re: What is margin ? Jaiza

          Assalam o Alaikum, dear Forex trading me broker main margin ke facilities dety hen Jo ham traders us ko use karty hain to har broker ka aap k account aur jab ap trade me nuqsan hoty hen to us wakt margin Kam reh jata hy hai. agar aapka 100$ ka account hai aur aap ke margin ke percentage 10% hai. To jab aap margin wali trade open karin to aapko loss main aany ke soorat main jab aap ke equity 10% sy kam reh jaay ge to aapko margin call aa jay ge. Jis kay baad ya to aapko apny account main mazeed amount jama karwani hoti hay. Ya phir broker khud sy trades close karna suru kar deta hai Trading main margin wo loan hai jo aap ka broker aap ko provide karta hai. Aur es margin ko istemaal karty huy aap choti amount laga kar broker kay zariey bari amount ke trades open kar sakty hain. Maslan agar aap 5000$ ka account open karty hain to broker aapko margin ke sahoolat sy 10000$ ke trade position open karny ke sahoolat deta hai. To ye 5000$ ke amount trading margin kehlaati hai trade boht zyda loss main chali jati hai yani ka ap ki amount katm hony lagti hai us wqt broker ap ka margin ko red color kar dyta hai jas ka mutlab hota hai ap ka account ab zyda dar tak nai chal sakta her broker apny hasb say say margin call show karwta hai jas say ya pata chalta hai ka agher ap nay apny account ko save karna hai to investment kar lay ya pher apny account main huge kar lay aur market ki potion ka wait karny agher ap nay ya dono km nai kay to ap ka account wash ho jay ga jas say ap ko investment zayz ho jay gi as lay humsa apni trading money management ka sath karny takay ap apny account ko save rak saky
          • #80 Collapse

            Re: What is margin ? Jaiza

            Margin se related aapane bahut hi perfect information Hamare Sath share Ki Hai no doubt margin ki complete learning Hamare liye bahut hi important role play kar sakti hai. Dear jab aap margin se related apni learning complete kar rahe hote hain to usmein aap ko yah Idea Milta Hai Ki margin aapki leverage ki basis per Barrowed capital hota hai jo aap apni trading ke liye properly utilise aur facilitate Karte Hain.

            Forex trading me jab aap trade open karne Lagte Hain To usmein aap ka total capital aapka margin show ho raha hota hai Jitna aap ka capital hota hai aapka margin bhi utna hi hota hai lekin Jab aapki trade nuksan Mein Jaati Hai To Aisi situation main aapka margin bhi gradually decrease ho raha hota hai sometime Jab aapki trade profit Mein Chali Jaati Hai To Aisi situation main aapka margin bhi increase ho jata hai aur aap additional trading bhi kar sakte hain aapki remaining balance ki basis per aapka margin increase aur decline ho raha Hota Hai.

            No doubt Jab aap Forex trading me kam karte hain to ismein aapko remaining balance or remaining margin se related complete learning honi chahie otherwise aapki decision-making aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko carefully is related apni learning complete Karni chahie.

            Dear jab aap Forex trading Mein successful hote hain to ismein aapko complete learning Karni chahie otherwise aap bahut hi important decision making kar sakte hain no doubt Jab aapko important decision making karne mein help Hasil Karte Hain To usmein aapke liye different decision making karna difficult ho sakta hai isliye aapko Forex trading Mein complete learning Karni chahie aur apni trading ko profitable karne mein important information Hasil Karni chahie.
             
            • #81 Collapse

              Re: What is margin ? Jaiza

              Bilkul dear forex friend ap ne sahi kaha Hai aisa he Hai margin forex trading Mein broker ki taraf se do gai money hai jis per wo market Mein aik ya aik se zayada positions ko open krta haia ur remaining amount us mein free margin hoti hai margin koi cost ya fee nahi hai balky ye traders ky account balance ka aik portion he hota Hai jis ko rder trade ki aik side per set Kiya jata hai
              Dear humein apni trade ko sahi position per open krny ki Har Mumkin koshish krni chaheye aur apny margin ko hmesha sahi istemal krny ki koshish krni chaheye ta ky hmara margin kam na ho sake Jitna acha margin level ho GA utna he zayada time hum market ko de saken ge market ko observe krny mein laga saken ge kyun KY hum sab ye baat bohat ache tareeky see janty hain KY is kaam mein Kamyab hone KY liye hum jitna zayada is ko time dyn ge utna he zayada hum is se earn kr saken ge time diye bgher hum is mein mojood candlesticks ki movement ko Un se banny waly patterns ko kabhi bhi analyse ya follow nahi kr saken ge
              Margin ho leverage ho ya lot size ho humein is kaam ko kamyab bnane ky liye Har cheez ko ache tareeky see SEEKHNY ki koshish krni ho ge ta ky Har cheez ka sahi time per sahi istemal Kiya ja sake aur khud ko acha worker bnaya ja sake kyun ky kisi bhi kaam mein kamyabi bgher learning ky hasil krna possible nahi hai
              • #82 Collapse

                Re: What is margin ? Jaiza

                AOA dear friends , Forex trading main margin ko bhi bahut Aihmiat Hasil hai aur isko ek bahut aham factor consider Kiya jata hai aur margin aik tansb hota hea jo yeh bata rha hota ha keh ap is tansb main kam kr rhy hian ap ki trading sahih ha ya ap ki trading risky ha to trader is main jb shaih margin ka use krta ha aor ghlt is main kam nhi krta ha to trader profit hasil krta ha agr margin ziada use krta ha to loss krta ha aur Margin call gets calculated by your leverage and the number of trades or lot that you are currently using. You do not really get any benefit from margin call. In fact, this is a dangerous thing when you get this aur forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee aur dear friends forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                 
                • #83 Collapse

                  Re: What is margin ? Jaiza

                  han ham jab bhi trading karte hain to hamara jo bouns hota hai is k baraber hi ham ko marjan milte hain is leay ham is per jab bhi koie trrade oper karte hain to is se hamare marjan khatm ho jate hain jab to ham phir koie trade open nahi kar sakte hain
                  • #84 Collapse

                    Re: What is margin ? Jaiza

                    Margin
                    Forex trading me margin se morad hamare deposit raqam ki wo limits hen jis se hum forex trading me hum kisi currency ko buy ys sell karne k leye istemal karte hen. Margin ko percentage (%) me hi count kia jata hai. Margin ka bhi hisab kitab leverages se hi jaisa hai lekin ye percentage me count kia jata hai k aik trader ko lazmi apne account me kuch percent tak deposit karna hoti hai, ye percent deposit cahging fee nahi hai lekin ye traders ki investmenthoti hai jo lazim hai us pe. Aagar aik tarder apne account me 1000$ add karta hai aur ye broker k hisab se 1% hai to brokers us k sath 99% margin apne side add karta hai. Jab bhi hum apne account se trade ko open karte hen to ye percentage kam ho jati hai. Aur ye koi charges nahi hai bas ye aik khas ratio hota hai hamare account ki aik kisam limits hoti hai. Hum jab bhi forex trading me kisi brokers k sath raqam jama karte hen to hamara margin us waqat apne jama karta raqam k hisab se kam hota hai lekin jab brokers hamen leverages deta hai to humara account ka margin increase ho jata hai aur hum pher us se ziada stocks ko buy ya sell kar sakte hen. Margin ka chonkeh direct taluq hamare account ki leverages se hota hai to jitna hum apane account ka leverage zyada se zyada rakhen ki koshash karengay to hamen us hisab se ziada margin melega mt4 ya mt5 account me aur isi tarah se hum ziada items ya stocks khareedne k ihel honagy. Margin ka hamen ghalt istemal nahi karna chaheye k agar hum trading shoro karen aur koshash karen k hum apne account ka margin bulkul zero karden aur loss ki sorat me hamara margin negative me chalta rahe.
                    Forex trading market me 1% margin ki agar hum baat karen to ye bhi kam nahi hai, 1% margin se murad hai k aik trader apne 1,000$ k account se 100,000$ ka account chala raha hai. Yani hamare account ki limits itni increase ho jati hai. Jab bhi hum brokkers k sath koi account open karte hen to aur apne account me raqam deposit karte hen to hamara margin bhi shoro ho jata hai.
                    EXAMPLE : jab bhi hum kisi brokers k sath account open karte hen to us k bad hum apne account me deposit karna zarori hota hai nahi to hamara account margin zero show hoga. Pher brokers hu hamen hamare account ka margin deta hai jo k percentage (%) me hoti hai. Agar hum apne account me 1000$ deposit karte hen to is ka matlab hai k hamara account 1% margin ka hai baqi 99% brokers hi jama karte hen. Is se hamare account ki limit increase ho kar 100% ho jati hai aur is se hum ziada stocks me trading karne k ehel hote hen. Margin ka inhisar har aik brokers ka alihda hota hai. Aur kabhi kabhi wo is ko increase bhi karte hen, jese kuch brokers weekend pe high risk ki waja se margin 2% kar dete hen.
                    Margin Call
                    Aagar aik trader aik broker k sath 1000$ ka account open akrta hai aur brokers is ko 1% k hisab se 100,000$ tak us k account ki limit ko increase karta hai (yani 99% margin khud add karta hai). Aur trading shoro karne k bad traders ya investors k account ko loss ho jata hai jis ki waja se us ka account 1000$ loss me chala jata hai to broker apne clients /investor/trader ko warning jari karta hai k ya to wo apne account me mazeed deposit kare k us ka account khasare se nikal jaye aur ya wo kuch stocks ko maojoda market rares pe sell karden. Ta keh us ka acccount safe rahen. Lekin agar wo aisa nahi karta hai to us ko margin call de jati hai aur broker khud hi us k account se kuch trades ko sell kardeta hai aur agar loss bohut hi ziada ho to us se broker apana margin nikal deta hai q k us ka account wash hone pe mazeed trading ka ihel nahi hota. To ye account ka margin call hota hai jis me traders ka account bohut hi ziada low level pe chala jata hai.
                    • #85 Collapse

                      Re: What is margin ? Jaiza

                      Assalam O Alaikum dear friends forex trading main work karne k liye hamare pass is ki basic ka knowledge hona bohat zarori hota hai hai ta k ham apne knowledge ka use kar k earning kar saken dear friends Forex trading main margin and free market broker ki tarf s diya jata hai our ye hamare account balance par mbni hota hai jis par ham trade karte ha ya jo ham apne account main deposit karte hai

                      Margin In trading ::

                      dear friends margin wo amount hoti hai jis ko trader trading main currency ko sell ya buy karne k liye use karte hai our oue ye margin broker apne hisab se hamare account main add karta hai aam toor par trader just 1 % invest karte hai our 99% broker aap ko free margin k toor par deta hai ta k aap market main zyada se zyada trade kar saken lekin is margin ka hame positive use karna chahiye warna ye negative main b ja sakta hai our ek wakt aata hai jab broker apna margin nikaal leta hai our aap ko margin call deta hai agar aap is time b koi good decision na len to aap ka account wash ho jaye ga

                      Margin call ::

                      dear friends jb trader k pass agar 100% ka capital hai to broker us main free margin k too par 99% ka margin deta hai jis par trader trade kar sakte hai or zayda se zayda trade kar sakta hai our jis wakt aap loss main chlae jate hai to broker aao ko margun cal deta hai k ya too aap koi good decisin len ya phir aap ka account wash hone se bachane k liye more invest karen lekin agar aap invest nahi karte ha to broker apna margin utha leta ha our aap ka account wash ho jy ga
                      Ayisha Cutey's Trading Journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                      • #86 Collapse

                        Re: What is margin ? Jaiza

                        Forex trading Mein kam karte hue hamare pass margin ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Taki Ham market Mein acchi tarike se kam kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake Margin kya hota hai iska istemal Ham market Mein kaise karte hain jab tak hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge acchi information Nahin Hogi To Ham market Mein iska istemal bhi acche tarike se nahin kar Payenge Hamen apne business ke bare mein Achcha experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai

                        Margin account hota hai jisse trader apni trading Mein currency ko buy yeah sell karne ke liye istemal Kiya jata hai free margin Agar jyada ho to trade open karne ki facility maujud hoti hai Jab Ham market Mein Apni trade ko open Karte Hain To is Mein Hamen capital margin ko show karna Hota Hai Jab Hamari trade nuksan Mein Jaati Hai To margin bhi decrease ho jata hai

                        Agar Hamari trade profit Mein Chali Jaaye To Hamara margin bhi increase ho jata hai Hamen is margin ka Hamesha positive use karna chahie Taki Ham isase Achcha result Hasil kar Saken Agar Ham bajane Ko negative use karte hain hamare pass knowledge Nahin Hota To broker Apna margin nikal leta hai isset Raider ka account wash bhi ho jata hai Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie ki market Kaise remove Karen kis direction Mein maaf kar rahi hai FIR Hamen market Mein Apne trade ko open karna chahie Hamen Apne trade Mein jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar market Mein Apne trade kopen karna chahie is ham market Mein successful trader Ban sakte hain
                         
                        • #87 Collapse

                          Re: What is margin ? Jaiza

                          margin brokers crunccy k hisab say hamry account main add krty hyn Duniya kaprimary conduct hai jismein aap itna Jyada mehnat Ke Sath Ho Lagane ke sathkam Karenge aur Itni Jyada reaction behaviour ke sath kam Karenge aapko itna reception jyadaAchcha broadcasting situation Hassan Hoga the Forex modification Mein amount hafsa karne ke liye aapko sabsejyada to Baja effect in gather less Dena chahie proof neb in border all over prahonge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aapane Jo chit-Conversation situation ki hai yah bahut educative hogi lekin is vacant mein janne ke liye hamen chahie ki Campy apne superior unjustifiable ko hold to Karen aur apne experienced dying se compute nahin kyunki yah bahut jyada kam istemal polish wali hai login Spain ke bared mein hamen kuchh jyada nahin pata lekin jitna pata hai vah yah hai ki yah spoils system karne ke ilati hai aur is tarah Se department ko humiliation se usher bahut achcha familiarity bhi milta hai aur yah authorization per hang down karta hai ki vah yahan per online hokae pervert conssage zyada mushkil ho nit ga.is liaya humyis my kkshis karany chiaya ka ahum is my mehanat sy akma karayan.stranger interchange kaanadar bohata sy loog asy bi hoty hayan jo loog faux kame karaty hayan humyfaux kamo sy bach kara welcome kam karana chiayaara phone faux kami sy foor gladden karkam karayan gy to call up zaroor kmayabi hadail kar sakty hayn ir agara high fauxkame in platoon in all directions bi mehnat arayn gy to js ka humy reception dwell sy bara total jo va is layahumy is my dakh kar or samj kara best kam katana chaya jo loog
                           
                          • #88 Collapse

                            Re: What is margin ? Jaiza

                            forex ky karbar mai trading ky bary ma full knolwedge hasal ahm kam hain so hamy pata caly ga ky kon sa tool kaha use karna hain or market asal ma hain kaya yane knowledge ky bgar kamyabe kabe be mumkin nahi hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hai hum is m b ager balacne account ban kar kam kar sakty hain or hum bous sy be trade laga sakty hain dear dosto jab hm market ma capital invest kar ky ya pher bonus invest kar ky trade opne karty hain to us wakt broker magin deta hain hamy hamare trade mi loss ya proft hony sy broker ko be fiada hota hai agr hamre trade loss ma y to broker apna magin wapis ly leta hain or hamara account total tor py 0 ho jata hai so hamy market mai care full ho kar kam kara ho ga per he hum pasia kama saky gy forex ak best bsiness hain hum is ma raat mai be kam kar sakty hain hum is mai dn ma be postign kar sakty ha hum postng kar y bonus kama sakty hain hum bonus sy market mai trade laag sakty hain or hum kam kar ky munfa hasoal kar sakty hai forex aik am busienss jasa nahi hain hum is mai bager balace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greey ban ky kam karty han to harma loss hain forex iak internatonal or kabe be katem na hoy wala acha busenss hain
                             
                            • #89 Collapse

                              Re: What is margin ? Jaiza

                              Forex trading main use hony wali aik important term margin hay, jiska maqsad aur amal dakhal har trading order main hota hay. Iski mazeed wazahat karty hain.

                              Margin and free margin.
                              Kisi bhi pair main jab trading order place karna ho to minimum lot yani 0.01 kay through hamain isky minimum margin ka pata chal jata hay. Jaisy jaisy ham lot size barhaty hain isky sath margin bhi barh jata hay aur free margin kam hota jata hay. Maslan ager hamara capital 200$ hay. CL main 0.01 ki lot say order open karain gay to margin 20 $ use ho jaye ga jab keh free margin 180$ bach jaye ga. Yani ham is 180$ kay free margin ko mazeed trading kay liye use kar sakty hain. Laikin ager hamari trade running loss main jaye gi to is tarah bhi free margin kam hota jaye ga. Yani ager hamari trade 5$ kay running loss main ho to free margin 180$ say mazeed kam ho kar 175$ reh jaye ga, is liye hamain free margin per bhi nazar rakhna parti hay.

                              Fair use of capital.
                              Capital ziada hony ka matlab ye nai hota keh ham lot size barha kar tamam capital ko margin main bound kar dain. Balkeh hamari priority ye honi chahiye keh hamara free margin ziada say ziada ho ta keh hamain loss ki surat main thora loss ho aur ham bawaqt-e-zaroorat free margin kay through mazeed trade kar kay sabqa loss ko control aur recover kar sakain. Is liye hamesha money management aur risk management karni chahiye ta keh ham apny account ko safe rakhain aur effective trading kar sakain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: What is margin ? Jaiza

                                Walaikum assalam Tu all Fox member kaise hain aap sab I hope ki aap Sab khairiyat se Honge Aaj aapane Hamare Sath bahut hi Achcha Sawal kiya hai ki Marjin Kya Hai To Aaj Ham aapko bataenge ki margon ka Forex trading mein kya Rul Hota Hai virgin ki complete learning Hamare Liye bahut jyada important role play karti hai Jab Ham Bal marjon ko completely learning Karte Hain To Hamen is baat ka confirm Hota Hai margin Hamari leverage ki basis per bahut bada capital Hota Hai

                                Forex trading ke business main marjon ko bahut jyada important Hasil hai isliye Hamen margin ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie margin Co bahut hi important factor consider Kiya jata hai Forex trading Mein margin and free market broker ki taraf se Diya jata hai yaah Hamare account balance per depend Hota Hai Agar Kisi trader ke pass hundred percent ka capital Hota Hai to broker use Mein free margin K too per 99 percent ka margin deta hai Forex trading ke Business mein apni trade open karne Lagte Hain To usmein Hamara total capital Hamara margin show karta hai

                                Jitna Hamara capital Hoga utna hi Hamara Majid hoga Agar capital jyada ho aur Mar jaaun kam Ho To Aisi situation Mein Hamen loss ho sakta hai Forex trading ke Business mein kam karte hue Hamen Maar Jinke related complete learning aur complete information honi chahie

                                Forex trading ke Business mein agar Ham successful trader Banna Chahte Hain To Hamen margin ko acchi Tarah Se samajhna chahie bahut se trader Aise Hote Hain Jo Marjin ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se unhen apne Businessman loss ho jata hai isliye Tamam trader ko chahie Ky vo Marjin ke related complete knowledge Hasil Karen aur isko kabhi bhi avoid na Karen
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X