Market ki study kesy kren??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki study kesy kren??
    AoA dear members rehnumai kr den k markey ki study kesy kren?? Trading signals hasil krny k liye kya kren
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki study kesy kren??

    dear members forex market ki study kuch ziada mushkil ni hay iskeay hum kai sary tools ko bhi use kar skty hain aor inky bghair bhi market ko study kar skty hain hamen bas market ki enty ko find out karna hota hay aor apna take profi lena hota hay to dear iskealeay hamen market ko mukhtalif time frames par dekhna parta hay aor hamen yeh dekhna prta hay keh marke kis point ko nhi tor par rahi hay aor kis point par ja kar ruk j ati hay to jb hum yeh find out kar lety hain to smjhen keh hamen entry mil jati hay aor kuch confirmation k bad hum apni trade open kr skty hain shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Market ki study kesy kren??

      Market ko study kuch zyada mushkil nahi hy ap hourly , daily , 15 days or 30 days ka graph open kr k dekh skty hen or analyse kr skty hen k market pichly week Kahan the or next hour , day ya PHR 15 days Tak kis taraf Jay gi or ap Roz market movement ko dekhty rahen taky ap ko pata chaly k market Kahan Tak ja skti hy .
      • #4 Collapse

        Re: Market ki study kesy kren??

        market ko study karna or isko samajhna koi asan bat nhe hae is ke liye hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae tab ja kar he to hamne is main kuch gain ho sakta he hae or hum bhe to kamyab ho bhe jate hain agar hum is main kuch waqai main hasil karte he hain q ke yeh business hae jo is tarah ka ke is mainhamne bahut mehnat karne hote hae to bas sahe tarah se is main mehnat karen ap tab he kamyab ho sakte hain q ke mehnat karne wale kabhe bhe nakam nhe hote hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ki study kesy kren??

          Dear Forex trading me aap Jab kam Karte Hain To aap market Mein different strategies ko use karte hain aur aap ismein market mein aapke pass different indicators hote hain jinko aap learning karte hain aur aap Unka fayda Hasil karte hain dear Forex trading main aap Jab kam karte hain to aapko trading ke bare mein proper knowledge or experience Ka Hona Jyada Jaruri hota hai tab bhi aapko ismein fayda hota hai otherwise aap trading Mein Kabhi Bhi success Hasil nahin kar sakte isliye aapko chahie kya office mein acchi tarike se knowledge Hasil kar rahe iske liye aap ismein trading books senior ki guideline aur YouTube per different expert traders ke lecture score Sun sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki study kesy kren??

            Assalamu Alaikum dear agar aap market ki study karna chahte hain to ismein aapko sabse pahle Forex trading se related apni information ko increase karna chahie Forex trading Mein Apni information ko increase karne ke liye aapko Hamesha different important analysis complete karne ke liye Forex trading ki mukmmal information Hasil Karni Hogi is purpose ke liye aapko Forex trading Mein available different box aur uske sath sath different videos aur lectures available hote hain aap YouTube per bhi is se related maximum advantages Hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Market ki study kesy kren??

              Walekum assalam agar aap market ki shreni karna chahte hain to isase maksat ke liye aapko hamesha Forex form aur is se associated different important links youtube aur expert trader ki videos ko focus karna hota hai iske sath sath aapko international level per different important news se bhi properly up-to-date rahana hoga jo market ko effect kar sakte hain kyunki Forex trading market ek aisa business hai jisme all over the world different important economic political aur ke sath other factors score affect kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki study kesy kren??

                Market ko samajhne ke liye different tools ki help le sakte hain in tolls ko use karne ke liye proper guidance ki jarurat hoti hai jo ham youtube aur different social media groups kaise Sikh sakte hain aur Pak Forex forum ke senior members ki help le sakte hain park Forex forum best platform hai Forex trading ke bare mein sikhane ke liye ham apna experience share kar sakte hain aur knowledge gain kar sakte hain different log different ways se signals hasil karte hain aur different vaise market ko analyse karte hain economic calendar market ko samajhne ke liye bahut important hai agar ham economic calendar ko proper analyse Karen aur economic calendar ki ke bare mein education hasil Karen to ham market ke bare mein kafi kuchh seekh sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki study kesy kren??

                  Assalam o alaikum dear members Market ko study karna zadis mushkil nai hy kyun ke market apna pattern bata rhi hoti hai yani phaly week me market ki moving kya thi or next week me market khyan tak ja sakti hai yeh sab kuch back dates me show ho rha hota ha or sath hi sath important news bhi mt 4 and mt 5 me show ho rhi hoti hain jo market ko analyze karny me ahamash sabit hoti hain. Is lite merket ki study news KO dakh ker bhi ki jate hy or ya koi muskil kaam nhi hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki study kesy kren??

                    ap chart ko read karian. technical analysis ap karian apny khas makhsos indicators kay sath or fundamental news just apny pair ki folow karai gyt ap kafi kuch seekh jain gy or ap ko achy se idea ho jaye ga kay ap ko kaisy trade karni hai or kaisy market ko study kar kay ap aghy barh sakty hain. lekin yad rahay jis kdar achi trade ap karo gy us kadar ap ka experience banaye ga or woh tab possible hai jab ap ko market ka trend pata chal sakay ga.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki study kesy kren??

                      Is Bhai ny question kia hi K forex k barry main study kahan sy Karen g bilkul theek poocha hi main shuroo sy yehi baat ker raha hoon k ye aik aisa platform hi jahan per apna knowledge share Karen sary apna apna to kisi ko dosron sy kuch poochny ki zaroort hi nhi ay gi yahan per itny members hen k agr apni apni baat real likhty jen to her banda easy market k Barry main kud ba kud seekhta jy ga kisi aur website ya YouTube channel ki koi zaroort hi paish na ay gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki study kesy kren??

                        Slam!
                        Dear members umeed h ap khriyat se hon gy. Forum pr bhtbziada mehnat kr rhy hon gy. Acha bous hasil krny k liye hard work or struggle kr rhy hon gy. Achi achi post se apny knowledge ko increase krty rhen. Dear forex ma market ke study bht zrori hti h. Jo k hm different time frames se kr skty hn. Is k ilawa market ko smjhny k liye technical or fundmantel analysis ka istamal kren. Is trha ap market ko achy se smjh sken gy.market ko smjhy bgair kbhi b trade na lgayen. Is se apko loss ho ga or loss ziada hby ke surat ma recover krna mushkil ho jay ga. Isiliye hmen chye market ko snjh k pbr trading kren then acha profit gain kr sken gy. Technical analysis k sath sath fundamental analysis zroe snjhen. Candles stick ko b achy se smjhen is se ap bhtrwen earning j
                        Kr sken gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki study kesy kren??

                          Assalamu Alaikum agar aap market case study karna sikhana chahte hain to sabse pahle aapko Apne knowledge ko improve karna hoga aur different tools aur indicators ke bare mein information ekatthi Karni hogi uske bad aapko chahie k jo information aapko Mili Hai use demo account ke upar acchi Tarah test Karen aur jab aap trading naam bhi kar rahe ho to aapko market ko visit Jarur Karte Rahana chahie tha ki aap market ke bare mein update Rahe aur uske bad Jab aap real account ke upar trading karte hain to aapko Kafi Jyada advantage ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki study kesy kren??

                            Hamisha yad rakhy aghar ap forex trading ki study karna chahte hain to is mein apko sabse pahle Forex trading se related apne information ko increase karna chayie Forex trading Mein Apni information ko increase karne ke liye apko Hamesha different important analysis complete karne ke liye Forex trading ki mukammal information Hasil Karni Hogi is purpose ke liye apko Forex trading Mein available different box aur uske sath sath different videos aur lectures available hote hain aap YouTube per bhi is se related maximum advantages Hasil kar sakte hain or aghar ham proper mehnat kary gy tw hamary liye forex market ki study muskil nai lgy gi is liye kosis kary zaida sy zaida forex k bary me knowledge hasil kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki study kesy kren??

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
                              AoA dear members rehnumai kr den k markey ki study kesy kren?? Trading signals hasil krny k liye kya kren

                              Market ko study karny ka sahi tareeqa yeh hai kay ap ko chart ki setting karna ati ho. ap ko analysis karna aty ho or phir jab ap market ko ap high time frame yani D1 ya es se zaida pay daikh rahy hian tu ap ko trend line draw karna cheye. ap ko daikhna cheye kay ap kay pair ki range kiya hai es kay sath ap fundamental analysis ko be jab ap add karain gy tuap ko asani se pata chal jaye ga kay market kitna move kar rahi hai or ap ki open ki howi trade ap kay leye kitna faidamand ho sakti hai.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X