A review on Payment with ATM machine :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review on Payment with ATM machine :
    Assalam O Alaikum dear friends hamara aaj ka ye reveiw ATM Kk zariye bill tax ya ya koi b transaction par mabni hai so aaj ham ATM payments k bare main discus karen ge our is k faide and nukasnat ki baat karen ge

    ATM MACHINE :

    Dear friends ATM Automated Teller machine ka mukhafaf hai jo k har bank k bahr ek side room main mojod hoti hai ye ek esi machine hai jis ka use kar k ham bank main jay bagair apni basic transaction kar sakte hai rakam nikalwa sakte hai our apne account se rakam age kisi dosara account main send kar sakte hai ya bejili ka bill and tax de sakte hai ATM k buhat sare use ho sakte hai jis se ATM user faida hasil kar sakta hai or is ka sab se bara Advantage ye hai k agar aap ko emergency peso ki need hai to aap bank main line main lagne ki bajay kisi b Atm se apne matloba rakam ATM credit card se hasil kar sakte hai

    Click image for larger version

Name:	ATM MACHINE.jpg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12470088


    ATM PAYMENTS ::

    Dear friends Atm payments ek save and secure payment system hai jis k sat aap kabi b kahi b ATM card use kar k payment kar sakte hai ye card international b ho sakta hai our local back se munsalik b ho sakta hai our is har ATM machine credit card se adaygi kar sakte hai is liye aap ko kisi makhsoos bank ATM jane ki zaroorat nahi hoti hai ATM se aap mukhtalif tarah ki payment jo national and international ho sakti hai kar sakte hai or ap kese bej sakta hai wasol nahi kar sakte hai ku k wasol aap jus bank k through hi karte hai ATM se aap bill pay kar sakte hai bank to bank payments kar sakte hai ya kisi b taraj ka tex pay kar sakte hai


    Advantages ::

    dear friends ATM se payements k bare Advantages hote hai
    • app ki rakam save and secure pay hoti hai
    • ye ek direct and quick payment hoti hai jis ki raseed aap ko milti hai
    • Atm se aap kisi b tarah ki local and international payment kar sakte hai
    • Atm machine se aap apne rakam withdraw kar sakte hai
    • ATM payment ka faida ye hai k aap ko bank jane ki zaroorat nahi hoti hai aap tamam payment khud karte hai


    DisAdvantages ::

    dear friends is k kuch disAdvantages bhi hai
    • Atm se rakam ki muntakili k liye ap ko ATM k bare knowledge hona zaroori hai
    • agar aap koi galt option select kar dete hai to rakam waha muntakil ho sakti hai
    • Atm machine main buhat sare payment option mojod nahi hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A review on Payment with ATM machine :

    Salam friends aaj ka hamara topic ATM machine ke bare mein hai doston sabse pahle main aapko batata chalo ATM machine kab Pakistan mein ai, 1987 mein sabse pahla ATM Pakistan mein laga lekin aur fortunately uske bad is per jyada Kam nahin hua aur bahut hi kam machine pure Pakistan mein lagai gai
    Mojuda juda halat mein jaise ki E-currency use ho rahi hai iske liye ATM ki Ahmiat ka Hamil hay.
    Advantages:-
    1- ab aap ko cash Jeb mein rakhne ki jarurat nahin na hi bade bade note apne purse main daal kr usko heavy karenge,
    Sirf one link ATM card banvaenaur cashless ho jaaye
    2- istemal main buhat Asaan hay.
    3- Card activation safe and Easy hay.
    4- Monery Transfer , Bill Payment's , Easy Load ki bhi saholat mojood hay.
    Disadvantages:-
    1-Some time Slow service honay ki wja say apko intzar krna prta hay
    2- Barishi ky season main aksar disconnect hota hay.
    3- Card Stuck ya Payment Reverse ho jaey tou Pareshani ka samna krna pr skta hy
    • #3 Collapse

      Re: A review on Payment with ATM machine :

      Assalamu Alaikum main aaj aapko bataunga ki cash ki dealing khatm Hone Wali Hai Zamana digital ho raha hai sab log Pakistan se bahir 90% log Aise samajh le cash online transactions karte hain online payment Karte Hain jaise ke China Mein wechat ke through Sab Kuchh possible Ho Gaya hai and Pendamic ke bad Pakistan me Yahan Bhi Kafi tabdeeli aaye hai Tu Baat yah hai ki aajkal Humne convert hona hai online transactions Mein digital currencies mein To fir kal kyon aaj Kyon Nahin main transactions online Karen Takiya ko future ma nuksan Na Ho Aur fayde fayde hon best wishes
      • #4 Collapse

        Re: A review on Payment with ATM machine :

        Assalam to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay.

        ATM Ka Asal Matlab hai "Automated Teller Machine" Hai

        ATM Machine Ek Aise cheez hai K Din Ho Raat Saturday ho yah Sunday yah Koi Holiday ho.

        Ap aasani say he Apny Pasy Lay skty hain. Agr Ap Ka ATM Card Bana howa hai Tu Ap Ko Koi Masla Nai bny Ga.

        Aj Kal Tu ATM Machines Digital aa gye hain.. Agr Ap ka ATM pass nai hai tu Ap FingerPrint Say b Pasy lay skty hain.

        Example ka thoor paer Agr Ap 10000 Ka withdraw layte hain Tu 1 note 5000 ka aaye ga 4000 ka 4 Note hon gay 2 Note 500 kay hon gay..

        or ATM Machine May National Bank of Pakistan Ke Sub Say Largest ATM Machine hai Jo Zameen say 16007 Feet uper hai

        Or yah Khunjerab Pass China ka border per majood hai.

        Phr ATM say Ap Online Shoping b Kar skty hain ATM card deferents hoty hain VISA card hota hai MASTER CARD Hota hai Union PAY B Hota hai

        • #5 Collapse

          Re: A review on Payment with ATM machine :

          Assalam alaikum dear members umed hai ao kheryat sa hongay
          Topic:ATM
          ATM stands for Automated Teller Machine,aur iska use yh hai k hum is k zarye money
          transaction kar saktay hain yh machine bank k bahir laggi hoti hai jo k 24 ghntay service
          peovide karti hai.
          Usage:
          Isko use krnay ka tareka yh hai k sab sa pehlay ap ka bank main account hona chahye
          aur us k baad us main lesay b honay chahy,is k baad bank walay apko aik card detay hain
          jis ko ATM CARD kaha jaata hai jab b humien pesay nikalwanay hon tou hum bank k bahir
          lagay ATM machine par jatay hain aur apna card us main daaltay hain aur aik pin put kartay
          hain jis k bad jitnay pesay nikalwanay hon woh put kro aur phir machine sa pesay bahir aa jatay
          hain.
          Advantage:
          1:Ap k pesay safe rehtay hain aur ap mulk k jis konay main b hon kisi bhi bank branch ki ATM
          machine par ja k pesay nikalwa saktay hain.
          2:yh mkney store karnay ka safe way hai.
          Disadvantage:
          Wese tou iska nuksan ni hai lekin aik nuksan yh hita hai k in banks k bahir robbers khare hotay
          hain aur jab aap pesay nikalwa k aatay hain tou woh ap sa pesay snatch wghera kr saktay han
          • #6 Collapse

            Re: A review on Payment with ATM machine :

            Assalamu alaikum jiva ayurveda khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi acchi information hamare sath share Kiya kyunki aajkal online systems hai to agar aap online payment karna chahte hain aur aapka Bank account maujud hai to aapke pass best option ATM card hai ATM card ke jarie aap kisi bhi ATM machine per jaaye aur ATM per kisi ke shyam ke koi bhi service charges aapse deduct nahin kiye jaate

            AMOUNT TRANSFER FROM ATM :

            agar aap ATM kesariya kisi ko bhi fund transfer karna chahte hain ya koi bhi aap online payment karna chahte hain to uske liye sabse pahle aap apne Bank ke ATM machine per yah ab kisi aur Bank ke bhi facilities hasil kar sakte hain lekin agar aap apne ATM machine per jaenge to vahan per aap Se kisi kasam ke koi bhi service charges detect nahin kiye jaate aur aap easily ATM card dalen aur dalne ke bad fund transfer ke option per click karenge to uske bad aapko kuchh information provide karni hoti hai ki jis ko aap amount bhej rahe hain uska account number kya hai uska naam kya hai aur FIR uske bad aapane total amount likhni hai jo ki aapane transfer karni hoti hai aur uske bad aapka 4 digit PIN kyunki jab tak aap apna PIN enter nahin karenge kabhi bhi transaction chakkar nahin hogi isiliye agar aap apna personal identification number dalkar ok karenge to vah same amount person ke account mein transfer ho jayegi aur aap se kisi ke sim ke koi bhi service charges detect nahin kiye jaenge
            • #7 Collapse

              Re: A review on Payment with ATM machine :

              Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj karke o payment on ATM per hai doston aap jis Bank Mein account open karvate Hain chahe Aap Ka kaun jismein Bank mein bhi ho aap kisi bhi Bank ke ATM se kaise karva sakte hain hai jo k har bank k bahr ek side room main mojod hoti hai ye ek esi machine hai jis ka use kar k ham bank main jay bagair apni basic transaction kar sakte hai rakam nikalwa sakte hai our apne account se rakam age kisi dosara account main send kar sakte hai ya bejili ka bill and tax de sakte hai ATM k buhat sare use ho sakte hai jis se ATM user faida hasil kar sakta hai or is ka sab se bara Advantage ye hai k agar aap ko emergency peso ki need hai to aap bank main line main lagne ki bajay kisi b Atm se apne matloba rakam ATM credit card se hasil kar sakte hai Dear friends Atm payments ek save and secure payment system hai jis k sat aap kabi b kahi b ATM card use kar k payment kar sakte hai ye card international b ho sakta hai our local back se munsalik b ho sakta hai our is har ATM machine credit card se adaygi kar sakte hai is liye aap ko kisi makhsoos bank ATM jane ki zaroorat nahi hoti hai ATM se aap mukhtalif tarah ki payment jo national and international ho sakti hai kar sakte hai or ap kese bej sakta hai wasol nahi kar sakte hai ku k wasol aap jus bank k through hi karte hai ATM se aap bill pay kar sakte hai bank to bank payments kar sakte hai ya kisi b taraj ka tex pay kar sakte hai.

              Faidey.
              My dear all friends my mother ATM ke bahut se fayde Hain ATM ka fayda yah hai ki aap ATM mein ATM card insert karke cash withdrawal kar sakte hain cash online transfer kar sakte hain ATM mein bahut se option hote hain aap ATM se kisi bhi Bank mein online transaction kar sakte hain Jab aap new account open karte Hain to aap ATM ke jarie hi apna debit card MasterCard ya saving card active kar sakte hain iske sath sath aap ATM se direct Bill bhi payment kar sakte hain aap kisi bhi Bank ke ATM use kar sakte hain ab kisi bhi time kisi bhi waqt ATM use karke ATM se cash withdrawal aur fund state bhi aap ATM machine se le sakte hain jis time bhi aapko transaction karte hain usi time aapko ATM machine mini state bhi provide karti haimy dear all friends member of ATM se aap apna pin code bhi change kar sakte hain aap ATM se limit bhi barha sakte hainmy dear all Forex member ATM ke bahut se fayde hain aap ATM se mobile link microfinance Mein transaction kar sakte hain easy Paisa main bhi transaction kar sakte hain ya bhi ATM Mein option hota hai.

              NUQSAN.
              my dear all Forex member ATM ke fayde hone ke sath sath ATM ke kuchh nuksan bhi Hai Agar ATM ka link down ho to aap ATM se transaction nahin kar sakte a a Agar use Bank ka link down hai to aap ATM card kisi bhi ATM Mein jakar use karenge to aapki transaction nahin hogi Jab ATM hi hota hai to aap usmein card insert karte hain to aapka card wapas nahin karta FIR aapka card use branch se aapko wapas Kiya jata hai Iske alava atmk Koi itne khas nuksan nahin Hai.
              • #8 Collapse

                Re: A review on Payment with ATM machine :

                Yes dear aapane bahut hi perfect analysis apni review Mein Hamare Sath liya Ki Hain no doubt Jab aap apni different important transactions ko complete karna chahte hain to ismein aap ATM Kabhi properly utilised kar sakte hain ATM card ki basis per aap apni different important transactions complete kar sakte hain Jab aap all over the Pakistan Kisi bhi important transactions ko complete karna chahte hain aur apni payment complete karna chahte hain to aap ATM ki help se apni transactions ko complete kar sakte hain iske sath Jab aap apni miscellaneous payment ko complete karna chahte hain to is per uske liye bhi aap ATM ko properly utilised kar sakte hain aur apni different important miscellaneous payments complete kar sakte hain.

                Dear jab aap ATM se apni different transactions complete kar rahe hote hain to usmein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain Sab se main advantage of Khoya mil raha hota hai ki aap ko Bank jaane ki jarurat nahin aati aur aapka time-consuming Nahin Hota aap apni transaction Kisi bhi ATM se complete kar sakte hain agar aap out of city Hain To Aisi situation bhi aap apni bank se different transactions complete kar sakte hain agar aap apni amount withdrawal karvana Chahte Hain To aap all over the Pakistan Kisi bhi Bank Se Apna withdrawal complete kar sakte hain uske sath agar aap apni amount ko transfer karna chahte hain To Aisi situation main bhi aap apni Bank Ki Kisi bhi ATM se free transaction complete kar sakte hain.

                Faidy :

                Dear jab aap apni ATM se different transactions complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantage mil sakte hain isliye aapke liye bahut jyada time-consuming nahin aati aur aap apni different important transactions instantly complete kar sakte hain ismein aapko banking time me ki bhi jarurat Nahin Hoti aur aap apni different important transactions ko complete kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: A review on Payment with ATM machine :

                  payment with atm main hum bht asani sy pais niklwa skty hy bahutjyada Post ka aajkal near zayadae bahut zayadaboom ho gy hae is liye yeh bellymuscle bahut in conformity with bhe hote hain to hamen bhe is kolazmi uskrna cahiye jahan takbat ke jae is ke priceke to yeh bahut wastefully parhamhamen Aikdafa kharch karnaparhta hai usky baad ye solar pencil Kay zariyechalta rehta hai Matlab is trendybijli ki acceptance naibhotiauralarauralarpanel Kay zariye banny walwali bijlisy ye chalta retareta hai aurye iskabohat hhi bara in compliance haiUS elawa isye Reformatory bohat satisfactory mettle achicoolingvkarta hhai jis sy garmion veer bighamen ghar mein Chidiya according withKarteHain To aap is according withHit Bhi Chahe Jiskobhi Chahe aap isko be anelement of our summary Mein Chala sakte hain ya Lohe Ki BaniHuiHoti Hai Iski Kunde bhihote hain Iske andar Surah hote hain iske sath Ek Barlaga huahota hai jismeinHam fueloline tweet correspond karte hain yah Bade bhi hotehainChhote bhi hotehain ya Baula Chhod Dete Hain ToEkGharMein Logon ki jaan bhi le sakta hai Kyunki fueloline hota hai to vahgharmein JamaHo Jaati Hai khidkiyan vagaira gather Hoti Hai lorgnette confederate HotiHaiJishain aur cook wide ham something set Ke Bhi hote hainacche chammach acchi areakodisplaykarwate Hain acchi sponger ko display karvati hai philanderer priced cheat AgarHamchammach ka istemalkarna chahti hai to Jyada acche chammach customize ke hotehainSteel ke chammach sebhi nahin hai aur yah Jyada Mahal Ke Bhi Nahin HoteHamaasani ke sath in kokhareed ke Kamaal kar sakte hain aur Inka fayda hasalkarsakte hain Hamenacchi the world settlement kechammach Lene chahie Taka Hamari areaMeinchammach
                  • #10 Collapse

                    Re: A review on Payment with ATM machine :

                    Salam dear members chidiya aur aapke hamare sath bahut hi achcha review share Kiya hai hai joke ATM machine kesariya payment related hai to jaise ki aap ko pata hai ki ATM machine hamare liye kitni jyada important hai bina kisi Bank mein jaaye aap ATM machine seIsliye apna withdrawal Le sakte hain is tarah aapko pata hai ki ki aap agar kisi bhi Bank mein apna account open karvate Hain to aapko har Bank ki ATM ki facilities provide karta hai jiske Shri Ham kisi bhi ATM se ATM machine se apna withdrawal Le sakte hain .

                    agar aapke pass ATM hai to aapko Bank jaane ki jarurat hi nahin padati aap add ke machine se bhi apne amount nikalwa sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki ATM machine 24 available hi to aise ham kisi bhi time apni amount class sakte hain agar aapko emergency bhi apni amount transfer karni ho Isha khoon nikala ne ho to aap Bina kisi problem yishu ke ham log kis liye nikal Le sakte hain .

                    Is tarah aapko pata hai ki ATM se ham log different transaction complete kar sakte hain to aisi situation mein mein kafi jyada advantages mil jaate Hain iske liye hamara time bhi vyast nahin hota han Ham apni transaction is li complete kar sakte hain iske liye hamen Bank jaane ki bhi jarurat nahin padati .
                    • #11 Collapse

                      Re: A review on Payment with ATM machine :

                      Introduction
                      Assalamu alaikum dear member aapka aaj karenge ATM machine ki payment per mabni hai apny hmare sath bahut achcha topic share kiya hai aur iske bare mein information Di hai jaisa kya aap jante Hain keATM machine ka bahut jyada use Kiya jata hai aur isase fayda uthaya jata hai aur ATM machine ki payment pi bahut jyada jaruri hoti hai Ham agar ATM ki payment nahin karenge to usse hamen bahut jyada khatra ho sakta hai aur hamari ATM machine kharab ho sakti hai iske bahut aata advantages and disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath karti hun

                      Advantage
                      dear member ATM machine ke bahut jyada advantages paye jaate Hain Ham area machine se apne paise nikal sakte hain aur usse fayda utha sakte hain
                      hamen ATM card bank ki taraf se Diya jata hai Taki Ham apne koi bhi Paisa agr bank account me pry hn to wo hm niklwa sake
                      Ham ATM card ke dariya apne paise bhi send kar sakte hain dekhe Koi tax Ada ki hai
                      ATM card use karna bahut aasan hota hai
                      Aur iske tax bhi nahin aata karne padte
                      ATM card ki bahut jyada facilities hai aur hamare liye bahut acchi service provide ki gai hai

                      Disadvantage
                      Dear member ATM machine ke bahut jyada disadvantages payee jaate Hain
                      hamen Ghar Bank kidhar hai to ATM card Diya jata hai vah hamara ko bahut jaaye to usse hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai
                      abhi apne ATM card ko sambhal kar rakhna chahie aur usmein code kabhi sambhalna chahie chor ke hamen Bank ki taraf se prefer Kiya jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: A review on Payment with ATM machine :

                        Assalamu Alaikum Forex member aaj ka Hamara topic ATM machine se related hai
                        ATM aapko Pata Hai jaise ki ATM machine ko automated teller machine bhi Kaha jata hai aur iska yah hai ki yah ham ismein money transaction kar sakte hain ya machine Bank ke bahar Lagi Hoti Hai 24 ghante service provide kar rahi Hoti Hai Iske use Karne Ka Tarika yah hai ki sabse pahle aapka Bank Mein account Hona chahie aur uske bad aapko apni Bank branch ATM card Lena padta hai uske bad ATM card aapko Jab Mil Jata Hai To aap is machine ke pass jakar usmein ATM card insert Karte Hain To aap apne Bank ke Diye Hue code ko Adda karte hain Sath amount enter karte hain to aapko ATM machine se aapki amount easily bahire jaati hai koi problem Bhi Nahin Hoti aur se paise nikalna bahut Aasan hota hai aap 24 ghante Kisi bhi waqt jakar Apne paise nikal sakte hain agar aap apne Bank branch Se Dur Hain To aap Kisi Aur bahan ki bahan se bhi paise nikal sakte hain lekin agar aap Kisi Aur Bank branch se paise nikaalte Hain To aapko Kuchh other extra charges dene padte Hain agar aap apni bahan ki bahan se paise nikalte Hain To aapko extra charges Nahin Dene padte
                        Advantages
                        Aapke paise safe rehte hain aur aap mall ke kisi Kone mein bhi Jaaye to aap apne Bank Ki Kisi bhi Bank branch se ATM machine ke pass jakar Apne paise nikal sakte hain ya money store karne ke liye sirf Tarika hai aapko Apne paise ki jarurat ko foreign Puri karta hai aapko Bank Jaane Ki Bhi jarurat Nahin padati
                        Disadvantages
                        Iske nuksan to Koi Nahin Hai Lekin Aksar Iske kharab hone ki vajah se aapko pareshani ka Samna karna pad sakta hai agar aapko emergency mein paison ki jarurat aur ATM machine kharab ho Jiski vajah se aap ko Kafi pareshani ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: A review on Payment with ATM machine :

                          Assalamu Alaikum dear members of Ne Hamare Sath bahut Achcha Naresh share Kiya Hai ATM card ke bare mein Jante Hain ke ATM card ki sahayata Pakistan ke har Shahar Mein available hai dear aapke bahut se a problem hall Ho Jaate Hain ATM card hai apne Kisi Se Aaye Sab Kuchh pahle main aapke liye inform karna chahte information aapke sath karna chahta hun ke ATM card Aate Hain Jab Ham Bank Mein Apna account open Karvate Hain Kuchh Din bad Hamen ATM card ki facilities we provide ki Jaati Hai ATM card ki yah 16 hoti hai ki Humne Kisi bhi time nikal Bani Hai To Hamen Bank Mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham direct ATM card se bhi Rakh kam nikal sakte ho bahut badi amount bhi nikal sakte hain Itni itne Din Mein ham jakar ATM se jakar apni rakam nikalwa sakte hain ATM card ki bahut Ham Kisi Vishay Mein Mauj udane To Ham Kisi bhi ATM card se Adhi Raat Ho midnight mein bhi ham jakar amount nikal sakte hain Kyon Ke Hamen sirf Bank Mein Apna account open karvana hota hai na ke Udhar Se aur ham ATM card the aur ye bahut hi facilities provide karta hai..

                          Dil Jaise kya aap Jante Hain ke Pakistan ke ab Har shopping mall Hospital Har Jagah per ATM card use ho raha hai To Ham shopping main bhi ATM card se kar sakte hain ATM card se Ham payment kar sakte hain hospital cable Ghar abhi Ham ATM card se payment kar sakte hain Hamari bahut badi aur acchi sahulat hai Jaise kya aap Jante Hain ke electricity cable Tere aur gas Ke vah Bhi Ham Se Hi kar sakte hain Ham Ghar Baithe Kisi bhi time ke kam kar sakte hain ATM card ka sabse bada facility of yah provide kar raha hai ki aap Kisi bhi dusre Bank Mein Apni amount bhi transfer kar sakte hain easily aapko Koi ismein Bank Mein jaane ki jarurat Nahin pesh Aati ATM card mein bahut hi facilities provide karta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: A review on Payment with ATM machine :

                            dear members ATM aik fast payment system hay jisk use say ham pakistan main he nai balk kisi bhi country main apnay master card say is main say apni paymnt ko received bhi kar skatay hain aur sat sath ham apni zarurat k hisaab say is main say other banks main bhi isay transfer kar skatay hain jiskay hamko ziada sat ziada faiday hain aur kam say kam kuch hamari he mistakes ki wajah say hamain is main say nuksanaat ka samna hota hay jisk faiday hain aur sath sath kch nuksan hain unka zikar ham darj zail main kartay hain aur sath isk use ki tarteb k baray main bhi ham baat kartay hain aur is review say hamko bahut ziada faida hoga agar ham isko aik propper tarekay say use kartay huway isk baray main agar discuss kartay hain.

                            FAIDAY;

                            dear agar hamaray pass kisi bhi bank ka atm card hay to ham uski help say is main say isay use kartay hwuay apnay busines ko asaan bana skatay hain aur ham isk use say is main say jub je chaye aur jub hamko zarurat ho ham achay say acha paisa bhi nikaal saktay hain.
                            ATM card ka hamko aik nai balk 2 tarha k faiday ki umeed hay k hamko iska use kartay hwuay any time kahin say bhi ham apni zaurat k liye paisa niklawa saktay hain aur ham is say dusra faida yeh bhi hasil kar skaaty hain k hamko is main apni safety bhi hay wo is tarha say k agar hamaray pass koi aur rakam nai hay to hamara koi bhi atm card lay ja kar is say kabhi paisa nai niklawa sakta ha qk usk pass isak koi bhi passwed nai hoga is tarha say ham isk rakhnay say double faida hasil kar skatay hain.

                            NUKSNAA;

                            dear atm card ko agar ham aik propper tareaky say use nai akrtay hain to hamko kaafi arsay tak isay use na kartay huway iska ham kabhi bhi passwed bhool janay say aur apni emergency ki halat main is say kabhi bhi koi paisa nai niklwa saktay hain jisk liye hamko kabhi bhi kisi mushkil wakt ka samna kanr aparr sakta hay aur agar ham is nuksaan ko samnay rakhtayw huy is baat ka jaiza laitay hain to ham is tarha say har kisam k nuksaan say bhi bach satay haina ur sath sath ham aik safe aur secure tareeak bhi use kar skatay hain jis say hamko atm card ko use kartay hwuay iskay nuksaan ko bhi faiday main change kar skatay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: A review on Payment with ATM machine :

                              money transfer and payments method hai ye aik adaigi ki khasosyt hai sarf apne mobile phones se money transfer kar sakte hain our ye quick payments hoti hai jo k buhat secure or international and local ho sakti hai we chat has also qr payments and inaap web payments system wecht dosry transaction accouts ki trha apne clients ko intermation payments ki ijazat deta hai specilly online jobs and business holders is se faida utha sakte hai our apni payments ko security k sat wusol kar sake ha ye save our quick method ha our dunya main kahin bhi raqam bejne our wusool karne k liye use ho sakta hai yani international and local transaction bhi ho sakti hain our INSTAFOREX main be WECHAT transaction ka option mojod hai.payment method main aapko ya fayda hota hai ki Ham agar ismein kisi ko payment San karte Hain to is per itna jyada charges nahin Dene padte aise payment method bahut hi fast hote hain aur aap ismein kam karte hain to aapko ismein fayda ji ho jata hai ki aapki payment bahut hi jaldi next user ko Mil jaati hai ismein aapko Koi extra verification ki jarurat nahin hoti aap ismein apna account ek dafa verify kar wale to aapki payment is main kisi bhi yuva ko Mil jaati hai WeChat payment method main aapko account banane ke liye itna lamba process adopt nahin karna padta ismein aapka account easily ban jata hai jisko aap kisi bhi time per use kar sakte hain.


                              ADVANTAGES :

                              WE CHAT app k besumar advantages hain
                              1=> we chat aik save and quick transaction method hai
                              2=> is app k through ham doston ko message kar sakte hain our in se contact kar sakte hain
                              3=> ye app hame dosry social media ki tarha entertainment bhi deti hai jis se ham short video imegas b create kar sakte hai our apne friends k sat share kar sakte hai
                              4=> is ko ham currency exchange k toor par b use kar sakte hain yani usd ya kisi our raqam ko ham local currency main tabdeel kar sakte hain

                              DisAdvantages :
                              we chat k kuch nuqsan bhi hain
                              1=> Ban in india , ye application india main hal he main ban kar di gai hai
                              2=> ye application US main b ban hai
                              3=> buhat sary customers ko is k money transfer k sat kuch issues hain jin ka solve hona zarori hai
                              4=> aap is ka beshumar options ki wja se confused ho jate hain is liye is ko use karne k liye aap k pass acha knowledge hona chaiye ye thori difficult app hai dosry transaction method ki tarha simple nahi hai.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X