Yeh review "cold drinks " py mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "cold drinks " py mabni hai
    Salam dear members aj ka mera review cold drinks p mabni hai ..
    Cold drinks ka rivaaj bahut purana hai pr aj kl yeh bahut ziada use ki ja ri hyn
    Pakistan 🇵🇰 mn mukhtalif brands ki cold drinks istemal ki jati hyn jese k

    COLD DRINKS COMMONLY USED IN PAKISTAN
    Aam tor. Pr pakistan mn use hony wali cold drinks darjj xail hyn
    1:coka cola
    2:sprite
    3:pepsi
    4:sting
    5:next cola
    6:gourmet drinks
    Etc

    sizes

    Yeh Apko mostly different sizes mn milti hyn
    half liter
    1liter
    1.5liter
    2liter
    2.15liter

    In k kuch faidy e nuqsaant b hoty hyn jo mn apko btati hun


    ADVANTAGES


    iska sb s braa faida yeh hai k ap mehmaano ko easily serve kr skty hyn
    Yeh Apko bilkul tyaar milti hyn r apko laa k forn use kr skty hyn
    Inko bnana ni prhta
    cold drinks qeemat mn .kaafi sasti hoti hyn
    Inko use Krna asan hai
    Ksi b general store market p easily available hoti hyn
    Qeemat km hony ki wja.s hr koi khareed skta hai
    Yeh fast food k sath bahut mza dyti hyn
    Ap different function mn inko as a drink use krty hyn
    Kych energy drinks b hota hyn jo apko energy provide krti hyn

    DISADVANTAGES

    bahut saary faida k sath is k nuqsan b kafi ziada hyn
    Jese k inki bottles bahut pollution cause krti hyn
    In mn bahut chemical hoty hyn jo apki health p bura asar dalty hyn
    In mn bahut calories hoti hyn jinki Wja s apka weight kafi brhta hai
    Aj kl doctors in p pabndi lgaty hyn
    Yeh apki health ko kafi damage krti hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

    Assalamu Alaikum dear Forex members Pakistan Summit duniya bhar mein cold drink bahut jyada istemal ki Jaati Hai Jab Koi oye guest kisi ke ghar jata hai Hai To usko coldrink Di Jaati Hai cold drink bahut jyada famous ho gai hai cold drinks ki different types hoti hain different flavours hote hain aur different size Hote Hain Pakistan mein sabse Jyada famous kaun si hai Jiske alternative names Coca-Cola Aur colinext Hai. Cold drink names. Pepsi Morinda government sting 7up Cola next Coca-Cola Fanta etc Iske alava inke different sizes Hote Hain Koi 1 litre ki Hoti Hai Koi date litre ki koi 2 litre ki koi padhaai letter K inke bahut Sada advantages Hain pahle Jab Koi gest aapke ghar aata tha to aap usko chai banao the jismein bahut jyada time lagta tha lekin aap Jab Koi aapke ghar aata hai to aap usko coldrink Dete Hain jisse aapka time but jata hai aur aapka milk bhi per jata hai Samar ki sabse acchi drink cold drink hai jo sabse Jyada istemal ki Jaati Hai Lekin Uske Kuchh disadvantages hai aur vah yah Hai Ki cold drinks bahut Sada saaf hote hain ya Hamare Medi ke liye bahut jyada nuksan cold drinks bahut zyada saaf hote hain ya Hamare Medi ke liye bahut jyada nuksan De hoti hai isase Hamare Mehandi mein bahut jyada bimariyan Paida Ho Jaati Hain aur Hamare Gurudev bhi fail ho sakte hain isliye bacchon ko coldrink Se Dur Rakhna chahie Taki vah bimar Na Ho aur healthy hone ke liye cold drink kam se kam istemal Karen yah Ek artificial drink Hai thanks
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

      Assalam to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay.

      Cold Drinks Ke Pakistan may kafi sari Companies hain Coco Cola, Sprite, 7Up, Pepsi, Mountain Drew, Fanta, Murree Malt e.t.c.

      En Ka Kafi size b hoty hain 500ml, 1 litter, 1.50 litter, 2 litter, 2.50 litter Jis ko Jo Chahiya Wo lay layta hai..

      Yah Ap Kahny ka sth b use kar lyte hain Lakin Ab Tu Doctors ka kahna hai k Ap Cold Drink ka use na karin]

      yah Ap Ke Health k lya Theek nai hai...Agr Wo Ko zeyada zaroorat hai tu White colour ke use karin

      jis may 7up, Sprite, Teem e.t.c.

      yah hamain zeyada nai peeni chahiya Ap kabi kabi pee lay agr daily peena shuru kar dy gay Tu Es ka Ap ke Health per kafi bura Asar ho ga.. Shukairya
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

        G han cold drinks kisi had tak istemal k lye achi hain lekin zrurat se zyada or rizana ki bunyad pr iska istemal sehat k manafi he to khane k bad kabi kabar pine me harj ni baaz oqat ye khana hazam krne k lye achi sabit hti he or baz oqt khali pait peene se stomach me infection ka khatra bi bhar jata he lehaza is k fawaid bi hain kisi had tak lekin iske istemal me zyadti muzre sehat he
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

          '''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''' Cold Drink''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''' ''''''
          Assalam o Alaikum dear main ap ko batana chati hun kay cold drink ak ksm ka mashroub hay yah mashroob aksar summer kar season main pasahd kya jata hay pakistan main is mashroub ko zayada tar istamal kya jata hay yah kafi say colour main mil jata hay pakistan main zayada tar coke,peapsi,fanta,7up,marinda,next cola,sting,aur bhi bohat sari hain jo zayada makbool hain jo cold drink is waqt zayada chalti hay woh ''''''''coca cola'''yah ak asi cold drink hay jo paktan main zayada say zayada chalnay wali cold drink hay to is cold drink ka bohat say side effect hain lakin hamaray pakistan main phir bhi log is ko bohat zayada pasand karte hain is cold drink kay musalsal istamal karnay say insan kay gurday khatam ho jaty hain to hamain chaiye kay ham jitna zayada ho saky is ka istamal na krean aur dusrun ko bhi is cold drink say chutakara dyn tab agar ham asa krean gay to ham kai sari bemariyon say bach sakte hain jo log is ka zayada istamal karty hain un ka jism andar say tabah ho jata hay yah cold drink hamaray childerns kay lya bohat zayada nuksan hay to hamain yah chotay chotay bachu ko nhi deni chaiye .
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

            Cold Drinks:-
            Jesy e Garmio ka Seezan aata hay insan ki Pyas ki talab main hosharba izafa ho jata hay. Aisay Main Agr Samny Thandi Thandi 7up ya Marina mil jaey tou kya e baat hay.
            G dosto Aj hum baat kr raey hain Cold drinks ki, ye aisi drinking Product hay jo hr banda like krta hay, aisay e main is ki sale b buhat zyada hy. Market main Different trah aur sizes ki Colddrinks mujood hain jin main:-
            Pepsi
            CocaCola
            Marina
            7up
            Sting
            Shamil hain , is ky elawa market main Local Bran b hay jo " Topsi " aur Gormay ky Name say Mashoor hay.
            Adavantages:-
            1- Mehmano ky Samny Serve ho jati hay.
            2- Safar main apki Behtreen sathu hay.
            3- Zyada Mehngi nai
            Disadvantage:-
            1- Cold drink buhat e zyada mt Pien Q ky is main Sugar level buhat high hota hy jo apki sehat k liay zyada acha nai
            2- Bacho ko iska zyada aadi mt krain q ky woi Age hoti hay js main Bacho Nasho numa Paatay hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

              Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai hai jo ke cold drink a related hai jaise ke aapane hamare sath coldrink a related apna review share Kiya hai hai to aapko pata hai ke Pakistan mein out of country mein har EK Malik mein Hi coldrink ka border use Kiya ja raha hai har kisi ko hi coldrink bahut jyada pasand hoti hai ISI tarah aapko bataya ke har EK party function kisi bhi jivan mein cold drink ka surur drink ke taur per use Kiya jata hai is tarah ke kafi jyada advantages aur bahut jyada uske disadvantages hai jo main aapke sath share karti hun .

              Advantages .

              Ji aapko pata hai ki a r ko hi cold drink ka use karta hai hi aap ismein chhoti drink ki botal bhi le sakte hain aur badi Le sakte hain litre wali Le sakte hain date litre wali bhi le sakte hain aur uske sath family pack jumbo pack bhi le sakte hain aap ko pata hai ki iski 3000 price nahi hoti har Koi ko is likh kar sakta hai ISI tarah ji bilkul hi taiyar hoti hai hamen isko bilkul bhi taiyar nahin karni hoti aur uske sath aapko pata hai ke fast fast ke sath bilkul bhut zaida Maza deti hai jiski vajah se har Koi is ko kafi jyada pasand karta hai iska test bhi kafi achha hota hai or drink se yah kafi jyada acchi hoti hai isliye Ham is copy sakte hain .

              Disadvantages .

              Iske advantages ke sath iske kafi jyada nuksan 8 bhi hai aapko pata hai ki ji hamari health ke liye bilkul bhi acchi nahin hai ismein bahut jyada chemical hote hain ISI tarah aap ko pata hai ki agar ham log kiska use karte hain to ji aapki health ke liye kafi jyada dangerous ho sakti hai ji aap agar iska use karte hain to ji aapki body se Pani bilkul khatm kar deti hai ISI tarah sar mein bahut jyada chemical Dal Diya jaate Hain ISI tarah aaj kal doctor iska use karne se kafi jyada press ka bol rahe hain yah hamari health ke liye bilkul bhi faydemand nahin hai ji aapko bilkul kharab kar deti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

                Introduction
                Asslam alaikum dear member ap ka review cold drinks par mabni hai yh ek esi cheez hai jis ko bhtt ziada use kia jata hai har koi colddrinks ko peena pasand krta hai...yh ap ko har shop se asani se mil jati hen market se yh ap ko different prices me milyi hen in ka alag alag size hota hai jis ki wajah se in ki price bhii different hoti hai ...me ap logm se in ke bary me kuch information dhare krna chahti hn ...
                types of cold drinks:
                Aj kl ap ko market se differrnt types ki cold drinks mil jati hen jo bhtt ziada use hony wali cold drinks hen un me ati hen pepsi coka cola sprite 7up r bhtt sari esi hen jo ap ko market se asani ke sath r har size me ap ko mio jati hen ...in ko ap kisi bhii shop se khareed skty hen ...bhtt sary log in ko oeena bhtt pasand krty hen r in ko bhtt ziada use kia jata hai ....
                size
                Cold drinks ap ko different sizes me market se mil jati hen ap koi bhii size ki cold drink ly skty hen ..r size ke lehaz se in sb ki price different hoti hai...ap ko jitni bhii zrurt ho ap us ke hisab se market se cold drink ki bottle khareed skty hen...
                price
                Cold drinks ap ko size ke hisab se different prices me market se milti hai jitna bra size ho ga wo utna ziada mehngii ho gii...choty size ki bottle ap ko kam keemat m milti hai r bri bottles ap ko ziada ni lkn thora mehngii milti hen...kbi kbi in par special offer hoti hai stores par to ap ko bri bottles bhi kam keemat me mil jati hen...
                packing
                Cold drinks ap ko plastic ya glass ki bottles ke andr milti hen ...jo choty size ki hoti hen wo ap ko glass bottles me milti hen jin ko ap ko khatm kr k shop waly ko wapis krna orta hai ...r plastic bottles ko ap dobara kisi r cheez ke liye bhii use kr skty hen ...plastic ki bottles me bhii cold drinks hoti hen r aksar bri size wali plastic ki packing me hoti hen ...
                Advantage
                Cold drinks ke kuch faidy me ap logn ke sath share krti hn ...
                yh ap ka khana hazm krny me help krti hen...
                aksar log khany ke bd in ka istemal krty hen ...
                yh ap ko market se different flavours me mil jati hen ...
                in ki keemat bhtt ziada kam hoti hai ...
                yh ap ko har size me market se asani se mil jati hen ...
                in ki price bht ziada kam goti hai hr koi in ko afford kr skta hai r peena pasand mrta hai ...
                yh jis bottle m hoti hen un ko ap dobara kisi r cheez ke liye bhii use kr slty hen ...
                disadvantage
                In ke kuch nuqsan bhii me ap logn se share krti hn...
                cold drinks ko ziada istemal krny se ap ka maida lhrab ho jata hai ...
                yh insam ko mota kr deti hai ...
                cold drinks ko ziada peeny waly ko bhtt ziada beemarion ka samna krna prta hai ...
                glass wali bottle agr ap n li ho to us ko ap ko khtm kr k shop waly ko wapis krna hota hai...
                cold drinks bachin ke liye bhtt ziada khatrnak hoti hen...
                in ko ziada istemal krny se pani ki kami ho jati hai ...q ke in ke nadr esy cgemicals hoty hen ...
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

                  ADVANTAGE:
                  Asalam O Alykum friends jaisy ap janty hain kay cold drinks kitne use ki jati hain dunyan men pakistan men cold drinks ki kafi iqsam hain kafi compnies hain jo achi brand deti hain har kisi ka apna taste hota hai or us ka alag maza tab ata hai jab ye kisi party men shadi men log use krty hain jab gettogather hota ha, in men kafi qisam ki drinks hoti hain main name lon ga ap btana ap ko konse pasand hai 7UP mare favrt ha MERINDA, SPRITE, COKA COLA, PEPSI, COKE, GORMY, etc is men kafi size hoty hain or is men kafi different panking men bhi hoti hain jis ko jaise ap ko pasnd wesy he lay skty hain ap ko pta hota hai hamry dost konse chez pasand krty hain koi konsa flavour pasand krta hai koi konsa to is men kafi size men botel mil jati hai.
                  DISADVANTAGE:
                  Is kay kafi nuqsan hain jaisa kay ap Ki health pay asar parta hai is men kafi chemical hoty hain jo ap kay maiday ko nuqsan dety hain ap kay weight men kafi izafa krty hain ap ko is ka istamal har chez kay sath ni krna chaheya kun kay ye muzre sehat ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

                    Salam friends..
                    wese to jahan mashroobat ki baat ho wahan py cold drink ka naam zaroor liya jata ha ajj hum isi py baat kren gy

                    Introduction
                    cold drink ka mtlb hota ha chand qism k sharbat ko mila kr ik drink tiar ki jati ha usy cold drink khty hn


                    Advantages
                    cold drink k wese to bht sary faidy hn lkn ajj hum chand py baat kren gy iska sb se bda faida ye k is me gas shamil ki jati ha jis ki waja se ye khana hazam krti ha is waja se ye hmary mulk me bht ziada use hoti ha is k ilawa ye sasti hoti to is liye ziada usage ha is k baad ye hr jaga se asani se mil jati is k kai qism k taste aur flavour hoty hn ye chae k muqably me asani se mil jati ha Pakistan me aur dunia me kai companies hn jo is waqt is k business se bht ziada faidy utha rhi hn aur iski waja se logo ko rozgaar bhi mil raha ha is k ilawa ye ik bht khobsorat c bottle me pack hoti ha isy hamesha thanda kr k piya jata ha tb hi iska sahi maza ha is k ilawa bhi is k bht sary faidy hn

                    Disadvantages
                    is k regular usage se insan ki haddion me calcium ki kami ho jati ha jis ki waja se hadion me dard ho jata ha aur kamzoor ho jati hn is k ilawa bachoon me neend na any ki beemari ho jati ha aur is me mojod camicall bacho ki sehat py bht bura asar dalty hn is k bht ziada use se stomach problems start ho jati hn aur digest system bhi effect hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

                      Gold drink bahut acchi chij hai ki ke Ham jo bhi guest aate Hain Ham vahi use karte hain to kya usko peene se unko bahut kuchh aasan hota hai aur misuse ko acchi tarah jaan sakte hain ki coldant ke kya fayde hain aur kya nuksan hote Hain yah aap acchi tarah usko jaan sakta hai aur uska parivar kar sakte hain aur hamen bhi ka chitra pata hai ki iske kya fayde aur kya nuksan hai

                      Faidy:: cool drink ke bahut jyada fayde Hain ki Kya mein pata hai cold drink juice karte Hain to Ham usko kafi coaching mein hota hai use use karna chahie acchi tarah tha ki hamen gas to jo bhi aate Hain unko dete Hain to hamen unse kafi kuchh nahin my irsal karti hai aur vah kahate jari bahut hi aur acchi acchi chijen ISI tarah vah use kar sakte hain aur se kafi jyada hamen hota hai aur ham enjoyment bhi kar sakte hain kripya bahut hi Allah kasam ki chij aur bahut acchi

                      Nuqsan:: cold drink ke nuksan bhi hai kyunki jaise fayde hote hain waise bhi nuksan hote hain hamen cal jaunga agar use karte hain to hamen chahie iska khyal Kya Karen jyada thandi Na Ho aur chetak garam Na Ho hot and cool ka hona lajmi hai bus normal honi chahie tha ki hamen se Koi nuksan Na Ho hamen ko follow karna chahie tha ki hamara kam hai kya hua dekhkar banana chahie aise hi yah mehnat karte hain apne kam ko beta banate hain har chij ko palan karte Hain to Ham bahut kuch hasil kar sakte hain agar Ham message hi har roj ko follow karte Hain to apne kaam mein kamyabi ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;cold drinks &quot; py mabni hai

                        Yeh review COLD DRINK per mabni hai..
                        INTRODUCTION:

                        Dear members aaj ki meri yeh post cold drink per mabni hai is mn main apko cold drink k bary mn tafseelan btaun ga aur isky faidy
                        aur nuqsanat se aagah krunga.. dear members cold drink bht zyada istemal kiye jant wala product hai jisy hum apni roz marra ki zndagi mn lazAt k taur pe
                        Istemal krte hn mgr hm mn se aksar ko yh maloom nahi k cold drink k faidy zyada hn ya nuqsanat.. is Review mn main apko faidy aur nuqsan dono btaunga..

                        FAIDY:
                        DEAR members cold drink ka karobari hazraat ko bht zyada faida yeh hai k cold drink ki sale bht zyada hai cold drink bht zyada pee jany wali chez hai jisy hr choty
                        Bary afraad use krte hn .. cold drink pyaas bujhany k sath sath garmi ko door krne k kiye bhi istemal ki jati hn jin mn mukhtalif qisam ki Cold drinks shamil hn
                        Jese k juices soft drinks ya cold drinks wghera .. cold drinks mehmano k liye bhi bht zyada istemal ki jati hai jis se mehman lutf andoz hoty hn..

                        NUQSANAT:
                        Dear members cold drink k faidy km aur nuqsanat zyada hain jo bht km logon k ilm mn hty hn.. Cold drinks ka sb se bara nuqsan yh hai k iska zyada istemal
                        Apko sugar ki bemariun mn mubtla kr skta hai is k ilawa Cold drinks mn alcohol paya jata h jo hmari seht k liye bht zyada nuqsan dehh hai .. bachon k liye to smjh len
                        Zehr ka kaam krti hn cold drink

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X