E-currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    E-currency
    Salam Dosto
    Umeed hay ap sb Kheriat say hongay.
    Pakistan main E-currency kon kon c use ho rai hay.
    Aur sb say Asaan Account aur safe ks main bnta hay. Sb apni Raey Share krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: E-currency

    dear members e currency main ab bohot sari currencies shamil ho gai hain aor in kay nam yeh hain
    BITCOIN, DOJI COIN, ETHERIUM, LITECOIN, BTC CASH AOR ISI trah sy kai aor currencies is main shamil hain to dear members in main sy agr hum nay trading karni hay ya koi aor kam krna hay e currency ko lekar to kai sarey mashor wallets majood hain jin main blockchain wallet, coinbase wallet mashor hain hum in main sy koi bhi account bna kar is currency ka lain dain kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: E-currency

      brother ab e currency boht sari hai jo din be din zaida hoty ja rahai hai is liay hum ko top 20 crypto pairs par trading karny chayie jis ki market cap zaida ho investment b aisay pairs par karny chayie jis main profit ka b chance zaida ho jo down zaida ho aisay pairs yeh hai dash is time nichay hai kafi zaida is par b hum ko trading karny chayie 2nd number par bch hai 3rd xrp 4 etc baki aap khud search kar sakte hai

      Click image for larger version

Name:	btc dash eth.jpeg
Views:	1
Size:	104.2 کلوبائٹ
ID:	12335031
      • #4 Collapse

        Re: E-currency

        looks that the market is deteriorating.Tends to purchase on helps and promote resistance. Many instances these degrees are clear and many humans can see them. An uptrend tends to return to the aid zone, that vicinity generally offers a buy sign even even though it looks that the market is deteriorating.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: E-currency

          اصل پيغام ارسال کردہ از: imgr8jack پيغام ديکھيے
          Salam Dosto
          Umeed hay ap sb Kheriat say hongay.
          Pakistan main E-currency kon kon c use ho rai hay.
          Aur sb say Asaan Account aur safe ks main bnta hay. Sb apni Raey Share krain
          Dear Pakistan mai ap daikhain tu waha be E currency ka use ho raha hai. E Currency means Electronic Currency keh lain . Pakistan mai Easy Paisa, Jazz Cash etc yeh sub e currency ki examples hai. Future main ap ko Bitcoin mazeed e currency ya digital wallet ki behtreen example kay tour pay samnay aye ga. es time be logo ko daikha jaye tu woh apni investment gold buy kar kay rahk liya karty thy lekin ab woh gold ki jaga bitcoin ko prefer karty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X