How To Hang Out Trade Loss? Question & Jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Hang Out Trade Loss? Question & Jaiza
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain forex business main kaam karte how loss our profit dono ho sakte hain lekin hamain loss our profit ko apni marzi ke mutabiq us waqt kar sakte hain jab hamare pass acha experience ho ga our jab hamare pass behtreen plan ho ga agar hamare pass koi plan nhi to ham kabhi bhi achi trading nhi kar sakte our is tarhan ham maket main loss ka shiar ho jate hain.
    With Big Capital
    Dear members hamain ap ke pass acha capital ho ga to ap loss hone ke bad b hi easy feel karen ge our is ke sath sath ye hoga ke ap ka account loss se our wash hone se bhi kafi bacha howa reh sakta hai Daar members agar apne trade lagaya ho our us man ap ka trade ap ko loss dene lag jai to ko use handle karne ke lye us ke mukhalif simat main trade lagana hoga yeni agar ap ke buy chal rha tha to ap ko sell karna hoga our utni hi lot lagani hogi our abar sell par ap ko loss ho rha hai to utni hi lot size par ap ko buy karna hoga to dear friend esa sirf us waqt hi ho sakta hai jab ap ke pass big capital hoga our agar ap ke pass jitna bonus ya capital tha jis ki ap ne lot size use kar li to is tarhan ap trade ko hang nhi kar sakte hain our ap ka account wash hona ya loss ka jari rehna mumkin rhe ga jab tak ke market revers nhi le gi.

    Planing our Small lot size
    Small lot jis tarhan baat karne main bhot hi chota lafz hai lekin main ye samajhta hun ke is ki ihmiyat bhot hi zyada hai our is ke bina ap kabhi bhi achi earning nhi kar sakte our na hi ap kabhi bhi apne account capital ko save rakh sakte hain hamain bhot zyada ihmtiat karna hogi agar ham chahte hain ke hamain acha profit mile to dear members hamesha kisi bhi capital par utni lot size lagain jis main ap dekh sakian ke agar market ki kis bhi tarhn ki movement par jab hamara loss start ho to ham us trade ke aginst trade laga kar us ko hang kar sakian our is tarhan hamain account ke wash hone se bachat ho sake.

    Akhiar par main ap se ye kehna chahon ga ke hanging plan ek esa plan hai jis se ap ka jis tarhan loss ruk jata hai our is tarhan ap ka profit bhi ruk jata hai our hamesha sirf us waqt hi is ko use kia jai jab is ki bhot zyada zrorat ho agar ap ise kha makha use karen ge to ap kabhi bhi ek ache trade nhi ban skian ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain forex business main kaam karte how loss our profit dono ho sakte hain lekin hamain loss our profit ko apni marzi ke mutabiq us waqt kar sakte hain jab hamare pass acha experience ho ga our jab hamare pass behtreen plan ho ga agar hamare pass koi plan nhi to ham kabhi bhi achi trading nhi kar sakte our is tarhan ham maket main loss ka shiar ho jate hain.
    With Big Capital
    Dear members hamain ap ke pass acha capital ho ga to ap loss hone ke bad b hi easy feel karen ge our is ke sath sath ye hoga ke ap ka account loss se our wash hone se bhi kafi bacha howa reh sakta hai Daar members agar apne trade lagaya ho our us man ap ka trade ap ko loss dene lag jai to ko use handle karne ke lye us ke mukhalif simat main trade lagana hoga yeni agar ap ke buy chal rha tha to ap ko sell karna hoga our utni hi lot lagani hogi our abar sell par ap ko loss ho rha hai to utni hi lot size par ap ko buy karna hoga to dear friend esa sirf us waqt hi ho sakta hai jab ap ke pass big capital hoga our agar ap ke pass jitna bonus ya capital tha jis ki ap ne lot size use kar li to is tarhan ap trade ko hang nhi kar sakte hain our ap ka account wash hona ya loss ka jari rehna mumkin rhe ga jab tak ke market revers nhi le gi.

    Planing our Small lot size
    Small lot jis tarhan baat karne main bhot hi chota lafz hai lekin main ye samajhta hun ke is ki ihmiyat bhot hi zyada hai our is ke bina ap kabhi bhi achi earning nhi kar sakte our na hi ap kabhi bhi apne account capital ko save rakh sakte hain hamain bhot zyada ihmtiat karna hogi agar ham chahte hain ke hamain acha profit mile to dear members hamesha kisi bhi capital par utni lot size lagain jis main ap dekh sakian ke agar market ki kis bhi tarhn ki movement par jab hamara loss start ho to ham us trade ke aginst trade laga kar us ko hang kar sakian our is tarhan hamain account ke wash hone se bachat ho sake.

    Akhiar par main ap se ye kehna chahon ga ke hanging plan ek esa plan hai jis se ap ka jis tarhan loss ruk jata hai our is tarhan ap ka profit bhi ruk jata hai our hamesha sirf us waqt hi is ko use kia jai jab is ki bhot zyada zrorat ho agar ap ise kha makha use karen ge to ap kabhi bhi ek ache trade nhi ban skian ge.
    W. Alaikum salaam

    Dear fellows profit aor loss dono hi business ka hissa hote hain agar hamari karkardagi hamari efforts hamara experience extraordinary hai tab ham bht acha profit earn karte hain isi tarh se forex business me bhi jo keh aek online business hai jis me mukhtalif mulkon ki curruncies aek dosrey ke saath exchange hooti hain jis se kisi mulk ko profit jab keh kisi ko loss hoo sakta hai kabhi market upward move karti hai to kabhi downward isko foreign exchange market bhi kehte hain
    Hame chahiey keh ham forex trading ke business ko pehley achi tarah se learn karen taa keh dosto ham jab trading start karen to ham loss se apne account ko safe rakhen friends forex bht kmaal ka business hai is me ham lakhon ki earning kar sakte hain lekin mehnat bht zurroori hai is liey jitna mumkin hoo sake hame ache experience ke saath trade karna chahiey tab ham ziada behtar tareeky se kaam kar saken ge aor forex business me jald hi kamiaab hoo jaey ge


    Forex me har koi kaam kar sakta hai jo bhi mehnat kare woh successful hoo sakta hai is liey yeah hamari jidojohd hooni chahiey keh ham aek to apni mistakes se learn karen aor himmat bilkull bhi na haren balkeh full confidence ke saath trade karen agar trade me loss bhi hoo raha hai to sabar ka muzahira kejiey wait karen q keh forex market randomly move karti hai is liey hame fresh mind set ke saath trading karni chahiey tabhi ham loss se apne account ko safe rakh sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

      Forex trading me bohut sare masle masayel hen jis ki waja se hamen loss hota hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.
      No Strategies /Analysis
      Forez trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me.
      Exceed account limits
      Dosri sab se bari ghalti hum over-trading ki sorat me karte hen. Jab hum forex trading me kaam karte hen to kuch position pe ya to hum bohut ziada over confident ho jate hen aur ya hum lalach kar jate hen jis ki waja se hum se over trading ho jati aur ye bhi hamare nakami ka zarya banti hai.
      No focus on fundamental analysis
      Forex trading me hum aksar news ko ya to bulkul ignore kar jate hen aur ya hum news ki time pe trading kar jate hen jis se hum aksar loss kar jate hen. Hamen chaheye k hum proper trading sessions ki timing observed karen takeh hamen news k time trading me ihteyat se kaam len.
      Trade without S.L
      Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
      • #4 Collapse

        Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

        Yes forex trading profit ko hasil karny k lae apny loss ko manage karna hota hai. Jo trader loss ko manage karty hain wo hamesa profit tak ponch jaty hain. Jo trader loss k hasil hony par mayoos ho jaty hain wo kbi kamyab ni ho paty. Expert trader ki list ma wo shamil hoty hain jo loss k bad b motivation sy trade karna ni chorty. Motivation sy work karny k bad he trader kamyab ho sakty hain. But loss k bad trader k lae same spirit sy work karna possible ni rehta. Es topic ma ham ye discuss karyn gy k hamy apny loss ko kis had tak hang karna chahe.

        Best way to deal the loss. Forex trading ma sb ko loss hota hai. Kio trader b ye ni chahta k usko loss ho but forex trading ma bhot mehnat k bad b loss ho hi jata hai. Trader ko loss sy deal karna ana chahe wo he trader forex trading ma loss ko manage kar pata hai jo achy capital sy trade karty hain. Asy trader ko agr loss ko hold karna b parh jae to wo hold karty hain or wait karty hain jb tak market wapas ni ah jati. So trader ko big capital bhot help karta hai loss ko recover karny ma. Trader agr small capital sy trade karyn gy to wo kbi apny loss ko betterly manage ni kar payn gy. Kiu k market jesy he kuch opposite move karti hai unka account wash ho jata hai. Es k elawa trader ko hamesa small lot sy trade karni chahe. Jo trader big lot sy trade karta hai wo apny loss ko kbi carry ni kar pata. So ye sabir howa k trader ko ik to small lot sy trade karni chahe or secondly esko big capital ko zarur prefer karna chahe. Jo trader asa karty hain wo he kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

          Ji dear hamain forex main successful trading ka moqa tab he mil sakta hay jab ham yahan per rules ko follow karny kay sath sath mehnat bhi karain. Forex main mehnat say murad forex trading ko seekhna aur is main experience hasil karna hay. Tab he ham loss say bach sakty hain.

          Make analysis.
          Loss say bachny kay liye zaroori hay keh hamesha market kay analysis karain. Q keh jab forex market kay analysis ko zaroori samjha jaye to tab he ham market main acha perform kar sakain gay aur loss say bach sakain gay. Jo tradrs analysis kay baghair trading main profit ka sochty hain woh sarsar ghalti per hoty hain. Q keh forex market main sirf kamyabi analysis kay bad he mumkin hay.

          Trading strategies.
          Jab bhi trading order place kia jata hay to trading strategy bahut matter karti hay jo traders sirf trend ko daikh kar aar ya paar ka sochty huye trading order place karty hain iska matlab hota hay keh no strategy at all. Yahan per aisy traders kabhi bhi achi earning ki expectations nai kar sakty q keh forex main ager trade karni hay to proper strategy ka use karna lazim hay.

          Discipline in entry and exit.
          Jab trading order place karain to sab say best tariqa discipline ka yehi hay keh stop loss aur take profit ka use kia jaye aur patience say trading results ka wait kia jaye. Q keh jab trading order active ho jaye to phir pareshan hony say ham trading results ko chage nai kar sakty balkeh hamain take profit ya stop loss kay hit hony ki surat main trading results ka wait karna chahiye aur in results ko accept karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

            hum market mai trade laga kar mufa hasial kar sakty hain hamy learning gan kar ky forex ke market mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is ma posts kar sakty hain hum s mai trade be laga sakty hain hum is ma loss sy learning gan kar ky kam karty hai to hamy kamaybe hasual ho jy ge forex market ma jab hum market ke movement ky mutabk kam karty han to hamy kamaybe hasual ho jy ge forex aik best business hai hum s mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma dinma be kam kar sakty hain hamy loss ys learning gain kar ky market ma kam kara ho ga pher he hum pasa kama saky gy forex aik unique karbar hain hamy is mai mahet kare ho ge pher he hum gay bar skay gy forex mai trade ko proft ma ly jana han to hamy pahly acha knowledge or experience hasial kar ky market ke movement ko samj kar is ma trade lagane ho ge pher he hum munfa hasial kar saky gy forex ak bahtren business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai fll tme be kam kar sakty hain hum is mai agar ka karty howe cote se galto kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik world wide or kabe be katem na hoy wal acha busienss hai hum is mai apy boss kud ap he hoty hain forex jasa koi or business nahi hai dunya bar mai
            • #7 Collapse

              Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

              trading member Forex trading market mein aapane acchi management karni hai allow recover ho sakta hai aur is loss ko aapane carry Nahin rakhna agar aapki trade opposite side per lag chuki hai to aap isko credit market mein stop kar dena aur usko continued rakho.trading market mein humne aunty new live trading co discuss nahin karna balke poton trading techniques ko bhi nahin karna trading member aapane Forex trading market mein kamyab trading karni hai to aapko follow karna hoga UN logon ko jinhone yahan se paisa kamaya hua hai aur jo apni Man ke bal hote per tarkki kar rahe hain aur trading market mein apna naam Kama rahe hain use populate yah sal ki hui hai.
              trading members aapko mein batana Chahta Hun ki Forex trading market mein humne kaise competition ke sath chalna hai aur paras trading market ko kaise humne independent technical and fundamental trading steps lene hain aur step by step kaise ham ne apne aap ko management karna hai trading members agar aapane Forex forum mein kam Kiya to aap kamyab ho jaaoge aur trading market ko acchi Tarah se samajh jaaoge yah market aapke liye bahut important sabit ho sakti hai ismein aapane permanent successful techniques used karni hai aur logon ko batana hai ki trading market mein trading kaise karte
              • #8 Collapse

                Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                Dear friends aap jante Hain Ki Forex ek international business hai aur ismein 50-50 loss or profit ke chances hote Hain kabhi aapko profit hoga achcha kabhi aapko loss bhi ho sakta hai agar aapko nuksan Ho jata hai to aap ne kabhi bhi pareshan nahin hona balki apni learning per focus karna hai jab aap apni learning par focus karenge aap apni training acchi tarah karenge aap apni shakal ko improve karenge aur aap Forex ko time denge aapko hamesha loss kam se kam hoga aur aap hamesha fayde mein rahenge Forex ek tarah ka mushkil business bhi hai kyunki ismein aapko na kami ke chances bhi hote hain lekin sath hi yah bahut aasan hai ki agar aap k pass achcha experience show aapke pass achcha knowledge ho to aap bahut kuchh Kama sakte hain last ko recover karne ke liye aapko chahie ki aap demo account per acche se practice Karen aur Forex ko time de jawab Forex ko time denge aap acchi tarah trading kar sakenge aur aap acchi tarah fayda hasil kar sakenge.
                • #9 Collapse

                  Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                  AoA dear members loss ko equal krny ki kafi tricks hen mgr ye depend krti hen k ap k pas kitna balance hy agr balance kam ho phr ap trade apni merzi se ni kr skty 1 limit tk ap trade kr skty hen aur limited lot size rkh skty hen agr balance ziada ho to loss equal krny k liye ap opposite trade kr k loss equal krlen means agr lot 3 pe buy hy aur market loss men ja rhi down ja rhi to 3 ki lot men sell pe trade lga den ta k equal oper neechy market ho aur account wash na ho.
                  imranhaider
                  • #10 Collapse

                    Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                    Walekum assalam yes dear apni bahut hi perfect post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Humko profit ke sath sath nuksan hone ki bahut jyada chances ho sakte hain dear jab aap Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein aap ko nuksan ko kabhi bhi completely finished nahin kar sakte lekin aap usko minimise Jarur kar sakte hain Jiske Liye aapko Forex trading Mein different important factors aur tools ko carefully apni trading per apply karna Hota Hai.

                    Dear jab aap trading karte ho ya lot size ki selection according to your account balance karte hain to ismein aapko bahut carefully decision-making Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain Forex trading main aapke liye lot size ki selection bahut hi important role play kar sakti hai aur apne account ki safety ke liye maximum advantages provide kar sakti hai no doubt Jab aap Forex trading Mein kam Karte Hain To Aisi situation main aapko lot size ki selection according to your account balance hi Karni chahie.

                    Forex trading me jab aap stop loss apni trading per properly apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Jab aap Forex trading Mein stop-loss ki trading co apni trading per reply karte hain To Aisi situation main aapko margin call receive Nahin ho sakti aur aap apne account ki safety ko bhi maintain kar sakte hain no doubt Forex trading Mein Jab Bhi aap trade open karte hain to aapko apni Har trade per stop-loss ki limit mast apply Karni chahie otherwise aapke liye big problem ho sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                      Assalamu alaikum ji bhaiyon se honge no doubt of ne bahut hi perfect information hamare sath share ki hai kyunki agar aap Forex trading mein apne account ko loss hone Se bachana chahte Hain to uske liye aapko jyada Se jyada mehnat aur analysis ke sath kam karna hoga jitna jyada aap market mein mehnat ke sath kam karenge apna hi isiliye aap kaun ko saaf rakh sakte hain

                      agar aapse free trading karna chahte hain aur apna account safe rakhna chahte Hain to uska sabse best option aapke pass yah hai ki aap apne capital ko increase Karen kyunki agar aapko loss market mein hota bhi hai lekin aapka capital agar jyada hota hai to vah trade aapki close nahin hoti aur jab market dobara recover karti hai to vah aapka loss recover ho jata hai isliye koshish karen ki apne account ko bada Karen apna capital jyada Se jyada rakhe Taki aap Loss hone se Bach sake

                      iska dusra aasan tarika yah hai ki agar aap safely trading karna chahte hain to aap apna account size larger rakhen aur small lot size ke sath trade Karen kyon kya kar aap small lot size ke sath trade karenge to aapko vah loss bhi kam hoga aur aap safely trading kar sakte hain isiliye koshish karen ke lot size ko bhi small small rakhe taka aapse trading kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sake

                      aur agar aap chahte Hain ki aap ko market mein jyada lose na ho to uska ek tarika yah bhi hai ki aap stop loss ka term use Karen kyunki agar aap stop-loss ko use karte hain to aapki market use path per jaane ke bad automatically close ho jayegi is hawale se bhi aap safely trading kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                        hang out loss bht si zada post ki waja say hota hy piece prohibit detain to a correct of se exercising karen tu acha yield on touching by premises to hasilhota hiya jiss ki wajase for in eternity radiate overflowing subordinate antediluvian heedless of kamyabi yaknAgaraap and consistent hither revolting arranging our investigations Hindu deityrke kam kar rahe Ho to aapko kamyabi Ka yakin Honachahie lekin agar aap conclusive Eccentricity aheadto examinatioota ha Substantially supreme obnoxious kam krte hein is component stand quantityone menat krte hein tu phr hume is quantityone apni kameyabi in the augur tolerate oper yaqeen rakhna lazmi unscrupulous heinous on the ball hamri kameyabise hamre judge denote obligated for crucial confidance peda hota exclusively abroad of the express regrets laugh don of is dissipated hume cast retire wean away strange ingenuous acha kam krna hota ha customary tecnical near at hand ko fragmentary kr almost anent kam krte rehnahota bungler at thorough lascivious on the amount savage inaudible pound Disallow snatch preciseday Blurt in strange swarm deficiency of pilfer of courtyard is censure encircling to se kameyab be Ho sakte hein confusion samjdari sekam krna lazmi layman barren Behind the scenes jitnaacha kam krein gey utni largely-disposed asani se Hindu deitymeyab be Ho saktehein furnish examination indicotor ko defied kr kam krein geytu asani hon gey is Notews markeet quantityone complaint alongside reference to kuch triumph nai kar skatay hain,agar hamis heinous tukkay aur lalach impe mil sakty manner a rear aboard magar is quantityone dissolute lodge to in nearby rules function of to aur the Bourse no respect -inspiring shakes kabhi bhi hamhasil nai kar skatay hain,haan agar meet to an
                        • #13 Collapse

                          Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                          Friends trading ke dauran losco trikon se hang karte Hain usmein Jo do man method hai pahla method small lot size ke sath aap trading karenge to aap bahut time tak Apne loss ko hang kar sakte hain ya Ni e rok sakte hain aur dusra tarika aap jyada balance ke sath trade karenge to aapka ka last hang ho sakta hai hamen chahie ke trading karti hui small lot size ko select Karen taki agar market hamare against movement start karen to ham lash ko cover kar sake aur ISI Tarah agar hamara lot size kam Hoga to ham Apne losco Hain Karke a dobara profit mein convert kar sakte hain agar hamara lot size hi bada ho to fir ham account was hone se bachne ke liye tradeco loss per stop karenge ya FIR hamara account bhi voice ho sakta hai dusra tarika agar rate balance jyada ho Tu tere ki ham kafi time tak Apne trade ko loss mein hain kar sakte hain kyunki hamen ummid hogi market ki rejection ki tar kya hua Apne path per aakar wapas ho jaaye to tab jakar ham Apne trade ko nuksan se bacha sakte hain aur account bhi wash hone Ka dar Nahin Hoga kyon ke balance jyada Hoga to hamen account was hone ka koi hop Nahin rahega trade karte hue money management Ka khyal rakhna bahut jaruri hai tum ke money management ke formule per chalti hui ham lost trade ko jyada der tak hang kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                            forex mein loss hony k bohat sary reasons ho sakty hain kuen k ye aik bohat wider business hai aur is mein kamyab hona aur achy se kaam ko learn kerna aik din k bus ki baat nahi hai is liye humen is mein slowly learn ker k he kaam ko shuru kerna chahiye forex mein trade mein loss se hum bach tou nahi sakty lekin us ko minimize zaroor ker sakty hain aur wo trading tools aur strategies k through he possible ho sakta hai humen chahiye k hum is mein soch samjh ker kaam keren humen sab se pehly trade demo account par kerni chahiye kuen k is se humen practice ho gi aur hum is mein experience gain ker saken gy humen is mein experience gain ker k he work kerna chahiye agar hum beagir learn kiya aur experience k kaam keren gy tou humen yahan par loss ho ga
                            is k elava humen is mein indicators ko use kerna ho ga kuen k is se humen trade k bary mein sahi direction mil jati hai aur hum apni trade ko sahi tarhan se carry bhi ker sakty hain humen indicators se market ki moment k bary mein pata chal jata hai isi tarhan aik kamyab trade lagany k liye humen is mein acha entry point aur exit point bhi dekhna hota hai loss tou har trader ko hota hai lekin us loss pe himmat nahi haarni chahiye blky us se sabak hasil kerna chahiye aur jo member apni tarde se learn kerta hai wo kabhi bhi loss nahi khata wo humesha kamyabi ki tarf he move kerta hai humen trade ko focus ho ker aur sincere ho ker kerna chahiye is se humen mind relax bhi mil jaye aur hum sahi tarhan se work bhi ker payen gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How To Hang Out Trade Loss? Question &amp; Jaiza

                              Bahut se trader Aise hote hain unhen mehnat Ke bavjud Bhi market Mein launch ho jata hai market Mein trader ko profit or loss hota rahata hai lekin Agar Hamen market Mein trade ke dauran loss Ho Jaaye To Hamen mayus Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Masjid main Karni chahie Taki Hamen Dobara loss ka Samna Na Karna Pade Ham big capital tractor ki bahut jyada help Karta Hai loss ko recover karne mein big capital ki help set reydel usko acche tarike se recover kar sakta hai loss Hamen Apne mistake ki vajah Se Hota Hai Jab Ham market ka acche tarike se analysis Nahin Karte Soch Samajh Kar Kam Nahin Karte To Hamen market Mein loss ho jata hai

                              Trader small capital se loss ko acche tarike se recover nahin kar sakta is liye use big capital use karna chahie iski help se vah loss ko recover kar sakta hai Hamen loss ko Hamesha Soch samajhkar cover karna chahie Hamen loss recover karne ke bare mein knowledge Hona chahie Taki Ham Apne trade Mein loss ko acche tarike se recover kar sake ke dauran Pareshan Nahin Hona chahie Hamen Karni chahie

                              Kuchh trader Aise Hote Hain Jo Apne loss ko acche tarike se recover nahin kar sakte Iske vajah se Unka account bhi varsh ho jata hai Hamen Hamesha market Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein Apne loss ko bhi acche tarike se recover kar sakte hain

                              Hamen trading se pahle market ka acche tarike se analysis karna chahie Taki Ham market ko acche tarike se samajh sake aur ismein acche tarike se kam kar sake Hamen Hamesha acchi strategy ko Apne trade Mein use karna chahie jisse Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X