Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

    Forex business main jab Ap Trading Karty Hein us sy pehly apko apni trade keliye lot size ka intkhab karna hota hai aur is main lot size bihat asar rakhta hai kiun Kay jab bhi Ap lot size set karty Hein to apki trade main apki lot size Kay mutabik apko profit ya loss hota hai kiych log Jo lot size high rakhty Hein to unko aksar loss ho jata hai kiun Kay big lot size say market main apko profit ya loss dono high hi hoty Hein agar Ap big lot size par trade open Karen to is Sy apko big loss ho jata hai . Aye isi tarah agar profit ho to wo bhi big hota hai magar apko carefully trade lagani chaiye .

    Forex Trading main kuch log bug profit Kay lalach main big lot size par trades laga dety Hein magar experience ki kami ki waja sy ya kisi mistake ki waja sy unko loss ho jata hai aur phir wo loss bhi unko big hotabhai aur aksar qo loss itna ho jata hai Kay account Wash ho jata hai is liye hamesha lot size Kay intkhab main apko ehtiat Karni chaiye aur lot size ka intkhab proper knowledge Kay baad Karen taky Ap loss sy Bach saken mehnat sy kaam Karen aur lot size ki ehmiat ko na thukrayen kiun Kay is Kay Trading main bohat bara asar hota hai is liye iski proper knowledge hasil ki Jaye .

    Trading main lot size ko trade open karny sy pehly set Kia jata hai aur is keliye proper money management ki zarurat hoti hai agar apky account main 100 ya 100$ at Kam balance ho to apko lot size 0.01 rakhna hota hua Jai tarah agar apky account main 200$ hon to apko lot size 0.02 set karna hota hai aur 300$ hon to lot size 0 03 hoga isi tarah aar lot size agar 1000$ hon to is main lot size 0.1 hoga . Is tarah Ap proper money management Sy aye proper lot size set Kar Kay profit Kama sakty Hein aur loss sy Bach sakty Hein is liye apko forex main Ap ksos sy Bach sakty Hein aur profit Kama sakty Hein aur agar loss hi to bhi wo Kam hota hai.

    I'd Tarah apko pata hona chaiye Kay lot size Trading main asar Karti hai aur Ap proper lot size set Kar Kay acha Kama sakty Hein isi Tara ye trade main bihat important hota hai aur iski bohat importance hoti hai . Aur is liye proper lot size ki knowledge hasil karni chaiye aur mehnat sy kaam karna chaiye taky kamyabi hasil ki Jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

      walekum assalam ji Bhai Allah ka shukr hai aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap Forex trading mein kam karte hain aur aap lot size choose karne mein galti kar dete Hain to aapko definitely market mein launch hoga kyunki Forex trading main aapka lot size bahut jyada matter karta hai jo aap lot size set karenge aapko hisab se profit ya last hoga isiliye koshish karenge jab bhi Forex trading mein kam Karen apne lot size ko ek dafa jarur check Karen aur lot size ko check karne ke bad hi trade lagaen Taki aap acche se accha profit Kama sake lot size ke bare mein main aapko kuchh information provide kar deta hun

      IMPORTANCE OF LOT SIZE :

      Forex trading mein lot size ki bahut jyada importance hai agar aap large lot size ke sath trade karte hain to aapko Forex trading mein profit bhi jyada hoga aur agar aapke against jaati hai trade to aapko last bhi jyada hoga ISI tarah agar aap safely trading karna chahte hain yah aap chahte Hain Kya aapko market mein agar Las ho to kam se kam ho to uska sabse best option yah hai ki aap small lot size ke sath Forex trading mein entry Le kyunki agar aap small lot size ke sath Forex trading mein entry lenge to usse aapko last bhi kam hoga isiliye lot size ko check karne ke bad hi Forex trading mein entry Le jakar aapse free trading kar sake aur apne account ko safe rakh sake

      isiliye agar aap chahte Hain ki aap Forex trading mein acche se accha profit kamaye aur aapke pass proper market information bhi hai aur aap proper analysis ke sath indicators ko apni trading per reply karne ke bad Forex trading mein entry lete Hain to fir aapko large lot size ke sath entry leni chahie kyunki agar aapko last lot size ke sath entry lenge to aapko market mein profit bhi bahut jyada hoga kyunki aapka profit aapke lot size par depend karta hai jis hisab Se aapka lot size hoga aapko market mein usi hisab se profit ya Las hoga
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

        bahi lot trading mai lot size kafi importance rakhti hai jub hum log lot size ko use karta hain tu hum log lot size ka zarya trade mai apni capital ko use kar raha hota hain or hum log lot size da kar apni trade ko open karta hain laken lot size ko choose karna ka kitni lot size honi chaya trade acchi karna ka lia lot size ko hamesha chota rahkain ta ka huma loss ka samna na karna pahra lot size agr bari ho gi tu agr loss ho ga tu account wash ho sakta hai is lia huma lot size ko chota rakhna chaya ta ka hum acchi kamai hasil ho saka is lia lot size ko choose karta waqat huma achi learning honi chaya agr lot size ko ap bara rahkta hain tu lazmi hai ka huma is mai mahant karna ho gi ta ka hum log kamyabi hasil kar sakain or loss ko control kar sakain agr loss bara huwa tu hamra account ko wash hona sy koi nahi bacha sakta hai is lia mahnat lazmi karain ta ka lot size ko choose karta waqat huma problem na ho or hum log ak acchi lot size ko choose kar sakain or kamyab ho sakain lot trade ka important hisa hai is ka bara mai huma serious ho kar sochna chaya ta ka hum log is sy acchi trade ko open kar sakain agr hum log choti lot size lagata hain tu hum log money management bi kar raha hota hain jis sy hum log apna account ko safe rakhta hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

          Main Shah Amit lot size per Jarur focus karna chahie Agar Ham currency ki trade Laga Rahe Hain To Ham lot size Badha sakte hain jaise ki 0.10 aur 0.20 kar sakte hain lekin Agar Ham currency ke alava Gold per trade Laga rahe hain 20.1 se upar trade Nahin Karni chahie 0.1 or 0.2 ki hi trade Lagani chahie Gold per lot size Agar Ham Jyada kar lenge to Los que chances Bhi Jyada Ho Jaenge isliye Hamen chahie ki lot size per Jarur Dena haan De kam lot size lagaen Taki Hamare loss bhi kam ho lot size hi bahut jyada important hai trading Mein Kitna kam Hoga Nahin Hamara profit Achcha aaega aur Jitna Jyada Ham lot size khaenge Hamara profit itna hi hi kam ho jaega aur loss kitchen se jyada ho Jaate Hain isliye ine Sab chijon Ko Dhyan Mein Rakhna chahie market Kenal isase karte hue ise bhi mind Mein zaroor rakhne
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

            Market mein jo trader lot size ka galat istemal karte hain vah market Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi vah Achcha taraphit Hasil kar sakte hain Bal ke vah loss Mein Hi Jaate Hain Unki trade loss Mein Chali jaati hai isliye Hamen lot size ke bare mein experience or knowledge Kaun are bahut jyada important hota hai Taki Ham market Mein mission Soch samajhkar lot size ka istemal kar sakte aur acchi kamyabi Hasil kar sake Hamen lot size ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Taki Ham lot size ke bare mein acchi information Hasil kar sake

            Market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Saman lot size use karna chahie Jab Ham Small lot size ka market Mein use karte hain To Ham apni trade ko banaa sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain aap Sawal lot size ke use karne se Hamara account wash Nahin Hota Hamara account save rahata hai Hamen Hamesha Small lot size ko Apne trading ke liye select karna chahie Hamen apni trade Hamesha active hokar Karni chahie Hamen kabhi bhi apni trade Mein confuse Nahin Hona chahie

            Market Mein trade Lagate Hue Hamen kabhi bhi bhi nahin karna chahie is ham Kabhi Bhi Apne account ko sev Nahin Rakh Sakte market Mein trade Lagate Hue Hamen money management ka bhi Khyal Rakhna chahie Kuchh Raider Aise Hote Hain Jab Aadat Laga rahe hain to vah money management ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se vah market Mein chahie kamyabi Hasil nahin kar sakte aur Nahin Achcha Trophy Tahsil kar sakte hain Hamen Apne trade Mein Hamesha stop loss Lagana chahie stop loss ke Lagane se bhi Hamara account varsh Nahin Hota Nahin Hamen market mein jyada loss hota hai Hamen market Mein trade Lagate Hue market ka acche tarike se analysis karna chahie Taki Ham market Mein chahie kamyabi Hasil kar sake
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

              Walaikum Assalam to all Forex member Forex trading ke Business mein agar Ham sabse saaf karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki Ham Forex trading ke business member Jude Tamam important tools aur Tamam important factor ko acchi Tarah Se learn Karen ke related complete information Hasil Karen Forex trading ke Business mein manjur tools aur yah important factor Hamari trading ke liye bahut jyada faydemand hote hain Forex trading ke Business mein Hamen acchi success karni hai To Hamen in tools aur in important factor ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie

              Market Mein trading karte hue Hamen apni trading Mein Hamesha lot size Ka istemal Karna chahie Jo trader market Mein lot size ka colour intekhab karte hain vo trader Kabhi Bhi Apne kam Mein Kamyab Nahin Hote isliye Tamam trader ko chahie ki vah market Mein lot size ka Hamesha Sahi intekhab Karen Hamen market Mein Hamesha acchi quality wala kam karna chahie Hamen apni trading Mein Kabhi Bhi bich lot size Ko istemal Nahin Karna chahie Agar Ham Big Lot size ko istemal karke trading Karenge Tu Is Tarah Se Hamara account bhi was ho jaega aur Hamen bahut bada nuksan bhi ho jaega isliye Agar Hum Chahte Hain Ki Hamara account was Na Ho To uske liye jaruri hai ki Ham Hamesha apni trading Mein small lot size ko istemal karke trading Karen Big Lot size ko use Karke Jo trader market Mein trading karta hai use trader ke pass Big Lot size ka Jyada experience aur Jyada knowledge hota hai isliye vah Big Lot size ko use Karke market Mein trading karta hai isliye Jo market Mein new trader hun unhen chahie ki vah kabhi bhi big lot size ko use Karke market Mein trading na Karen
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                Forex trading ma lot ki bhot importance hoti hai. Jo trader achi lot ka intakhab karta hai us ka account b safe rehta hai or usko kuch na kuch profit b hasil ho jata hai. Jo trader munasib lot ko select ni karta wo trader k lae bhot nuksan dey sabit hoti hai. Trader ka account big lot ki waja sy he wash hota hai agr trader market ma small lot ko use kary ga to wo maximum time tak market ma reh sakty hain or es tarha market unko favour karna start ho jati hai or unka loss profit ma convert ho jata hai.

                Lot can give profit and can also wash trader' account. Trader ko hamesa apny capital ki munasbat sy lot size ko select karna chahe. Lot size sy ham market k return ko decide karty hain. Small lot ka matlab ye hai k trader ko small profit ya loss hasil ho ga. Big lot ko select karny ka matlab ye hai k trader ko profit ya loss b big hasil ho ga. Small lot sy trader ka account wash ni hota or eska account safe rehta hai but trader agr big lot ko use kar ley to uska account wash hony ma dair ni lagy gi. So ham keh sakty hain k lot size trader ka account safe b rakh sakti hai or at the same time trader ka account wash b kara sakti hai.

                Points to remember. Trader ko lot size ka intakhab soch samaj kar use karna chahe. Kahe cases asy hoty hain k trader ko samaj ni ati k lot size ka kiya impact ho ga so unko chahe k wo demo ma jayn or matlooba lot ko demo ma set kar k check karyn k jo lot size wo select karna chahty hain uska impact kiya ho ga. So trader wo lot size phr real account ma use kar k apny account ko safe bana sakty hain. Jo trader lot size ko lalach ma big set kar dety hain unk account k wash hony ma kio dair ni lagti.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                  Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap Forex trading Mein different important decision making kar rahe hote hain to usmein lot size ki selection bhi aapke liye ek bahut hi important role play kar sakti hai no doubt Jab aap lot size ki selection according to your account balance nahin Karte To Aisi situation main aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain aur aapko bahut difficulties ho sakti hain no doubt Forex trading me aapko important different decision-making Karni chahie aur lot size ki selection according to your account balance Karni chahie otherwise aapke liye Forex trading Mein successful Hona difficult ho sakta hai.

                  Lot size ki selection according to account balance hi aapke liye profitable ho sakti hai aur aapke account ki safety ko maintain kar sakti hai no doubt Jab aap lot size ki selection according to account balance Karte Hain To usmein aapke account ki safety maintain ho sakti hai aur aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki agar aap apne account ki safety comment karna chahte hain to aapko beginning level per Hamesha minimum lot size ki selection Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko bahut nuksan ho sakta hai.

                  Dear sometime market aapko favour kar rahi hoti hai aisi situation main aap gradually apni lot size ki selection ko increase kaise karte hain aur apne profit ko gradually increase kar sakte hain no doubt Jab aap market Mein imported decision-making kar rahe hote hain aur lot size ki selection according to your account balance kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantage mil sakte hain minimum lot size ke sath aapko no doubt bahut kam profit hota hai lekin Uske against aapki account ki safety maintain ho rahi hoti hai aur aapko best results produced karne mein bahut jyada help mil rahi hoti hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                    Assalamu Alaikum Aaj Ham aapko bataenge ki Forex Mein kam karte hue Hamen lot size ko kis had Tak istemal karna chahie Agar Ham Had Se Jyada Apne lot size ko istemal Karte Hain To yah Hamare Liye Hi nuksan Hota Hai bahut se trader Aise Hote Hain Jo lalach Mein Aakar Apne lot size ko Badha Dete Hain lekin Jab vah Apne lot size ko padhaate hain to unhen loss ho jata hai unhen apne account mein maujud balance ke hisab Se Apna lot size Badhana chahie Agar unke account mein balance jyada hai to unhen apna lot size increase karna chahie Agar unke pass balance Kam Hai To unhen Apne lot size ko normal Rakhna chahie lot size ka bhi trade per bahut jyada effect Hota Hai aur sometime iska effect Achcha bhi hota hai aur gHalat bhi Hota Hai Jab iska effect Achcha Ho To Hamen bahut jyada profit Milta hai aur jab iska effect galat ho To Hamen loss ko face karna padta hai agar Ham loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki ham normal lot size istemal Karen lalach bilkul Bhi Na Karen Kyunki Jab Ham lalach Karte Hain To Hamen Apne lot size Ko Badhana padta hai aur jab Hamara lot size badh Jata Hai To Is ka effect Hamari trade per Hota Hai aur Iske effect se Hamari trade Hamen loss mein daal deti hai agar Ham Achcha profit Hasil karna chahte hain aur loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham mehnat ke sath kam Karen lalach se avoid Karen Kyon Ke lalach Mein kiye Gaye kam se Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar paate professional trader Hamesha Apne lot size ko normal likhate hain aur vah apne lot size ko normal rakhkar hi Achcha profit Hasil Karte Hain vah Kabhi Bhi jaldbazi Mein Kam Nahin Karte relax hokar kam karte hain aur mehnat ke sath kam karte hain Aisi trader Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hote
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                      assalamu Alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai lot size ka galat intekhab karne se sirf loss hota hai loss aur profit business ka hissa hai loss hamari apni Mistek ki wajah se hota hai Ham apni mistakes ki wajah se apne account ko loss kar dete Hain isiliye aisa nahin karna chahie agar Forex trading mein unlimited earning karni hai aur successful trader banna hai to Daliy time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai is liye hamesha mehnat Karen money management ke sath trading Karen money management ka use karenge to aap Forex trading mein unlimited earning kar sakenge is iliye kam lot size rakhen apne account ke mutabik lot size rakhen taake aapka account safe Rahe aur aap bahut acha profit Hasil kar sake isiliye zyada lot size na rakhen agar zyada lot size rakhenge to aapko loss ho sakta hai aur aapka account wash ho sakta hai apne account ko safe rakhen soch samajh kar market ko acchi tarah analysis karke apne analysis ko strong banaye jitna acha analysis utani acchi earning kar sakenge technical analysis indicators use Karen yah hamen kamyabi dene mein madad karte Hain agar forex trading mein acha profit Hasil karna hai to soch samajh Kar Sabir ke sath trade open Karen Taky aap Jo trade open Karen use se aapko profit ho aur aap loss se baccha aur kamyabi Hasil kar sake is liye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen Forex 1 online business hai is mein kisi ki mehnat waste nahin hoti dilchaspi ke sath kam Karen mehnat aur himmat ke sath Taky aap successful trader Ban sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                        ji hamari Jaan aapki baat theek hai aur main aapki baat se hundred percent agryahun ji bilkul aisa hota hai kyunki bahut jyada Tarah aisa hi ho jata hai jab ham janti main laut lagate Hain to ham dekhte hi Nahin ke kaun se pyar per laga rahe hain sham time mere sath bhi aisa hua hai ki main silver ki vajah gold per trade kar baitha hun aur apna nuksan bhi Kiya hai yah bhi aapse Soch samajh Kar Karen aur jal aur jo aap log vah bahut hi kam Hona chahie aap onyx and bhi utna hi Kam
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                          g han ap nay shi kha hai humain lot size ka ghalat intukhab nhi kurna chahiye humain achaay say apna kam kurna chaahiye agar hum es main achay say apna kam kuray gay to humain asani say success hail ho jay gii to agar humain success hasil kurni hai to humain es maain achay say apna kam kurna chahaiye or lot size ko kum use kurna chahiye takeh humain success gain ho jay
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                            Dear forex members forex trading main Jab haum trading kartay hay aur phir market ki movement aur trends Kay mutabiq apni trade selling Main ya buying main place Kartay hay to haumay iss sab kay liye trade ka lot size bhi bohaut zayada souch samajh kar select karna parta hay Kyu Kay hamari sari trading success hamary trade Kay lot size pay depend karti hay iss liye haumay hamesha trading say pehlay money management ko tarteeb daytay hoye trading karni chahiye takay haum market ki movement kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir hanara Trading account bhi safe and sound rehta hay Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir haumay hamesha apney experience aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar saktay hay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                              Bijnor abaki bar theek hai lot size kam karne se aadami jo hai nuksan mein jata hai to apna hi account was Karva baitha hai aur nuksan Mein Chala Jata Hai To usko chahie ki jo lot size Sahi lagaen aur Sahi sent baby trade Lagal outside Sahi Lage Aur Bhi sahi se mein Laga to profit Mein Hi Jayega To lot size Jo bilkul chahie chahie chahie chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: lot size ka galat intekhab krny se insaan loss ma jata hai

                                ji mere pyare dost aapki baat bilkul theek hai kya lot size ka galat intekhab karne se insan ko loss mein jana padta hai ki awaaz mein wrong trades open karta hai to kabhi bhi faydemand nahin hota hamen ismein nuksan ho jata hai aur mein chahie kya mein apne mehnat Karen aur roadside ko acchi tarah upar aur ko dekh kar trade lagain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X