Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain
    AOA! All senior members mera ap sy NFP news se related question hai ke jab NFP news aati hain usky baad iska data release hony se Market py kia impact prty hain aur NFP news hum kidhr se lay sakty hain aur kaisy apni trading mein NFP news sy planning karty hue aik best achievement kar sakty hain is ke sath sath NFP data release hony se hum market mein kis tarha se entry kar sakty hain
    Kindly senior members se request ha ke NFP news se related har tarha ki information ka aik mukamal jaiza Share kar dain jis se hum apni trading ko kamiyab bana payen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

    Je dear nfp report k release hony par market par bhot gehra impact parta hai. Trader ko nfp report ko zarur mad e nazar rakhna chahe. Wo he trader kamyab hota hai jo nfp report k data ka track rakhta hai. Nfp report k relase hony par market ik side sy dosri side tak move kar sakti hai. Jo trader es report ko ignore karta hai wo hamesa loss ka shikar ho jata hai or kahe bar ye loss etna bara hota hai k trader ka account he wash ho jata hai. Forex forum ma nfp report k asrat ko ham es topic ma discuss karyn gy.

    NFP Report and its impacts on forex market. NFP ka matlab hai Non Fram Payroll. Ye report har month ma release ki jati hai. Ye report basically united state ki economy ki health k bary ma information deti hai. Es information ki base par monetary policy ma interest rates ko decide kiya jata hai. NFP report ma ye dakha jata hai k inflation rate ma ketna change aya hai or esk elawa employment rate ko b judge kiya jata hai. Trader ko ik nfp report ko judge karny sy kio benefit ni hota. Trader ko chahe k wo har nfp report ko deeply observe kary or phr esk impact ko measure kary.

    Points to remember. Jb wo asa kary ga to usko trade karny k lae bhot sary achy points mel jayn gy jin par trade kar k wo acha profit hasil kar sakta hai. But en par trade karny sy pehle trader ko hamesa small lot sy trade karni chahe. Jo trade trade ma big lor ko use karty hain unko etna loss hota hai k wo bear ni kar paty or account wash ho jata hai. Forex trading ma lalach rakhny waly trader hamesa nakam hoty hain kiu k ye business fair or mustakil mezaji sy chalny walo ka business ha jo trader shortcut ko use krty hain wo kbi kamyab ni ho paty.
    • #3 Collapse

      Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

      aslamulkum , NFP news hote hain ab ya update hote hain to hamy market ke movement ko undastand karna ho ga pher he hum kam kar ky pasa kama saky gy forex aik world wide or kabe be katem nah o ga hum is mai agar news ko gore kar detty hain to hamara nuqsan ho y ga forex aik amm bsiness jasa nnahi hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hum s ma dn mai be kam kar sakty hain hamy market mai NFP news ko kabe be ognore karna chaye jab news any ka time hota hai to hamy trade opne nah karne chaey ku ky s tarha hamara nuqsan ho jata hain forex ak best business hai hum s mi bager balance account bana kr be kam kar sakty han hamy is mai kamaybe deny waly tools ko use kar ky market mai kam karna ho a pher he hu pasa kama saky gy forex aik unque business hai hum gar mai bath kar s mai kam kar sakty hain s mai km karny ky liye hamy kise be offce mai jany ke need nahi hote hum sy apana professonal career be bana sakty hai hum s mai raat mai be kam kar sakty hai hum iis ma din mai be kam kar sakty hain yai kabe be katem na hny wala acha bsienss hai hum is mai agar kam kartyhow aik be galto kar dety han to harma loss ho jata hai yai aik aca bsiness hai
      • #4 Collapse

        Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

        NFP aik important business report hay jis ko bahut say traders forex main trading kay doran support kay liye use karty hain. NFP har month ky first friday ko release hoti hay jis main ye bataya jata hay keh last month kitni jobs add hui hain. Ye jobs govt jobs kay illawa hoti hain.

        NFP news impacts.
        Jab ye news announce hoti hay to iskay bad forex market main bahut taizi daikhny ko ati hay, specially USD Index, Gold, USD kay major currency pairs air USA kay stocks main taiz movement shuru ho jati hay. Ager jobs add hui hon yani unemployment main kami i ho to NFP report ko positive kaha jata hay jis say USD index main behtri ati hay ye up jana shuru ho jata hay aur Gold ki prices isi taizi say down ana shuru ho jati hayn. USD appreciate hony ki waja say apny major pairs per havi ho jata hay. Similarly ager jobs kam add hui hon aur unemployment main mazeed izafa hua ho to iska forex market per kuch pairs per negative impact parta hay jab keh kuch per positive impact parta hay laikin NFP report negative consider ki jati hay.

        Trading tips.
        Jab bhi NFP news publish hony wali ho is waqat trading activities ko rokna he sai hay. Expert traders ko NFP news announce hony say pehly he iskay data kay bary main pata hota hay q keh USA main last month jobs barhi hain ya kam hui hain. Laikin jab tak officially news announce na ho tab tak trading activities say baz rehna chahiye. Aur jab news announce ho jaye to phir is ko mad-e-nazar rakhty huye trading plan banana chahiye aur trading order place kar kay achi earning karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

          nfp data release hony ka bht bara Hain aur kaam karte hain To Hamen Jarur Hindu deitymyabi ka yakin bhi hota hailekin Agar confusion Forex Mein Kisi Aur in accordanceto paise be 1/2 of HoteHain To Hamen kabhi bhi kamyabi in be in be at link to bhi yakin nahin Ho Pata Kyunki Hamen Pata hotahai ki alluring kis Accustomed in detach from lands ke liye aaye hain aur Hamen yahan se kya Kuchhmil sakta hai isliye jaruri hai ki aapapne breakthrough ko pay to burning rakhenaur the the Forex the chunky gleam marketplace koek Hazardous skilful conduct faculties samajhkar is Ne kam Karenic Jitnaaap the the Forex tuning marketplace ko samjhenge utna for deck at large on be associated with aapkikamyabi ke probabilities totting wide hote hain lekin agar aap thethe Forex accountableness marketplace Ko samajhte Nahin Hai Lekin the the i nai tu yeh jmarket ap kailiyay nai hai ap positively wide KarkeForex Delphic look for to into in the confines of the yield with associate all right istamal sufficient every ziadafayde Han upbringing everywhere here jasa Admissible nab component humaryaccount ko equilibrium rakhta hajtna pilfer doodah traditional karty Han assemble humy utna he Catastrophe Ho gaor admissible fro ho sakta insightful backstage is close humy chae ha passable becoming misfortunelazmi istamal karny look improve to aide sy gibberish hanker orbehtar provoke on or accede in near bana okay istamal karsakty Han venture for jissy humy catastrophe nickel Ho ga or blurt publicly vah Chavda aurHamari Yad Nahin Jogi vah Bhi Jyada Hogi Hamen chahie kya mujheham Bina Kuchh soche accommodate ko openkarke with kar dete Hain doston Hamen adroit or revelin rakhkar is atmosphere ko achieve karna chahie Takiham accomplice Hindu litt shikar sodium hon.
          • #6 Collapse

            Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

            NFP aik bohat he eham business report hai jis ko traders apni trading mein bohat he zeada value dety hain is ko bohat sary traders trading k doran support k liye use kerty hain aur ye har month mein jab bhi first friday aata hai us din release hoti hai aur is mein ye knowledge diya jata hai k pichly months mein kitni jobs ka increment hua hai aur wo jobs government jobs se hut kr hoti hain jab bhi ye news release hoti hain tou forex mein bohat zeada fast moment dekhny ko aati hai khaas tor par USD dollar , index aur USD K sath attach major pairs mein aik khaas moment dekhny ko aati hai agar is mein jobs ki addition hui ho jis ka matlab hai k un employment mein kami hui hai tou is ko postive NFP kaha jata hai is se USD mien improvement aati hai aur ye up jana start ho jati hai
            isi tarhan agar is mein jobs ki kami hui ho yani un employment mein izafa hua ho tou ye negative NFP hoti hai aur is se USD mein decrement aata hai aur ye down hona start ho jata hai is se forex par bhi thori si difficulties aa jati hain kuen k is mein jitna bhi kaam kiya jata hai wo sab ka sab dollaf par base hota hai jab ye news release ho rahi ho tou us mein koi bhi member jo bhi kaam ker raha hai us ko stop ker dena chahiye expert traders ko is k news k release hony se pehly he is k related data k bary mein complete information hoti hai un ko pata chal jata hai last month jobs increase hui hain ya decrease isi tarhan jab tak official news release na ho tab tak is mein koi bhi kaam na kiya jaye
            • #7 Collapse

              Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

              Sab se pahle aap ko pata hona chahie kya NFP hota kya hai NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD-currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai. Non farm payrol basically servey hota ha jobs ka jis me public or private sector me job ka pate lagye jate ha so apko khob mhnat se kam lena ha trade me nfp ko avoid nahe karna chaheya.
              • #8 Collapse

                Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

                Forex trading Mein kam karte hue NFP data se related hamare pass acchi information honi chahie Hamen Iske bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Hamen apne business Mein Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie market mein job news announce hoti hai to market ki movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai Jab market Mein NFP news Re hoti hai to market fake news Deti Hai Jise indentify karna bahut jyada difficult Ho Jata Hai Jab market Mein NFP news Hone Lage To Hamen apni trade ko open nahin karna chahie apni trade ko close kar dena chahie

                Hamen kabhi bhi news ke dauran apni trading Nahin Karni chahie is ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte MSP news Hamari trading ke liye bahut jyada dangerous hoti hai new trading bahut hi expert trader kar sakte hain trader Apne Hi Andaaz se market Mein trade karta hai Har trader ka katrading ka Andaaz different Hota Hai Hamen NFP news ke bare mein information hone chahie market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagani chahie Hamen market ki situation ko acche tarike se samajhna chahie

                Jab Hamen market ke samajh a Rahi Hai To Hamen trade Lagani chahie Varna Hamen trade Nahin Lagani chahie Agar market Mein Hamen trade kar rahe ho to use dauran Koi news market Mein Ho Rahi Ho To Hamen apni trade ko foreign hi close kar dena chahie Hamen apni tradeco Masjid Aage Nahin Badhana chahie Hamen Vahi Apne trade ko rok Dena chahie is ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham news ke dauran trading ko Jari rakhte Hain tois Hamari trade loss Mein Ja sakti hai Jiski vajah se Hamen nuksan ho sakta hai isliye market Mein Jab news announce Ho Rahi Ho To Hamen trading se avoid karna chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar market Mein kaam karna chahie aur Market Mein Hamesha active hokar kam karna chahie is ham market Mein acche tarike se kam kar sakte hain aur acchi success Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

                  Walekum assalam kaise hain aap sab Bhai Ho aapke aap sab khairiyat se Honge Aaj aapane Hamare Sath bahut hi accha topic share Kiya Hai Forex mein nfp data release hone se market mein bahut jyada effect padta hai Jab nfp news Aati Hai Uske bad hi data release Hota Hai nfp report ke release hone per market Hamesha ek side se dusri side per moe Karti rahti hai

                  Hamen nfp reports ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Agar Ham nfp reports ko market Mein ignore kar denge Tu Is Tarah Se Hamen market mein nuksan ho sakta hai isliye Hamen NFP report ko acchi Tarah se samajhna chahie nfv Ek bahut hi important business report hai Jisko bahut se trader Forex trading mein trading ke dauran sports ke liye use karte hain Jab Bhi market Mein NFP report release hone wali ho to use Waqt Hamen apni trade ko close kar deni chahie Agar Ham Aisi situation Mein Apni trade open Karenge To Hamen apni trade mein bahut bada nuksan ho sakta hai nfp news Hamari trading ke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai

                  Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie market Mein kaam karte hue Hamen kabhi bhi jazbati nahin Hona chahie Apne emotional ko control mein rakh kar Hamen market Mein kam karna chahie Hamen news ko Dekhkar hi market Mein Apna Kam karna chahie Agar market mein news aane ka Waqt Ho To Hamen kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie Agar Ham trade open Karenge To Hamara apna hi nuksan hoga isliye Hamen market Mein Hamesha Vahi kam karna chahie Jiska Mein Hamen Achcha profit Mile Hamen loss wale kam se Hamesha Dur hi Rahana chahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

                    Assalam o Alaikum g dear NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye aik news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai main lakin Jo log fundamental analysis kartay hain aur issi ki buniyad pr trading kartay hain un k liye yeah to bht ehm hain ye especially USA ki economy ko define karti hai k USA ki economy strong hai ya weak hai yeah har saal k aghaaz main parish ki jaati hai is main yeah bataya jata hai k is waqat kitni ghurbat hai USA main agar Nfp k mutabiq USA ki ziada awam k pass job hungi to uski curruncy strong jayegi aur buy trade hogi agar weak hogi economy to sell main jayega aur aksar log is ko sab say ziada market fluctuate karnay wali news bhi kehtay hain, yeh har month ki first friday ko issue hoti hay, aur yehi waja hay keh har month may first friday ko bohat ziada fluctuation hoti hay, is month bhi first friday ko ap is news ki observation kar saktay hain Yeh news har month ki first friday ko yeh news issue hoti hay, aur jitnay bhi USD k pairs / crosses hain sab par is ka asar parta hay, ap kal tak ka wait karo aur phir dekho k market kaha jati hay, kal February ka first friday hay. Pahlay demo par observe karo phir khud say faisla karo keh is news say kia faida utha saktay ho aur NFP ek esi news hai jo forex market main sabse zyada trade ki jati hai dekhte hi dekhte market 50 se 100 ya isse bhi zyada pips move kar jati hai or zarori nahi ke market ek hi trend main move kare ye bhi aksar hota hai ke market pehle ek direction main jati hai or usi waqt market reverse ho jate hai is lia is news ko bohat ehtiyat se trade karna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

                      Dear NFP Non Form payrolls USA ki economy ko indicate karte hai k yah kitni strong hai yah week hai yah calculate karti hai ki USA ke pass kitne percent logon ke pass job hai aur kitni gurbat hai. Agr maximum logon ke pass job ho to iska matlab hai ki economics satrong hai aur isase hamen maloom hota hai ki abhi buy chalegi r agr economy week ho to ye indicate krta Hy k abhi sell chaly gi. FNP k bary main fundamental analysis krny waly ziada knowledge rakhty hon gy kiun k in ka analysis FNP ki bunyad pr Mabni hota Hy. technical analysis walon ko is common knowledge bahut kam hota hai aapko chahie ki apni trading ko kam jab banane ke liye jyada se jyada mehnat Karen aur Jala time trading co den aur acchi earning karne ke liye jyada se jyada mehnat Karen Taki aap trading mein Kamyab ho sake aur acchi earning karke ek achcha profit hasil karne ke kabil Ban sake sake kamyabi ke sath aap apna trade work kar saken aur achcha profit hasil karne ke kabil banaa saken forex market me bht imoact hota Hy aksar log is ko sab say ziada market fluctuate karnay wali news bhi kehtay hain yeh har month ki first friday ko issue hoti hay, aur yehi waja hay keh har month may first friday ko bohat ziada fluctuation hoti hay Yeh news har month ki first friday ko yeh news issue hoti hay, aur jitnay bhi USD k pairs / crosses hain sab par is ka asar parta hay Jab Forex ki market Mein Koi nep news release hoti hai to use Waqt market ki volatilty bahut Jyada High Ho Jaati Hai Forex trading mein bahut se se expert professional traders Hote Hain Jo ke market Mein Jab Koi nep news release hoti hai to use Waqt market ko acchi Tarah Se understand Karke vah market Mein Apni trade Laga Dete Hain Kyunki use Waqt market unke Hak move Karti Hai unke againts Nahin jaati Tu Is Tarah Se vah waqt is main trade Laga kar use bachi success Hasil kar lete hain ye news break huti hy tu usd p iska bahut ziada impact prta hy isliye hamen jab bhi ispe kam krna hu tu tu hamen sab se pehle is news ko dekh kr he trade open krni chahye jabi hamen is se faida huga warna ham kabhi bhi iske ander kamyab nahi hu sken gy aur hamen bahut ziada preshani ka samna bhi krna skta hy q k jab ham isko follow nahi krty tu hamen loss hu skta hy jiski waja se hamain bahut ziada malsa hu skta hy isliye hamen isko sai treke adjust kr k he kam krna chahye tab he hamen kamyabi mily gi warna hamen kabhi bhi kamyabi nahi mily gi iske ander agr ham isi tarah se trading kren gy.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: Swal; Forex mein NFP data Release hony se kia impact party hain

                        Walekum assalam dear jab market main Non Farm Payroll se related market Mein deta Aata Hai To Aisi situation main aapko bahut jyada market ki volatility Najar a sakti hai no doubt Jab aap Forex trading Mein different important analysis complete karte hain aur Market Mein different fundamental approaches ko apni trading per reply kar rahe Hote Hain To Aisi situation main market ki volatility bahut jyada hone ki basis per aapko bahut jyada nuksan aur profit hone ke chance ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki aap market Mein fundamental approaches ko clearly apni trading per apply Karen aur apne advantages ko maximize karne ki consistently koshish Karte Rahe.

                        Non Farm Payroll news Jab market Mein Aati Hai To iska bahut jyada impact ho sakta hai aur Market ki volatility bahut jyada Hoti Hai basically yah deta United State of America ki labour se related hota hai aur ismein aapko different important factors aur issues related information provided ki ja rahi hoti hai no doubt Jab market Mein yah news Aati Hai To usmein bahut jyada members advantages Hasil kar sakte hain Jo members is related consciously apni decision-making karte hain aur is data se related properly updated Rehte Hain To unko perfect results for reduce karne mein bahut jyada help mil sakti hai.

                        Dear jo member fundamental analysis ko ignore Karte Hain To usmein unko bahut nuksan hony kay chances ho sakhty hain. Is liye apko Hamesha fundamental analysis ko apni trading per apply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain aur aapki trading profitable ni ho sakhti.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                          AOA! All senior members mera ap sy NFP news se related question hai ke jab NFP news aati hain usky baad iska data release hony se Market py kia impact prty hain aur NFP news hum kidhr se lay sakty hain aur kaisy apni trading mein NFP news sy planning karty hue aik best achievement kar sakty hain is ke sath sath NFP data release hony se hum market mein kis tarha se entry kar sakty hain
                          Kindly senior members se request ha ke NFP news se related har tarha ki information ka aik mukamal jaiza Share kar dain jis se hum apni trading ko kamiyab bana payen
                          Dear NFP Data sy murad United states ka woh data hai jis ko Non Farm Payroll kaha jata hai. Jis mai guzry howy maheeny main america mai jo log jobs hasil karty hain us ka andaza lagati hai es mai niji ghar or ghair munafa waly idaro kay alawa baqi sub idary shamil keye jaty hain or daikha jata hai kay jobs ki ratio kitni rahi hai. Jab yeh ratio kam ho ya previous month sy kam lagy tu data negative ata hai jis ki base pay usd ka trend weak ho jata hai. Ap es base pay es ka andaza laga kar fundamental analysis kar kay es data sy acha profit kama skaty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse



                            Introduction:



                            Non-Farm Payrolls (NFP) data ek mahatvapurn economic indicator hai jo United States ki job market ki stithi ko darshata hai. Jab ye data release hota hai, to iska asar forex market par significant hota hai.



                            Volatility:



                            NFP data release ke samay market mein volatility barh jati hai. Traders aur investors is data ke outcome ka eagerly wait karte hain aur is wajah se market mein sudden price movements dekhne ko milte hain.



                            Currency Values:


                            Agar NFP data better than expected hota hai, matlab jyada jobs create hue hain, to USD ki value usually badhti hai. Lekin agar data expectations se kam nikalta hai, to USD ki value kam ho sakti hai.



                            Interest Rate Expectations:


                            NFP data release se interest rate expectations par bhi asar hota hai. Agar data strong hai, to Federal Reserve interest rates ko increase karne ki expectations ho sakti hain, jo USD ke liye bullish sentiment create karta hai.



                            Stock Market:



                            NFP data release ka asar stock market par bhi hota hai. Agar data strong hai, to stock market usually positive sentiment mein rehta hai, aur agar data weak hai, to stock market mein selling pressure dekhne ko milti hai.



                            Risk Sentiment:


                            NFP data release se overall market ka risk sentiment bhi change hota hai. Agar data strong hai, to market mein risk appetite badh jata hai, lekin agar data weak hai, to risk aversion dekhi ja sakti hai.



                            Central Bank Policies:



                            NFP data ke outcomes ke basis par central banks apni monetary policies ko adjust kar sakte hain. Strong data ke case mein central banks interest rates ko increase kar sakte hain, jabki weak data ke case mein interest rates ko maintain ya decrease kiya ja sakta hai.



                            Conclusion:


                            NFP data release forex market mein significant impact deta hai aur traders ko opportunities provide karta hai. Is data ke outcomes ko samajh kar traders apne trading strategies ko adjust kar sakte hain aur market movements ka advantage utha sakte hain. Lekin, NFP data release ke samay market volatility ki wajah se risk bhi badh jata hai, isliye proper risk management ka istemal karna zaroori hai.




                            There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                            ​​​​​​​

                            ​​​​​​​

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X