Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?
    Fibonacci level Jo sub se Purana technical tool hai Koch log kehty Hain k 700 years purana method hai . Any job market Kisi se top level se bottom level ko aap select karte Hain aur market jahan Bhi maujud ho ya nahin agar top level per maujud ho vahan se uski bearish moment shuru ho jaaye to uske liye Jo support ban rahe hote Hain vah pahla support uske liye banega 23.6 percent Jo k ik golden point hai yahan se market ke maximum chances hote hain rejection ke agar market yahan se reject na hoke niche bearish movment start Karen to market ke liye agla Jo support banega vah 38.20 percent per rejection hogi agar market yahan per bhi reject Na ho ke niche gire uske liye agla support. 50.00 percent per hoga yahan maximum chances hote Hain ki market ki injection ho jaaye lekin agar yahan Bhi Na ho to market ke liye agla support 61.80 percent ho ga yahan se market ki aur chances badh jaate Hain rejection hone ke agar yahan se bhi rejection Na ho jaaye to market ke liye next support level Jo banega wo ho ga 76.40 percent of total bullish movement ager yahan se bi wapsi na ho to next level Jo bany GA wo 100 percent per ek aisi percentage hai jo ke natural hai yahan se mar ke maximum rejection ke chances hote Hain to hamen chahie trading karte hue Pawan acchi level Ka khyal rakhna chahie. Aap logon ko agar Mera bread Pasand Aaya ho to like jarur Karen aur apni comment bhi de din.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

    forex aik besst business hain humis mai kam kar ky pasa kama sakty hin hum is mai kam kar ky pasa kama sakty hain hum s mai bager balace accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet krtyh ain to hamy kaaybe hausal ho jy ge hum is ma posts kar sakty hai hum is ai trade be laga sakty ha yai aik world wde or kabe be katem na hoy wala acha busiess hain hum is ai posts kar sakty hai hum is mai trad ebe laga sakty hain hamy s mai kamaybe deny wlay tools ko use kar ky kam kara ho ga pher e hum agy bar saky gy hum s mai mahet karty han to hamy kamaybe hasial ho y ge hum s mai live chat kar sakty hain hm s mai pasia be ivest kar sakty hain hum is ma apny boss kd ap he htoy hain hamy s mai analysis ko learn kar ky use ar ky indicaotrs ko use karky kam karna ho ga pher he hum paisa kmaa saky gy hum is ma mahnet karty hai to hamy kamybe ausal ho jy ge um s mai mahnet karty ha to amy kamaybe hasual ho jy ge hum is mai raat ai be kam kar sakty hai hum s ma dn mai be kam kar sakty hai hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

      Trading karna kafi difficult kam hai is lia hum log acchi trade open karna or is sy kamana ka lia different kisam ka options ko use karta hain ta ka huma loss kum ho or in options mai sub sy best hai Fibonacci retracement level hai ya option bohot hi purana hai is ko use karna bi ahsan hai is ko use kar ka hum log acchi trade open kar sakta hain or kam sakta hain is lia huma mahnat karni chaya or options ko use karna ka lia knowledge or experience hasil karna chaya mahnat karian or learning karian tak hum log kamyab ho sakain is business mai jis na bi mahant ki os na kafi acchi earning hasil ki hai mahnat karna wala hamesha kamyab hota hain hain forex mai bohot sara options han jin ko use kar ka hum log acchi kamai kar sakta hain forex mai earning karna mushkal hai is mai loss zyada or profit kum hai is lia hum log loss or profit ko equal la kar ahna mai kafi mahant karta hain jasa ka loss or profit dono 50 50 hona chaya warna tu loss 80 percent hai or profit 20 percent is lia huma mahant karni chaya ta ka kamyab ho sakain or acchi earning kar sakain earning karna ka lia hum bohot mahant karta hain kiun ka is mia jub bi hum log trade lagata hain tu bohot sara options ko use karta hain ta ka loss na ho or profit hasil ho saka earning karna ka lia jitna bi ho saka mahant karian or kamyabi hasil karain or bahtreen life ko spend karian
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

        Fibonacci retracement ka istemal price kay do points yani high aur low kay darmian trading kay liye kia jata hay. Market main do aisy points identify aur highlight karny hoty hain jo keh recent high aur low per mabni hoty hain. Iskay bad trader fibonacci retracement ka use karta hay ta keh woh is main swing and effective trading kar saky.

        Fibonacci levels aur inka istemal.
        Fibonacci levels 23.6%, 38.2%, 61.8% aur 78.6% hain. Is indicator ki madad say trader do pricing points ko select karta hay. Jo keh periodically hoty hain. Ye one hour say weekly koi bhi time frame main ho sakty hain. Laikin in main say closest high aur low ko highlight karna parta hay. Trader fibonacci levels ki help say short term reversal ka pata chalata hay aur is tarah woh mukhtalif kisam kay turning points per swing trading karta hay. Yani woh sell ki trade aur buy ki trade karta hay. In points kay andar anadar jab jab market reversal laiti hay woh fibonacci levels ko daikhty huye entry and exit points kay darmian trading karty huye achi earning karta hay.

        Valadity of fibonacci levels.
        Agarcheh fibonacci levels ki madad say jo hamain percentage milti hain is main ham mufeed trading kar sakty hain. Laikin yad rahy keh ager ye levels break out ho jayain to phir reversal na hony ki waja say profit ki bajaye hamain loss ho jata hay. Jab keh in levels ka maqsad he short reversal ko identify karna hota hay. Is liye ham simply fibonacci indicator per depend nai kar sakty aur iskay sath mazeed indicator aur fundamental analysis ki bhi support laini chahiye. Jab keh proper risk management ko hamesha recommend karna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

          fibonacci retracement ka use price k two points yani high point aur low point k dermyan trading k liye kiya jata hai market mein do aisy points ko judge kerna hota hai jo k recent high aur recent low ki bae par hon is k baad trader is mein fibonacci retracement ka use kerta hai jis mein wo swing trading aur effective trading ker saky forex trading mein fibonacci leevels 23.6 percent , 38.2 perceny ,61.8 percent aur t8.6 percent hain in indicator ki help se trader two pricing points ko select kerta hai aur ye periodically hoty hain aur in ki range one hour se week tak bhi ho sakti hai in ki eham feature ye hai k trader in ki help se short term trade mein reversal ko find out kerty hain is tarhan wo different points par swing trading kerta hai is ka matlab ye hai k wo sell ki trade bhi kerta hai aur buy ki bhi
          in points k andar rehty rehty market jab bhi reversal laiti ahi tou wo fibonacci levels ko dekhty hue is mein entry aur exit lety hain aur in k dermyan trade kerty hue aik achi entry bhi leta hai humen fibonacci levels ki help se aik achi percentage milti hai aur aik kamyab trade kerny ka chance bhi milta hai lekin is baat ka bhi kheal rakhna hota hai k agar ye levels break out jaye tou is mein reversal na hony ki wajah se humen loss bhi ho sakta hai in levels ka main purpose short reversal ko find kerna hota hai is liye trader ko chahiye k wo sirf aur sirf fibonacci indicator par depend nahi ker sakty is k liye analysis aur support ki bhi help leni chahiye aur is mein apna experience bhi use kerna ho ga aur risk management aur time management ko bhi dekhna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

            Yes dear fabonacci levels ki confirmation Kay leay ap ki ye lazmi pta hona chye Kay market support/resistance ko touch karti hoi upar nechy move karti hay price seedhi move nahi karti upar nechy kay levels ko hum fibonacci kehty hay hn isky levels ko line draw ki ja skti hn 23.6%, 38.2%, 50.0%, 61.8%, 76.4% kay hesab say rakha gya hayagar price up trend main hay to trade lgaany kay liye intzar kea jaye keh price kisi mi=uqam par wapac muray es murnay ko retracement kehty hay ziada tar price upar diye gye levels main say kisi aik level tak wapas ati hay aur yahan say dubara upar ki janab safar shuru karti hay nechy di gai picture main price upar ja rahi the keh wapas nechy ko mori aur 38.2% say dubara upar ko chalna shuru hoi ye muqam price ko buy karnay kay liey intihai mozo hay aur faida mand bhi hay fibonacci b aik indicator hota hay jis main ye hota hay kay ye suppour or resistance kay drmayan main hi hota hay yani kay jab market move karty hain kabhi up jati hay ya kabhi down jati hay yani kabhi suport ki trf move karti hay ya resistance ki trf hoti hay to is main ye jo condition hoti hay is ko fibonacci kehlati hay market ke retracement ke baare mein information deta hai what is indicator ki help se aap market ke retracement level ko find kar sakte hain ki market kiss level Tak Wapas aa sakti hai indicators ki type hain esmain hum market ki price ko chak kar skty hain k up main ja arhi hai k down main ja rahi hai aghr tu hum es chart ko yah k indicators ko anlsye kar k trdaing karty hain tu hum boht achi trdaing kar skty hain es liye hmain es ko sikhna chahye or market k trend ko market price kos mjh kar trdaing karen
            Click image for larger version

Name:	images (7) (16).jpeg
Views:	19
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12334968.
            Last edited by ; 30-10-2020, 12:53 PM.
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

              Assalam o Alaikum g dear Forex me fabonacci retracement level ko indentify krny ka aik tareeka kaar hai jo technical analysis main istemaal kiya jata hai. Jab market kise bhe trend main hoti hai aur us main move karti hai to Fibonacci Retracement sy pata lagaya ja sakta hai k market ab us point sy kitna wapis retrace kar sakti hai. Aur support ya resistance level kia ban sakty hain. Fibonacci Retracement kay fixed levels hain jin ko ye kaha jaata hai k market aksar follow karti hai. Aur wo level kise bhe point sy 23.6%, 38.2%, 50%, 61.8% aur 100% tak retrace kar sakty hain. Main aap kay saath aik picture share karta hun jis sy aapko es ka clear idea ho jaay ga retracement ki nishani daita hai tu ap foran fibo ki help say yeh jan sakty hain ky market kahn tak ayy ge market ka pehly retracement level 38.2 hota hai jahn market reject kar sakti hai aur uss ky bad 50 ka level bhi asa level hota hai jahn pay market back ja sakti hai aur us ky bad last value 61.8 hota ha is ko fibi ki golden ratio bhi kaha jata hai jahn say market ku retracement chanses ziada ho jaty hain aur ager market is level ko break kar daiti hai tab ap market main trend ky against trade kar sakty hain kyon ky is ka matlub yeh ha kay market main ap 100 level tak recovery ho gee is lea hamain yahn pay ju bhi signal milta hai us ki accuracy bohut he ziada hoti hai isi lea is level ko golden ratio kaha jata ha retracement bhi hai agar aap ismein ka istemal Karte Hain To aap Achcha profit banaa sakte hain is tool Mein mukhtalif levels hote hain
              • #8 Collapse

                Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                Dear forex members ,
                Fibonacci Retracement aik tarika kar hai jo technical analysis main istemaal kiya jata hai jab market kisi bhi trend main hoti hai aur us main move karti hai to Fibonacci Retracement sy pata lagaya ja sakta hai k market ab us point sy kitna wapis retrace kar sakti hai aur support ya resistance level kia ban sakty hain. Fibonacci Retracement kay fixed levels hain jin ko ye kaha jaata hai k market aksar follow karti hai. Aur wo level kise bhe point sy 23.6%, 38.2%, 50%, 61.8% aur 100% tak retrace kar sakty hain. Main aap kay saath aik picture share karta hun jis sy aapko es ka clear idea ho jaay ga agar ap picture nikal ke is ki search karen aur dekhen to pic main mane EUR/USD kay pair par Fibonacci Retracement lagaya hai. Jis main aap daikh sakty hain kay market ny pehly 23.6% level ko cross kia aur wahan thora rukny ka baad 38.2% ko ja kar touch kia. Aur phir abi 23.6% level ko neechy torny ke position ma hai. Agar ye torr jata hai to phir ye down 0% tak aay ga nahe to waha sy phir 38.2% level ko touch kary ga. Es tarha sy hamko support ya resistance level ke clearly samjh aati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                  Yes trades ko open karny k lae trader bhot sary indicators ko use karty hain. En ma kuch indicator bhot famous hoty hain or kuch indicator ko use karna bhot mushkil hota hai. Indicator famous es waja sy hoty hain k ye use karna or samajna bhot asan hoty hain. Jesa rsi ko dekha jae to ye use karny or samajny ma bhot easy hota hai. Jes tarha ik or famous or easy to use indicator jis ko ham fibonacci indicator kehty hain. Es indicator ki ik bhot important retracement hoti hai jo es indicator ka factor hoti hai or bhot sary trader eski help sy b trades ko open or close karty hain. Es topic ma han fibonacci indicator par tafseel sy bat karyn gy.

                  Fibonacci retracment and its uses. Fibinacci retracement trend trading strategy k lae use hoti hai. Tradet ko faida b tb hota hai jb wo market k trend ma trade ko open karta hai. Market trader ki friend ban jati hai agr trader us k trend ma trade ko open kary ga or market trader ki dushman ban jati hai jb trader trend k against trade karty hain. Jo trader forex ma trend ko find karty hai to unko trade open karny ma bhot time lag jata hai but jb wo market ma in hoty hain to unko profit hasil karny ma dair ni lagti. So trader ko hamesa trend ma trade karny ko he prefer karna chahe. Kuch trader ko trade ma enter hony ki bhot jaldi hoti hai but wo kbi acha pofit hasil karny ma kamyab ni hoty kiu k wo achy point par enter hony ki baje jaldi sy trade ma enter hony ko prefer karty hain jis sy wo galat point ma hamesa pans jaty hain or unka account wash hony ma dair ni lagti..
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                    Assalamu Alaikum all members aapane fibonaci ke bare mein bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Is Tarah ka question Karke aapane Hamare knowledge Mein izafa Kar Diya Hai Ham Jante Hain Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur ine indicators ki tadad bahut jyada hoti hai aur yah indicators Hamesha different hote hain ISI Tarah fibonaci Bhi Ek indicator hai Forex Mein Kam Karne Wale Tamam members ko pata Hoga ke sport aur restence Mein Kabhi Bhi price Sidhi Nahin Chalti sport or resistance main price Hamesha stare Kishore kal Mein up-and-down Chalti Hai stairs ke is level ko ham fibonaci Kahate Hain Agar price uptrend mein maujud ho to deal dalne ke liye Intezar kiya jaaye ke price kis kam kar wapas Aaegi price ke Is Tarah murny ko Ham retracement Kahate Hain aur jab price Niche mure aur 38.2 percent se Dobara Upar ko Chalna Shuru Hui yah Makam price ko buy karne ke liye bahut jyada faydemand Hota Hai market mein indicators bahut jyada importance rakhte Hain

                    Agar Ham Forex Mein kam karte hain aur Market main trade Lagate Hue indicators ko use Nahin karte aur Market ke rules ke against work Karte Hain To is Hamen loss ko face karna padta hai agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur isase acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle market ka acchi Tarah Se analyses Karen aur Market Mein maujud Har Chhoti Se Chhoti chij ko acchi Tarah Se understand Karen Taki ham har chij ko uchit tha understand kar le aur Market Mein maujud indicators ko use Karne Ka Tarika bhi Sikh le Taake Hamen market Mein trade Lagate Hue Kisi Tarah Ki difficulties ko face Na Karna Pade aur ham aasani ke sath market Mein trade Laga Le Hamen apni trade main indicators ko istemal Jarur karna chahie Agar Ham apni trade Mein indicators ko use Nahin Karenge To Hamare Liye ek acchi trade Lagana bahut Mushkil ho jaega
                    • #11 Collapse

                      Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                      Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic Fibonacci retracement level kya hai Forex mein se related hai
                      Fibonacci level jo sabse purana technical tool Hai Kuchh Log Kahate Hain Ki yah 700 years purana method hai Jab market kisi se top-level se bottom level ko aap select karte hain aur Market Jahan Bhi maujud ho ya nahin Agar top level per maujud Ho vahan se uski Barish moment shuru ho jaaye to uske liye support ban rahi ho hoti hai hai vahan pahla sport uske liye Banega 23.6 percent Jo ke Ek Golden point hai yahan se market ke maximum chances Hote Hain Ki rejection ke Agar market yahan se reject Ho Na Ho niche bearish movement start karen to market ke liye Agla Jo support Banega vah 38.8% per market ki injection ke liye jaega yah Kaisa technical indicators of Forex trading market Mein Ek Hi chij ke bare mein strong indication provide Karta rahata Hai Ke Forex trading ki market ki stage ke stage per hai aur kis level per pahunch kar apni direction change Karegi Agar Ek direction Mein specific moment kar rahi hai to movement ke liye kitne time tak movement continue Rakhegi is movement kya Hamen kya benefit mil sakte hain aur yah Forex trading ki movement ki market Mein Koi Bhi technical indicator per Mar Sakte Maar sakti hai Mar karti hai aur Hamen is chij ke bare mein ek strong indication deta hai ki Forex trading ki market ki movement Kitni Jyada Hogi aur is movement se Hamara Forex trading ki market Mein running trades per kya impact Honge
                      Forex trading market Mein Jab Bhi Ham logon ko koi technical indicator se a use karna hota hai Urdu India technical indicator ke liye Hamen Jarur Koi Na Koi profit Mein Jata Hai Kyon Ke jakar technical indicator Hamen Forex trading ki market ki movement ke bare mein ek strong indication per baat karta hai aur yah indication ko acchi Tarah Se understand karne ke liye bad hi Forex trading market Mein running traders traders ko Apne perfect decision Lene Mein aasani hoti hai isliye Hamen thoda Li study ke bad hi per kam karna chahie ink in se Hamari Kafi help ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                        Market Mein different indicator maujud hote hain Hamen in Hindi Kata ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important hota hai Hamen in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki Ham in indicator ko market Mein acche tarike se use kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake indicator market mein bahut hi jyada helpful hote hain Hamen in indicator ko Kabhi Bhi Apne trade Mein ignore nahin karna chahie yah indicator market Mein Ham free mein use karte hain aur indicator ki help se Ham market mein bahut hi acche advantage Hasil kar sakte hain ya indicator Hamari trade mein bahut hi jyada benefits Hasil Hote Hain

                        Market Mein FIbonacci indicator ek bahut hi Achcha indicator Hai market Mein iska istemal bahut jyada Kiya Jata Hai Hame fibonacci indicator ke bare mein complete learning Karni chahie Taki Ham is indicator ke bare mein acchi information Hasil kar sake aur apne trade Mein use karke bahut hi Achcha result Hasil kar sake e ismein price Sidhi Nahin Chalti sidhiyon ke levels ko Ham fibonacci Kahate Hain Agar price trend Mein Hai To Dil dalne Ke Liye wait kiya jaaye Agar price Kisi Mein kam per Wapas Mory is Monam ko retracement Kahate Hain

                        Agar price levels mein kisi Ek level Tak Wapas aati hai aur yahan se Dobara Upar Ki Jaan travelstart karti hai hai To is per Ham bi ki trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch samajhkar Lagani chahie jaldbaji Mein trade Nahin Lagane chahie Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                          Dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Fibonacci retracement level bahut hi important hota hai aur ismein Humko different important information properly learn Karke Iske different important factors ko study karna chahie aur apni trading per reply karna chahie aur ismein aapko maximum advantages milane ke chances ho sakte hain.

                          Fibonacci Retracement levels :

                          Dear jab market apni movement complete kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aapko different important levels ki proper recognition Pata honi chahie Jab aap market Mein available different important levels ko properly study karte hain to ismein aapko is level ka idea ho jata hai ki market Jab apni movement complete karte ho yah correction aur retracement karti hai to usmein aap ko bahut jyada important decision making Karni chahie.

                          Dear jab market retracement karti hai aur apni collection Karti Hai To Uske different levels of sakte hain aur in level ki basis per vah apni retracement levels ko complete karti hai no doubt Forex trading Mein Jab aap different important decision making karte hain to ismein aapko retracement levels se related proper lagne se honi chahie Jo aapke liye bahut jyada use ho sakti hai Inko aap market Mein Golden ratios bhi Kahate Hain Jo aapke liye perfect resume produce karne mein helpful ho sakte hain Unki briefly introduction main aapse share karna chahta hun.

                          23.06 %

                          38.02 %

                          50.0 %

                          61.02%

                          Dear jab aap market ke different important retracement levels se related apni learning complete kar lete hain to market in level se apni retracement complete karte hue apni movement Jari rakhti hai agar aap in levels ko proper learn karte hain aur apni trading per reply karte hain to aapko best entries mil sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                            Walekum Assalam Forex member kaise hain aap I think kya aap sab khairiyat se Honge there Aaj Apne Hamare Sath Ek bahut hi important topic ko discuss Kiya Hai Hamare saath fabonacci retracement level Forex market mein bahut hi important role play karta hai Forex trading ke Business main different type ke indicator Paye Jaate Hain indicator market mein bahut jyada famous Hote Hain indicator ko samajhna bahut jyada Aasan Hota Hai Hamen indicator ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie

                            Sapna ki indicator ke liye bahut hi important retracement hoti hai Forex trading ke Business mein Kam Karne Wale Tamam trader ko is baat ka confirm Hona chahie ke supports or resistance ki price Sidhi Nahin Chalti Bal ke sidhiyon ki Shakal Mein Upar ya niche Chalti Hai sidhiyon Ke ine levels ko Ham se Bona ki Kahate Hain Hamen Fibonacci retracements se related proper knowledge Hona chahie

                            faboncci retracement ke Kuchh important level yh Hote Hain 23. Six % 38. 2% 50. 0% and 61. 8%

                            Saponiki retracement trend trading strategy ke liye use hoti hai Jab market retracement karti hai apni calculation Karti Hai To Uske different level off ho sakte hain ine level ki basis per Ham retracement ki level ko complete Karte Hain

                            Agaram Forex trading ke Business mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen market Mein maujud Tamam indicator ke related knowledge Hona chahie Hamen market mein maujud kisi bhi indicator ko ignore nahin karna chahie Hamen market Mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie tha ki Hamen Apne is kam ka Hamesha Achcha Se Acha profit mil sake Hamen market Mein Hamesha acche knowledge and experience ke sath kam karna chahie Jab hamare pass market ke related Achcha knowledge and experience Hoga To Ham market Mein acche tarike se kam kar Payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?

                              forex main retracement fibonacci ka bht zada use hotihai aur yahhamen Bada bahut jyada fayda bhi de jaati hai aur baat in step with bahut jyadalovespeech de jaati hai jisse hamara account band ho jata hai isliye hamenchahieki Ham chahe vah change jyadatime ki ho ja thodi time ki hamen chahie ki Hambahut acche se marketplace ko examine karne ke horrific hello kisi bhi change koopen Karenaur change koopen karne ke liye hamen chahie ki Ham sabse pahle enjoy itkarle enjoy itkarne ke sath hamen puppy ki movement ke naked mein bhi bahutjyada records hasil honi chahiescalping hamesha chhod ke hoti hai jinkipace bahutkam ho agar Ham america kam pace mai kamyab ho saktye hain tu ap ka kam haikay marketplace mai access tabhi karain jub ap es mai achye say anylsis kartye haintu ap anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatyehai apna kam mahnet kay sath karain aur es mai kosesh karain kay ap anylsis bhikarain anylsis achye hotye hain aur ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tng keliye advantages de sakti hai acchi making plans aapke liye likes lekar aati hai aur aapkothank you bhi milte rahte hain agar aap aap ek din mein professional banna chahte ho toyah baat mumkin nahin hai aapko instaforex shopping for and selling marketplace mein professional banne keliye greater than one sar se use kar deve selling karney Kay liye marketplace ki motion ko daikhtay hoye aursamajhtay hovey shopping for and selling karney Kay liye shopping for and selling gear aur indiactors koistamaal karna bohaut zayada lazmi hota hay aur iss Kay liye bohat zayadazarong karney Kay liye marketplace ki motion ko analyz karnaparta hay phir hello kamyaabi hasal hoti hay overseas exchange shopping for and selling may also also essentialevaluation iss liye bohat zayada zarori hota hay Kay Yeah marketplace ki musalsalrecords dayta hay aur Jo records haum essential evaluation Kay viahasal kartay hay wo bohut kaamyab dependable hoti hay essential evaluation longtor and selling aur lenbi Kay saath shopping for and sellingkartay hay magar Lazmi bat hay Kay tradings kartay hoye bohaut say also also encompass

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X