Signal Jammer
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal Jammer
    Helo dosto kese ho sab? Umeed hy sb thk ho ge aur khush ho ge to dosto aj me ap ko btaun ga netwoek signal jammer k baray me to ye aik electronic ciruit hy jo k do hoson pe mushtamil hota hy aik frequency generator aur aik noise generator frequence generator heavy frequency generate kr k ane walay network ki frequency ko damp kr deta hy aur noise generator us ki jga noise ki generation kr k us frequency me merge kr deta hy js se completely signal jam ho jatay hn. To dosto kesa idea lga ap ko mera. Please apni ray zroor dena. Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signal Jammer

    Asalamalikum!
    Dstn umeed ha AP sab khariat sa hon ga . Aj ka hmara topic signal jammer par mabni ha . Aj ma ap ko is ka bara ama btoun ga ka ya Kia hota ha kesa use hota ha is ka Kia faida ha Kia nuksan ha .

    Introduction:

    Signal jammer ik electronic device ha Jo mobile ssim ur mobile tower ka dadarmian signal ko ktm krta ha connection ktm krta ha . Ya bilkul radio ya mobile phone ki ttrha signal transmit krta ha ur do cheezon ka darmian connection ko ktm krta ha. Ya l lafoz ma to hhy muskil llagta ha par ask ma ya bht easily Kam krta ha .ya bilkul mobile ki trha signal transmit krta ha phr ya wo signal dunyia sa bhr la jata ha .is ka bad mobimobile ma koi signal nhi received nhi hota .
    Is ki bht si wagha hoti ha ka log isa kio use krta ha . Office ma ya use hota ha ta Ka office ma Kam krna Wala employe Kam ka wqt mobile na use krn. Jammer ka Zaria koi phone bhr msg bhi nhi KR skta . Log jammer ki is Lia hhinus ekrta ha ta Ka unh ki personal information leak na ho .is ka Zaria log kisi ko call bhi nhi KR skta
    Ya bilkul ik am device ko trha hota ha inh ka bht faida hota ha .ya do frequency ka cell phone ki block krta ha .log ko asa lagta ha ka unh ka mobile ki service nhi ha .kuch jammer bht sari service ko block krta ha

    Advantages:


    1: is sa hamri personal information leak nhnhi hoti.
    2: ya exam hall ma cheating ko avoid krna ka Lia use hota ha
    3: ya office ma use hota ha ta Ka sab apna Kam dehn da krn.
    4: inh sa hum terrorist attack sa bhi bachta ha ko mobile phone ka Zaria blast krta ha .

    Disadvantages:

    1: hum emergency call nhi kr skta .
    2: hum zarorat ka wqt 1122 ko nhi bula skta
    3: agr khn jammer laga ho ur waha chori ho jai to hum police ko bhi bula skta .
    4: inh ka waves bhht dangers hoti ha .
    Umeed ha sab ko post psnd ai hi . Thanks.
    • #3 Collapse

      Re: Signal Jammer

      Assalam u alaikum friends kya hal hai aapka aaj Ham signal Jammers ke bare mein baat kar rahe hain signal Jamers aik dvice hai jo k mobile signal ko jam kar deti hai aur uske bad jis area mein signal jammer lagaya jata hai aur jitni uski capacity hoti hai vahan per mobile ke signals aana band Ho jaate Hain aur vahan per koi bhi call receive nahin ho sakti aur na hi koi call ki ja sakti hai signal jammer 2 hisson per mushtamil hota hai frequency generator aur aik noise generator agar frequency generator Ki baat karen to yah high frequency develop karke mobile signal ki frequency ko jam kar deta hai aur jo noise generator hota hai vah heavy noise ke sath signals ko band kar deta hai.

      Importance:

      Isko aap ek tarah Ki safety device bhi keh sakte hain kyun k yah mobile ki signals ko jaam kar deta hai aur Puri duniya mein aajkal Jo fiza bani Hui hai jis tarah ki dahshatgardi ho rahi hai vahan per aap is ko istemal karke Is tarah Ki karvaiun se bach sakte hain kiun k mostly terrorist attacks mobile ki madad se ho rahe hain.

      Advantages:

      Signal jammer ke bahut zyada fayda ho sakte hen tamam important jagah per tamam sarkari jagah aur tamam hasas per ye nasab hote Hain Taki kisi bhi kisam ki galat harkat se bacha ja sake iske alava iska yah fayda hai ki is se hamari personal information leak nahin ho sakti agar aap exam Hal main usko use karte hain to mobile se cheating ko avoid Kiya ja sakta hai terrorist attack se bachne ke liye iska bahut useful istemal hai .

      Disadvantages:

      advantages ke sath sath iske disadvantages bhi hain Agar aapko emergency mein koi call karni padati hai to aap call nahin kar sakte agar aap kisi aisi situation mein fas jaate Hain jismein aap rescue team ko bulana chahte Hain yah police ko bulana chahte Hain to aap call nahin kar sakenge.
      • #4 Collapse

        Re: Signal Jammer

        Signal Jammer:-
        Dosto Signal Jamming Devices Signal Jaam krny k liay use hoti hain. Ye devices mostly Security Purpose k liay use hoti . Pakistan main ye Hasas idaro main Nasab hain jaha Security ki buhat zrurat hoti hay.
        isky elawa ye Hmari Airforce aur Navy apny Aircraft aur Ships main b use krti hain takay Dusham ky Radar ko Jaam aur Blind kia ja sky js ki Oomda Misal 27th Feb thi Jb AbhiNandan ki Jahaz ko Jaam kr ky Girya gya tha aur hmari Airforce nay hmara sir Fakhar say Buland kr dia tha. Pakistan Airforce ky Jamming system ki jitni b Tareef ki Jaey km hay,
        Afwajay Pakistan main ye Radar Technology main use hota hy
        Jesy ky Signal Jamming Radar.
        Ksi b Area ko agr secure krna hi tou Jamming aik Mufeed chz say iski madad say ap ksi b electronic Hadsy say bch skty hain.
        Disadvantages:-
        1- Dosto isi Radioactive waves buhat high hoti hay jo insani Jism k liay khternak b sabit ho skti hain.
        2- Jamming Areas main agr koi Medical Emergency ho jaey ya koi Chori wghaira tou ambulance aur police ko bulanay main apko dikat Paish aa skti hay
        • #5 Collapse

          • #6 Collapse

            Re: Signal Jammer

            Assalam alaikun dear forex members umed hai ap sab kheryat sa hongay.
            TOPIC:SIGNAL JAMMER
            INTRODUCTION:
            Y aik aisi device hai jo k har tarha k signals ya frequencies ko block karti ha
            matkab k yh is tarha kaam karti hai k yh high frequency k signal emit karti
            ha jis ki wajha sa har taraf sa anay walay mobile signals ya kisi b tarha ki
            aur frequencies block ho jaati hain.
            Advantage:
            iska faida yeah hita hai k ap jis jagha oar bhi is ko use karein ga wahan mobile
            signals nhi ayn ya aur al kisi bhi kisam ki call nhi kr skien ga.
            yh aisi jaghon par use hita hai jahan security k lehaz sa issues hota hain
            matlab k agar koi majlis wghera ho tiu wahan yh use kia ja sakta hai takay
            agar wahan criminal log hon tou unka apas main raabta disconnect ho sakay
            is k ilawa yh hospital main b use hotaa takay koi banda kisi sa baat nah kare ku
            k is ki wjha sa patients disturb hotay han.
            Disadvantage:
            iska nuksan yh hai k kabhi koi apko emergency main call kerta ha lekin apko
            call ni aati jis sa koi nuksan ho sakta hai is k ilawa apko b kisi ko emergency
            main call krni lar jati hai lekin signal jam honay ki wajha sa kafi mushkil hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Signal Jammer

              gee han bhai sahi kaha ha signal jammer eik electric device ha jo signal ko kam krta ha is k hamre liye bohat zada faide hein agr hum is ko kisi jaga be lagate hein tu signal ni ate hein tu koi be call ni kr saken ga ye eshi jaga use hota ha jahan security k lehan se issues hota ha matlab k agr koi problem ha tu hum is ka use kr k ose khatam ur call ko rok sakte hein is k eleva hum ise hospital mn be use kr sakte hein ye eik bohat hi achi cheez ha jise hum emergency mn use kr sakte hein hume is ka galat use ni krna hota ha is ka hume sahi istamal krna hota ha galat use krein gein tu hamre liye problem ban sakti ja iska sab se bhara nuqsan ye ha k agr emergency mn hum ise use krte hein ap ko call ni ati ha sab se bhari problem yahi ho sakti h
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Signal Jammer

                signal jammer bht zada use is liya hota hy ta k signals achy ayn shopping for and selling karna chahte hain to jis tarm ka ap koachaenjoy ho usi foremost ap ko change lagana chahye kyun ke agarap us hisab sechange nhiopne karen ge to ap kabhi bhi achi incomes hasilnhi kar sakian gehamain quick time period foremost zyada bonus ki zroratnhi hoti ham kam bonus se bhichange openkar sakte hain lekin phir bhi ha bonusmilny se pehly hello delete kar di jati hay, investors agar acha paintings the the Forex market market dialogue board mekarna chahty hiya to un ko kesi be tarha se ghalat records proportion karny seguriz karni chaye, technical evaluation se associated ki koshish karen Takiaap acchi incomes karne Ke Kabil banaa Saken agar aap faux information ko istemalKarenge to aapko final ho jata hai ausanat hai hello Kyon Ke bahut Sare contributorsAise Hain Jo legitimate records proportion Nahin Karte vah faux records proportionKarte Hain is Tarah dusray contributors mis manual hote hain aur Unka nuksan Hota Haiisliye Hamen chahie ki Ham legitimate records proportion Karen apni posting mein aurkisi ko bhi mis manual na hone den Is Tarah dusre Barish Ka bahut nuksan hotahai eparticularly shopping fo bonus stagelower Hoga To Hamen mayushii Hogi aur Jama UC Hogi To Hamara self assurance ais marketplace mai publicly aik whats up programming estimation hota hai jis se ap ais marketplace mai conformashelter laga sakty hai aor ais mai narrative bana sakty hain. the Forex marke information deliver kerti hain aur aesi packages jo marketplace ky pain-stuffed find out kerny bid bahot on the back burner kerti hain unka hona bhi bahot zaruri hai ky phony foreigner interchange marketplace require with modification kar sakte hain Agar Overwrought is marketplace Mein mehnat Nahin Karte Hain To Humko is marketplace mein ho sakta hai ki non-unvarnished Ho Jaaye Agar Grandstand is marketplace Mein Kaam Sahi kar lete hain to Humko is marketplace Mein task kar

                اب آن لائن

                Working...
                X