Types of News in Forex.?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of News in Forex.?
    Forex trading mein hamen freetype new se wasta padta hai pahla news real news aur dusra news yani fake news kis mein hai ek jyada asar karne wali news aur dusre ka jyada asar Nahin hota hamen chahie ke jab zyada asar wali news release ho rahi ho to use time per hamen maut 8 rahana chahie kyunki market ki movement tithi se upar neeche ho rahi hoti hai aur badi badi women bhi hai impact news per ho sakti hai jis Tarah 500 hazar per ki movement aadhe ghante mein Bhi ho jaati hai Uske alawa Jo kam asar wali news hai uski tension Nahin Hoti vah itni badi movement Nahin Hoti hai hamare account ko was hone Ka dar Nahin hota iske alava ek aur kism ki news hai jisko fake news kahate Hain yani juty khabren hamen chahie ke fake news Kabhi payal ki kyunki fake news ke sath market ki jidhar bhi moment ho jaaye uski wapasi jarur Hoti hai bus dafa fek movement bhi ho jaati hai ya nahin news Kisi aur direction ka ishara Karti hai lekin New moment Kisi aur taraf ho jaati hai FIR ham pareshan hote Hain ki yah kaise munh mein dogi yah kyon hamare egass moment hogi lekin vah moment kuchh der ke bad wapas ho ki apni asali movement ki taraf shuru ho jaati hai le hamen chahie ke fake news aur fake moment ka bhi khyal rakhen taki ham loss se baccha sakin. Varna aise mauka per fake news ke time account bhi vas ho sakta hai yah hai impact news ke time per account was ho sakta hai hi hi impact news ke time spirit level bhi badh jata hai iska bhi khyal rakhna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of News in Forex.?

    Forex mai trade karna ka lia hum log analysis ko use karta hain or analysis mai fundamental analysis kafi strong hota hain is mai news pr trading ki jati hai jub hum log trade karta hain tu pahla news ko dahkta hain or phr trade karta hain or trade news ahna ka bad karta hain kiun ka news ka bad market mai movement kafi tazz ho jati hai jis ki waja sy hum loss or profit zyada hota hai is lia hum log fundamental analysis mai news ko lazmi dahkta hain news kafi types ki hoti hai or un ka effect market pr different types ka hota hain news ko dahkhna ka lia hum log investing.com ya phr forex factory ka use karta hain in mai news ka sath un ka ahna ka time bi hota hai ka kis time pr news market mai ati hai or huma kub trade open karni parti hai news mai jub Fomic speech ati hai tu news kafi strong hoti hai ay employment ka bara mai agr koi news ati hai tu kafi storng hoti hai ya wali news bi or hum log news ka bara mai information software sy jub lata hai tu waha pr news ka sath stars bana hota hain one star ka sath news agr ho tu os ka assar kum hota hai market pr or agr two stars ho news ka sath tu os ka assar tohra zayda hota hai or agr three stars sath hon news ka sath tu os ka assar market pr zayda hota hai or market mai kafi movement hoti hai marekt kafi up ya down jati hai is lia huma is mai mahant karni par sakti hai is lia huma is mai mahant karni chaya or news ki study karni chaya ta ka news ko hum log acha tareka sy samaj saka or trade ko sahi time pr open kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: Types of News in Forex.?

      Asalam o Alaikum, friends aaj Ham Forex ki news ki bare mein baat kar rahe hain ki forex ki news ki kitni types hoti hain Forex mein news bahut zyada impact karti Hain trading per jb ap trading karte Hain to Agar ap news ko follow karke trading karte hain to aap ko bahut asani hoti hai aur aapki trading aasan Ho jaati Hain aur aapko apni trading mein profit ke chances hote Hain Forex mein news ko follow karna bahut important hai agar aap news ko follow nahin karenge to aap ko nuksan ho sakta hai forex news different types ki hoti hain Forex mein economic calendar news bhi hoti hain aur yah economic condition ke related hoti hai jo bhi forex trading market mein economic situation chal rahi hoti hai yah news usko define karti Hain iske bad Forex mein political news bahut hi aham hain jo ki world political situation ko zahir karti hain Agar kisi mulk ki economic condition ya political condition change hoti hai to uski currency per direct effect parta hai is waja se Forex Trading mein news ki bahut importance hai.
      • #4 Collapse

        Re: Types of News in Forex.?

        Yes. Forex ma news ki bhot importance hai. News k bena forex ma kamyab hona bhot mushkil ho jata hai. Jo trader news par trade karty hain unko ham news trading kehty hain. News market ko guide karny ma important role play karti hai. En ma etni power hoti hai k ye market k trend ko change karny ma b kamyab ho jati hai. Forex news ki bhot sari types hoti hai jin ko ham es topic ma discuss karyn gy.

        1. Political news. Political news sy trader ko pata chal jata hai k market kis side par dip hony wali hai. Jis country ki political condition strong hoti hai unki currency b strong hoti hai or wo baki currencies ko guide karti hai or jis country ki political condition weak hoti hai un ki currency b weak hoti hai.

        2. Economic news. Forex currencies ma bhot sari currencies asi hain jo weak economic condition wali countries ki hoti hai. En currencies ki value b low hoti hai. But jb kisi country ki economic condition strong hoti hai to unki currency b strong hoti hai. Forex trading ma ye currency ki values b trading ma bhot depend karti hai.

        War news or terriorist attack news. Forex ma war news jb announce hoti hain to trader ko bhot achy trading signals mel jaty hai but trader ko news ki nature ko lazmi samajna chahe. Kiu nature k zaryae he ham ye samaj sakty hain k market kis side par jany wali hai. Agr trader news ko opposite trade karty hain wo hamesa loss ka shikar ho jaty hain or ye loss etna big hota hai k trader ka account he wash ho jata hai. So trader ko asi news ko lazmi consider karna chahe. Jo trader news ko trading ma ignore karty hain wo kbi kamyab ni ho paty.
        • #5 Collapse

          Re: Types of News in Forex.?

          Assalam o Alaikum g dear news ki types Jo Forex market me sab sy zada effective Hoti hen wo ye hen

          1.Interest rate decision
          2.Non Farm Payrolls
          3.Retail Sales
          4.Inflation
          5.Employment and Unemployment rate
          6.Industrial Production
          7.Business sentiment surveys
          8.Consumer confidence surveys
          9.Trade Balance
          10.Manufacturing sector surveys

          Forex me agar news par hamari nazar ho to hamy har country ki economy par focus karna chaye jes me ham trading kar rahye hoty hey loss ha lekin trading mein jin k pass dollar hein unko bohat he acha or zyada faida haisl ho rha ha or yebest ha or is mein ap achi earning kr k bohat he acha or kamyab profit earn kr sakty hein or is mein kafi or dollar ko increase hony py bohat sy trader ko faida hasil howa ha jin ki investment dollar k sath thi unko is sy kafi acha profit earn howa ha or kamyab profit unko bohat he achi life day sakta ha economic targets ko hasel erne k ly mushkilaat pesh kar raha hei aur phir us pehly attck k baad donald trump taqreeban 4 baar mazeed attack kar chuka hei. Wo jabb bhi attck kerta ha to doallar ko aalmi market mein sell kar diya jata ha to dollar ke value almi marketmein kam ho jati hei. Lekin us ka dosri taraf ham agaer dekhin to feds ko jis ne donald trump ny bura bhala kaha k interest rates zaida na karo unhon ny apna faisla barkaraar rakhney ka decision lya hai. So dollar k muamle mein traders abi tak clear direction mein nahi hein aur abi tak feds yahan per jeetty nazar aa rahy hein q k dollar thora up zaroor ja rha hei aur dollar index kafi up chala gya hei.
          • #6 Collapse

            Re: Types of News in Forex.?

            dear Forex me news ki kafi types hen lekin in me Kuch Hoti hen Jo market Ka trend totally change kr deti hen aur is me kafi news out Hona is event ki waja sy in meetings ki waja sy Forex trading Mein kafi effective ho jati jis ki waja sy kafi traders ko nuksan ya fayda ho sakta hai agar wo is ko timely observe Karen aur Is per focus karen to aap ko is mein bahut fayda manf new ho sakti hai aur aap ki trading ke liye bahut zyada effective sabit ho sakte hain top 5 events ye hen

            1. Central Bank Rate Decision
            .2. Gross Domestic Product (GDP)
            3. Consumer Price Index (CPI)
            4. Employment Indicators
            5. FOMC Meeting


            ye basic news Jo Forex me mostly bht zada observe ki jati hen is me ap ko Hamesha foriegn platforms py ye news check krty rehna chye jis me ap ki trading me bht gehrra impact dalti hen Jo Forex ki Kisi bhi trade me trend changer sabit Hoti hen in news me sab sy zada central banks ki news sab sy zada importance rakhti hen jis me interest rates Ka bht zada fark parta Hy asal me jab US dollarki price ki change krti hen ye news jis sy market me USD sy related jitny pairs hen un me volatility strong ho jati Hy aur is leay Kaha Jata Hy Kay hamesha trade open krny sy pehly Hamen lazmi trend ko dakh Lena chye jis me Hamen trading me bht zada faida ho skta Hy .
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Types of News in Forex.?

              Forex main kai kisam ki news ko hamain mad-e-nqzar rakhna parta hay. Q keh forex market virtual, online aur global market hay jis ki waja say internatuonally jo bhi news hon inka forex market per bhi asar parta hay. Aisi kia news hain jo forex market per asar andaz hoti hain, aiye inky bary main discuss karty hain.

              Political news.
              In news say murad aisi news hoti hay jab election kay dinon main koi party leader speech kary ya president koi speech kary. Ager to president ki speech bahut purjosh ho to is waja say forex market per positive asar parta hay aur market nain behtri daikhny ko ati hay. Political news baz dafa incountry halat per mabni hoti hain aur baz dafa internationally halat per mabni hoti hain laikin ager ye news aik aisy country main announced hon jo economically strong ho to dono surton main in news ka forex market per asar parta hay.

              Economic news
              In say murad aisi news hain jo mulki economy kay bary main hon. In news main NFP, CPI, Employment news aur GDP news shamil hain. In news kay bhi positive hony ki waja say market per positive impact parta hay jab keh ager ye periodically announce ki jayain to is say market main bahut taizi daikhny ko ati hay.

              Special news.
              Aisi news jo internationally ho aur mukhtalif mumalik per asarandaz ho iska forex market per sab say ziada asar parta ha. Jaisy keh, war news ya covid-19 news. Specially jab ye news america kay bary main hon ya china kay bary main ya big economic country kay bary main hon to is say forex market per negative asar parta hay.

              News impact in forex.
              Ager ham economic calander ka frequently jaiza laity rahain to ham aisi tamam news say waqfiat hasil kar laity hain jo forex market per asarandaz hoti hain aur is tarah ham forex main safe trading karny kay qabil hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Types of News in Forex.?

                dear friend, forex ma trading k liay hmain global news aur events sa updated rehna chaiay ta k hm apni trades ko thek time par open aur adjust kar sakain q k news ka market ki moment par bht effect parta ha, aisi news jin ka price action par ya jo market ma volatility ka sabab bnti hain wo ye hain, pandamics, wars, qudarti afaat ya koi political issues.

                economic news jin ma interest rates, inflation ya central banks ki monitory policy ma changes ki waja sa b market ma kafi tabdeeli ati ha. is k ilawa unexpected economic data k release honay sa b market affect hoti ha

                political news jin ma perticular events ya government ki shifting wagera b shamil ha, ya kisi big country k head ki taraf sa koi tweet ya prediction b market ki routine ki moment ko disturb kar daiti ha

                dunia ki mukhtalif markets different countries ki economic news ki waja sa react karti hain, lakin in sb ma sa big mover USA ha, lihaza hmain US sa related news par focus karna chaiay, q k financial super power honay ki waja sa US ki koi b news forex market ko hila kar rakh daiti ha, jis ki main waja US ki strong economy ha, is k sath sath hmain fake news sa b aware rehna chaiay aur trade open karnay sa pehlay unki confirmation kar laini chaiay ta k koi unverified news hmain loss na pohnchay aur uski base par hm ghalat anaylisis ya ghalat strategy na bnaen jis sa hmara account risk ma jay aur capital waste na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Types of News in Forex.?

                  Market main use different type ki Hoti Hai Hamen ine ke bare mein information honi chahie Hamen in ke bare mein study Karni chahie Taki Ham ine news ke bare mein acche information ko Hasil kar Saken political news se trader course ke bare mein information mil jaati hai ki market kis side per dip Karne Wali Hai market mein kuch currency pair ki political condition bahut jyada strong hoti hai aur kuch currency ki political condition week hoti hai Hamen Hamesha use currency pair ki political condition ko silent karna chahie Jiski political condition bahut jyada Se strong Ho market mein jo bich political condition Hoti Hai uski currency bhi week hoti hai market Mein Jis currency Peer Ki political condition strong Hoti Hai uski currency be strong hoti hai yah Hamen Baki currencyn ke bare mein guide karti hai

                  Forex market Mein Bahut Si currencyn Aisi Hoti Hai jinki economic condition bahut jyada week hoti hai Jo currencyun market Mein week Hoti Hai Un currencyun ke-value bi market Mein kam hoti hai market Mein Jin currency ki economic condition strong hoti hai to use currencyun ki value abhi market mein jyada hoti hai aur vah currencyn bhi market Mein important hoti hai

                  Agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen apne business ke bare mein acchi information honi chahie market Mein Kuchh currency pair Aise Hote Hain Jin ki trending market mein jyada ki jaati hai aur Market Mein Kuchh currency pair Aise hote hain jinki trading market Mein kam ki Jaati Hai Hamen Iske bare mein information Ka Hona bahut jyada important hota hai Hamen market Mein currency pair ke bare mein acchi information honi chahie Taki Ham market Mein Hamesha strong currency pair ko select Karke apni trading Mein use Karke acchi kamyabi Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Types of News in Forex.?

                    Yes dear Apne bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab aap Forex trading Mein different news ko properly analyse kar rahe Hote Hain To Aisi situation Mein Aapki trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai Forex trading me fundamental approaches ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko maximum advantages Hasil karna difficult ho sakta hai.

                    News regarding Demand / supply

                    Non Farm Payroll

                    Monetary Policy

                    Inflation

                    Economy news

                    Forex trading Mein Jab aap different news ko different categories Mein categorise Karte Hain To usmein aap ko different options available hote hain no doubt Forex trading Mein Jab aap different types ki news ko properly understand karte hain aur usko apni trading per reply karte hain to aap limited time mein bahut jyada profit Hasil karne ki position me ah sakte hain.

                    Dear jab aap Forex trading me fundamental approaches ko properly observe kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain no doubt aapko daily basis per Forex trading Mein different new se related updated Aana chahie aur aap ko pata Hona chahie ki market mein kaun si news expected hai aur iska market per Kitna Jyada infect ho sakta hai.

                    For doubt Jab aap fundamental approach ko properly study kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko Forex trading Mein different news related information mil rahi hoti hai jo aapke liye perfect results produced karne mein helpful ho sakti hai no doubt Jab market Mein different news aati hai to isase market mein bahut jyada warid Barati Ho Jaati Hai Aur market ki movement according to expectation bahut jyada hoti hai aisi situation mein agar market aapko favour karti hai to aapko bahut jyada profit hone ke chance ho sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Types of News in Forex.?

                      assalamu alaikum ji Bhai aap ne bahut hi detailed information hamare sath share ki hai market news ke bare mein kyunki aapane bhi judge Kiya hoga ki chabi market mein news aati hai to market ki movement bahut hi na fast Ho jaati uski vajah yah hoti hai ki news aapki market per bahut jyada charandas hoti hai aur is per aapke market ke bahut chahta asar andaz hone ki vajah Se Hi news ka bahut jyada important hota hai main aapko iske type ke bare mein kuchh information provide kar deta hun

                      NEWS ABOUT DOLLAR

                      NEWS ABOUT MONEY CIRCULATION

                      NEWS ABOUT INFLATION

                      NEWS ABOUT CURRENCIES

                      iske alava bhi bahut sari news hai jo aapko market mein milati hain aur jiski vajah se market ki movement bahut jyada fast Ho jaati hai lekin market mein jo sabse zeada news market per hasrat das hoti hai vah aapki economic news hai

                      economic news mein basically aapki economy ko jaj Kiya jata hai aur aapke kaun Mai ka related news hone ki vajah se aapke market ki movement bahut jyada fast hoti hai isiliye aapko bhi chahie ki aap jab bhi Forex trading mein kam Karen hamesha news per focus Karen aur news ko dekhne ke bad hi Forex trading mein entry rahe ho raxit Karen Taki aap acche se accha profit Kama sakenge ki news bahut jyada matter karti hai Forex trading mein news ke aane ki vajah se market ki overall situation changed Ho jaati hai market ki munh mein fast Ho jaati hai aur agar aap news aapke again saathiya to aapka kaun watch bhi ho sakta hai aur agar news aapke favourable hai aap to vah aapko bahut achcha profit degi aapko kuchh vate karna chahie market mein aur
                      • #12 Collapse

                        Re: Types of News in Forex.?

                        forex ki market main trading ki bht zada types hoti hyn or karo mehnat karte raho ki lalach Mein mugging unko Koi is place center ke andar Apportion Najar Aata Hai To Ek enough satisfied istmaal Karte Hain To Bring up vah take enquire about Jaati Hai To Unka nib neaten kar deti hai To Aisi stage production se bachne ke liye Hamen real change the heads ke sath canvases karna hoga aur apne musings ke sath the Forex Wall Street kaleidoscopic discharge karna hoga Uske marvellous Hamen ismein Sabar se kam Lena Hoga Agar Hamen ordeal twangy quality Jaaye To Hamen turn for the better Mein Jaldi Nahin karne Hamen mutation the board ke sath convalesce karna hai Beloved kafi acchi accommodate aapane valuable ki Hai neutering design ke unconcealed mein aur is tarah ki insights bahut hiya large hoti Hai har EK supplier ke liye aur is chij se har EK specialist co-op ke realities or admit mein aur ezafa bhe hota hai aur hamen above all centers ke hatless mein Welcome ek dusre ke sath acche tarike se expressiveness trade karni chahie Taki is chij boom aur acche tarike se samjha ja convince aur jyada se jyada ek dusre ke accomplish in value or realities se answer for Bhi uthaya ja show aapane ek acchi symmetry be aware ki Hai variable horrid trunk ke open mein aur is diagram sound turn-about freshen bhi kaha jata hai aur yah jyada tr altogether being consider hota hai categorically lna chahie Agar Mannered rjo us forex ki motion mein bahut critical hoti haia while kuch Aisi reviews ati Hain Jis ka Kisi bhi commodity ya forex pairin keeping with koi impact nahi hota aur unki motion ko ap asani se have a look at kar saktyehain lekin a while kuch Aisi reviews Aati hai jis kay terrible markeaur iske nakedmein participants ko khud Se Hi paintings karna hota hai aur is tarah Se participants ko marketplace mein pair ki motion kis tarah Se hogi aur is tarah Separticipants khoya bhi concept ho jata hai ki kaun se wala pare pick out karke
                        • #13 Collapse

                          Re: Types of News in Forex.?

                          Walekum Assalam Forex trading main news ka bahut jyada effect padta hai Forex mai news bahut jyada important role play Karti Hai news Ke Bina Forex Mein kamyabi Hasil karna bahut jyada Mushkil Hai isliye news ko Hamen kabhi bhi avoid nahin karna chahie Joe trader news ko avoid Karte Hain vah Kabhi Bhi acchi acchi sakses Haasil Nahin karte Forex mein agar news per Hamari Najar ho to Hamen Har country ki economy per focus karna jaaiye Forex main use ki bahut jyada type hoti hai Din Mein Kuchh news Aisi hoti hai jo market ke trend ko completely Taur per Badal deti Hain Forex main trading ke liye Hamen Global News aur events se bahut jyada update Rahana chahie

                          Different country ki Jab political news update hoti hai tu iska Forex trading ki market mein bahut jyada effect padta hai different country Mein Unki economic condition bhi change hoti hai Hamen Forex trading main news ko acchi Tarah Se aur clearly understand karna chahie Forex trading Main Jab Hum different news ko different category mein category Karte Hain is Mein Hamen different option available Hote Hain Hamen in news ko properly tarike se understand karna chahie aur in news ke related complete learning Kar Li chahie Jab Ham in important news ke related complete knowledge Hasil karne aur complete information Hasil Kar Le To Hamen in news ko apni trading Mein apply karna chahie Jab Ham in news ko apni trading Mein apply Karte Hain To Hamen apni trading Mein Achcha benefit Hasil Hota Hai

                          Economic news may basically Hamari apni economic ki ka jeiza Kiya jata hai Agar Ham Forex trading ke Business mein success Hasil karna chahte hain To Hamen use per bahut jyada focus karna chahie Forex main news Ke Aane Se market ki situation completely Taur per tabdeel Ho Jaati Hai Agar yah news Hamare favour Mein Ho To Hamen bahut jyada fayda mil sakta hai agar yah news Hamare favour Mein Na Ho To Hamen disadvantage ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Types of News in Forex.?

                            Assalamu alaikum my dear all friends member Forex ma news ki bhot importance hai. News k bena forex ma kamyab hona bhot mushkil ho jata hai. Jo trader news par trade karty hain unko ham news trading kehty hain. News market ko guide karny ma important role play karti hai. En ma etni power hoti hai k ye market k trend ko change karny ma b kamyab ho jati hai. Forex news ki bhot sari types hoti hai jin ko ham es topic ma discuss karyn gy Political news sy trader ko pata chal jata hai k market kis side par dip hony wali hai. Jis country ki political condition strong hoti hai unki currency b strong hoti hai or wo baki currencies ko guide karti hai or jis country ki political condition weak hoti hai un ki currency b weak hoti haibEconomic news Forex currencies ma bhot sari currencies asi hain jo weak economic condition wali countries ki hoti hai. En currencies ki value b low hoti hai. But jb kisi country ki economic condition strong hoti hai to unki currency b strong hoti hai. Forex trading ma ye currency ki values b trading ma bhot depend karti hai War news or terriorist attack news. Forex ma war news jb announce hoti hain to trader ko bhot achy trading signals mel jaty hai but trader ko news ki nature ko lazmi samajna chahe. Kiu nature k zaryae he ham ye samaj sakty hain k market kis side par jany wali hai. Agr trader news ko opposite trade karty hain wo hamesa loss ka shikar ho jaty hain or ye loss etna big hota hai k trader ka account he wash ho jata hai. So trader ko asi news ko lazmi consider karna chahe. Jo trader news ko trading ma ignore karty hain wo kbi kamyab ni ho paty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Types of News in Forex.?

                              AOA dear friends jaisa ki aap sabko pata hai ki aaj ka daur ek digital dour hai Aur duniya simat correct global village banke reh gayi hai jis mein aap ko har taraf se aane wali news mil jaati hai aur Agar dekha jaaye to Forex mein aap bahut tar ki news tamal kar sakte hain aur News ka impact forex ki market par bht highly effective hota hain is liay news ki base par trading kanry ko kafi expert trader recommend karty hain or jo srif technical analysis karty hain unhy bhi chaia k news ko under observation rahk kar technical analysis kary kiyo news country ki economy ka haal bayan karti hain or market mai har currency apni economy ki waja sy hee up down karti hain aur Dunya k her shiny mn aaj k door mn news ka effect zaror parta h q k new hmen facts bta re hti hn k is time dunya mn Kia ho ra h. Hmen chaya k hm kud ko news sa her wakt update rakhen or mulki eco economy k hisab sa trade kren q k kbi markeet up ho jati h or kbi down b ho jati h so hmen halat k hisab sa he trade kerni chaya taky la ilmi sa hm ziada loss na ker Len
                              dear friends aapko news aasan karne ke liye bahut sare mukhyalay utsav se Mil jaenge Jin mein aur Dear friends, news ki 3 aksam hoti hain jo market ki movement par affect karti hain,
                              1. kuch news ki strength bahut kam hoti hay esleay us say market ki movement par thora sa asar parta hay
                              2. kuch news ki strength medium hoti hay aur es say market main kuch had tak tezi aa jati hay
                              3. kuch news bahut zayada strength wali hoti hain aur un say market main bahut zayada tezi aa jati hay aur market kisi ek direction main move kar jati hay market news pe depend krti hai aur news k bad uski movement start ho jati hai news ki 3 types hein aik tu normal news hoti hein jis se market pe koi khas asar nahi prta aur dosri medium news hoti hein unki strength kuch theek hoti hai aur 3rd type boht strong hoti hai aur market bhi fast movement krny lgti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X