A review of hair tips
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review of hair tips
    There is no doubt that every girl or lady Want To long and silky hair and a healthy and Htkelm for Nsaih task for each lady for the beauty of her hair
    1 Atstkhaddmy shampoo commercial or unknown and cheap Altman must use shampoo and conditioner medical
    2 Almkoh and seshwar is not used , but the need for it Pisaad to break the hair and thus embrittlement and falling
    3 Use oils natural hair such as olive coconut oil , coconut oil cactus oil , jojoba oil mustard oil , sesame oil , castor oil
    4 Atstkhaddmy comb and wet hair a national swab gently first customized towel and then a national beehive brush preferably wood
    5 a national cut edges hair once every two months or three months to maintain the splendor and beauty of
    6 completely Stay away About straightening hair with keratin, protein and individual creams, because they destroy hair
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A review of hair tips

    Assalamu alaikum dear members ...

    ummid hai aap sab khairiyat se honge ke liye Jo aapane topic select Kiya vah bahut informative hai aur iske review mein jo apni information di thi vah bhi bahut informative the...

    Long hair Jo hai vah har ladies ka dream hota hai.. iske liye different type ke shampoo apply karti hai.. in shampoo mein chemical hone ki vajah se Hain hamare hair jo damage Ho jaate Hain ..isliye hamen chahie ki hamen herbal shampoo use karna chahie ..iske alava bahut hi aisi tips hoti hain Jin se Ham apne hair ko soft aur strong banaa sakte hain aur apne hairs ki length ko increase kar sakte hain.. different tarah ke Ham apne hairs ko long kar sakte hain..

    Hair tips :
    aaj main aapko inke bare mein kuchh information dungi aur aapke liye informative aur aap inse se fayda hasil kar sake..

    Hairs ko soft aur shining karne ke liye agar Ham one egg aur yogurt ko mix karke lagate Hain one hour kliye tu is se hamare jo hair hai yah bahut hi soft aur shiny Ho jaenge...

    Hair ko long karne ke liye aloevera gel ko coconut oil mix karke lagane se bhi hamare hair ki length hai vah increase hogi aur hamare hair jo hai vah khubsurat Ho jaenge aur hair fall Jo hai vah ruk jayega...

    Different oil ko mix karke lagane se hamari Jo hair growth hai vah tej ho sakti hai like coconut, almond oil, mustard oil ,olive oil, Castrol oil,in different oil ko mix karke lagane se bhi hamare Jo hair hai bahut silky aur shiny ho sakte hain aur unki growth bhi tej hogi..

    Hamen chahie ke har 2 month bad hamen apne hair ki cutting karvani chahie is Jo hamare damage hairs hote Hain vah khatm ho jate aur hamare hair ki growth acchi hoti hai..
    • #3 Collapse

      Re: A review of hair tips

      Assalamu alaikum doston mein umeed karta hun sab log khairiyat se honge doston aaj hamara Jo topic hai hair strips ke bare mein doston jis ki aap sabko pata hai ki ladka ho ya ladki chahe aurat ho ya aadami chahe Jawan Ho ya budhiya sab ko apne balon ki fikar hoti hai aur logon ki khubsurat hi bhi unke balon ki vajah se bahut hi badh jaati hai aur aaj ke daur mein balon ka jama sunna hai more aajkal ke new generation ke liye ek bahut bada challenge ban gaya aaj main aapko balon ke bare mein kuch tips bataunga number van rojana apne Bal do ya Na Karen aur unhen acchi tarah malish den aur vah bhi jaitun tel ke sath agar aap aisa Karenge to aapke Bal majbut Ho jaenge aur girna kam ho jaega balon ka number 2 aap aap agar bhalo ki vajah se bahut pareshan hai to aap aloevera jail Jo k ek paudha hai aur aur is kajal aur super store mein bhi aasani se milta hai ise uthae aur aise bhi apne balon per laga hai to yah aapke balon ki jo khushki hai aur jo kamjori hai hai yah sari khatm Kar dega aur aapke Bal bilkul tandurust lagenge number 3 agar aap ke bal gir rahe hain to aap use per market ke chemical shampoo sabun aur aisi Koi aur chij hai Na lagaen yah aapki balon ka girna aur bhi jyada kar dete Hain aur isase aapko bahut hi nuksan hoga to doston main aaj aaj aap logon se balon ke kuch tips share kiye umeed karta ho ke aap logo ko yeh pasand aye. Aur isase aap sahi Karen inshallah aapko bhi se bahut hi fayda hoga
      Allah Hafiz
      • #4 Collapse

        Re: A review of hair tips

        Assalam o alaikum dear members
        Aj ka topic hmara boht he acha h hairs hmari personality ka boht ahem hisa hain lmbe r ghane bal kis ko nhi psand hr kisi ka khwab hta h ache haseen bal balon ki hr wash se pehle oiling lazmi kren ziada se ziada light shampo use kren jtna taiz chemical shampo use kren gy utna he wqt k sath baln ko damage krta jaiy ga r jiska natija beja hair fall ki sorat m uthana pre ga
        • #5 Collapse

          Re: A review of hair tips

          Asalam o alikum dear member

          Introduction..

          Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha hair tips ka Bary ma. Dear aj kl hr larki ka yhe khowab hota ha ka ka usky hairs bht pyare lamby or silky hon jis ka liye wo apny hairs pr Kai qisam ka treatment krwati ha ta k usky hairs bht pyare lamby kr silky hon ku ka ajkl hr kisi ha khowab hota ha ka uska bal bht pyare lagen Haris ko acha rkhny ka liye oil ki malish bht zaida zrori ha jissy bal bht achy hjaty hain.

          Fayde..

          Jb apny hairs pr nhany sy phaly oil ki malish krty hain tu usy apky hairs ma jan ati ha or apky hairs bht pyare lagty hain or silky b hjaty hain or agr hairs ko Lamba krna ha tu us ka liye oil ka zaida sy zaida istimal krain egg lgana chye apny hairs pr or is ka sath rice ka water lgana chye jissy hairs bht jaldi lamby hjaty hain or is ka sath apko chye ka pyaz ka pani nikal kr ussy b scalp pr lgain ussy b hairs kafi zaida lamby hjaty hain or alovera b hairs ka liye bht achi ha alovera sy hmary hair ki growth bht zaida achi hoti ha or wo bht zaida jaldi lamby hjty hain or silky b hjaty hain is trah egg ka istimal sy hmary hairs bht zaida pyare or silky hjaty hain or hmin chye ka apny hairs pr zaida sy zaida oil ki malish krwani chye or almond oil coconut oil olive oil bht e zaida achy oil hain hairs ka liye or castor oil b AK bht zaida acha oil ha castor oil ma yh khasosiat ha ka Issy ap ka jis jgha pr bal ni hain whan pr b ajty hain or kafi Kam arsy ka time ma hairs lamby hjaty hain..


          Nuqsannat..

          Dear agr ap log apny hairs ka khiyal ni rkhty hain tu apky hairs kafi zaida khrb or girny lag jaty hain is liye apny hairs ka zaida sy zaida khiyal rkha krain
          • #6 Collapse

            Re: A review of hair tips

            Assalam o alaikum
            My dear friends umeed ha app sab kheriyat sa hon ge ajj ka hamara topic boht interesting ha ma ajj app sab ko boht hi amazing hair tips dene wala hon sab sa pehla to ya k kabhi bhi apne hairs ma oil ko use karna bilkul bhi na choren hafte ma aik ya doo par lazmi oil ko apne baalon ma lagaen us sa app k hairs asani sa toot kar nai gerin ge or agar maalish ho jae tab to maza hi aa jaye shampoo bhi use karna chahiye hame lekin boht kam qn k regular use of shampoo sa hair damaging shruu ho jati ha SHUKRIAA
            • #7 Collapse

              Re: A review of hair tips

              Hello doston Jaisa Ki aapane Dekha kiye review here tips ke bare mein ke Kis Tarah Apne balon Ko Khubsurat banae aur majbut banae 200 mitron Mein Apne side se aap Logon Ko yah kis Dena chahta hun ki agar aap ke bal gangrar wale hain aur aap isko silky banana Chahte Hain To doston sabse pahle aap Aisa Kare Ki aap ek acchi quality ka shampoo istemal Kiya Karen aur Aaj ko Sone se pahle Apne balon Ko vah Malish Karen sarson ke Tel se yah coconut oil se aap apne balon ka Malish Karen 45 minut Tak isliye yah Hoga Ki aap ke bal majbut Honge vah dusra fayda is Sahi Hoga ki aapke bhaiya Girnar ruk Jaega dusra fayda iska yah Hoga 200 ki aap ke baal silky Honge aur aap ke bad chamakdar Ho Jaenge aur se advance Honge isiliye 200 gram Apne Balo ko silky banana Chahte Hain To dusra point yah hai ki aap Jab Subah hote hi aur Neha Te Hain To nahane ke bad aap apne balon ko pura Khush Kiya Karen aur Nabi Ke Sath chawal ke sath Apne balon Ko Khush Kiya Karen Aisa Nahin ke Jod Tod se aap apne balon ko Ragada De MS ki vajah se aapke Bal kharab ho Jaate Hain aur apne balon ko shadman rakhne ke liye aur behtarin banane ke liye aap aaram se aur narmi ke sath Apne balon Ko Khushk karna chahiye, doston to aise hi Hota Hai Jab aap aaram se apne balon ko Kuchh Karke FIR kangi Karte Hain To aap ke bal Chalein Nahin ho jate ho ya bilkul Sidhi aur silky Ho Jaate Hain aur aap ke baal Hamesha ke liye ped silky Rahte ISI Tarah Roya routine Apna Te Hue Jab aap ek mahine Tak yah Roti chalate Hain To aap ke baal silky Ho Jaate Hain aur behtarin Naat Aaj aapke Aana shuru ho Jaate Hain iske liye aapke Bal Khubsurat Ho Jaate Hain.

              Tips:
              1) Daily oil massage to strenthen you hair.
              2) Daily bath to keep your hair cleen.
              3) comb your hair when it become dry.
              4) protect from heat and cold.
              • #8 Collapse

                Re: A review of hair tips

                Assalam o alaikum g haan Jo AP ka topic ha bohat hi acha or informative topic ha Jessa ka aj KL bohat sa logon ka hair remove ho rha Han gir RHA Han agr ham apna hairs ko girna sa rokna chahta Han tu ASA mumkin ha apna hairs ko girna sa bachana ka Lia hamin oil use krna chahia bohat sa oil ASA Han Jessy amla etc wagara Jo hamara hairs ko girna sa rokta Han is Lia hamin chahia apna hairs ki hamesha care kran or rozana Jo log shampoo wagara use krta han in ka bi Bal bohat jald gir jata han
                • #9 Collapse

                  Re: A review of hair tips

                  Introduction
                  Assalamu alaikum dear Forex friends ajka hmara topic hair k Bary me ha hair ksi b insan ki khobsurti me BHT ahmyat rkhty Han Bina hair k insan ki personality me bht frk ata ha aj me apko hair k Bary me kch tips dnga Jo k apky lye BHT faidy mnd hngi.
                  1)hair py week me Ak DFA dahi anda miclx KR k zror lgayen is Sy apky hair me khushki b khtm hogi or hair shinning b brhy hi.
                  2) srso k oil ko hair py daily use kren is Sy apky hair mzbot hngy.
                  3)shampoo ka use km kren shampoo me chemicals hoty Han Jo apky hairs ko kmzor krdety Han
                  4)ziada tnsn na Len ziada tension kinwjah sy b hair fall hony lgty Han.
                  5)high protein diet ka use kren is Sy apky hair b mzbot rhy gy or hair falling b ruk jayegi.
                  6)hair py jell wgara ka use na kren is Sy apky hair ka colour wkt sy phly white hoskta.
                  • #10 Collapse

                    Re: A review of hair tips

                    Hair tips ke Hawale se Agar Main aapko Muskura Dena Chahun to aapko rojana jo hai vah Nahana chahie aur dusre number per aapko shampoo ka istemal karna chahie aur Apna Jo shop hai vah personal Rakhna chahie iske sath sath aapko mocktail recipes Hai vah bhi Amal karna chahie aur jo Sabse Badi Baat Hai vah Hai Sar ke andar khushki agar aap apni Khushi ki ko control kar lete hain to aap ke bal bhi Sahi tarike se Agar Aate agar aap apni Khushi ko Sahi tarike se nahin rakhte to kuch bol bhi aapke jud Jaate Hain iske sath aapki immunity bhi aapke balon per bahut jyada Aasan rakhti hai agar aapki immunity kamjor ho rahi hai to is vajah se bhi aapke Bal jo hai vah kamjor Hona shuru ho Jaate Hain Iske alava agar aap ke andar Hua chijen Jo Ek Aam aadami ke andar Hona last Mein Hoti Hai Jaisa ke protein Naam kiut minerals yah chij Hona aap ke andar lajmi aur Unka daily istemal aapko is Kabil banata hai ki aap apne balon ko acchi tarike se Sahi tarike se istemal kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: A review of hair tips

                      Assalamualaikum friends I hope aap sb kheriat s hun gy. G friends as you know that hmara aj ka review hair tips s related hai. G han friends aj hm hair tips ko discuss kren gy. Ye hair tips hair growth s related hen. You know friends aj kl hr dosry insaan ko hair fall ki problem rehny lag gai hai. Ye ek bemari ki shakal ikhtiar Kar gai hai. Hair fall disease m insan k hairs bht fastly fall huny lag jaty hen jicki wja s wo bnda boldness ka shikaar hujata hai . Hair fall ki bht sari wajoohat huskti hen. Jesa k proper diet ka na huna, health issues, kisi disease ka huna ya phir dandruff ka huna. Lekin ajkl k daor m Jahan science n bht taraki Kar li hai to hair fall ko control m lany k liay bht c tips discover hu chuki hen Jo k hmare hair fall ko stop krti hen aur hmare hairs ko pehly s ziada strong krne m help krti hen. In m s sb s ahem bt to ye hai k hme apny hairs ko neat & clean rakhna chahye unhen kisi achy brand k anti dandruff conditioner or shampoo s wash krna chahye . Aur combing k vkt apny hairs ko tootny s bchana chahye. Ic k ilawa naturally methods s bhi hm apny hairs ko strong kr sakty hen . Ic k liay coconut oil, olive oil, almond oil etc bht beneficial saabit huskty hen. Icke ilawa alovera jell ko use kr k bhi hm hair fall ko stop kr skty hen . Moreover hm onion ko bhi hair growth k liay use kr skty hen. Piyaz ka arq alovera jell m mix kr k apny hairs m apply kren. Ek week m tkrebn 3 times ye process repeat krne s hmari hair growth start hujae g aur hmare hairs pehly s bhi ziada strong hujaen gy ick ilawa hme proper nend krni chahye time p Sona chahye aur achi diet leni chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: A review of hair tips

                        Assalam u alaikum dear forex members!
                        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                        Hamara aaj KA review hair tips pr mabni ha.
                        Dosto ball insaan ki personality pr gehra asar dalty hain. Or ye Allah Pak ki bohat Bari nemat hain . Aik dafa agr ap ky bal gir gy to dobara kabi nhi aa skty islye inki care krna lazmi ha.
                        G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                        Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                        Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                        Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                        Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                        Hafty main do baar baloon ki malish zeetoon ky oil sy zror krain.
                        Shukrya ❣️❣️❣️
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: A review of hair tips

                          Assalamu alaikum doston mein umeed karti hun sab log khairiyat se honge doston aaj hamara Jo topic hai hair tips ke bare mein ap hairs ko haftay mai 2 3 br zaror tail say malish kya karay or apnay hairs pr kisi kisam k koi chemicals ka istamal na karay doston jis ki aap sabko pata hai ki ladka ho ya ladki chahe aurat ho ya aadami chahe Jawan Ho ya budhiya sab ko apne balon ki fikar hoti hai aur logon ki khubsurat hi bhi unke balon ki vajah se bahut hi badh jaati hai aur aaj ke daur mein balon ka jama sunna hai more aajkal ke new generation ke liye ek bahut bada challenge ban gaya aaj main aapko balon ke bare mein kuch tips bataunga number van rojana apne Bal do ya Na Karen aur unhen acchi tarah malish den aur vah bhi jaitun tel ke sath agar aap aisa Karenge to aapke Bal majbut Ho jaenge aur girna kam ho jaega balon ka number 2 aap aap agar bhalo ki vajah se bahut pareshan hai to aap aloevera jail Jo k ek paudha hai aur aur is kajal aur super store mein bhi aasani se milta hai ise uthae aur aise bhi apne balon per laga hai to yah aapke balon ki jo khushki hai aur jo kamjori hai hai yah sari khatm Kar dega aur aapke Bal bilkul tandurust lagenge number 3 agar aap ke bal gir rahe hain to aap use per market ke chemical shampoo sabun aur aisi Koi aur chij hai Na lagaen yah aapki balon ka girna aur bhi jyada kar dete Hain aur isase aapko bahut hi nuksan hoga hairs apki khubsurati ko or barahaty hai so apnay hairs ka khay rakhay to doston main aaj aaj aap logon se balon ke kuch tips share kiye umeed karti ho ke aap logo ko yeh pasand aye. Aur isase aap sahi Karen inshallah aapko bhi se bahut hi fayda hoga
                          Allah Hafiz

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X