Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...
    Salam Every One kese Hy AP sab log I hope k AP thek he hugy aj ka Mera topic Hy broker k uper jin Jin ko knowledge Hy wo Apne share Kare sahi se Sahi taha k humare juniors Jo pata chale sab btan ...

    1. Trade Mai broker Kia hy

    Broker wo hota Hy Jo trade aur humare
    bech ka Kam karty like paise transfer
    wagera ka q k hum Jo trade Jeet jaty hy to
    wo dollers humare pass kese aye wo ye
    brokers le k dete Hy dusra har trade ma
    Inka kam hota Hy aur har trade ma inke
    paise be hoty Hy like tax humme Jo trade
    k bechy likha ata Hy spread wo hota Hy
    unka tax har kisi ka apna rate hota Hy kisi
    ka 7 kisi ka 5 kisi ka 3 aur kisi ka 2 jb hum
    trade lagaty hy us time hum direct minus
    Mai hity Hy wo isliye he hoti Hy q k unka
    spread hota Hy matlb tax


    Dosto apna broker dekh k register Kare jin ka tax Kam ho aur fraud karne wale na ho koi be knowledge Leni ho bt janne ho mujhse pouch skhty Hy thanks ..🙂
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

    AoA Every one umeeed hai ap sab sab log i hope kheriayt se hongy aj ka mera topic broker k uper jin ko knowledge h wo apny share kary sahi acha wala share krna ha sabne tanky juniors ko bhi sekhny ko mily
    Trade MAin Broker kia hai
    Broker wo hota hai joh trade or hury bech ka ka krty hain like paise transfer wagera ka q k hum joh trade jeet jaty hai toh wo dollers humray pass kese ayein wo ye brokers ly k dety hain dusray har trade mein inka kaam hota hai hai or har trader main inke paise bhi hoty hain lekin taz humein joh trade k bechy likha ata hai sparead wo hota hai unka tax har kisi ka pna rate hota hai kisi k 7 kisi ka 5 kisi ka 3 kisi ka 2 jb hum trade lagaty hain us time hum direct minus main hity hain wo is liye he hot i hai q k unka spread hota hai matlab tax.
    G bilku; apny bilkul theek kaha hai humein apna broker sahi se choice krna cahhye or uska tax kaam ho.
    Click image for larger version

Name:	th.jpg
Views:	3
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12334986
    • #3 Collapse

      Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

      Forex Brokers ka role and task
      Forex Trading me forex brokers ka bohut aham role and task hai. Forex Brokers hi wo zarya hai jis ki madad se hum forex trading jaise bari market me buisiness ka aghaz karte hen. Forex trading me brokers hi us pull (bridge) ka kirdar ada karte hen jis ki madad se hum 5.35 trillions ki aik bari market me qadam rakhte hen. Forex trading ka kaam bare bare banks jo k America, Europe, Australia aur Japan waghera me 24 hours hota rehta hai. Lekin in bare banks me hum apne pas maojood ammount se na to account khol sakte hen, k un ki madad se hum trading shoro karen aur na hi wo normal hamen account open karne bhi dengay. Q k na to hamara in countries ko access hai k hum ja kar account open karen aur na hi itna bara sarmaya. Hamare forex brokers ka in bare bare banks me account hote hen jis ki waja se hum in market me aram se kam karte hen. Q k brokers hamen apne pas account hisa de dete hen. Brokers am tawar par hamare pas maojood capital ki limits ko increase kar dete hen. Forex trading me agar hum kisi broker k pas agar 100$ ka account open karte hen, to wo itna sarmaya nahi hai k hum us se itne bare market me hamen ziada buisiness ka moqa mele. Lekin jab brokers hamen koi leverage dete hen to hamara account ki limits increase kar dete hen. Agar aik broker hamen 1:100 tak ki leverage deta hai to humara 100$ ki account ki limit 100×100=10,000$ tak pohunch jati hai. Isi tarah se hamare account ki limit 10,000 dollars tak ho jati hai aur hum easily ziada stocks ki khareed wa ferokht kar sakte hen. Forex trading brokers ka ye sab se bara faida hai k hamare small capital account ki limit bhi bohut had tak increase ho jati hai. Forex trading me kuch brokers hamen achahy melte hen, aur kuch brokers clients se cheats kar dete hen, q k hamara sare capital ka lain dain un k pas hota hai.
      Good forex brokers
      Forex trading me kuch brokers bohut hi achahy hamen mel jate hen. Aur in brokers ki bohut hososeyat hote hen aur ye apne clients ko bohut zyada faide dete hen jo un k leye bohut asani hoti hai forex trading me kaam akrne k leye. Forex trading me hamen ye leverage ko barhana (increase), deposit aur withdrawal me asani aur swap free jaise account ki sahulat deti hai. Is k elawa ye apne kam faide k leye apne clients k leye ziada sahuliyat deti hai. Ye brokers apne clients k account ka bohut khayal rakhte hen aur in k account me har qisam ki strategies ka istemal asani se kar sakte hen, jese scalping strategy, hedging strategy waghera. Forex trading me achhay brokers ki sab se bare hososeyat ye hai k ye brokers apne clients se kam se kam spreads me commissions hasil karte he. Q k jitna hamare account ka spreads kam hoga to hamen faide zyada aur brokers ko kam commission melta hai.
      Forex trading bad brokers
      Kuch forex trading me kuch brokers apne faide k leye hamen ziada loss de dete hen. Is me wo clients se spreads ki sorat me ziada raqam osol karte hen aur kabhi kabhi to wo apne clients se deposit aur withdrawal pe bhi commission lete hen. Is k elawa kabhi kabhi ye brokers clients k account k sath bhi cher char karte hen aur un k account k stop loss ya take profit k sath bhi cheats kar jate hen jis se wese hi clients ko loss de dete hen. Ye brokers kabhi kabhi clients k ammount withdrawal pe bare masle create karte hen. In ki aksar deposits to asan hoti hai lekin withdrawal ka bara masla hota hai.
      Conclusion
      Forex trading me jab bhi kisi brokers k sath account open karna ho to pehle us brokers k sath terms and conditions, deposit and withdrawal k tareeqay kar, brokers ki apne mulk aur international satah pe registered hona aur khas kar brokers ki spreads ko lazmi check karna chaheye. Jab bhi hum kisi broker ki ye sare points check karengy to mujhe ummed haibk hamen achahy brokers mel jayengay.
      • #4 Collapse

        Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

        Forex market main ager ham trade karna chahty hain to ye directly mumkin nai hota is liye hamain koi broker select kar kay he trade karny ka moqa milta hay. Baghair brokerage kay ham forex market main trade nai kar sakty aur na he yahan per investing to earning kar sakty hain.

        Role of broker.
        Forex main broker kay through ha account banaty hain. Aur iskay bad broker kay through he ham forex market main trading karty hain. Woh istarah keh har security ka spread alag hota hay jo keh almost har broker aik dusry say alag rate offer kar raha hota hay. Low spread pairs main to ye issue nai hota q keh inki volatility kam hony ki waja say yahan per trade ho jati hay laikin ager koi broker baqi brokers kay muqably main ziada ham say charge kar raha hay to phir hamain broker change karna chaiye. Q keh broker kay through hamara maqsad sirf trade karna nai hota balkeh trading say munafa kamana bhi hota hay. Is liye broker hamain spread kay through already apny commission kay bary main bhi bata daita hay keh trading main earning sa pehly ye commission pay karna pary ga.

        Best broker.
        Forex main is waqat kafi brokers traders ko trading ki sahooliat frahm kar rahy hain. Laikin trader ko ye daikhna chahiye keh broker kay trading hours kia hain. Iskay bad is kay spreads aur commissions ko bhi daikhy. Jab keh leverage bhi yahan daikhni chahiye. Ager daikha jaye to is waqat ham main say maximum members instaforex kay through he trading kar rahy hain. Bilashuba instaforex ki offer karda services baqi brokers kay muqably main bahut achi hain. Aur hamain is kay through trading main sab say bara faida ye hay keh ham bonus account bana kar baghair investment kay bhi regular trading earning kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

          Forex trading me jab aap join karna chahte hain to ismein broker aapke liye important role play kar raha hota hai Kyunki agar aap Kisi brokers ki selection Nahin Chahte to aap Forex trading co join nahin kar sakte. No doubt without broker selection of Forex trading me koi bhi trading nahin kar sakte isliye broker ki Selection aapke liye bahut hi important hoti hai.

          Dear jab aap Forex trading me kam karna chahte hain to sabse pahle aap Ko Kisi broker ki selection Karni chahie Jab aap Koi reliable roka select kar lete hain to Uske bad aap apni different transactions Forex trading Mein kar sakte hain no doubt jab tak aapki selection complete Nahin Hoti aap use time tak Forex trading mein enter Nahin ho sakte.

          All over the world different brokers aik eisa platform provide kar rahe hote hain jismein aap easily apni registration complete karwa sakte hain aur Forex trading may enter ho sakte hain dear jab aap Kisi bhi broker ki selection karte hain aur usmein Apna deposit Karvate Hain To Uske bad aap Forex trading Mein inter ho sakte hain dear jab aap Koi trade open Karte Hain To Aisi situation main aapko Hamesha perfect results produce karne ke liye hardworking karna hoti hai.

          Jab aapki koi trade open Ho Jaati Hai to broker aapki trade relevant Bank ko transfer kar deta hai aur Apna Commission detect kar deta hai no doubt Jab aapko koi bhi problem a Raha hota hai jismein aapki Kuchh transaction pending a Rahi hoti hai to ise related aap apne broker select kar sakte hain aur isase guideline Lekar Apni different transactions ko complete kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

            swami Kumari man good morning ummid karta hun ki aap sare ek honge to trade aur broker ke darmiyaan Jo difference hai vahi hai jo Ham trade karte hain uski Jo amount mein milati hai vah to Dala mein aati hai order likho jab invite karte hain rupees main to uske liye main broker ki jarurat hoti hai broker hota hai juda likho aur convert karke Pakistani rupees mein vah dekh jata hai isliye broker jaaye uski bahut jyada value hai to jab bhi Ham kam Karen mein ek baat Ham kam Karen manatu lagane ke sath to aur experience ke sath ki teen char chijen jab hogi to definitely hamen broker ke bare mein bhi alarm aayega broker jao jab tak hamare pass Na Lage nahin hoga to hamen trade karne ka koi fayda nahin hai to trade karne se pahle hamen broker ke liye knowledge gain kar raha bahut jyada jaruri hai jab tak mere pass Lal hi nahin hai to Anna trade ke liye jaruri hai ki jo bhi aur uske bare mein Karen
            • #7 Collapse

              Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

              Yes. Dear online trading k lae bhot sary best broker available hain ye broker trader apni marzi k mutabik choose karty hain. Jo trader acha broker choose karty hain wo apni capital ko safe bana lety hain jo trader fazool broker choose karty hain wo hamesa nakam hoty hain. Es topic ma ham broker or esk role k bary ma further discussion karyn gy.

              What is broker and how to select best broker
              . Forex trading ma broker trader or market k bech ma middle man k kirdar play karty hain or esk badlay ye trader sy spread ya commission hasil karty hain. Es commission ki bhot sari sortain hain kuch broker fix spread deduct karty hain. Kuch broker variable broker ko trading ma allow karty hain or kuch broker zero spread ki sahulat b farham karty hain. Senior traders hamesa ye kehty hain k fix spread zero spread or variable spread sy better samja jata hai. Trader ko chahe k hamesa wo broker choose karyn jis ka spread kam sy kam ho.

              Insta forex best broker of the world hai. Ye direct trading to allow karta he hain sath ma ye bonus account ki sahulat b deta hai. Ye bonus trader forex forum ma work kar k hasil karty hain. Jo trader acha work karta hai usko acha bonus farham kiya jata hai. Trader k pass trading k lae jetna big capital ho ga usko trading ma etna he relief mel jata hai kiu k wo loss ko recover karny k lae or b trades open kar sakta hai. Jo trader loss ko recover kar paty hain wo he achy or expert trader ban paty hain. Jo trader loss sy mayoos ho jaty hain wo kbi achy trader ni ban paty. So trader ko broker k sath sath achy capital ko b prefer karna chahe.
              • #8 Collapse

                Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                Friends Forex mein broker ka kirdar yah hai hai ki vah hamari aur Bank ke darmiyaan middle Man Ka kirdar Ada karta hai yani jab ham trade lagate Hain to hamare trade ko Bank ki taraf transfer karta hai aur apna commission le leta hai ismein kuchh broker jyada commission lete hain kuch broker commission Lete Hain commission yah log bread ki Surat mein Lete Hain aur iske badle mein hamesha bullet faram karta hai ki ham aasani se account open karke Apne a paise invest Karke Bank ke sath trading karte Hain yani e jab ham trade lagate Hain to kuchh broker ka spread fix hota hai kuchh ka variable hota hai kuchh ka kam aur kuchh ka jyada rahata hai is mein behtarin broker hua hai hai jo spread ko kam se kam rate ke aur fix rakhen koi broker se vada lete hue mintoo mein a jaati hai koi broker se vada lene ke liye ye intezar karna padta hai. Ismein kuchh fraud broker bhi hote Hain play hamen unse bachna chahie Varna hamara Sara paisa doob sakta hai jab Bhi ham investment Karen hamen chahie kaise Sahi broker ko select Karen taake hamen nuksan uthana pade.
                Kuch broker market maker hote Hain yani vah aise game karte Hain ke user ka sara paisa usmein doob jaaye aise kamon ki diye vah hamare tradeco Bank ki taraf transfer Nahin karte bal ke apne andar hi rakhte Hain kyon ke 90% log loss karte Hain isiliye loss ka sara paisa unke pass Chala jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                  assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi achcha topic choose Kiya discussion ke liye kyunki jab tak aapko Forex trading mein broker ke bare mein information hasil nahin karte aur broker ke bare mein samajhte nahin hai ki broker kya chij hai aur aap broker Se kaise advantages hasil kar sakte hain to aap kabhi bhi kam yad nahin ho sakte isiliye aapko chahie kya aap jyada Se jyada uske bare mein information hasil Karen brokers ke bare mein main aapko information provided kar deta hun ki brokers ka Forex trading mein kya rul hota

                  Forex trading mein broker ka bahut important role hai kyunki broker hi aapko Forex trading mein online trade karne ki facility provide karta hai agar aap broker ke zariye online facilities hasil karna chahte hain to uske liye aapko kaun kaun si chij hai unko palan karna chahie uski detail main aapko provide kar deta hun

                  broker basically aapko online trade karne ki was later provide karta hai broker aapka apna platform provide karta hai kya mere platform se online trading Karen aur uske again so aapse kuchh information charge karta hai jo ok aapko aapke broker ki taraf se provide ki jaati hai isiliye koshish karen ke jata se chahta hun market information hasil Karen aur broker choose Karen aur apne broker ko Ho agar aap achcha select kar lete hain prokar to uske aapko bahut sare fayde ho sakte hain kyunki ek achcha broker aapko bahut acchi facilities provide karta hai aur usko dekh kar aap Forex trading mein bahut achcha kam kar sakte hain

                  ek broker aapko leverage facility provide karta hai leverage facility bahut hi important facility high leverage facility se marwadi hai kya bar aapke account mein $100 hai aur of $200 tak ki trade karna chahte hain to aapko broker yah facility per white karta hai kya aap uske platform se yah kam Karen aur acche se accha profit kamaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                    treading karty hain to asa main sb ka sb jo role broker ka he hota hi vho asa kh es main ham ko bht he mehant ka sath he ham ko es main kaam jo karna he hota hi yahan pa jo bhe hamtreading kart hian to ya jo ham koi be trade jo htoi hi ham na os ko open akrty hian to vo aik s brker sa ho kar aik bafe y barey jo ionke bank hoti hi os pa jar kar he open ho ai hi to ager hamkoos mian loss ho jata hi t pher vho bank ana he pas hamra loss rakh laiti hi os ko bht he acha sa on ko he fai aho jata hi ager ham ko treading mai bht he acha sa profit o hi ham ko mil jata hi to asa main hamko bank sa ghe ham ko profit jo dia ata hi o kh hamko hasa hota hi t ham na es main ham ko bht he acha sa faida jo hi ham ko bht he he munafa ka sath he ham ko es main bht he prfot bhe hota hi ham ko aahna sa bht he loss bhe ho jata hi to so ham an s main ya kaam jo bht he meahnt kas ath he karain s main jitan bhe o bhe kaam hi vho os par he chour dain ham apni mehanta sath he ham kaam karain ham ko os ka bht he acha sa fadia jo hi ham ko mil ksata hi
                    • #11 Collapse

                      Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                      Forex trading ke Business mein per broker bahut important rule play Karte Hain Hamen broker ke related complete information honi chahie Agar Hamen prokar ke related complete information Nahin Hogi to Is Tarah Se Hamen Apne is kam Mein success Nahin Mil sakti isliye Hamen broker ke related complete information Hasil Karni chahie Hamen broker ko acchi Tarah se samajhna chahie broker Hamen Hamesha leverage facility provide karta hai broker Mein Forex trading main online trading karne ke liye facility provide karta hai

                      In broker ko Ham apni Marji Se Hi choose karte hain isliye Hamen Hamesha best broker ko hi choose karna chahie Agar Ham Achcha broker Chus Karte Hain To Ham Apne capital ko bhi sev banaa Lete Hain Agar Hum Kisi broker ke selection Nahin Karte To Ham Forex trading ke Business mein Kam Nahin kar sakte isliye Hamen sabse pahle broker ki selection Karni chahie Forex trading main Kafi broker trader ko trades ke liye bahut hi acchi sahuliyat provide Karte Hain Jo trader broker ko avoid Karte Hain vah Kabhi Bhi market Mein successful Nahin ho sakte isliye Tamam trader ko chahie ki vah broker ko kabhi bhi avoid na Karen

                      Forex trading ke Business mein broker ke through hi account bante Hain aur broke jariye Se Hi Ham market Mein Apni trading karte hain Agar hamare pass broker Nahin Hoga To Ham market Mein kam bhi nahin kar Payenge Forex trading ki market Mein Hamen Ek acche brokers bahut jyada fayda ho sakta hai Forex trading ke Business mein broker ko bahut jyada importance Di Jaati Hai agar Ham Forex trading ke business Mein Ek professional trader Kitna kam karna chahte hain To Hamen prokar per Jyada focus karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                        trade main broker ka bht zada role hota hy Apne cashcontrol ke in conformity sirf ek Waqt mein sirf ek hail grip and plugging Karni chahie Takiin Donnybrook Agar Hamen set ka Samna karna Pade to unqualified arm-twisting get better kar statement bahut sebuyers means manage ko concur all round Nahin Karte aur extirpate about karte identification overtradingkarte hain everywhere out marketplace valuation unko kabhi bhi achcha distribution Nahin Milta aurUnka bill launder ho jata hai Hamen Apne tabulation ko steady rakhne ke liye auracchi procure and furtherance karne ke liye koshish karni hai ki Overacting the Forex stock the Big scantling toe-hold and fostering notice enterprisemein jyada Se Jyada marketplace critique karte blush assail power Karni chahie aur kamse kam jeopardy likely to be lete Dye a flag the Forex the rotation mein input Hona chahie the Forex commerce manage for and flyer marketplace bahutjyada unpredictable Hai Camp kabhi bhi at a stage Jyada quarters lagakar Apne occurrence koboom nahin kar sakte aur Ho fir aap ke liye valuation karna marketplace koaur donon in performance respecting Dhyan Dena Mushkil ho jatayah aapke prohibit Mansion ke hisab serely karta hai agar aap ki righteousness aur aapke folding money mein Achcha depositmaujud hai to aap ek Se Jyada housing bhi undeceptive kar sakte hain lekin Cold Khyal seAgar aapke banknote mein $unite platoon Taki all of a add up to hai to aapko 0.01 ki sirf aur sirf ekhello aid straightforwardly Karni chahie Kyunki primary bahut jaruri hai aapke byskip sakta haiprocess disentangled housing out in the frank Karen hazard conduct ke sath aur Sabhi gain and soft sell toolsko accordingly karte cast istemal Karen aur koi bhi lodgings Come up on every side Bhiutni change note
                        • #13 Collapse

                          Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                          AOA dear friends
                          Jaisa ke aap sab Ko yah Baat bahut acche se maloom hai Ki forest reading ek bahut hi acchi trading hai aur agar kaha jaaye to yah kahana ghalat nahin hoga Ki overall Forex forum hi bahut achcha form hai Jis per aap na sirf trading karte Hain balke aapke liye bahut sare Aur bhi aise contest available karta hai Jin per aap kam karke bahut acchi earning Hasil kar sakte hain dear friends Forex se jo aapko earning Hasil hoti hai hai vah aap tak pahunch aane mein main brokers ka bahut hi important roll hota hai hai kyon ke broker ek pul ki Tarah kam karta hai trader aur trading market ke darmiyaan mein ismein aapko jo profit hota hai hai yah Jo loss hota hai hai vah aap tak broker ki hi madad se pahunchta hai brokers is mein apna commission rakh lete Hain aur bakaya rakam aapko transfer kar dete Hain Jo Bhi aapane market sey earn ki hoti hai hi dear friends Agar aapka broker achcha hai to aapko bahut hi fayda ho sakta hai aur Agar aapka broker achcha prokar nahin hai To vah kaun nuksan bhi de sakta hai aur main aapko kuchh batana chahta hun ke ek acche trader ki quality kya honi chahie dear forex members broker may kia qualities dekhain k us k sath kaam karain ya investment. Ap logo ko bohat sari cheezay dekhna hoti hain lakin chand ap ko bata raha ho.
                          1. Broker regulatory authorities say proper licensed ho,, Broker konsay payment systems ko support karta hay,,Kia leverage provide karta hay,,Kitna bonus dayta hay aur konsi conditions par (withdraw able ya phir sirf leverage enhance) ,,Deposit aur withdrawal may kitna time layta hay,,Spread konsa hay? (fixed ya floating).
                          ,,News trading aur scalping allow karta hay ya nahi.
                          Mera khayal hay k in cheezo ko zehan may rakhtay huay ap ziada bahtar tor par aik achay broker ka intikhab kar saktay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                            Broker aapko Forex trading mein Ek platform Mahiya Karta Hai Jis per trading karte hue aap apne liye ek business open kar sakte hain broker se aap apna account open karne ke bad uski facility se fayda uthate Hue trading karte hain broker aapko support kar raha hota hai aap Agar Apni Taraf Se Koi investment kar rahe hote hain yah aapko jo bonus mil raha hota hai usko Maine karne ke liye broker Apni Taraf Se Apna roll per kar raha hota hai to Jab Bhi aap Kisi broker ke sath investment karte hain ya Apne kam ko Shuru Karte Hain To Aap Ko Kisi Ne Kisi broker ki help leni padati hai aur uske sath Apne account ko open karna padta hai tab bhi aap apne liye Forex ke Businessman tree kar sakte ho Apne kam ko Shuru kar sakte hain to hamesha broker ki selection acche se kiya Karen aur broker se related main aapko Kuchh tips de raha hun unko zarur follow karte hue Apne kam ko Forex per Shuru Kiya Karen

                            Forex py kam karny ke lye Jab Ham Kisi bhi broker ki selection kar rahe hote hain to uski different facilities ko focus karna Hamare liye bahut Jaruri hota hai for example broker ke sath withdrawal aur payment ke liye different channels Humko kaun kaun se provide Kiye Ja Rahe hote hain iske sath sath Humko Hua broker Kitni leverage provide kar raha hota hai aur kuchh brokers aapko gift hampers bhi provide kar rahe hote hain isliye Jab aap broker Kisi Lakhan Karte Hain To is se related aapko jitne bhi important information Ho vah Jarur Hasil kar leni chahie broker ke sath kam karne ke liye verification process aur uske sath sath account opening se related bhi aapko Kuchh information Hasil kar leni chahie aur minimum withdrawal Kitna Hona chahie yah sara hai important factor sakte hain broker apko trading mein aik backbone ki tarha deal kar raha hota hai

                            Faiday

                            kisi bhi broker ki selection ke bad aap ismein bahut Sare advantages Hasil kar sakte hain aap minimum account balance ke sath apni trading start kar sakte hain aur yah bolkar aapko hi leverage account ki facility provide kar raha Hota Hain broker aapko account leverage provide karta hai jisse aap apni trading ki ek best strategy banate Hue Apne kam ko Shuru kar sakte hain basically Forex trading ki business Main Jab Bhi aapko entry Karni hoti hai to aap Ko Kisi Na Kisi broker Ka Sahara Lena Hota Hai To Hamesha Aise broker ke sath apni investment Kiya Karen Jis per aapko trust ho aur trust broker Khush karne ke liye Hamesha Aise broker Ka Intezar Kiya Karen Jo famous broker Ho Jab Bhi aap Forex ke Business mein investment karte hain yah bonus se apne kam ko Shuru karte hain to aapko broker bahut sari facilities provide kar raha hota hai aur aapko Ek tukra kar dispred ke sath trading capacity provide Karta Hai jismein trading karte hue aap apne liye ek acchi earning kar sakte hain Forex ke business Mein Ek acchi achievement kar sakte hain broker Kitna zyada familiar Nahin Hai Jiski vajah se bahut Sare members is Mein investment karne se hesitate karte hain Jiski vajah se is broker ko join Karne Wale bahut hi kam members hain basically Forex ki Business mein different type ki brokers and jo aapko different facilities provide Karte Hain To Jab Bhi aap Forex ki business to join Karte Hain To Apne senior members ko Jarur follow Kiya Karen aur Unse Mathura lene ke bad Kisi broker ki selection Kiya Karen Jo famous broker Hain Unmai insta Forex ,octafx, XNS waghaira famous hain jo apko different tarha se trading karny ki strategy provide kar rahy hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Important topic : Trade Mai broker ka role Kia hy ...

                              Walakum slam
                              Dear forex traders trading main broker ki bhot zyada importance hai kyun agar broker na ho to ham forex business main kaam nhi kar sakian ge our har broker apne client ko behtar se behtar saholiyat dene ke lye kaam karte hain kyun ke agar koi acha broker hota hai our kam tex main bhot zyada offers deta hai to is tarhan woh achi tadad main client hasil karne main kamyab ho jata hai hamain bhi hamesha trading karne ke lye ek ache broker ka intakhab bhot zrori karna chahye jitna acha broker hoga hamari investment utni mehfooz hathon main hogi our agar ap kisi bhi fraud broker ke sath kaam kar rhe hain to woh ap ko lotne main koi kasar nhi chore ga is lye is cheez ke lye behtreen broker ka intakhab bhot zrori hota hai

                              Barker ko esa karne ka Faida
                              Dear member jitni bhi oper baat kia gi hai us ko dekhte howe bhot zyada trader our log is soch main gum ho jate hain hain ke akhir kaar is se brokers ko kia fiada hasil hota hai our woh esa kyun kar rhe hote hain to is ka jawab bhot hi sada hai ke agar ap forex business main is lye kaam kar rhe hain ke ap is main trading se profit hasil karen our is tarhan achi earning hasil kar sakte hain to isi tarhan brokers bhi apne faide ke lye kaam kar rhe hote hain our us se unhian business mil rha hota hai our ap ne dekhta hoga ke jab bhi ap trader open karte hain to ap ka trade hamesha loss main hi open hota hai to is main jo loss hota hai woh asal main broker ka tax hota hai jo ke spread ki sorat main ap se trade lagate hain cat lia jata hai our is tarhan broker apne kaam ke pese ap se le rhe hote hain

                              iInsta Forex Client Cabnet
                              jitne bhi mere members forex business main kaam kar rhe hain ya feture main karna karna chahte hain to main unhian insta forex broker hi recommend karon ga kyun ke ye bhot hi acha broker hai jis ke bhot zyada texes kam hain our is tarhan ap bhot hi kam tax main ap achi earning hasil kar pate hain our jo sab se badi khasiyat is broker main hai woh ye ke ap ko is main bhot zyada bonus bhi dia jata hai jo ke koi our broker nhi deta our ek yehi borker hai jo ap ko frahm karta hai our is tarhan jo bhi ghareeb log hain woh bhi forex busness main kaam kar sakte hain our forex business main is tarhan bonus se earning kar ke bad main achi earning bhi hasil kar pate hain hamain bhi hamesha instakhab karte howe sirf our sirf Insta Forex client cabnet broker ka hi intakhab karna chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X