First experience then trading??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First experience then trading??
    Aslamualikum guys jesa ke aplog jante hein forex online business hai islia forex online business mein Jab Ham trading Karte Hain To trading business Mein Hamen loss hota hai loss aur profit is business ka hissa hai loss hone Ki Surat Mein Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Business mein jyada Se Jyada mehnat karte hue Apne lover se Sabak Hasil karna chahie Unse learn karna chahie Jitna Ham is online business Mein Apne wali mistake se learn karte hain Sabak Aasan karte hain utna hi Hamen is business Mein Hamare experience or knowledge Mein ijaafa Hota Hai Jaise Ham Hote strongly market ko analyse karne Ke Kabil Ho Jaate Hain aur jab trading karte hain tab Ham kabhi bhi Aisi mistake Nahin Karte Jiski vajah se Hamen bahut jyada loss Ho Jaaye Ham Hamesha Soch Samajh Kar Hi trade open karte hain jaise Ham bahut Achcha profit hassil kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: First experience then trading??

    Ji aapane theek kaha hai Sabse pahle Hamen experience Hasil karna chahie experience Ham apni mehnat se Hasil kar sakte hain trading ke liye experience aur knowledge Ka Hona bahut zarori hy experience or knowledge hasil karny k bad hi hamain trading start karni chahiye ta k hum forex main kamiyabi hasil kar sakain or loss say bach sakin...
    $#@#i Khan
    • #3 Collapse

      Re: First experience then trading??

      Knowledge aur experience most hey es key baghir trading start karny ko me mistake samjta hon agar ham ye mistake karty hey to loss be apna hi karty hey sab se pehly experience ko build karna chaye es key increase hony ki waja se hi trading me kamyabi hasil karna asaan ho sakti hay without experience ki trading 90% traders ki nakam hoti hay esi se andaza lagana chaye key experience ki kia value hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: First experience then trading??

        hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain is k bary m ain practice karni ho gi aur acha trader banany say pahly is k bary main practice karni ho gi ta k earn k arny kkabil ho sakty hain so hamainis k bary main earn karny kkabil ho sakty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karny kk abil hon gay aur hamain is k bary main eanr ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: First experience then trading??

          G bilkul first ta fall humy treding karny say phly as ka experience analysis marketing practice khowlage achi learning analysis karna buht zurarii hain jass ki badolt humry lay passy kama forex pay work karna time dena mahant karna hi humri sub say bhrii kamyabii hain jass ki badolt hum acha profit kamny k sth aik achy kamyab treadr ban skty hain......
          • #6 Collapse

            Re: First experience then trading??

            forex aik online business hai or hum sab jantay hain k bsuiness mian loss bhi hota hai profit bhi hum business profit k liay krtay hain lakin loss ka khatra bhi lazmi hota hai is dunia main aisa koi leagal business nahi hai k jisss main 100% profit he ho or loss na ho.
            is liay forex trading krnay se pehlay hmain apna forex experience gain krna hoga or us k baad precticle forex trading krna chahiay ta k hum loss se bach sakain or profit earn krain jis k liay hum koi bhi business ya forex trading join krtay hai.
            • #7 Collapse

              Re: First experience then trading??

              yes dear agar apko ache or sahe tarah se trading karne hae to is ke liye hamen cahiye ke hum is main ache experience par focus diya karen jab hamen acha experience hasil ho jae tab hamen real trading ke taraf ana cahiye or is tarah se he to hamen faida bhe hota hae agar hum is main mehnat ache se karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main ache se kam karte rahen dil se take hum is main success gain kar he jaya karen tab he to hgamen bhe yahan se kuch na kuch to kamyabe mil he jate hae or hum is main kamyab ho jate he hain bas hamne bhe is main apne kam ko acha kar jane ke liye is main sahe tarah se mehnat kar lene cahiye to is tarah se hum ko is main siuccess mil jata hae
              • #8 Collapse

                Re: First experience then trading??

                ji bilkul pahle aap trading may experience hasil karo uske bad trading karo kyunki jab aap trading ka bahut zyada experience hasil kar lete ho to confidence level increase ho jata hai yahan per kam karne ke liye confidence level ki bahut zyada zarurat hoti hai yahan per apni mehnat ke upar yakin rakh kar kam karna hoga kyunki agar Ham yahan per successful hona chahte Hain to confidence ke sath mehnat ki zarurat hogi
                • #9 Collapse

                  Re: First experience then trading??

                  business chahe Koi agar hamare pass ke bare mein achcha experience hai to Ham usmein kamyabi hasil kar sakte hain aur agar hamare pass achcha knowledge nahin hai aur uske bare mein koi acchi information hai to machi kamyabi hasil nahin kar sakta.Forex trading BA kaisa hi online business hai jis mein kam karne ke liye hamare pass achcha knowledge learning raksha experince hona jaruri hai iske Bina Ham forex mein Kam nahin kar sakte hamare pass jitna achcha experience hoga ham utna hi jyada earning kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: First experience then trading??

                    Han ham ko ager trading karni hai to ham ko chahiye k ham.ko sab see pahle experience gain karna chahiye ta k ham ko is main see koushh gain bhi to ho sake is leay ham ko chahiye k ager pakistan forex main kamyabi hasil karni hai to ham ko chahiye k ham ko sab see pahle is main see accha experience bhi gain karna ho ga tab hi ham is se accha profit gain kar sakte hain.
                    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
                    • #11 Collapse

                      Re: First experience then trading??

                      hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain aur hamaini isk bary main planing karni ho gi ta k eanr karny k kabil ho sakty hain so hamain is k ary main enter hony say pahly isk bary m ain planing karni ho gi ta k earn karny k kabil hon gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny main bi asanin ho saky g i ta k eanr ho
                      • #12 Collapse

                        Re: First experience then trading??

                        G han is ko achy say phly samjga jaye phr is pay kam kiya jye jis k liye kah jata hi k demo account pay practice ki jaye or achy say kam kiye jaye ta k trade lagny m asani ho or kam b acha ho practice k bagir trade ka loss hota gai or faida b koi nai hota is loye phly samjha jaye phr trading ki jaye
                        Click image for larger version

Name:	YCDI-Education-Logo20.png
Views:	132
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12334997
                        • #13 Collapse

                          Re: First experience then trading??

                          Trading karna unky liy tou asan hota hy jo tading kar rahy hoty hn liken jo shruo mn kam start kar rahy hoty hn unko chiy k phaly voh demo ko time den voh demo py trading karty rahen gy tou voh seakhty rahen gy voh daren gy nai aur kam ko achy sy karty rahen gy forex mn trading achi karny ky liy market ko samjhna bahut ziyada zarori hota hy jb ap market ko samjhny ky kabil ho jaen gy tab ap real account ko trading karna shruo karn tou trading achi bhi hogi aur faida bhi hoga apko.
                          • #14 Collapse

                            Re: First experience then trading??

                            assalamu alaikum g sahi kaha hai ap ny k trading karny klye sb sy ziada zaroori bat hhai achy experience ka hona..agr apk acha experience hog tab ja k ap kaimiyaab ho skeeingy aur kamiyaab ho skngy .trading karna ada ada nh haii..is mein mehnat lgtii haii.trading seekhny klyye apny seniors sy help lein unko follow karen aur acha experience aur knowledge hasil kareen..green signal milny p he trade lgaain Aur analysis kar k trade lgaain..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: First experience then trading??

                              Assalam o Alaikum dear forex members trader ko chahiye pehly learning kry jitna bhi ho sky knowledge lain phr practice bhi krain dmo account bna kr jis pr experience milta hy phr isi experience ko trade lgany k liye use krty hn market ki thk trha se smjh a jati hy jo kisi bhi point pr ja kr best trading kr skty hn jis se profit ki shakal me earning bhi achi ho jati hy shukriya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X