Ye Review Google Play store par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Google Play store par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto aaj mera ye review play store par mabni hy, dosto agar aaj k zamany ke baat je jaye to mery khyal main aisa koi business yaa idara nahi hoga jis k aap ko apps nahi milengy, aur ye apps hoty hain smart phone k liye, aur smart phone aaj k zamany main har chotty aur barry bandy k pass hota hy aur use karty hain.
    Dosto smart phone main ab ye apps aaty kahan sy hain aur kahan sy install karny party hain, ye depend karta hy aap k mobile system par, agar aap ka mobile Android ho to aap Google Play store sy ye saary apps jis ko aap ka zaroorat h oaap install kar salty ho, ye baat yaad rakhain vo tamam apps jis ka har bandy ko zaroorat hota hy vo pehly sy aap k mobile phone main compant sy installee aaty hain lekin baqi extra applications jo aap use karna chaahyy ho vo aap play store sy install karogy. Dosto play store aik aisa site hy jahan sy aap kisi B qism ka free aur paid application install kar sakty ho chaahy vo gaming apps ho, education app ho yaa koi aur apps ho.
    Dosto chonky aaj k zamany main apps buhat zyada hain aur roz new app aur businesses introduce ho rahy hain to isi waja sy logo ko asaniyan peda karny k liye Playstore ny categories banayee hui hy jahan aap jaa kar asani k sath apna pasandeeda app download kar sakty ho. Playstore use karny k liye aap ko simply Google ID sy log in hona parta hy. Aur agar paid apps download karny ho to aap ko pir apna Debit card details deny party hain, jahan sy aap ko payment dena parta hy.

    Play Store App categories:
    Play store k sab sy pehly main categorization jo huwa hy vo ye hy,
    1) For You,
    2) Top Charts,
    3) Categories,
    4) Editors Choice,
    5) Family,
    6) Early Access.
    7) Premium.
    Dosto ye hy Paly Store ke main Categories jisy baad main sub Categories main devide kiye gaye hain.

    1)FOR YOU Category main 2 options hoty hain Games and Apps, jahan aap asani k sath Apny pasand ke apps aur games search kar sakty ho.
    2) Top Charts main aap top rated, Top free aur Top Grossing, Trending aur Top rated Paid apps dekh sakty hain chaahy vo Games ho yaa Apps.
    3) Categories main aap dekh sakty hain different sub categories jisy further devide aur specified kiye huy main jo neechy main mention karny wala hoon.
    4) Editor's Choice ismain aap ko mix apps and games milengy.
    5) Family section main aap ko parenting aur family friendly apps milengy.
    6) Early Access main aapko new apps milengy jisy aap sab sy pehly use karna chaahty ho.
    7) Premium Category main aap ko saary paid apps and games milemgu jisy download karny k liye aapko pay karna parta hy.

    Sub Categories of Play Store:
    Dosto aony users ko asaniyan peda karny aur aaj k zamany k hisab sy chalny k liye play store by apps aur gaming main categories banany k baad sub categories B banyee hui hy jahan aapko zaroorat k mutabiq jaa kar asani k sath apna pasandeeda aur zaroorat k mutabiq aap search aur download kar sakty ho.
    Sub categories ye hain,
    Arts and Design,
    Auto and Vehicle,
    Beauty,
    Books,
    Business,
    Comics,
    Communication,
    Dating,
    Education,
    Entertainment,
    Events,
    Family,
    Finance,
    Food & Drinks,
    Games,
    GoogleCast,
    Health and fitness,
    House,
    Liberary,
    Lifestyle,
    Maps,
    Medical,
    Music,
    News,
    Magazine,
    Parenting,
    Personality,
    Photography,
    Productivity,
    Shopping,
    Social,
    Sports,
    Tools,
    Travels,
    Video Editors,
    Wear OS by google,
    Weather.

    To dosto ye saary categories aur sub categories hain jo mainy mention kiye hain details k sath.

    Faidy:
    Dosto goodle Playstore k buhat saary faidy hain jisy detail k sath to mention nahi kiya jaa sakta lekin kuch faidy ye hain.
    1) Is sy aap kisi B qism k apps download kar sakty ho vo B free main aur baghair kisi rukawat k use kar sakty ho.
    2) Playstore aapko verified aur secure apps he provide karty hain, aur jo apps verified na ho yani k sevure na h oto aapko notify karty hain k ye app secure nahi hy aur is sy aapko khatra ho sakta hy.
    3) isky ilawa ye aapko learning, education, aur maloomat provide karty hai nbazariya apps jisy aap use kar k buhat kuch seek sakty h9.
    4) iska aik faida ye B hy k aapko time to time app free main update karmy k liye aapko inform karty hain jisy aap free main upgrade kar k new feature use kar sakty ho.
    5) ye aik secure aur fast growing app hy ismain aap har qism k fraud sy bachy rehty hain.

    Nuqsanat:
    Dosto vesy Playstore ka koi nuqsan to hy nahi lekin jis tara har cheez k nuqsanat hoty hain isi tara Play store k B ho sakty hain jo possible hain vo neechy daraj hain,
    1) agar aap kisi browser k through playstore main enter hoty hain aur apna debit ya credit card detail dety hai nto aapka card hack B ho skata hy,
    2) ye aapko vo saary apps provide karty hain jo playstore sy verified ho aur paid ho, to baqi ye nahi dekta k ye apps user k liye safe hy B yaa nahi,
    3) ye aapko koi B app chahy vo real info par based ho yaa fake apko download karny k lite dety hain jis sy aapko nuqsan B ho sakta hy.
    Baqi aisy koi nuqsanat hy nahi play store k jo mention kiye jaye, Q har banda sirf vo apps download karty hain jis ka aik bandy jmko zaroorat ho. Aur har bandy ko chahiye k app download karny sy pehly reviews dekh liya karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Google Play store par mabni hy

    Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka Google play store par hai Doston Agar main Google play store ki baat karun to Google play store Ek Aisi web Hai yah aapki se aisa Google ka ek web ka sakte hain jismein over all application gaming aur iske sath sath Aur bhi bahut sare internet ke against Islamabad is per upload kiya jata hai jisse aap bahut jyada fayda hasil kar sakte hain aap apni vardi ki gaming aur apni marji ki application isase aap Jab chahe jis time chahe download kar sakte hain my dear all friends member Google play store Ek bahut bada platform hai Dosto smart phone main ab ye apps aaty kahan sy hain aur kahan sy install karny party hain, ye depend karta hy aap k mobile system par, agar aap ka mobile Android ho to aap Google Play store sy ye saary apps jis ko aap ka zaroorat h oaap install kar salty ho, ye baat yaad rakhain vo tamam apps jis ka har bandy ko zaroorat hota hy vo pehly sy aap k mobile phone main compant sy installee aaty hain lekin baqi extra applications jo aap use karna chaahyy ho vo aap play store sy install karogy. Dosto play store aik aisa site hy jahan sy aap kisi B qism ka free aur paid application install kar sakty ho chaahy vo gaming apps ho, education app ho yaa koi aur apps ho.
    Dosto chonky aaj k zamany main apps buhat zyada hain aur roz new app aur businesses introduce ho rahy hain to isi waja sy logo ko asaniyan peda karny k liye Playstore ny categories banayee hui hy jahan aap jaa kar asani k sath apna pasandeeda app download kar sakty ho. Playstore use karny k liye aap ko simply Google ID sy log in hona parta hy. Aur agar paid apps download karny ho to aap ko pir apna Debit card details deny party hain, jahan sy aap ko payment dena parta hydoston Agar Google play store ki baat ki jaaye application ke liye hath se to ismein jo jo applications Hai gaming vah main niche mention karta hun.
    Onlinetrading
    Online tracing
    Online game
    Beauty camera
    Finance application
    Cooking application
    Delivery application
    Books
    Photography
    Photos edition
    Video calls
    iske sath sath Aur bhi kafi Aisi applications hai jo Google play store per aap aasani se install karke uska istemal kar sakte hain doston ismein mein Ek aur baat mention karna chahta hun ki agar aap log apni koi bhi application banate hain yah koi bhi aap chij Is tarah ki banate hain to vah aap Google play store per uh uh upload karke earning kar sakte hain aur iske sath sath Google play store ke bahut se fayde Hain ismein Ham Bank ki application bhi download kar sakte hain aajkal duniya Mein main Jo kuchh bhi sambhal hota hai vah Ham jo chahe Jab chahe Google play store se download kar sakte hain Google play store mein bahut se option Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Google Play store par mabni hy

      gee han bhai ap ne thek kaha ha ur ap ka review be kafi acha ha hum google play store se har cheez dwonload kr sakte hein ye eik software hai jo har mobile mn phaly se use hota ha ise hume install ni krna parta ha .
      adavantages
      is k bohat zada faidey hein is mn hum koi be application dwonload kr sakte hein dear hume pta ha k jab hum new mobile lete hein tu os mn koi application install ni hoti ha hume har apps install krni parti ha jaise facebook whatapps ur other application be kr sakte hein ye hamre mobile mn hona lazmi ha google play store ko use krne k liye hume phaly is mn apna google account login ktna parta ha phr hi hum ise apney mobile mn use kr sakte hein ur koi be ni update ati hai jo wo sab se phaly google play store mn ati ha ose hum agen dwonload kr sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Google Play store par mabni hy

        Google Play Store se related aapane bahut hi detailed analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham apne mobile per Ja laptop par koi bhi application download karna chahte hain to uske liye Google Play Store Hamare liye ek best platform hota hai Jisko Ham properly utilised aur facilitates kar sakte hain.

        Dear jitni bhi software available hote hain vah aapko Google play shop par mil sakte hain aur aap Inko free of cost install for download kar sakte hain no doubt Jab Bhi aap Koi important application apne mobile par download karna chahte hain To Aisi situation main aapko bahut hi perfect results produced karne mein help mil sakti hai aur aap Google Play Store ko easily apne mobile par Install kar sakte hain aur is different important applications Hasil kar sakte hain.

        Dear jab aap Koi application apne mobile per download karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada aasani ho sakti hai aur aap ismein without any charges koi bhi application install kar sakte hain no doubt sometime aapke liye Kuchh important application required hoti hai jo aap ke liye bahut jyada profitable ho sakti hain aur UN different applications Tak access karne ke liye Google Play Store aapke liye bahut jyada helpful Hota Hai.

        Faidy :

        Google Play Store ka sabse main advantage hota hai ki ismein aapko koi bhi application easily available ho sakti hai Jab aap apni koi bhi application easily Hasil karna chahte hain to usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain dear ismein aap to Koi charges Nahin Dena Ho To aur aap different applications free of cost install or download kar sakte hain. Sometime aapko Kuchh applications ko update karna hota hai Google Play Store aapko updates related bhi perfect facility provide kar raha hota hai aur aap apni different applications to properly time to time update kar sakte hain.

        Nuqsan :

        Google Play Store Ko Jab aap install karte hain to usmein aapko koi bhi disadvantages Nahin Hoti isliye aap without any hesitation is ko properly facilitate or utilise kar sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Google Play store par mabni hy

          Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic Google Play Store se related Hai Doston jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Google Play Store ab bahut hi jyada introduce Hone Wali Hai Aaj Ke Jamane ke best ke a Jaane Mein Mere Pyar Mein Aisa Koi business yah edhara Nahin Hoga jismein aap aap per Nahin Milenge apps Nahin Milenge aur yah apps Hoti Hai smart phone ke liye hai aur smartphone aajkal ke Jamane Mein Har Chhote Bade ke pass maujud hai smartphone Mein Ab yah apps Aate Hain aur Yahan per install Karne padte hain ya depend karta hai aapke mobile system per Agar aapka mobile Android ho to aapko Google Play Store ke sare app jis mein aapka jarurat ke Pita bicstol kar sakte hain Google per the apps Ek bahut hi Jabardast AP High scores to install Karenge to aapko ismein aur be different K Sam hm ki apps milati hai Jaoge application install kar sakte hain gaming apps Hoti Hai jucation elapse hoti hai WhatsApp app Aur Bhi bahut jyada apps ismein maujud hoti hai Lakhon ki tadad mein jaise ki AAP Sab Jante Hain Play Store Ne Kata Jodi Banai Hai categories Banai Hai Jahan per aap aasani ke sath Apne pasandida app download kar sakte hain ismein play store app category Mein 4u Top Chart categories additional choice family Elle premium Aur Bhi bahut jyada apps hoti hai Google Play Store main aapko beauty se related books related business related com accelerating communication se related dated se related fashion se related entertainment celebrated event se related family se related fine answer related food and drinks related games Google cats health and fitness houses library Lifestyle maps medical Music News magazine personality photography productivity shopping social sport tools Travels video editor boys editing MP3 audio video editor weather Mohali had se aapko book Jyada apps milti hai aap in mein se koi bhi app apne mobile mein download kar kar Rakh sakte hain aur usse benefit Hasil kar sakte hain
          Advantages
          Google Play Store Ek bahut hi acchi kism ki apps hai aap is app Par Kisi Bhi tisan ki app download kar sakte hain vah bhi free bagair Kisi rukavat Ke Chand apps hoti hai jo ki ped Hoti Hai Baki mostly apps aapko free install kar sakte hain Google Play Store per aapko verified aur secured provide karte hain aur jo apps aapko verified Na Ho Jani se Kyon Na Ho vah aapko notify karte hain yah app secure nahin hai aur ismein aapko Khatra ho sakta hai Iske alava aapko learning education aur maloomat se related bhi apps milati hai aapko apni health core fitness rakhne ke related bhi app Hoti Hai exercise se related Aur Bhi different apps available hoti hai ya secured aur fast-growing app hai ismein aap Har kism Ke fraud se baat sakte hain
          Disadvantages Agar aapko is browser ke through play store mein entry hote hain to ismein aapko apna debit card yah credit card ki detail Dete Hain To aapko yah card Sach bhi ho sakta hai yah aapko vah Sare apps provide karte hain Jaoge play store mein main se verified ho aur ped ho to Baki yah Nahin dekhta ki yah apps user ke liye safe bhi hai ya nahin aapko koi bhi nuksan Niya aapke fake ID per aapko download karne per bhi aur nuksan bhi ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X