Taleem or Practice main Fark
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Taleem or Practice main Fark

    Assalam walekum dear member mein main ummid karta Hun ki a aap sab khairiyat se aye honge mere liye aaj se a talim behaviour per mummy hai jab ke practis Jo k A aap aapki ki practical life mein main faydemand hi jindagi gujarne ke liye talim aur practice ka hona jaruri hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Taleem or Practice main Fark

      What is my kamyabi Hasil karne ke liye Hamen education ko increase karna ok jab tak Ham apni education ko increase Nahin Karenge ab tak Hamen Forex ke bare mein Maloom Nahin ho sakta Forex sochne samajhne ke liye Hamen apni education ko increase karna chahie aur yah sab main chahie ke Forex kya chij hai aur Kis Tarah Ham Yahan per kam kar sakte hain jab tak Ham Forex ko Apne tarike se nahin samajh mein tab tak Ham Aage nahin kar sakte Forex Mein Aage badhane ke liye Forex ko samajhna for education ko Hasil Karna Hai Jab Ham education hasal kar lete hain to use education ko practical implement karne ke liye demo Kaun per kam karna chahie aur experience ko Hamen in hens karna chahie jab tak Ham Apna experience in Hans Nahin Karenge tab tak kam Aage nahin kar sakte isliye Hamen Koshish Karna chahie ki Hamen Apne experian score increase karna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Taleem or Practice main Fark

        Asslam u allaiukum umeed hay ap sb khairiat sy hon gy forex trading platform ma taleem r practice ma bhot ziada farq hota ha taleem wo chez ha Jo ap parh lahkh k basil let haen r is pa time lagaty haen practice wo chez ha Jo ap parh to haen magar practically apko pta nh hoti practice sy apko pta chakra ha
        • #19 Collapse

          Re: Taleem or Practice main Fark

          jab ap practice karian gy tu ap ko practically pata ho ga kay jo practice kar rahy hain us mai kiya kami hai or learning karnay se pehlay ap ka jo view tha woh change ho ga or practice kay bad change ho ga .esleye koshish karian jab ap trade karain us mai apni learning ko practically use karin or us ko sahi tarha se utilize karna seekhain.
           
          • #20 Collapse

            Re: Taleem or Practice main Fark

            trading mei hamesha he humay achi trading practice chahiye hoti hayhmyn phley learning karni ho ge iss business ki oor iss ko samjhna ho ga then hm earning kar sakein gein yeheiss business myn hai trading ko sekhna aur smjna both zorori hai es ki learning karna both zaida lazmi hai yeh na ho k ap kuch smjty na hon aur trading start kar dain aur ap ko lose ho lose sa bachy k liye sub sa pehly humain forex ki learing krni ho gi.
            • #21 Collapse

              Re: Taleem or Practice main Fark

              Jab tak ap apni knowledge or learning ko practically use nahi karo gy tu ap ko kuch faida us se nahi ho sakay ga. koshish karian. kay jab ap trade karain tu analysis karain trade karny kay leye apni money management karain .or sath mai apni trade ko sahi manage karny kay leye risk level ko ap ka pata hona cheye risk level apka zaida ho ga tu ap ko loss us kadar zaida mily ga
                 
              • #22 Collapse

                Re: Taleem or Practice main Fark

                Umeed krta hn ap sb khariyat sy hon gy aj k humhara topic ha taleem or practice ma fark.
                Jasa k sab ko taleem ha taleem insan ma mature phan leti ha taleem sy insan k knowledge ma aizafa hota h wo us ne taleem har ak insan py tazmi ha or practice to humhari zindagi ma bht khas role pay krti ha koi bh cheez bagar practice ka nhe hoti or koi bh cheez phly dfa practice ma pori nhe hoti or agr zindagi ma yamyabi chata ho to taleem or practice dono he zarori ha or ya dono he main part ha zindagi ka
                • #23 Collapse

                  Re: Taleem or Practice main Fark

                  Assalam o alaikum dear friends,
                  Taleem or practice donu he mufeed laikin aik dosry se mukhtalif aml Hain,

                  Taleem= kisi chez me aik specific rule of book pr aml krty huy kisi kaam k mutalik jab hum koi k owledge gain krty Hain tow esy Taleem kahty hain, Taleem hmary muashry ka aik ehm kaam hai jo k sab ko hasil krni he chahye khah wo business k bary ho ya teaching, or medical k bary, Taleem hasil krna ehm tow hota hai lykin Taleem aml ki muhtaj hoti hai, agr es me aml nhi Ata tow yeh bekaar he hoti hai,

                  Practice = practice wo aml hai jis me hum hasil krdah knowledge ko apply krty huy es ko seekhty Hain, jis knowledge chahy wo forex ka ho ya kisi or shoby ka us me practice krty huy hum kamyab hoty Hain, practice makes man perfect, Taleem agr hasil ki gyi ho kisi business k ya phr forex k bary agr esko practice krty rha Jaye tow he hum experts bn sakty Hain,

                  Dear friends practice aik lihaz se Taleem se afzal hai, kion k hum business ki Taleem hasil kr k business ko achi trah chlaa nhi skty, or practice wo aml hai jisy agr hum apnaa Lyn tow asani se business ki Dunia me apny jhandy gaar skty Hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Taleem or Practice main Fark

                    Hi friends ksy hain ap log practices krany k leay talemm bhot hi zyada zruri hy jab tk ap k pass taleem nhin ho gi to ap achay treeqay say practices nhin kr skian gy is leay ap ko chahey k forex main main maharat hasil krnay k leay ap sab say phlay forex ka knowledge hail krain us k bad hi ap practices k qabil ho sain gy or forex main expert ban skainn gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Taleem or Practice main Fark

                      Taleem or practice 2 alag alag cheezen hain or en ka alag alag apna myar or apni apni ahmiyat hai taleem hasil krna har fard py farz haai kyon k taleem k bina insan nakam hai agr humary pas kisi cheez ko kisi bat ko samjhny ki power he nahi ho ge to phir hum practice kesy kren gay jab hum taleem hasil kr lety hain or phir us py practice ki jati hai k aya hum ny sahi seekha ya ghlt hum say kis jaga py ghlti hoi phir us ko theek krna ..
                      Taleem hasil krny k bad ge practice ati hai pehly hum perhty hain books read krty hain phir us sy hasil ki hoi information par amal kar k hum practice main lag jaty hain es liye dono boht important hain kisi aik ko b ignore nahi kiya ja skta
                      • #26 Collapse

                        Re: Taleem or Practice main Fark

                        yeh sunu step wise hoty hain. ap sub se pehlay taleem lety hain ya knowledge ko collect karty hai us kay bad ap phir apni trades ko open karty hain aik dam nahi ap trade open kar daity hain ap ko start mai apni trades ko open karny kay leye us taleem ko practically use karna hota hai os se ap ka experience be increase hota hai or ap ko pata chal jata hai kay jo taleem apny ki hai woh kaisy hai.
                           
                        • #27 Collapse

                          Re: Taleem or Practice main Fark

                          Assalamu alaikum kese ha sb taleem or practice me frk bht zyda ha taleem ka mtlb ha k ksi insan ko sekhana or practice ka mtlb ha k jo sekha ha us pe amal krna practice krne se insan ko jo yad hota ha wo kbi bholta nh ha or taleem b phr laine ka faida nh ha taleem lai but st st practice b kre or br br kre isse se jo apne sekha ha wo yad rhe or mind me beth jai
                          • #28 Collapse

                            Re: Taleem or Practice main Fark

                            Taleem woh hoti hai jaha se ap kuch parh laity hain ya ap kay pas discussion kay bad kuch knowledge a jati hai us ko taleem kaha jata hai. or jab taleem ko istamal practice mai kar kay karty hian practically ap karin gy tu ap ko woh taleem phir experience daiti hai. experience start mai bura be ho sakta hai us kay leye ap ny jo taleem hasil ki hoti hai us mai changes lani hoti hai jis ki base pay ap ki taleem be behtar hoti jati hai or experience be acha daiti hai.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Taleem or Practice main Fark

                              Taleem or practice dunu aik acha result trader ko daiti hai ager trader es ko follow kary. us kay leye zarori hai kay trader jo learning karta hai search karta hai or jo knowledge us ko kahi se milti hai tu woh us ki base pay apni trade karta hai demo pay tu woh jo learning, knowledge hoti hai or us ki search hoti hai woh sub practice ki base py result samnay lati hai kay kon c knowledge achi thi or kon c kam ki nahi thi or kis tarha trader us se apna experience gain karta hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X