Computer ka insan ki jga istmal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Computer ka insan ki jga istmal
    Helo dosto kese ho sb? Umeed krta hn sb kheriat se hm ge aur enjoy kr rhe hn ge apni life ko. To dosto aj ka hmara toppic hy computer ka insan ki jaga istmal. To dosto ap sb jante ho ge k insan aik limit tk kam kr skta hy us k bad insan thak jata hy aurusay aram ki zrurat hti hy jb k computer na to thakta hy aur na e isay aram ki zroorat hti hy ye asani se bgher thakay kai insano ka kam ba asani intihai accuracy aur speed se kr skta hy insan k kam me ghlti ka hr wqt dar rehta hy jb k computer k kam me ghlti n8 hti. Dosto jhan computer hmare lye asanian peda kr rha hy when hmaray bht se ghreeb log be rozgar ho rhe hn q i hr company chahti hy k us ka kam accuracy aur speed se km se km workers se ho jae to us k lye computer best option bchta hy. Lekin is k sath sath kch nuqsan b hte hnjesa k agr computer software hack ho jae to wo puri company ko dabo skta hy. Dosto ap is baray me kia kehte ho apni apni raae zroor dijye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Computer ka insan ki jga istmal

    Technology key mehdan me insan ne jes tarha se tarkee ki hay es ki waja se ham ye keh sakty hey insanu ka bahot sa kam computer hi kar rahy hoty hey, office me jetna be kam hota hay ye 80% computer ka use kar key hi kia jata hay, computer ne insaan ki zindagi ko bahot hi asaan banaya hay yahi par robot jo key computer system key base par hi work kar rahy hoty hey ye be ab insaan ka jo physical work hay kamyab key sath ye kam ab computer se leya ja raha hay mazeed jes tarha se technology me tarakee ho rahi hay har jaga par robot hi work karty hamy nazar aye gey, Office me jo computer par work kia jata hay ye MS word, MS excel ya es tarha key aur software key base par kia jata hay ye data computer me soft copy ki waja se life time key ley save ho jata hay aur aur agar yahi work insaan hard copy par kia jata to insaan se ye work zaror fogot ho jata aur koi be office ka work agar save na ho to ye cheez bahot pareshani ki waja banti hay magar Computer ne insan ki life change kar key rak di hay, Factories industires waghira me be Computer se hi kam leya jata hay jo be textile mil hoty hey es me designing ka kam computer par hi kia jata hay, agar computer aaj key zamany me na hota to instan ne kabi be na to etni taraki ki hoti aur na hi insaan etna successful hota es me computer ne hi bahot important role play kia hay.
    • #3 Collapse

      Re: Computer ka insan ki jga istmal

      Salam Dosto, Umeed krta hu Ap sb Kheriat say hongay.
      Dosto hum janty hain Computer nay Buhat c aisy kam hain jo Pehly insan kia krty thy js main Manual Machines, Munchi Log Hisab kitab aur Degar aisi chzain jo Hath aur dmagh say krty thy ab unki jaga Computer nay lay li hay. Q ky Computer Fast Computing krta hay.
      Ap Calculator ki e Example lay lain ,jitni Bara Figure ho Computer Seconds kain isko Hal kr ky results apko day daita hay, is say Pehly Calculation main buhat time lagta tha. Hisan kitab ky liay Documents smbhalna prtha thy ab sara hisab kitab aik e Excel Sheet pr mumkin hay jo na srf Asaan hay Balky Safe b hay aur usko Long Memory k liay Store b kia ja skta hay
      • #4 Collapse

        Re: Computer ka insan ki jga istmal

        Asalamalaikom Dosto umeed hai ke ap sab kheriat se honge.
        Dears members!
        Aaj Kal technology ne bahut zyada Taraqi ki hai. Jab dekhaye too insan ne computer ko banaya hai jiss ke zarye insan ne Chand ta safar Kiya hai. Insan ne computer ko ye soch Kar banaya ke Kam main asani ho. Duniya ka pehla jab banaya Gaya tha wo calculation ke lye e banaya Gaya tha. Ab dekho insan ke lye Sab Koch karta hai. Computer ke zarye e technology ne bahut zyada Taraqi ki hai.
        • #5 Collapse

          Re: Computer ka insan ki jga istmal

          G ha ya ap ka question bohat acha ha ka computer ka insano ki jaga istamal boaht acha sine ha is sa hamara kam jaldi bi ho jata ha or asan bi computer ny a kar hamari zindagi asan bana di
          • #6 Collapse

            Re: Computer ka insan ki jga istmal

            Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Jante Hain Aaj ka Daur Technology ka Daur hai aur computer Ek Insan Ki Tarah Hi Kam de raha hai Pita Ek teacher ki tarah bhi kam kam aapko de raha hai computer ke Koi Kam Nahin ho sakta computer se aapke Rahana bhai Karta Hai online business mein mein computer hi Achcha kam kar raha hai ki Insan ki jagah Le sakta hai Technology ka aapki bahut hi Achcha hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Computer ka insan ki jga istmal

              o mere pyare bhaiyon aaj main aapko yahi batana chahta tha ke to aap sunna chahte Haino mere pyare bhaiyon aajaur ham jaison ko kam ke liye yah computer bahut jyada jaruri hote hainbahut jyada nadan hote hain kyunki yah aadami bhi aise hi paiseOk bus company ke naam dekar hamen bevkuf banaya ja raha hai kyunki Ham jaise mere pyare yahi to main aapko batana chahta hun Koi computer ke bus name badle hote hain aur Baki Sara aadami ek Hi

              اب آن لائن

              Working...
              X