ya Review " Thermos "par mabni ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya Review " Thermos "par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka Nam : "Thermos"

    Topic ka Introduction :

    Aj ma jis topic kay bary ma bat krny ja raha ho wo ghr ma am istiaml hony wali cheez ha jis ka nam chay waal thermos ha ya ek oht achi cheez ha is kay bary ma ham tafseelan bat kay gan or is ka faidy or nuqsanat ko dekhy ga to umeed karta o is saya pko kafi faida ho ga to ham start karty han ya ja kl har hr ki zarort ban chuka ha or taqreeban har ghr ma istiaml hota ha ya ek boht achi cheez ha ya boht ach material say bana hota ha is kia deign kuch asa hota ha jis ma kuch bhe jitna he mazi garam cheez dal day us ko faraq nhi parta ha o us ma cheesz kafi zada der tak garam rehti ha ya boht achi cheez ha agr ko tea bani ha or us ko kuch der ka liy rakhna ha or us ko ya kuch er tak use karna ha to us ka liyye ya k bopht achi cheez ha.

    Faidy :

    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya ek boht achi cheez ha is ma cheez garm rehti ha or wo jitni der marzi store kar lo jaldi thndi nhi hoti ha isko zada ar tea ko rakny ka liye istiaml hota ha ya seal prove hota ha jis ma koi bhe likage nhi hoti ha pa is ma jitni marzi garam eez dal lay isko koi farq nhi parta ha ya ek boh achi cheez ha is kay boht zada faidy han is ma khan ya xchay garam rahta ha or ya apko har am market sa asani sday mil jata ha or zada meghna bhe nhi hota ha.

    Nuqsanat :

    is kay boht zada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han ji ma say kuh ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ma zada der chez ko stor krny say chee ka taza pan khtm ho jata ha jo basdd zaika ho jati ha o is kay zada tar koi nuqsanat ekhny ma samny nhi aty han.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

    Assalamu Alaikum dear Forex member Jaisa ki aap Jante Hain Ki gharelu istemal ki bahut sari cheezen hamen fayda bhi Dete Hain aur nuksan bhi. In m se ek cheeze thermos hai thermos cheezon ko garm rakhne ke liye istemal hota hai jo chizen jaldi Thandi Ho Jaati Hai vah thermos Mein Rakhi Jaati Hain Jyada ter thermos chai ko garam rakhne ke liye istemal hota hai Kyunki Agar Ham chai Banakar isi pen Mein rakhte Hain To chai jaldi Thandi Ho Jaati Hai hai isliye Ham chai ko garam rakhne Ke Liye thermic Mein Dal Dete Hain jismein chai Jyada der tak kam rahti hai aur aap Jab Chai Pi sakte hain se bahut bada advantage hai hai lekin Iske Kuchh disadvantages bhi hain aur vajah hai ki Jyada der chij Kis Mein rakhne Se chij Ka taaja Pani khatm ho jata hai aur aur usmein se Ajeeb Sa Jaaye Kahane lagta hai isiliye thermos mein agar aap Chahe rakhte Hain To aapko ek ghante ke bhi pi leni chahie ta ke usmein se koi zaika Na Aaye aur aap chai ko enjoy Karke Piye thanks
    • #3 Collapse

      Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

      Assalam o Alikum!
      Doston umeed karta hu ap sub khariat sa hon ga aj ka hamara topuc thermos par mabni ha aj ma apko thermos ka bary ma kuch batana chahta hu
      Doston thermos aik plastic ka jug type hota ha ya air tight hota ha iska andar aik shheja laga hota ha wo bhot he acha hota ha thermos ka andar hum tea weghera dalty ha or us sa hamari koi cheez thandi ni hoti aj kal har ghr ma thermos mojood hota ha kuch thermos bary hoty ha or khuch thermos choty hoty ha log isko zayada tar safar par la kar jaty ha

      Advantages:

      Doston iska bhot sary advantages ha
      Iska andar koi cheez thandi ni hoti
      Is ko hum apny sath safar ma bh la ja sakty ha
      Iska andar humari cheez store rahti ha or uska temperature bh barqarar rahta h
      Ya zayada tar kisi bh cheez ko 6 ghanty tak uska temp barqarar rakhny ma madad deti ha
      Bary thermos ma zayqda cheez a jati ha
      Isko uthana bh mushkil ni hota

      Disadvantages:

      Doston iska disadvantages bhot kam ha
      Iska andar laga sheesha bhot nazuk hota ha or wo toot jata ha
      Iski bhot zayada care karni parti ha
      Isko istemal achi tarha karna parta ha
      Isko choty bacho ka hath ma ni dena chaye

      Price:

      Doston ya market ma bhot asani sa mil jata ha iski price taqreeban 2500 ka nazdeek hoti ha
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

          Introduction
          Assalamu Alaikum dear members Mujhe ummid Hai Kya Aap khairiyat se Honge aapane Jo review Hamare Sath Kiya ki hai main aaj use per aapse baat karna chahti hun thermos ko bahut jyada ghar mein istemal kiya jata hai yah takriban Har Ghar Mein maujud Hota Hai bahut hi kam kis chij hai Isko Ham Taur per chai ko garam rakhne ke liye istemal Kiya jata hai

          advantages.
          Ab main aapse iski kuch advantage share karna chahti hun yah aapko Bajar Se a bahut aasani se a Mil Jata Hai thermos mukhtalif kism ke Hote Hain isko aap Jyada Taarak chai ko garam rakhne ke liye istemal Karte Hain ismein chai kharab Bhi Nahin Hoti aur der tak Garam bhi rahti hai..
          disadvantages..
          Member Jaisa ki aap Jante Hain Ki Har chij Ke Kuchh Na Kuchh disadvantage Hote Hain ISI Tarah thermos KB Kuchh disadvantage hai ismein bahut der tak sahi rakhne se chai ka test kharab ho jata hai Andar Se Sheeshe Ke Hote Hain isliye jaldi Toot bhi Jaate Hain
          • #6 Collapse

            Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

            Asalam o alikum !Tharmos ke bare mein aapane bahut acchi information share ki hai thermos chai ko garam rakhne ke liye istemal hota hai ya takriban har Ghar mein istemal hone wali chiz hai thermos mein agar aap chai daalte Hain to aap Ki chai garam rahti hai thandi nahin hoti aur durmus mein chai dalkar rakhne se aap kafi der tak chai pi sakte hain garam , to basically thermos use hota hai chai ke liye.Advantage !Jis tarah upar bataya ki thermos basically use hota hai chai ke liye chai ko garam rakhne ke liye to to aap Agar thermos use karte Hain Pyaar ke liye to aap kafi der tak garam chai pee sakte hain aur iske alava isme liquid cheez aap ghar mein rakh sakte hain Agar ap qahwa ke shaukeen hai to aap pee sakte hain aur vah bhi kafi der tak garv de sakta hai.Disadvantages !thermos ke Koi disadvantage nahin hai bus aapko thermos achcha istemal karna chahie aur ismein sirf ek problem hoti hai ki iske andar Jo shisha laga hota hai vah aksar kharab ho jata hai ya toot jata hai ya phir crack ko jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

              Friends...mera aj ka review ek ghrelu item pe mubani h..jo k bht useful h...👍
              THERMOS:
              doston thermos ek zroorat ki cheez h jo k hr ghr me e use hta h...sbse phle tou ap ko yeh pta hona chahye k thermos h kia cheez ... thermos ek container ya bottle numa ek cheez h jisme se air pass nj hoti or agr ap isme grm cheez rkhengy tou wo grm e rhegi or agr tnndi cheez tou wo thndi rhegi...yeh cheez k temp ko constaty rkta h... or yeh bht e useful cheez h 💯agar hamen koi achi company ka thermos milta h tou uska hamen bohtt ziada is liye bhi faida hasil hta h k us main hamara doodh aur tea or bhi koi drink dair tak hamey liye taaza bhi rehti h aur ham isk ay use se grm ya tbndi cheez ko enjoy kr skte hyn...
              ADVANTAGES 😍:
              Thermos ka sbse bra faida yehi h k yeh apki tea ya or b koi b liquid cheez ho usy constant rkhta h us k temp ko brqraar rkhta h..yeh sfr wgera me bbt kaam ata h..or agr apko tea wgera ya koi cheez kahin deni ho tou aisy me thermos bht kaam ata h...dear wese to thermos hr ghar ki bht ziada zarurat h...magar hamen iska tab hi acha faida hasil hota h...jub ham is me grm tea ko kisi aaisi jgah ya kahin pe le kr jna hta h or is trah yeh ziada der tak garm rehti h..or hamari .. thermos jesi facility say faida day sakta h...👍 isk ilawa hm kabhi bhi apne doodh ya chaye ko ziada dair tak garm rakh sakte hyn.... aur na hi ham iska same zaika hasil kar skte hy ...jis sy hamin iska nuksann nai h... blkeh ziada tar faida hi hota h...is wja se ajkal thermos bht e ziada demanding b h or zroorat ki chez k sth sth useful b h...💯
              BEST COMPANY THEROMOS AVAILABLE IN PAKISTAN:
              1.Thermos Stainless King 68-Oz. Vacuum Insulated Beverage Bottle.
              2.EcoVessel Perk Insulated Stainless Steel Coffee Bottle
              3.Stanley Classic Vacuum Bottle.
              4.Zojirushi Stainless Steel Travel Mug.
              5.Hydro Flask Wide Mouth Coffee Flask.
              • #8 Collapse

                Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

                Asslam u Alikum
                Dear Forex Frind Umeed krta hon Ap sab log khair khreyat se hon ge To Aj ka Topic sat sat mn ap ko btata chlu wo he Thermos or Thermos ka istemal Aj kal hr ghr mn ho raha he .

                To Aj Ka Topic he
                "Thermos"
                ;Thermos Aik Am ghr mn istemal hony wale chz he Agr Ap ko nahi Pta to Mn ap ko btata ho k Thermos ka istemal kesy or Kia he Thermos mn ham Zida tr Chaye Dalty hen To Thermos mn Ham chaye q dalty he is ka men Mqasd kia he to Sone Thermos mn ham chaye is lia dalty hen K chaye os mb Gram rahy or Thermos ise wja se har ghr mn Hota he k Ap os mn Chaye dal saky Q k Ap log Aqsar chaye zida pety ho to bar bar bnay se time lgta he Ap aik bar chaey bnah to Thermos mn dal den To Thermos mn Chaey gram rehte he or kafi time gram rehte he Thermos ka istemal zida tr Kese shadi ya Ap k koi mehman ya Ap ghr mn koi kam wagera kra rahy hen Ya Ap ne kahe Chaye le k jane he to Thermos mn dalty hen q K os mn chaye gram rehte he Or sat sat Mn ap ko btata chlu k theros bhe hmy achi compny ka use krna chahea Jo Ap k pas kafi Arsa use ho Or ye Ap ko markits mn mil jata he Asane se zyda tr ye brtno ke shop pe hota he Ap woha se asane se Thermos Khreed sakty hen or Achi condeshon ka khreed sakty hen Or Ab omeed krta hon k Ap ko Thermos k bary mn men ne Achy se bta Or Ap ko is ke kuch tips bhe smj a gai hon ge . Thnku
                • #9 Collapse

                  Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

                  Hello dear friends kya hal chaal hai aaj Ham baat karne ja Rahe Hain thermas per thermals mein ham chai Dal kar kahin bhi Le Kar ja sakte hain thermos har Ghar mein use hone wali chij hai aur thermos mein chai thandi nahi hoti garam hi rahti hai chaliye doston Ham thermos ke fayda ke taraf chalte Hain
                  Advantages
                  Thermos ke bahut se fayde Hain thermos Bazaar mein main har dukaan per maujud hota hai ise dhundhne ke liye jyada koshish nahin karni padati doston kya aap jante Hain ke thermoshar colour mein aur mufti design mein paye jaate Hain aap apni pasand ka design choose karke thermos kharid sakte hain thermus warranty ke sath milte Hain agar thermas kharab ho jaaye to aap khatm hone se pahle use change karwa sakte hain dosto Ham dish advantages jante Hain
                  Disadvantages
                  Thermos ke bi kuchh nuksan hote Hain jis tarah ke har chij ke hote hain thermos ko hamen rakhna chahie kisi e bhi farmers ko karti se rakhenge to vah girkar kharab ho sakta haidoston vaise to khamosh ke nuksan aap hi nahin lekin aapko thermos itihaas se rakhna chahie agar aap thermoscope se rakhenge to koi bhi nuksan nahin hoga to doston ine baton per Amal jarur kijiega allah Hafiz phir milenge agale review ke sath.
                  • #10 Collapse

                    Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

                    ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                    ⚫Topic name: THERMOS

                    ⚫INTRODUCTION :
                    """THERMOS
                    """
                    Dear friends Humara aj ka Review "THERMOS "pe mabni ha . Thermos hamari common use ka product ha. Es ko ham Office, Home or Hostile m use karty hain. Is k elawa travel me bhi use ker saktay hain.
                    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12337433

                    Ab me ap k sath es ki history share karon gi.

                    HISTORY:
                    in 1892 a vacuum flask developed by James Dewar. A vacuum flask also known as Dewar bottle or Thermos.Ab me ap k sath es k kuch advantages or disadvantages share karon gi.

                    ADVANTAGES OF THERMOS ✅:
                    THERMOS k bht se advantages b hain. Thermos me kafi hours k lye drinks ko hot or cool rakha ja sakta hai.Thermos different designs, different colours, or different material (sheesha , plastic) easily market me available hoty hain. Thermos during travelling idar udar ly jany k lye bht easy storage unit ha.

                    DISADVANTAGE OF THERMOS ❌:
                    THERMOS k kuch disadvantages b hain. Difficult to carry.Ye damage b ho sakty hain. Or es ko saaf karna b difficult hota ha. Nonmetalic glasses are poor thermal.

                    CONCLUSION
                    Is topic me hum ne THERMOS Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai. K Thermos desired k mutabik drink ko hot or cool rakhta ha. Or thermos achi quality k hony chahiye.

                    THANK YOU 👍
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ya Review &quot; Thermos &quot;par mabni ha.

                      Assalam O Alikum, Umead hy sb loag khairiyat sy hon gy. ajj ka topic tharmos p hy jo k hamari raoz marah ke zindagi main bhot ziada istemal hota hy. Tharmos aik aisa storage bartan hy jo chezon ko bahar k darja hararat sy ziada
                      thanda ore garam rakhta hy. yeh do chezon pa mushtamil hy aik eska oper wala
                      hisa jisy casing kehty hn jb ky dosra eska andar wala hisa jisy glass kehty hn.
                      yeh hisa casing k andr hota hy.
                      Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_205822.jpg
Views:	1
Size:	28.4 کلوبائٹ
ID:	12337986yeh kisi bhe liquid ko bahot dair tk thanda ya garam
                      rakhta hy. yeh gharelo estimal ke aik bahot achi cheaz hy esko hum hat jaga
                      istimal kr skty hn q k isay istimal krna bahot he asaan hota hy
                      yeh portable cheaz hoti hy.jisy choty bary sb asani sy istimal kr sakty hain.
                      Faiday:
                      liquid ko lambay arsy tk thanda ya garam rakhta hy.
                      Cheaz zaya nhi hoti.
                      Cheaz taza rehti hy.
                      Nuqsanat:
                      Eska nuqsanat bahot kam hy. Bs isy ehtiyat sy istimal krna chaiya q k agar
                      yeh gir jay to eska glass toot jata jo k market sy kafi mehnga milta.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X