ya review ghr ma choty "Garden "par mabni ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ya review ghr ma choty "Garden "par mabni ha.

    Introduction
    Assalamu alaikum friends yeh review hmara ghre mojod choty gardens k Bary me ha hmary ghro k sehan me hum my khobsurt garden bnaye hoty Han Jo k dekhny me b BHT achy lgty Han or hmara ghr b in gardens sy BHT khobsurat lgta ha aj me apko in gardens k kch advantages or DISADVANTAGES btaonga..

    Advantages
    1)ghr me garden rkhny ka aik faida yeh hota ha k bchy garden me koi b sports khel skty Han isky liye unhy bahir nhi Jana prta.
    2)ghr me garden me khobsurat or different colors k flowers lgy hoty Han Jo k hmy dekhnye b BHT achy or khobsurat lgty Han or hmary ghr ki khobsurti me b izafa krty Han.
    3)garden me hum vegetables or fruits wgara k pody b lga skty Han.
    4)garden me hum grmio me tree k shadow k nchy b Beth skty han jis sy hmy itni grmi mhsos nhi hoti.

    DISADVANTAGES
    1)garden ka aik DISADVANTAGe yeh ha k isky liye hmy ghr me aik specific jgah bnani prti ha jis sy hmary ghr k rooms wgara choty hojaty Han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

      Waalakum Assalam
      Dear aap my bhot hi achi jugha garden ko aaj aapni decision ka unwan bnya Hy.
      Dear Jahan tk bat Hy garden ki to aaj mn bi aap sy is k bary mn kuch mofied malumat share krna chati hun.Dear friends kya farm garden ki baat karte Hain to hamare mind mein sabse pahla khayal greenery ka aata hai hai kyunki garden ek aisi jagah hai ki Jahan jitni e greenery hoti hai hamara mahaul utna hi achcha hota hai isiliye har Ghar mein ek chhota sa garden jarur hona chahie Taki hamari Roz Mara ki oxygen ki jarurat Puri hoti Rahe aur hamara mahaul bhi saaf Rahe kyunki paudhe hi aisi chij hoti hai jo ki hamari oxygen ki jarurat ko pura kar rahe hote Hain.

      Advantages:

      Dear Jahan aur bahut si chijon ki advantages hoti hain ISI tarah garden ke bhi bahut se advantages hai sabse pahla advantage to yah hai ki ki garden mein chuke hamare pass plants hote hain aur plants greenery mein aate Hain aur plants din ke waqt Suraj ki roshani e ki maujoodgi mein main apni khurak taiyar karte hain jiski vajah se hua carbon dioxide ko absoreb karte hain aur oxygen ko as a waste product release karte rahte hain aur vahi oxygen human beings apne respiratory system mein istemal kar rahe hote hain isiliye hamare ghar mein bhi ek chhota sa garden jarur hona chahie Taki hamari daily ki oxygen ki limit Puri hoti Rahe aur hamen fresh air mein sans lene ki bhi facility Mile subah ke waqt agar aap garden mein thodi der vah karte Hain to vah aapke liye aur aapki sehat ke liye bahut faydemand hota hai chahe aap kisi bhi dor mein chale jaen to garden ki ahmiyat ko khatm nahin kiya ja sakta.

      Disadvantages:

      Dear jis tarah har chij ke kuchh advantages aur kuchh disadvantages hote hain ISI tarah garden ke bhi jyada to advantages hai lekin is ka sirf ek disadvantage hai.aur vah hai raat ke waqt garden mein paudhon ke neeche Sona kyon ke raat ke waqt plants carbon dioxide release kar rahe hote hain aur aur oxygen Jo ke hamare mobile ke andar maujud hoti hai usko absorb kar rahe hote Hain jiski vajah se jab raat ke waqt paudhon ke niche soye to hamen sans lene ka problem ho sakta hai kyunki paudhon ke niche oxygen ki kami hoti hai raat ke waqt isiliye raat ke waqt paudhon ke niche Sona hi uska sabse bada disadvantage hai agar Ham is chij ko avoid Karen to Ham is chij se bache sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

        Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review ghar mein baney chotey se garden par mabani hai. Bohat se log ghar mein ek side par garden bnatey hain his mein bohat se flowers or vegetables ugatey hain. Is garden se ghar bhi khoobsurat lagta hai. Or pholon ki khushboo se ghar bhi mehak uthta hai. is k ilawa apney garden ki sabzian ya fruit khaney se sehat bhi achi rehti hai. Or insan nature kobenjoy bhi karta hai. Lekin hamen garden ki ehtiat se safai karni parti hai. Is mein se get zaroori jati bootion ko nikalna parta hai taa k garden dekhney mein bhi khoobsurat Nazar aaye.
        Advantages
        Garden k bohat sarey faidey Hain jesak ghar mein garden bnaney se ghar ki khoobsurati mein izafa hota hai or Ham nature ko qareeb se enjoy kar patey hain. Hamein ko khalis sabzi or fruit milta hai. Jus se Ham sehatmand rehtey hain.or har dil laga kar kartey Hain. Ham garden mein lemon bhi laga saktey hain his se Ham garmiyon mein lemon Pani bana kar p saktey Hain.
        Disadvantages
        garden k kuch nuqsan bhi hen jesa k Matti ki wajah se ghar kharab hota hai.or khadd bhi dalni parti hai podon ko Pani deney k liye bhi ek proper tareeqa hota hai his k liye ek insan alag se hona chahiye. Sabzion kharab bhi ho jati hen isliye hamen mosami asraat se unhen bachana parta hai. Nursery se podey bhi bohat mehngey aatey Hain.hamein garden ki bohat ehtiat se dekh bhaal karni chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

          Asalamalikum !
          Dstn umeed ha ap sab khariat sa hon ga .... Aj ka hmara topic ghr ma choty sa garden par mabni ha ... Har ghr ma garden mojod hota ha . Is ka but faida hota ha ya ghr ma bht khubsurat lagta ha garden ma hum different types ka plants lagta ha . Zada tar log is ma flowers lagta ha kio ka ya BHT khubsurat lagta ha . Ia ka but faida hota ha . Aj ka har kisi ki kuaish hoti ha ta us ka ghr ma ik garden mojod ho kio ka ya ghr ma khubsurat lagta ha .. log is garden ka ird gird plants lagta ha ur unh ka darmian grass lagta ha ya bht paira hota ha . Is ka bht faida hota ha . Ya achi cheez hoti ha har ghr ma lazmi mojod hot ha .....
          Advantages:2������������������
          Is ka bht sara advantage hota ha ya bht achi cheez hoti ha ...... Ya ghr khubsurat ko ur zada krta ha ya bht piara lagta ha . Is ka but faida hota ha . Is ma hum apni zarorat ka plants jesa lemon tree ya podina ya dhnia apna garden ma lagna skta ha jab zarorat ho tab isa use kr skta ha . Hum apna garden ma but kar mosem enjoy kr skta ha . Isla BHT faida hota ha . Garden ma hum jhola bhi kaga skta ha . Garden hona ki wajha sa hmara ghr us bhi khubsurat lagta ha . Garden lagna sa hmara mulk ma plants ki kami ur oxygen ki kami pori ho jati ha ur is sa pollution ki kami hoti ha .


          Disadvantages 🤐🙂

          Is ka kuch nuksan bhi hota h . Agr Huma ghr ma garden lagna hota ha to iska lia ghr ma but sari jhga zarorat hoti ha Jo har kisi ka pas NHi joti ... Is ma ilawa garden ka Lia ik gardner ka hona zarori hota ha joJo is ki dekh bhal krta ha us ko pay bhi dena hoyhoyi ha ya Thora sa gagarden ka nuksan hota ha .
          Umeed ha ao sab dstn ko ya review psnd ai ga . Thanks😍❤️♥️
          • #20 Collapse

            Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

            introduction

            Aoa...dear memebrs umiid karti hun ky ap sab kheriiyat sy hon gy...aj apny hamary sath bahut ee acha review share kia hai...apny Ghar men ek chota garden banany ky bary main bat ki hai jo bahuy sary logon ny bannaya hua hota hai to mein aj apko isi bare men information dun giii or isky Advantages or disadvantages apko bataun gii

            Advantages

            dear memebrs agr hamary ghar men jagah hai Khali to ham wahan ek chota sa garden banbana sakty hein jisky bahut sary Advantages hon gy...
            sabsy pehla advantage yeh hai ky yeh garden apky ghar ki khoobsurati men izafa karta hai or bahut piyara lgta hai youn ghar ky andar ek natural mahol ban jata hai jo sukoon dyta hai
            ap agar apny garden ky andar flowering plants lagaty hein to yeh bahut khoobsurat lagta hai or different or colour full flowering plants apky ghar ki beauty men izafa karty hein
            agar ap apny garden men sabzian ya fruits ky pody laga dyn to iska bhi bahut faida hai sabzian apko fresh mil sakti hein ghar ky lye or fresh fruits bhi mil sakty hein iska bht e fiada hai
            agar ap koi hobby karna chahty heim free time men to garden ky andar kam karenaur apna free time apne garden ko de aur gardening Karen is tarah graph apne Ghar mein ek chhota sa garden banaa lenge to isase ya fayda hoga ki aapka apna time bhi bahut achcha cement ho jaega aur aapko ek achcha aur khubsurat garden bhi mil jaega

            Disadvantages

            dear members vaise to gardening ke bahut sare advantages Ham agar aap agar apne ghar mein chhota sa garden banana chahte Hain to sabse pahle to aapko ek proper jagah rakh nahin hogi jis per aap garden banaa hai aur iske alava aapko use per bahut jyada mehnat karni padati hai kam karna padta hai plant sikar karni padati hai lete hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

              Ye review garden pr mabni hy
              Bagh kisi bhe muashray ky afraad ki ache seht ky leay intahai ehmiat ky hamil hain.bagh mein rang brangy phool khilty hain. Jin ki khushbo sy fiza moattar ho jati hai.bagh mein pheli ghaas ankho ko thandak ka ehsas deti hai..din bhar thkaa denay wali routine sy waqt nikal kr jb insan bagh ka rukh krtaa hai to usay zehni o jismani rahat milti hai subh ky oqat mein warzish krnay sy insan jismani tor pr chust rehta hai aur tazgi ka ehsas milta hai.din bhar parinday darakhtoun par geet gaatay hain.jo masnoi dunia sy nikal ky qudarti khoobsorti ka ehsas dety hain. Sham k oqaat mein buchay bagh mein khelty hain. Jhoola jholty hain.mukhtalif khail khelty hain. Jin sy bahmi tawun aur nazm o zabt parwan charhta hai.bagh mein lgy darkaht aur poday baghbani k shoq ko bhe pora krty hain. Mukhtalif aqsam k podoun, phooloun k bary maloomat hasil hoti hai.
              Bagh ki munasib dekh bhaal intahai zrori hai. Agr munasib dekh bhal na ki jaye aur kaant chaant na ki jaye to baagh mien jarri botioun ki afzaish brh jati hai. Jis sy bagh ki khobsorti mein kami aa jati hai. Zrorat is baat ki hai k hakoomat ki traf sy qaem krda baagh aur parks mein zaati dichashpi ka muzahira krty hoay unki dekhbhaal ki jaye aur gandgi na phelai jaye. Chips, fruit aur tofees k chilkay mukhtas krda garbage bins mein phainky jaen. Ager ap aesa ni kryn gy tu us sy bhut sari gndgi phely gi

              اب آن لائن

              Working...
              X