Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !
    Assalam-o-alaikum Dear Friends Aj ka mera topic hai Kamiyaabi Qismat or Mehnat.Kaafi Logon ka kehna hai k Kamiyaabi Mehnat se milti hai or wese hi Kaafi log ye b kehte hain k Kamiyaabi Qismat se milti hai, Hum logon k zehan me ye soch bithaa di gai hai k Kamyabi k lye Qismat zaroori hai, Luck is everything magar haqeeqat me aesa kuch bi nahi hai, Kamiyaabi ka qismat se koi taaluq nahi. Kamyabi agr Qismat se milti to scientist research krna chorr detay, Taalib-e-Ilm kitaaben parhna chorr detay, Log kabhi Chaand tak pohchne me kamyaab na ho paate or kbhi ye Pakistan wajood me na aa pata, Log chaand pr pohchne me kamyaab hue wajah qismat nhi mehnat thi, Science ne itni taraqi ki wajah qismat nahi mehnat thi, Pakistan 14 august 1947 ko dunya k naqshe pe aaya iski wajah koi qismat, muqqadar ya haath ki lakeeren nhi blke Tehreeke pakistan me shaamil logon ki mehnat, mehnat or sirf mehnat thi, Agr Kamiyabi mehnat se nhi qismat se milti to Toofano me samundar ki moajon se saamna karne walay Mallah apni kashti ko qismat k haathon chorr detay, Taalibe ilm kitaaben parhna chorr detay or Teachers awal domm or somm aane walay k lye qismat purri khol detay....Mehnat me kbhi hamen shikast nahi milti agr milti b hai to sirf wahen jahan hum dosron se jadojahad me peeche reh jaate hain, Phool yunhi khilaa nahi kartay beej ko daffan hona parta hai, So Keep Trying and believe in try not in luck. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے

    Bilkul sahi kaha apny.Mera man'na b yehi hai k jo mehnat krta hai Allah pak us ko uski mehnat ka phal zror dety hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !

      Dear Members Umeed krta hu Sb Kheriat say hungay.
      Aj jo Topic apny Select kia hy wo hay
      " kamyabi Men Qismat aur Mehnat ka Role"
      Dosto main apko btata Chalu , jb main Pakistan Amry ky liay ISSB dainy gya tha tou mje waha b Group Discussion k liay yei Topic dia gya tha. Ye topic buhat e Ahmiat aur Samjny laiq hay.
      Dosto Qismat aur Mehnat Dono apni Jaga aik Mazboot hasiyat rkhty hain Kamyab honay k liay.
      Qismat hr insan ki Achi nai hoti, Laikin Mehnat hr insan kr skta hay. Hum Mehnat kr ky Apni Qismat ko Acha bna skty hain. Apko aik Example daita hu.
      " Jesa ky aj kal hum kehty hain ye Biscuit apki Qismat main tha tou apko mila, yaqeenan aisa e hay. Agr apky samny aik Tea ka Cup rkh dia jaey aur kaha jaey ye apki Qismat main hay tou Jb tk Ap Mehnat kr ky usy uthaen gay ni tb tk wo apki Qismat main nai aey ga.
      Tou Mehnat krain aur Apni Qismat ko acha bnaen
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !

        Asalamalaikom dosto umeed hai ap Sab kheriat se honge.!
        Dosto duniya main kamiyabi hasil Karna Mehnat ya qismat ka hai. Ap ko jankari ke lye Bata do. Kamiyabi sirf or sirf Mehnat se he milti hai. Agar ap Mehnat nhi karte Qismat ke bare main soch rahe hai ke Qismat Mera sat de rahi hai too Zindagi bar is hasre ko le Kar bhete too ap Zindagi bar kamiyab nhi hoskate. Kamiyabi gar Beth Kar nhi milti hai din raat ek karni parti hai. Sara din Kam karna parta hai. Har waqt practice karni parti hai or knowledge or experience barhana parta hai. Tab jaa Kar ap ko kamiyabi milegi.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi men Qismat aur Mehnat ka role !

          G ha ya ap ka question bohat acha ha kyu ka kamyabi ma kismat ka bohat bada role hota ha is tarha kuch log bohat kam mahanat kar ka kamyab ho jatay ha or kuch log zayada mahanat kar ka pechay raha jatay ha

          اب آن لائن

          Working...
          X