Ye review France Ki Product Ky boycoot par mabni hai!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review France Ki Product Ky boycoot par mabni hai!
    France pehly din dy he musalmanon kay khilaf ha human rights kay naam pay kafi sqaf kabhi bHurkay pay pabandi lgata aya hai taham qurzista roz hazat Muhammad upper bhi baten ki hai or wahan school men teacher ny school men bachon ko khakay dikahye kay hazor P.B.U.H ko qatal kr dia ta ek insan ne Pakistan men nojawanon ka mutalba hai kay france kay safferr ko nikala jaye nahi to ham isy mar den gy or bhot zyada musalman is bat pay bhot zyada gussa hain is ny kafi zyada gustaki ki hai Hazat Muhammad salala ho aye hy waali wasalim or france ki product ka biocot kia jaye aysy hamary nojawanon ny kha hai kaye mal sy france ki chezain nikal di hain dukanon sy or in ko sakht sy sakht saza di jaye gustakhe rasool ki.Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12470155
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review France Ki Product Ky boycoot par mabni hai!

    Asslam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa hngay
    Topic:Boycott France products
    Wajha:
    Jesa k ap sab jantay hain aur agar ni jantay tou jan lien k France
    main aik professor na Hmaray pyaray nabbi Hazrat Muhammad
    (PBUH) ki shan main gustakhi ki aur naozubillah un k khakay bna
    kar usse stutents ki dikhaya jis par musalman students mushtail
    ho gay aur kaafi masla bhi bana jis par aik 18 saala musalman
    nojawan na usko gustakhi rasool (PBUH) par qattal kar dia.Us k
    baad sa France mai musalman bhayon k tashudad k kai wakyat
    bhi report hoy Us k baad France k saddar na musalmano ko bura
    kaha aur khakay buildings par laga dye (naozubillah) aur usse
    azadi ray ka naam dia...
    halan k azadi rqy ka yh matlab b ni hota k aap kisi k mazhab ki
    toheen krien in wakyat k baad ab musalmano na france ki
    masnoat ka boycott shuro kr dia hai .
    France ki kuch products aur companies k nam darj zel hain.
    1:Tefal
    2:parco
    3:Dior
    4:chloe
    5:loreal
    6:cariel
    7:elf
    • #3 Collapse

      Re: Ye review France Ki Product Ky boycoot par mabni hai!

      Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi perfect topic discussion ke liye sirf kiya hai no doubt as a Muslim Hamari yah responsibility banti hai ki Ham jitni bhi France ki products Hai Jo hamari country mein istemal ho rahi hai Unka strictly boycoat Karen ki unke Agar Ham Muslim Hai To Humko Hazrat Muhammad peace be upon him se bahut jyada love Hona chahie Agar Hamare Din Mein Hazrat Muhammad peace be upon him Ki Love Nahin Hai To Ham Muslim Nahin ho sakte.

      Dear jab aap Aisi koi bhi situation dekhte hain jismein tha aap apna roleplay kar sakte hain to usmein aapke pass different options available hote hain dear sabse pahle aapko Kandam karna chahie aur France government se related jitne bhi important platform se unko clearly Kandam karna chahie aur uske sath aapko apna roleplay karne ke liye yah important analysis complete karna chahie aur jitni bhi France ki products Hamare country mein istemal ho rahi hai unko strictly band karna chahie.

      Dear Har member ko apni capability aur ability ki basis per Apna roleplay karna hota hai aur yah Hamare liye bahut Aasan hai ki Ham France ki economic ko disturb kar sakte hain Jab uski different products all Muslim countries Mein Band Ho jaayengi To is Se Usko bahut jyada effect ho sakta hai aur being Muslim Hai Hamari responsibility banti hai ki Humko Apna individual roleplay karna hoga aur Pakistan aur uske sath different Islamic countries Mein Hi awareness Dena Hogi ki Humko France ki different products co completely finished karna hoga.

      Faidy :

      Dear Agar Ham France ki different products ka completely bye Karte Karte Hain To Aisi situation mein humko bahut jyada advantages mil sakte hain aur ham France government ko yah show kar sakte hain ki Ham Hazrat Muhammad peace be upon him se Kitni Jyada Mohabbat Karte Hain aur unke liye Ham Kya Kuchh kar sakte hain isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Ham all over the world different Islamic countries main is information ko spread Karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ye review France Ki Product Ky boycoot par mabni hai!

        yes dear aap ne acha review select kiya hay aur mn samjhta hon k aik muslim honay k naatay apkay is boycott walay revuee ko har muslim achi nazar se dekhay ga aur dekhna bhi chahye q k yeh aik eemani ghairat hai.france jaisa k aap jantay hain k yeh non mualims hain aur yeh log hamesha se he mualims k anti rahay hain aur sird anti nahi hain balkay muslimano ki tazleel krtay aaye hain.aur yeh to kabhi kabhar naooz billah hamary piaray nabi Hazrat Muhammad (PBUH) ki shaam mein bhi gustakhi krtay hain aur jahan tak mera knowledge hai france ne aisa pehli baar nahi kiyya aur is se pehlay kai baar is kisam ki ghatiyaa harkaat kr chuka hai jis pe mulim awam seekh paa hai.hum sb pakistanio ko chahye k hum apny country pakistan mein istamal bonay wali france ki priducts ka total boycott krein aurpakistan mein france ki products ki kharees o farokht pe bhi government pabandi laagye.agr hum france ki products ki complete boycott kr dein to france ki economy bhi kafi barbaad ki ja sakti hai aur yeh hamara islamic fareeza hai k hum inki products ka biycott krein aur aik pakka aur sacha muslim honay ka saboot dein.france ki kuch products k bame aapkay sath share krta hon jo kafi famous hain pls inka biycott krein aur inki khareed o farokht se avoid krein.woh fanous products darj zel hain

        LU
        Michelin
        Liverbrother
        Total fuel
        Loreal
        Garnier
        Lacoste
        Elf
        Dier
        Accor etc.

        اب آن لائن

        Working...
        X