Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !
    youtube earning: Asalam O alykum ap janty hain kay youtube pay kam krna bhot mushkil hai is men kafi kam krna parta ap ko mehnat krni parti hai 2 sal to ap ko earning ka sochna he nahi hai ap ko sb sy zyada mehnat krni parti hai ap ko chahehaya ka ap mehnat kren ap ko sb sy pehly youtube creat krny sy pehly demag men ek topic sochna parta hai ap sb sy zyada janty Hain kay ap kis chez men mahart rkhty hain ap ko kya chez ati hai kya ni ati hai ap ko roasting ati hai ap singing kr lety hai ho ap editor ho jo kam ap ko sai sy ata hai ap us channal ko creat krO mehnat kro is sy kafi earning hoti hai earnig ap ko kafi zyada milti hai jab ek level par a jaty hain earning kay lia pehlay mehnat krni parti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

    Dear aapane bahut hi important topics related Apna review Hamare Sath share Kiya Hai no doubt Jab Ham YouTube se related apni learning complete kar rahe hote hain to yah Hamare liye ek perfect platform Hota Hai Jis per Ham bahut jyada hardworking Karke apni earning increase kar sakte hain dear agar aap YouTube per koi aisa channel create karte hain yah aap apni advertisement se related kuch important platform is properly utilised Karte Hain To aap apni earning mein bahut jyada increment kar sakte hain lekin agar aap YouTube par apni earning Koi increase karna chahte hain to aapke pass ISI related important skills ka available Hona bahut hi jaruri hai otherwise aap apni earning ko increase nahin kar sakte.

    Dear jab aap YouTube channel se related apni learning complete kar rahe hote hain to usmein aapke pass different options available Hoti Hai Jiski basis per aap apni learning aur earning ko increase kar sakte hain no doubt Jab aap ke pass YouTube ka complete knowledge hota hai aur isko properly facilitate aur utilise karne ke liye aap kaun si cheez Rahte Hain To usmein aap apni earning ko increase kar sakte hain.

    Faidy :

    Dear jab aap YouTube per Apna Koi channel create karte hain yah apni earning se related koi bhi Aisa important platform banate hain to usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain aap apni income ko bahut jyada increase kar sakte hain aur uske sath maximum advantages Hasil kar sakte hain isliye aap is platform ko properly utilised kar sakte hain aur ismein apne daily targets ko achieve kar sakte hain to no doubt yah Ek bahut hi important platform hota hai jisse aapko maximum advantages mil sakte hain.

    Nuqsan :

    Dear jab ap is platform per different members ki earning ko study Karte Hain To Kuchh Aisi members bhi hote hain jinko ismein bahut jyada nuksan ho raha hota hai aur vah apni earning ko increase nahin kar sakte isliye aapko bahut carefully is per attentively decision-making Karni chahie aur apne Karm ki quality ko according to standards karna chahie otherwise aap ismein successful Nahin ho sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

      Salam dear membersji aapke hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke YouTube ke adde ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki YouTube hamare liye kitna best shot se hibiscus kafi acchi hai de kar sakte hain yah kafi best aur se milne ke liye aap Ghar baithe agar aap ghar mein Fark hai females koi bhi to vah YouTube par kab kar sakte hain aapko bataya kya abhi YouTube per channel banana hota hai aur uske liye ham log kafi achcha kam kar sakte hain ISI tarah abe coffee jyada advantages de raha hai sabhi kafi jyada fayda hasil ho raha hai bahut jyada log kis kis kar rahe hain ISI tarah main aapko iske bare mein detail se batati hun .

      Account channel .

      G to aap ko pata hai kya me YouTube ka channel banana hota hai aap ko pata hai ek bahut hi famous application hai bahut hi famous app hai to hamen iska channel banana hota hai aapka apne naam ka ek chehra gora hota hai jiska jariya aap ismein Delhi ki videos de sakte hain aap 1 topics latka Le uske liye aap apni daily ki usi ki related videos upload kar sakte hain aur iski jarurat jitne jyada aap ki vyavastha subscriber honge uske hisab se kafi aapko acchi and kahan se ho sakti hai ISI tarah hamare pass uski kafi jyada advantages hai aur koi disadvantages hai jo main aapke sath detail se share karti hun .

      Advantages .

      G aapko pata hai ke a agar ham log YouTube channel banate hain to hamen is kafi jyada achcha profit on sale of sakta hai aap Delhi page per apni koi bhi videos upload vahan per kar sakte hain cooking ki kar sakte hain polara ki kar sakte hain velox bana sakte hain Jo kam aapko achcha Lage aap vahi kam kar sakte hain aur jitne jyada aapke subscriber hote jaenge vivid hote jaenge likes comment to iske hisab se aapki earning din bade increase hoti jayegi Jo hamare liye kafi jyada bestest ki sari ham log kafi acchi and kar sakte hain .

      Disadvantages .

      dear agar aapki videos acchi nahin hogi public ko videos pasand nahin aaegi to die se aapke was banenge aur naahi se aapke subscriber banenge aur isase aapko koi fayda bhi hasil hi hoga na hi aap iske liye FIR acchi nahin kar sakte hain FIR aapka bus net package he was hoga ko bataya ki that se chalti hai aur jab tak aapke phone mein net nahin hoga to aap YouTube coppa nahin kar sakte isliye aapko quality work karna chahie tabhi aap ismein kam kya Ban sakte hain kafi mushkil hai ismein famous hona aur ismein kamyabi hasil karna .
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

        Walekum assalam aajkal social media per running bahut jyada hi bahut se log kaise hain YouTube se bahut jyada earning kar rahe hain aur uska tarika karya hai ki sabse pahle vah YouTube per apna channel banate hain aur channel per video upload ki jati hai jaise hi aapko milta hai to aapko per bhi unke Hain sabse YouTube per payment ki jaati hai aur bahut se log aise Hain Jo Delhi ki passage per bahut achcha profit Kamar rahe hain YouTube channel se agar aap bhi YouTube channel banana chahte Hain to uske liye aapko ya nahin chijon ko follow karna chahie uske bad aap bhi YouTube per acchi aur nahin kar sakte hain

        ADVANTAGES :

        jab aap YouTube se related apni information hasil karte hain to aapko pata chalta hai ki yahan per Delhi ke bahut jyada weavers hai aur yahan per Delhi ke bahut jyada abuse hote hain to uske liye FIR aapko apna channel banana hota hai

        agar aap YouTube par channel bana lete Hain aur yahan per aapko acche views milte Hain to aapko bhi uske hisab se payment ki jaati hai kyunki yahan per aapko bhi viewer ke hisab se payment ki jaati hai jitne jyada aapke bhi viewer honge aap ke jitne jyada views lagenge aapko itni hi acchi payment hogi

        agar aap yahan per chahte Hain Kya aapko acchi se acchi payment ho to uske liye aapko apne content ko improve karna hoga kyunki agar aapka content different nahin hoga to aapko kabhi bhi acchi payment nahin hogi YouTube per vahi log kamyab hote Hain Jo content creator hote hain unko aise bande nahin chahie Jo ek dusre ka content copy karte hain agar aap ek dusre ka content copy karenge to aapka account bahan bhi ho sakta hai isiliye koshish karenge content create karne aur apna hi content apne account per upload Karen Taki aapko acche se acchi payment ho sake

        DISADVANTAGES :

        kyunki YouTube per bahut se log ab channel banaa rahe hain aur is vajah se Ham ek yah masala sabse jyada a raha hai ki vah ek dusre ka content copy kar rahe hain jiski vajah se bahut se log jo kafi jyada active mind ke sath kam karte hain aur achcha content lekar aate Hain lekin unka content copy ho jata hai aur unke hisse ki payment kisi aur ko Mil jaati hai yahi sabse bada disadvantage hai YouTube par channel banane ka kya kar aapka active mind hai to bahut se log aap payment ko copy karte hain aur achcha profit kamate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

          Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review YouTube ki earning per mabni hai

          Introduction.
          My dear all Forex member aajkal bahut achcha review hai YouTube ki earning ke related aaj ka hamara review hi my dear all Forex member aap sab log jante Hain ki is time sabse zyada earning youtuber kar rahe hain jaisa ki agar Ham PUBG GAME ki baat Karentu Is se logon ne bahut zyada earning ki Hai live streaming per logon ne YouTube channel banakar livestreaming karke bahut zyada karne ki hai iske sath sath YouTube bahut achcha platform hai aur ismein aap bahut zyada earning kar sakte hain dear YouTube Ek aisa platform hai jismein aap apne video upload karke a aap Jab mukmmal taur per famous Ho jaate Hain yah aapki vah video Jo logon ne a 400 hour dakho ho aur 1000 views hun tota baap ki earning start Ho jaati Hai US time aapka channel monetization ho jata hai hai aur aapki karne start ho jaati hai aur aap ki video YouTube ke top per a jaati Hai.

          FAIDEY YOUTUBE.
          my dear all Forex member jaisa ki aap jante Hain ki YouTube earning ka bahut bara zarya Hai YouTube earning ke bahut se fayde Hain YouTube mein aap apni video upload karke earning kar sakte hain YouTube mein aap live streaming karke earning kar sakte hainis per aap apna informative channel bhi bana sakte hain aap apna Discovery channel bhi banaa sakte hain ismein aap aap jo bhi Jis chij ke related general cricket karna chahte hain aap kar sakte hain aur aap YouTube se aur earning kar sakte hain YouTube Ek wasee channel hai his main ap cooking kar k pollar ke video say bhi earning kar sakty hn iske sath sath YouTube earning karne ke liye Ye aap ke subscriber bhi hona zaroori hai.

          NUQSAN.
          My dear all Forex member jaisa ki aap jante Hain agar aap kab camera yah aapka mobile ka camera achcha nahin hoga to aap ki video acchi quality ki nahin hogi to ise log dislike karenge to aap YouTube se earning nahin kar payengeYouTube ka nuksan ji hai ki agar aap kisi ki video ko copy karenge ya kisi Aur ki video upload karenge to aapke channel ko block ya band kar diya jaega Aur isase bhi aap YouTube se earning nahin kar sakte.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

            Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic YouTube earning se related Hai
            YouTube Ek bahut hi behtarin platform Hai Ek Aisa channel Hai Is per yah Ek Asia platform hai aur is per Hamen Tamam type ke material bahut jaldi se mil Jaate Hain aur iska istemal karte hain aur ham Yahan per bahut aasani se apne Tamam materials Dhamal kar sakte hain YouTube per aap videos upload Karke aap apna channel bana sakte hain aur usse ek Achcha earning package Hasil kar sakte hain YouTube per running karne ke liye Hamen is per Koi Na Koi Apna account open karna padta hai channel banana padta hai aur ismein Hamen Apne channel ko create karne padega Jis per channel ko Ham banane ke bad is per different interesting videos upload kar rahe hote hain aur Hamen fayda Milta rahata Hai YouTube per Ham kam Karte Hain To Hamen Kafi Achcha profit Milta Hai Aap Agar YouTube par channel banate hain to aap aapko YouTube se ek limit Di Jaati Hai vah limit complete hone per aapko earning start ho jaati hai agar aap ki channel per 1000 subscribers aur 4000 watch time ho jaaye to aapki earning start Ho Jaati Hai
            advantages
            iska Hamen sabse Bade advantages yah Hota Hai Jab Bhi Ham apni study aapane business-related Kisi bhi Kishangarh topic information required Ho To Ham is per search karke easily nikal sakte hain aur Hamen Apne channel ko banane ke liye apni acche content ki jarurat hoti hai agar Ham Achcha aur basic informative videos upload Karte Hain To Hamara channel bahut jyada aur nahin karna hai shuru ho jata hai Hamen Apne channel ko banane ke liye Kafi accountant Rakhna chahie agar aap different ke sang ke basic topics Rakh sakte hain cooking se related health related diet se related study se related yah Koi stylish cheez upload band karna chahte hain Kisi Ko aware karna chahte hain to aap kar sakte hain aur aap yahan se Kafi acchi earning kar sakte hain
            disadvantages
            Iske disadvantages yah hai ki Ishq channel ko Rang karna Kafi Mushkil Hai Kafi time lagta hai aapko channel Run hota hai aapko yah Tamam iski rules and regulation ko follow karte hue hi kam kar sakte hain agar aap ek bhi rule Tod he argues ke against kam Karenge to Aapka Channel band kar diya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

              YouTube ek jabardast platform hai jis main log video upload karte hai ismein bahut log jyada kam kar rahe hai. Or earning bhi Kar rahe hai Aaj kal Jab dekha jaaye keh is ki competition bahut jyada ho chuki hai. Iski policy bhi bahut sakht hochuki hai. Ismein channel banana hai padta hai is Mai Chennal ko monetize ise karna padta hai. Is channel ko monetize karne ke liye hamen bahut jyada waqt dena padta hai. 4000 watch time aur 1000 subscribers ko pure Karne parte hai tab ap ka Chennal monetize hosakta hai. 4000 watch time aur 1000 subscriber ko pura karne ke liye kam se kam 6 mahine lagte Hain tab hamen YouTube mehnat ka phal deta hai. Ismein log bahut jyada paise Kama rahe hain. Lakhon karoro rupe kAma rahe hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

                Dears ap na aik important topic choose kiya or es pa bhut acha review diya or apna knowledge hmary sath share kiya dears ajkl YouTube earning ka bhut trend hai log YouTube pa channels bna k kaam kr rahy or achi earning kr rahy hain agr ap chahte hain ap YouTube k through earning kry ap ko es pa proper searching krni ho gai or aik asy topic pa channel bnana ho ga jes ki ap skills rkhta hain tabi ap properly earn kr saky gy bhut sary log jab youtube pa channel creat krta hain uney kafi saal lg jaty hain es pa earning hasil krna k ley soo jab b ap YouTube pa kaam kr k earning ka socha es bat ko mind ma rkhy k ya aik long time period wala kaam hai es pa asa ni ho sakta k aj ap kaam kry or kal ap ko es ka reward mil jy soo YouTube earning k ley asa topic pa channel bnay jesy log dakhna pasand krta ho ta jab ap kaam kry tu ap ko us ka faida mily es pa quality work kiya jata hai low standard kaam pa ap ka channel ni chal sakta

                Faidy...

                YouTube pa channel bna k earning k kia fadiye hai ma ap k sath share karo gi dears aik baat mind ma rkhy k jab b ap es pa kaam start kry gi ap ko earning zror mily gi mgr ap ko patience sa kaam krna ho ga or standard wala kaam krna ho ga tabi ap YouTube pa earn krna k qabal hon gy wrna ap es sa koe khas profit gain ni kr saky gy

                Nuqsan....

                Ya aik long term kaam hai es pa ap itni jaldi kuch earn ni kr sakta ap ko es pa proper time dena ho ga or quality work krna ho ga wrna ap kuch b gain ni kr saky gy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Youtube Ki earning par mabni hai !

                  Assalamu Alaikum doston Jaisa ki aap Sabko pata hai ki aaj ke Jamane Mein Sare log YouTube per Adnan Ke Chakkar Mein Hai Har Banna Chahta Hai Ki vah YouTube per Apna channel banae use monitise Karen aur usse vah income generate Kare to Samay aapko bata do Ke YouTube aaj ke Jamane mein Facebook per bhi monetization on Hua Hai Log Apne modification ke videos dalte Hain vah Kisi Se Pyar Nahin karte hain ISI tarah ho Forex trading bhi log karte hain freelancing karte hain motor depression ke quality Uske contents create karte hain aur Ishita log online on 80 feet main Kisi Na Kisi Se wasta Hai To Samay aapko bata de ke YouTube YouTube jo hai yahan per Kuchh Bhul jode Kuchh regulations hote hain aur Usi ke hisab se jawab Apna channel promote karte hain aur channel banate hain to aapko income deta hai aur aap usse income Hasil kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X