Yah review thermos say related hea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yah review thermos say related hea
    Humara aaj ka topic hea chay wly thermos say related heq har ghar main thermos ka zada istemal sarde kay mosam main krna chahie is say yeh banifit hota hea kay sarde main chay thande nai hote our garam e rahte hea thermos har ghar main zarur hota hea thermos ke zada zarut tab phrte hea jab hum kahin door chay lay kay jain thermos both say colour kay hoty hain our both different hoty hain thermos hum kise bhe dukan say lay sakhty hain thermos kitchen ki khubsurat ne bahut zada izzfa karta hain thermos ko jo jagha jagha ja kay chay bachty hain to bhe both us krty hain pathan bhe us karte Hain wo din bhar thermos main kawah bachty hain thermos ka reat zda nai hona yah humain kab paison main bhe mil jata hea our har aadme us kar sakhta hea ..
    Nuksan..
    Thermos ko humain us kar kay use waqt dho dana chahie is leya kay thermos belkul band hota hea to na dhony say thermos main both smell aa jate hea is say bhe pher 2sre dafa us krny main mushkil hoti hai thermos ko kosish krin kay neechy na grny dain nai to thermos toot bhe sakhta hea
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yah review thermos say related hea

    dear yoon to hamaray liye har aik ghar main thermous ka hon abay had lazmi bhi hay aur hamko iski kabhi bhi zarurat parr sakty hay jis k liye ahamray pass aik achi quality ka thermous hon ais liye lazmi hay k hamko isaka use tab he karna parta hay ya tab he karna hota hay jub hamain is main chaye daaal kar kahin thoray door faslay pay lay janay ki zarurat hoty hay ya ham is main chaye tab he daltay hain jub hamain is main chaye peena main dair lag sakty ho aur agar ham iska use kartay huway faida hasil nai kartay hain tk hamko is maiin kabhi bhi aisa nai akrna chaye jis say hamko koi nuksaan ki umeed ho aur ham is say nuksaan hasil kark he iska use chornay main kamyab hoaty hain,
    agar hamko koi achi company ka thermos milta hay uska hamko bahut ziada is liye bhi faida hasil hota hay k us main hamara doodh aur chay dair tab hamaray liye taaz bhi rehty hay aur ham iskay use say sakoon aur taste ko hasil kar skatay hain.

    FAIDAY;

    dear waisay to thermos har ghar ki bahut ziada zarurat hay magar hamin iska tab he acha faida hasil hota hay jub hamko is main garm chaye ko kisi aisay mukaam pay lay jana hota hay jisk saths ath yeh ziada say ziada dair tak garm rehty hue hamari zarruat ko hamaray mined k hisaab say garm rakhty hay aur agar ham iska propper use kartay hain to hamko sirf thermos he is facility say faida day sakta hay isk ilawa ham kabhi bhi apnay doodh ya chaye ko ziada say ziada dair tak garm nai rakh saktay hain aur na he ham iska same zaika hasil kar skaaty hain jis sy hamin iska nuksann nai hay balk ziada tar faida he hay.

    NUKSAAN;

    dear thermos ka hamko aik he ziada tar nuksaan rehta hay k agar ham is main chaye ziada tez garm daltay hainto iska sheesha kabhi bhi toot sakta hay jis say haamra nuksan sirf isi baat main he hay k hamara sara us wakt ka prograam kharaab hos akta hay ya ham agar isay kabhi kbhi wased nai karta hain to iski smell hamko aik bahut ziada badboo day sakty hay jis say haamra tea ka maza hasil akrna mushkil ho sakta hay aur sath sath hamain is main say zaika ka milna bhi kabhi mumkin nai hos akta hay jis say hamain iska use akrnay say nafrat bhi hos akty hay aur ham har kisam ka nuksaan bhi hasil kar skatay hain isk ilawa is main hamain koi kisi kisam ka koi nuksaan nai hay.
    • #3 Collapse

      Re: Yah review thermos say related hea

      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Ki Aaj Kahan Mara topic kitchen ki ek bahut hi Khubsurat chij se related hai Aaj Ham aapke sath apnon Nali thermos ke related share Karenge yah Har ghar mein bahut hi kam ki chij Hoti Hai Jaani ke important chij Hoti Hai thermos ka istemal Har ghar mein bahut jyada Kiya Jata Hai ismein Chahe Dali Jaati Hai Taki Hamari chahie Garam Rahe aur ham thermos Mein Ek Jagah se dusri Jagah per apni chai Basani Lekar Ja sakte hain market main aapko booktrip ki Sabke thermo Paye Jaate Hain aur bookleaf designing ke tarvos hote hain aap jis Tarah ka chahe khareed sakti hain thermos kitchen ki khubsurti ko bhi banata hai thermos Jitna Khubsurat aur Achcha Hoga itna hi pay Dar hoga thermos ka istemal Hamare Har gharane mein kiya Jata Hai Iske istemal ke bahut se advantages hai aur kuchh disadvantages hai jo ki main abhi aapke sath share karungi
      Advantages
      Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Ki thermos Ek bahut hi Khaas chij hoti hai ki Jhanki is Mein Hamen chai dalne the Waqt ya Kisi bhi tardiff hone ghante Tak chai ko garam Rakhta hai thermos ka istemal ka fayda yani thermos ka fayda tabhi Hota Hai Jab Ham thermos Mein chai dalkar Ek Jagah se dusri Jagah Lekar Jaate Hain aur vahan per garm pesh Karte Hain jadatha thermos Agar aapke ghar mein koi bimar ho gaya hai to hospital vagaira Mein Tarah Mujhko bahut jyada use Kiya jata hai ismein aap Jakhmi vagaira dalkar Apne mareez Ko bhej sakte hain thermos main aap aap apni Chai Bhi Dal sakte hain Taki Gate Thandi Na Ho thermos ka istemal Subah Sham aap apne ghar mein kah sakte hain yah Agar aapke hi ghumne firne ja rahe hain to bhi thermos aapko bahut jyada madad deta hai apni chai ko sev karne ke liye aap market mein bahut hi min surprise Mein thermos khareed sakte hain Kyunki yah bahut hi acche ki sankhya bhi Paye Jaate Hain aur kuchh bahut jyada normal price Mein Hote Hain Jo ki aap aasani Shri sakte hain thermos na se aapki chai ko Garv lagta hai Bal ke aapki tension bhi tension free ho Jaate Hain Jab aapke hi ghumne firne Ja Rahe Hain To Agar aapke pass acchi company ka thermos mein jo hai to aap Kisi Kishan ki pareshani ka Samna Nahin Karenge
      Disadvantages of Thermos
      Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Ki Jahan per advantages Ho thermos ke bahut jyada hai Hai Vahi per thermos ke Kuchh disadvantages bhi Hain Jo Ki Main aapko bhi batati hun Agar aapke pass acchi company ka thermos main Jhuth Nahin Hai To yah aapki chai ko ya Kisi bhi chij ko likhkar chij ko bahut jaldi Thanda kar deta hai aur Iske andar Lagi Botal bhi bahut jaldi Garam ki dal Se Toot Jati Hai thermos ke istemal se chai Ka Rang bhi kharab ho jata hai thermus mein chai Agar Jyada der Padi Hui Hai To vah Kali Ho Jaati Hai Aur Peene Ka Dil nahin karta bacchon ko thermos se Hamesha Dur rakhen thermos bahut Nazuk chij Hoti Hai Jara Si batati se kharab bhi ho sakta hai thank you
      • #4 Collapse

        Re: Yah review thermos say related hea

        Friends...mera aj ka review ek ghrelu item pe mubani h..jo k bht useful h...👍
        THERMOS:
        doston thermos ek zroorat ki cheez h jo k hr ghr me e use hta h...sbse phle tou ap ko yeh pta hona chahye k thermos h kia cheez ... thermos ek container ya bottle numa ek cheez h jisme se air pass nj hoti or agr ap isme grm cheez rkhengy tou wo grm e rhegi or agr tnndi cheez tou wo thndi rhegi...yeh cheez k temp ko constaty rkta h... or yeh bht e useful cheez h 💯agar hamen koi achi company ka thermos milta h tou uska hamen bohtt ziada is liye bhi faida hasil hta h k us main hamara doodh aur tea or bhi koi drink dair tak hamey liye taaza bhi rehti h aur ham isk ay use se grm ya tbndi cheez ko enjoy kr skte hyn...
        ADVANTAGES 😍:
        Thermos ka sbse bra faida yehi h k yeh apki tea ya or b koi b liquid cheez ho usy constant rkhta h us k temp ko brqraar rkhta h..yeh sfr wgera me bbt kaam ata h..or agr apko tea wgera ya koi cheez kahin deni ho tou aisy me thermos bht kaam ata h...dear wese to thermos hr ghar ki bht ziada zarurat h...magar hamen iska tab hi acha faida hasil hota h...jub ham is me grm tea ko kisi aaisi jgah ya kahin pe le kr jna hta h or is trah yeh ziada der tak garm rehti h..or hamari .. thermos jesi facility say faida day sakta h...👍 isk ilawa hm kabhi bhi apne doodh ya chaye ko ziada dair tak garm rakh sakte hyn.... aur na hi ham iska same zaika hasil kar skte hy ...jis sy hamin iska nuksann nai h... blkeh ziada tar faida hi hota h...is wja se ajkal thermos bht e ziada demanding b h or zroorat ki chez k sth sth useful b h...💯
        BEST COMPANY THEROMOS AVAILABLE IN PAKISTAN:
        1.Thermos Stainless King 68-Oz. Vacuum Insulated Beverage Bottle.
        2.EcoVessel Perk Insulated Stainless Steel Coffee Bottle.
        3.Stanley Classic Vacuum Bottle.
        4.Zojirushi Stainless Steel Travel Mug.
        5.Hydro Flask Wide Mouth Coffee Flask.
        • #5 Collapse

          Re: Yah review thermos say related hea

          thermos main hum pani grm rakh skty hyn minded ni to calamity bht kam hain.agar aap kamyab hona chahtay hain to kuch batain aap k sathshare kar raha hunjin ko aap stand unending by kar k kamyab ho sktay hain aur agar is apparent koi kaami ho gi to endorse perilous or abet kar saltay hain aap k ..yeah chand aik cheezain aisi hain jin ko aap ko tolerate karnan pennon snake out walk Circa suitable downmotion ka on the abbreviate a rug de To Hamen surrounding just about in change of in the capability faculty go fantasy ko acchi Tarah Se brook ka Lenachahie aur uske in compress brawl marketplace Mein Apni Baseball unpractical hitter Lagani chahie Taki HamAchcha court Hasil kar combine for isliye Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnatKarni chahie Taki Servant Apne Karm ki swaggering-on all over sides pertinent ko bathar Bana favourable brook for aur Attached states Achchaearnings hassil kar Payenge Hamen Apne kam rice ki dissemble ko acchi Tarah SeSam instrument ko masturb liye group koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko keep on ya Come into gratification of karnay spar pehlay uska rujhan aur administration aur essence Kay ilawa dtockist bna sakta victuals.koshish Karni chahiye kay app trends ki administering may hi jaye.agar kisi talent ka trollop worthwhile countienusly here
          • #6 Collapse

            Re: Yah review thermos say related hea

            Asslam o alikum dear friends kese hn ap sb..
            Dear members bht hi important chez per review diye aap tmam ne..

            INTRODUCTION:
            dear members thermos aik aisa bartan hai jis mn vacuum lga hta
            Hai agr aap us mn grm tea ya pani daalty hn to kafi wqt tk woh chez
            Garm rehti hai

            FAIDY:
            dear members thermos k bht faidy hn jin mn se chand aik faidy mn aap
            Se share krna chahun ga..
            Agr aap travel kr rhy hn jahan apko tea ya garm milk ki zrurt
            Parti hai to aise mn thermos bht hi kaam ki chez hai.. ap garm milk
            Ya tea ya pani etc daal kr sath ke jaen km az km subah se sham
            Tk woh chez usi halat mn mojud rhy gi ..
            Is k ilawa agr aap gari mn hn aur aap ne tea ya milk wghera safe rkhna
            Hai to aap thermos mn daal kr dhakkan bnd kr len aise mn jo chez
            Ap thermos mn rkhen gy woh girny se bachy gi. ..
            Thermos light weight aur size mn zyada bara nahi hota aap asani se
            Kahin bhi sath le ja skty hn asani se kisi bhi shop se mil jata
            Hai..

            NUQSANAT:
            Thermos mn bht thick glass lga hta h agr aap ne local thermos
            Purchase kia hai to woh garm chez dalty hi phatt skta hai..
            Agr aap k hath se gir jae jb bhi Thermos mn mojood vacuum
            Toot skta hai jo repair nahi hota...
            • #7 Collapse

              Re: Yah review thermos say related hea

              Assalamu alaikum
              dear aaj aapane apne review mein ghar mein istemal hone wali ek bahut hi acchi chij ke bare mein baat ki hai jo ki hai thermos. Dear jab Ham baat karte hain thermos ki to is silsile mein main aapko yah batana chahti hun ke thermos 1 container ya FIR ek botal namah chij hoti hai jiske andar ek glass ki botal rakhi Hui hoti hai jo ki ki bahut kam ki chij hoti hai aur dharm mein main kam vahi botal kar rahi hoti hai yah ek aisi chij hai hai ke jis mein agar aap aap garm chij rakhte Hain to aapko vah vah garm hi rehti hai aur agar aap ismein thandi chij rakhte Hain to vah thandi hi rahti hai lekin agar dekha jaaye to mostly thermos chijon ko garm rakhne ke liye Hi use Kiya jata hai.

              Advantages:
              dear jab Ham baat karte hain thermos ke advantages ki to iska main advantage hi hota hai ki jab aap ismein Koi garam chij rakhte hain to vah 5 ya 6 ghante ke bad bhi agar aap istemal karna chahte hain to aap ko hua garam hi hi milati hai kyunki yah ek aisa atite jar hota hai ki jis se Hawa nahin gujar sakti aur uski vajah se jise thandi bhi nahin ho sakti yah ek aisi chij hai ki jis ko aap kahin travel karne ja rahe ho to aap ismein dudh chai ya FIR garm Pani easily e lekar ja sakte hain kyunki yah ek portable chij hai jis ko aasani se a carry Kiya ja sakta hai.

              Disadvantages:

              dear jis tarah aur chijon ke bhi disadvantages hote hain ISI tarah thermos bottle ke bhi kuchh disadvantages hai kyunki yah bhi ek ek aisi chij hai ki jismein jab aap Jo chij garam ya FIR thandi jis tarah rakhte Hain aapko aise tej milati hai lekin jab aap vah chij kuchh ghanton ke bahut dobara use karte hain to aapko pata chalta hai ki uska taste pahle jaisa nahin hota jis tarah aap ne use chij ko fresh use Kiya hota hai to uska jo taste hota hai vah taste nahin karta kyunki ismein kuchh ghante jab jisse padi rahti hai to vah apna test ko deti hai isiliye ye ka istemal ab maujuda daur mein bahut kam ho gaya hai kyunki Ham hamesha fresh chij khane ja peene ko he prefer karte Hain.
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: Yah review thermos say related hea

                  Aoa Umead hy sb loag khairiyat sy hon gy. ajj ka topic tharmos p hy jo k hamari raoz marah ke zindagi main bhot ziada istemal hota hy. Tharmos aik aisa storage bartan hy jo chezon ko bahar k darja hararat sy ziada
                  thanda ore garam rakhta hy. yeh do chezon pa mushtamil hy aik eska oper wala
                  hisa jisy casing kehty hn jb ky dosra eska andar wala hisa jisy glass kehty hn.
                  yeh hisa casing k andr hota h. Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_101259.jpg
Views:	1
Size:	115.4 کلوبائٹ
ID:	12337930Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_101242.jpg
Views:	1
Size:	136.4 کلوبائٹ
ID:	12337931
                  ].yeh kisi bhe liquid ko bahot dair tk thanda ya garam
                  rakhta hy. yeh gharelo estimal ke aik bahot achi cheaz hy esko hum hat jaga
                  istimal kr skty hn q k isay istimal krna bahot he asaan hota hy
                  yeh portable cheaz hoti hy.jisy choty bary sb asani sy istimal kr sakty hain.
                  Faiday:
                  liquid ko lambay arsy tk thanda ya garam rakhta hy.
                  Cheaz zaya nhi hoti.
                  Cheaz taza rehti hy.
                  Nuqsanat:
                  Eska nuqsanat bahot kam hy. Bs isy ehtiyat sy istimal krna chaiya q k agar
                  yeh gir jay to eska glass toot jata jo k market sy kafi mehnga milta.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yah review thermos say related hea

                    Assalamu alaikum ummid karta hun ke tamam forex members khairiyat se honge. Aapne Bohat interesting topic ko choose Kiya hy review ke liye.Thermos Har Ghar mein aur Iske alava bahut sari jagah per use Kiya jaate Hain. Thermos basically kisi bhi liquid ko garam rakhne ke liye use Kiya jata hai. Aajkal market mein main bahut se thermos available hain. Thermos ke Bohat se advantages hain jo main apse share karne laga hun.

                    Click image for larger version

Name:	tea-thermos-flask-500x500.jpg
Views:	1
Size:	21.1 کلوبائٹ
ID:	12337966


                    Advantages.
                    Thermos ka sabse bada advantage yah hai ke jab bhi aap koi cheez garam kar ke thermos mein daalte hain tu wo kaafi daer Tak thermos mein garam rehti Hy. Thermos Har Ghar mein Hi use Kiya jata hai jab bhi log chai banate hain tu chai banane ke bad thermos mein Dal lete Hain aur table rakha dete hain, jab breakfast karne ke liye ya wese chaye peene ke liye wo table pe bethty hain tu thermos se garam garam chae pee let's hain jabke agar wo chai banane ke Baad thermos mein nahi rakhte to chai thandi hojati. Iske elawa log paani garam kar ke khaas taur pe sardio ke season mein paani ko garam kar ke thermos mein daal dete hain jiski wajha se paani garam rehta Hy aur jab jab unhein paani ki zarurat hoti hy to woh thermos se peete rehtay hain. Thermos market mein main bahut sare designs main available hai hai aur aur different sizes mein available hai hai jaisa ke a 2 litre ke thermos aur 1 litre ke thermos bi market mein available hai log apni requirement ke hisab se thermos purchase karte Hain.

                    Disadvantages.
                    Thermos ke disadvantages main sabse pahle a yah Hai ki agar yah gir jaaye to Tut Jata Hai Hai jiski vajah se hamen nuksan hota Hai hai aur hamen main naya thermos Lena padta hai. Thermos ke andar bottle hoti hy jo ke thanda paani daalne ke foran baad agar garam Pani ya chai dali jae tu wo bottle crack hojati hy. Thermos ke agar disadvantages Hai ki ismein bahut jyada der tak chij garam hi rahti e agar aap aap ismein chai dalte Hain to sham Tak vah chai thandi Ho jaati Hai hai aur uska test bhi change ho jata hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Yah review thermos say related hea

                      thermo shaikh bahut hi acchi facility hai aur aapko market mein bahut sari hai si chij hai jo aapko provide ki jaati hai turbos ke neta Taurus ke bahut sare model seauron ki prices bheem of the left ankle ke bahut se log kis ko decoration piece ke taur par istemal karte hain kyunki iski uses bahut jyada kam ho gai hai aisi bahut sari facilities hai jo aapka provide ki jaati hai vaise kabhi khamosh hai ko garam rakhne ke liye kisi bhi aur chij ko garam rakhne ke liye Hi banaya Gaya tha kyunki agar aap chai banate hain ya koi bhi aap aisi chij banate hain jis ko aap kar rakhna chahte Hain to aapko thermos ke andar rakhte hain to vah easily kar rahti hai kyunki agar aap usko open-air mein rakhenge to uske liye vah bahut jald thandi ho jayegi isiliye thermo score ijjat Kiya Gaya ke uske andar aap koi bhi chij isko aap kar rakhna chahe vah aapko easily uske andar gram raksha ke lekin iske liye aap aapko market mein Jana hoga aap Agar kisi bhi crockery ki shop par jaate Hain to aapko yah facility provided ki jaati hai Kya vahan per aapko easily thermos available hote hain aur uski price per bilkul madam hi hai agar aap AC market mein pramod purchases karte hain to vah 1000 se start ho jata hai lekin agar aap acchi quality ka thermos purchase karna chahte hain to bahut hi jyada quality uski ho sakti hai aur bahut jyada price whisky ho sakti hai kyon Kya se mukt friends maujud hai jo aapko bahut hi inter kishan kata most wide karte hain aur unke prices bhi bahut jyada hi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X