Ye review jharu py mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review jharu py mabni hy
    Ye review jharu py mabni hy
    Introduction
    Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy. Me aj ek chz py bt krun ge jo ghron me hr roz istemal hti hy r wo chz hy jharu. Jharu ghr ki sfai k liye istemal hta hy. Bghyr jharu k ghr ki safai mumkin nahin. Jharu bht iqsam k hty hyn jesy k phool jharu, brush Wala jharu, baans ka jharu etc. Jharu jaaly utarny me b kam ata hy. R farsh dhonay me b istemal hta hy. Jharu bary b hty hyn r Choty b hty hyn. Jharu k bghyr ghron ki sfai mumkin nahin. Meny aj ghr me istemal hny wali ek zruri chz py bt ki hy ap sb bhi is py apna point of view share kryn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review jharu py mabni hy

    Salam dear members ji aapane hamare sath bahut hi achcha review share Kiya hai Jo kachra dukh related hai hai tel se Kya aapko pata hai ke chhod do har Ghar mein hi maujud hota hai yah kaisi chij hai jo ham log ghar mein shuru Josh karte hain aap ko pata hai ki Ham main apna pura kar clean karna hota hai to mis kajari isliye apna Ghar saaf kar sakte se tarah ji hamare liye kafi jyada advantages for white kar raha hai ham log easily apne Ghar ki safai kar sakte hain is se Ham pure Ghar ki safai kar sakte hain ki tarah ji hamen kafi jyada advantages for white kar rahe hain .

    Advantages .

    Gdr2 aapko pata hai kiske kafi sare advantages hai hai ISI tarah ham log iske jarie apne pure kar se safai kar sakte hain yah kafi swasth ki chij se iske jarie hamen kafi jyada fayda ho jate aap ko pata hai ki iske Shri ham log khade hokar bhi safai kar sakte hain aur is se safai karte aap thak te bhi nahin hai ISI tarah se kafi jyada acchi chij hai safai ke liye ham log iska kafi jyada time is ka use kar sakte hain itni jaldi kharab bhi nahin hota aur kitna mahanga bhi nahin hota .

    Disadvantages .

    aapko pata hai ki har chij ki advantages ke sath jiska Koi Na Koi disadvantages jarur hote hain ISI tarah iske kuch khaas disadvantages nahin hai ISI tarah yah kafi acchi chij hai Ham ka face ka achcha use kar sakte hain .
    • #3 Collapse

      Re: Ye review jharu py mabni hy

      Assalamu alaikum dear Fox member kya hal chaal hea umeed hea aap sab teak ho ge aaj ke post jharu kay barya main hea jharu har ghar main hota hea aasa to ho he nai sakhta kay kisse ghat main jharu nai ho jharu ke humain har rooz jarurat hoti hai kyunki ghar ko wash karne ke liye jharu bahut zaruri cheez hai ab ho jharu both fancy aa gya hain our humain ghar ko saaf rakhty kay leya hat roz jharu lagana chahie raat kay waqt jharu lagana acha nai ssmja jata ho na lagana chahie hum unche deewar ko saaf krny kay leya deewar ke jale utarne ke liye jagran mein ek lambada lagake jalebi utaar sakte hain jharu ko bki bhe saaf jagah per na rakhen aur jhadu ko kitchen mein to bilkul Bina thi kyunki kitchen bilkul sabse hoti hai aur hamen washroom ko vas karne ke liye alag se jarur rakhna chahieJadu jyadatar do qualities mein hote hain ek baat wala jod hota hai aur ek dusra phool jhadu hota hai ful chalu hota hai aur phone lagane mein FIR milenge bhi nahin hotijyadatar log Jadu ka istemal agar Na Le jaaye to vah saaf karne mein bhi uska Hi istemal karte Hain jhadu ke sath wali bahut acchi tarah se khul jaati haijhadu takriban parchun wali dukaan se Mil jata hai aur jyada itna mahanga bhi nahin hota jadugar amir garib aadmi aaram se fod kar sakta hea
      nuksan..
      Jadu Hamza FIFA is per lagate Hain To hamen jhadu ko bahut ragad ragad ke nahin lagana chahie kyunki ragad ragad ki jhadu lagane se jyada ke din ke kharab ho jaate Hain aur chalu jaldi khatam ho jata hai 1 mahine mein hota hai vahan per sakte hainjyadatar log kahate Hain ge raat ke time jyada nahin lagana chahie yahan Sachi baat nahin aati raat ke time jharu lagana our jharu kay zada disadvantages nai hain
      منسلک شدہ فائلیں
      • #4 Collapse

        Re: Ye review jharu py mabni hy

        Assalamu Alaikum dear friends aaj ka Hamara topic jhadu se related hai dear friend yah Ek bahut hi important chij hai aur Har Ghar Mein use ki jane wali chij hai hi hai Iske bagair Ghar Ki Safai karna bahut hi Mushkil Hota Hai hi Jaadu Hamen Main Har Waqt ki jarurat hoti hai hai aajkal jhadu bahut hi Khubsurat kism ke market Mein Aaye hue hain Daru do Tarah Ke hote hain Ek Phool aur ek Manjhi wala Jadu Phool jhadu bahut hi Aasan De Safai karwata hai aapke sath Milkar yah aapko market se bahut hi Mana surprise Mein Mil Jata Hai Puja do Phool jhadu aap ko Safai karne ka Dil Karta Hai Phool jhadu ka istemal agar aap karen to dear friends chalu ke istemal ke bahut se advantages aur kuchh disadvantages Hai do ke main aapke sath share karungi
        Advantages of jhadu
        Dear friends Jaisa ke aap Jante Hain ke jhadu Har Ghar Mein istemal ki jane wali Ek bahut hi important chij hai hai Iske istemal ka Hamen sabse bada advantages yah hai ki Ham Apne Ghar Ki Safai bahut hi behtarin tarike se kar lete hain jadu se Ham Apne Ghar Ki Tumhen kis ki dost vagaira ko aasani Safai karne mein jhadu Hamari madad Deti Hai hi jhadu ka istemal washroom Ho Gaya dhone ke liye Bhi Kiya Jata Hai Agar aapke pass Jarur na ho to Aapka Ghar bahut hi ganda Lage Jadu ka sabse bada advantages Jay hai ki Ham Jab kitchen Mein cooking vagaira Karte Hain To Hamen jhadu ki jarurat hoti hai hai Kyunki Ham Jab Pyase Aalu tamatar vagaira Karte Hain To kachra niche Gir Jata Hai Jiski vajah se Hamen Safai karne ki jarurat mehsoos hoti hai hi Bar Bar dhone ki vajah se Pani bhi Jaya hota hai isliye jhadu bahut hi best hota hai Safai karne ke liye
        Disadvantages of jhadu
        Dear friend Jahan Par advantages hote hain vahin per Kuchh Jadu ke disadvantages bhi Hote Hain jhadu ka istemal karne se aap ke Baju Mein Dard Bhi Ho Sakta Hai Hai baar baar Jarur Lagana padta hai Ghar Ki Safai karne ke liye aur aapko bahut jyada thakawat bhi mehsoos ho sakti hai hi dear friend jhadu ko Hamesha vah Ek Pyar Se istemal Karen agar aap ise Pyar Se istemal Nahin Karenge to yah aapke Hathon ko kharab bhi kar sakta hai Hi Jadu Bar Bar Hamen naya kharidne per padta hai Chhote jhadu se Safai karna bahut hi Mushkil ho jata hai thank you
        • #5 Collapse

          Re: Ye review jharu py mabni hy

          Ye review ghr mai istemal hinay wali cheez oe mabni haj jis ka naam haj jhaaru .
          Jahruu ghron k3e gallion ke office kee safayi kliye istemal hota hau. Jharru kee bht sari iqsam.hoti hain aur jharru har jga kluye mukhtalif hota hau . Agr farsh hai tiu aap phool jharu istemal kren gy agr zameen haj tou aap baans k bne hue jharu ko istemal krengy agr koi office hau marbles lgi huin tiu plastic se bnay jharu jiskay agay kpra lga hota hau wi istemal kren gy gallion sarkon kee safay kliye aal baans ka jhaaru istemal kren gy. Jharu safayi kliye istemal hota hai aur safayi ek adat hai isko apnayen aur ghron ko galli muhllon ko saaf rakhna ek bht acha gesture hai ye gesture hmen aam krna chahiye aur Hazrat Muhmmad S.A.W.W ne frmaya k safayi nisf e iman hai. Mtlb muslan ka half iman sirf sfayi pe hai baqi half ka ibaadt aur baqi cheezon pe hai safayi kee ehmiat ko dekhen aur safayi se rahen taaky mashra b saaf suthra rahe aur bimarion ka khatma hoga aur aap sehat aur tandrusti kee zindagi jee sken gy.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review jharu py mabni hy

            Introduction

            Aoa...dear memebrs umiid karti hun ky apsab kheriiyat sy hon gy aj apny bahut ee common or sbsy ziada use hony wali chzz ky bary men bat ki hai joky jharu hai.. jesa ky ap sab janty hen k jahru ko ham safai ky lye use karty hen to m apko isi bary men information dn g

            Advantages

            dear members jharu ke bahut ee kam ki cheez hai yeh hamry gharon or hamry environment ko saaf karny mn ek ehm role play karty hen inki madad sy ham safai karty hen apny gharon gali mohalon roads hospitals colleges university offices wghera mn mahol konsaff karny ky lye or kachry konsaaf karny ky lye use karty hen...yh different types ky hoty hen kch beedy ky bny hoty hen kch brush tyo hoty hen jinko plastic ky hands lagy hoty hen or kch ky peechy lamba wood ka dmda lva hita hai tak tam usko easily pakar skyn inko bht ziada use kia kia hai or yeh haamry gharon mn istemal hony wali sbs ziada chze hai or sbsy important bhi hai mao kahen sy bhi market sy jharuuu ly skty hen

            Disadvantages

            dear memebrs wese to jahru ky koi disadvantages nahi hen magar inko use karty huy hamy mehnat karni prti hai or ham thak bhi sakty hen isk elawa kch jahru bht zada dust uraty hen .. umid hai apko mera review pasand aaya hoga thanks
            • #7 Collapse

              Re: Ye review jharu py mabni hy

              dear frinds Asslam u Alikum Omed krta hon k Ap sab thk hon gay Aj ka topik he ghr mn istemal hony wala jharu . or sat ap ko mn btata chlo k jharo k bahot se fwaid hen q k ye ghr mn istemal hony wale chez he jharu ghr ke sfai k lia hota he jharu ke do kesmy hote hen 1 borash wala jhato or 1 Am jo ap log ghro mn istmal krty he jharu ghr ke sfai k lia istemal hora he or jharu ghar k andr dewaro pe jaly hon on k lia n best he jharu se ghr mn pra dask saf krty hen or khas kar k sobo ke time jharu ko istemal krna chahea q k sfai k nifs iman he jharu lgany se sfai sahe hote he or ye hr ghr mn istemal hony wale chz he jharu lagny se aik to dask ni prta phr or jitna saf mahol ho ga otna ap bemario se bachy rahy ge or ye har kism ka kachry ko saf kr deta he or bhe is k bahot se fwaid hen jahru sab se best he sher markets wagera mn ap ja k le sakty hen Ye har jga ke istemal mn hota he jesa k gale mohly hospital colge school shop wagera q k ye istemal hony wale chz he Or dear membar Ap ko mera aik chota sa topik Acha laga ho ga thnku ,.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review jharu py mabni hy

                Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review jharu par mubani hai hai. Jharu bohut kaamad cheez hai jharu har Ghar mein istemal kia jata hai jharu se Ham safai ka kaam krtey hen or Ham sab jantey hen k safai Nisaf Iman hai isliye bhi ye bohut istemal hota hai . Jharu k bohut sarey faidey hen or kuch nuqsan bhi hen Jin k Barry mein ham baat krtey hen
                Advantages
                Jharu k bohut sarey faidey hen ye safai k liye use hota h jharu har jagah jesa k public places or school colges mein bhi safai k kaam aata hai or is ki madad se ham sare Ghar ko saaf kar saktey hen iski maada se Ham dewaron par lge jhaley bhi utaar saktey hen ye har tarah k or har qeemat Kar market mein available hotey hen shops poo par bhi in ka istemal hota h
                Disadvantages
                Jharu k kuch nuqsan bhi hen jesa k jharu bohut jaldi kharab ho sakte hen jharu k Tinley nikal kar har jagah bukhar jatey hen or safai ki Hui bhi nahin lagati isliye hamen jharu ehtiat se istemal karna chahiye aaj Kal jharu bohut mehnge ho Gary hen or achey bhi nahin hotey ek baar istemal k baad hi kharab ho jatey hen or neechey se last har istemal krne party hen jis ki wajah se jhau chote ho jatey hen or istemal karney mein mushkil pesh aati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review jharu py mabni hy

                  Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achys y kr rhy hon gy aj ham jis topic k bary ma baat kry gy vo jharo py mabni ha
                  aj ma apko is k advanatges or disadvantages k bary ma btao gi jharo ko har ghar ma istmal kiya jata ha jharo k bohat zyada faidy han jharo
                  sy ham apni ghar ki sfai krty han ..
                  advanatges:
                  ab ma apko is k advantages k bary ma btao gi jharo k bohat zyada faidy han ya ghar ma istmal hota ha ham isy ghar ki sfai k liay use krty
                  han jharo sy ham khary ho k bhi sfai kr skty han is sy ham zyada thakty bhi nhi han ghar ko wash krny k liay jharo ka hona bohat zyada zrori
                  ha tabhi ham ghar ko achy sy saaf kr skty han ya ham har shop sy asani sy ly skty han jharo ki madad sy ham dust wgera bhi saaf kr skty
                  han is k bohat zyada faidy han hmay kaam krny ma bohat asani ho jati ha ya zyada expensive nhi hota ha..
                  disadvantages:
                  ab ma apko is k disadvantages k bary ma btao gi ya zyada use krny sy ya khrab ho jata ha or ya 1 mheny tak khtam ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review jharu py mabni hy

                    Asslaam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa
                    hongay!
                    Topic:Jharu
                    Jharu jis ko kuch ilakon main boker bhi kehtay hain aik aisi
                    chez hai jis sa hum safai kar saktay hain aur is sa aur bhi
                    bbut sa kaam kye ja saktay hain...Jharu ki banawat kich iss
                    tarha hoti hai k iss main bhut sa wood k patlay patlay teela
                    hotay hain aur un ko akhta aik rasi ya kisi kapray ya band
                    k zarye bandha jaata hai aur phir jharu ban jata hai....Jharu
                    ki aik aur kissam bhi hoti hai jis ko hum phol jharu kehtay
                    hain jis k pechay aik danda lagga hota hai aur agay naram
                    si bareek dandyan si laggi hoti hain jo k baans sa banai jati
                    hain....Teelay wala jharu kacbay farsh aur pakay farsh par
                    bhi chalaya ja sakta hai aur is k ilawa iss k zarye sa jalay
                    bhi saaf kye ja saktay hain jab k dosri taraf phol jharu sa srf
                    pakkay farsh par sa matti hatai ja sakti hai aur yh zyada tar
                    tiles sa dhool saaf krnay k lye use hota hai ...

                    Disadvantage:

                    inka nuksan yh hai yh jaldi khatam ho jatay hain in k telay
                    bahir nikal aatay hain aur toot b jatay hain aur is sa safai
                    karnay sa bhut dhool uthti hai jis sa kai bemarian bhi janam
                    leti hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review jharu py mabni hy

                      ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                      🔶Topic name: jharu

                      🔸INTRODUCTION :

                      """ jharu """
                      Dear friends Humara aj ka Review jharu pe mabni hai. Jharu hamari daily use ki cheez ha es ko ham ghar ki safai k lye use karty hain.

                      TYEPES OF JHARU:
                      jharu 2 Tara k hoty hain .
                      Phool jharu
                      Bans ka jharu

                      Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12335805

                      Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12335806

                      🔸ADVANTAGES OF JHARU✅:
                      Jharu K bht se advantages hain. Jharo ghar ki safai k lye use Kia jata ha es se ghar k her corner ki achi Tarah safai kar li jati ha jharu ghar k elwa or b bht c jagon par istmal kia jata ha. Safai ek nisf emaan ha ghar ki safai se dekhny waly par acha impact parta ha. Aur JHARU ki help se hum safai ker saktay hain.


                      🔸DISADVANTAGES OF JHARU❌:
                      Jharo k koi disadvantages ni hain.siway es k jab ham kasi cheez k neachy jharu lagaty hain to wo kisi cheez k sath atak k toot jata ha es Tara phool jharu b kisi cheez k sath atak k toot jata ha Yahi es k disadvantages hain.

                      ♻CONCLUSION
                      Is topic me hum ne jharu Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k jharu hamy ghar ki safai k lye bht help deta ha or ye ek bht important cheez ha.



                      THANK YOU 👍
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review jharu py mabni hy

                        Asslam o alikum dear forex members kese hn ap tmam log..
                        Dear members bht hi achi aur kaar aamad review post kiye aap ne

                        INTRODUCTION:
                        Dear members jhaaru se kon waqif nahi.? Jharu hr ghr ki zrurt hai
                        Jharu safai k liye istemal hony wale equipment mn bht important
                        Role adaa krta hai aaj mn aapko jharu k chand faidy aur nuqsanat btaun ga

                        FAIDY:
                        Dear members jharu bht cheap rate mn asani se kisi bhi shop se
                        Ya market bazar se mil jata hai.. jharu bht hi simple equipment hai
                        Jisy istemal krne k kiye kisi qisam ki training ki zrurt nai parti..
                        Jharu se dust k ilawa kachra wghera bhi saaf kia jata hai jharu bht
                        Light weight hta hai aur isy use krne k liye electric ki ya kisi aur chez
                        Ki zrurt nai parti..

                        NUQSANAT:
                        dear members jharu bht nazuk hta hai asani se toot jata hai jharu
                        Istemal krte wqt isky tinky hath ya ankh mn lg skty hain..
                        Agr bachon k hath lg jae to bachy jharu k tinky munh mn dalty
                        Hain jiski wjah se germs aur mukhtalif qisam ki bemariun mn mubtla
                        Ho skty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review jharu py mabni hy

                          Asalamalikum!!
                          Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga .... Aj ka hmara topic jharu oar mabni ha . Jharu har ghr ma use hoti ha ya bht achi cheez ha . Jharu ka but faida hota ha . Ya Safi ka Lia istaml hota ha is ka sth hum safari krta ha . Ghr mafrsh ka upar mari dhil is sa saf krta ha jharu ko kism ka hota ha ik phool jharu hota ha ur dosra tesla wala jharu hota ha . Phool jharu ka picha sa plastic ka hota ha ya wood ka hota ha ur is ka aga small piece ma ptla ptla nrm wood ka piece hota ha . Teela wala jharu pora teela sa bna hoa tota ha . Phool jharu ko hum frsh par lagta ha to teela wala jharu hum skht jhga sa lgta ha ya but achi Safi krti ha is la but Sara faida hota ha . Aj ma ap ko is ka bara ma btaoun ga .
                          Advantages:
                          Is ka bht sara advantage hota ha ....ya but faida mand cheez hoti ha is ka sth hum achi Safi kar skta ha . Ya jhga ko achi trha saf kr deta ha . Jharu but sasta mikta ha ur asni sa market ma milta ha . Ya bht asni sa market ma mil Jata ha . Is ka bht Sara faida hota ha is ka bhgr Safi mumkin nhi ha . Ya bht faida and cheez ha.
                          Disadvantages 🤐
                          Is ka bht kuch nuksan bhi hota ha ..... Ya bht jldi khrb hota ha . Agr us par Pani oar jai to ya khrb ho Jata ha . Jharu bar bar nia kharedna prta ha . Jharu ka teela tot Jata ha . Is ka ilawa is ka koi nuksan nhi hota ha .
                          Umeed ha ap sab dstn ko Mera ya review psnd ai ga.. Thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review jharu py mabni hy

                            jharo well is bndy ki bhi salam jo hmy jamre khushya waps yad kr warha h thanks bo y toiplc dekh kr phly to bachban
                            yad agya jbb mama boht marti thi hmmy is sy or hmm marhty h jharo sy y Allah rehm pr y sirf us kam ky ilawa mtlb bachi pr prhny Ky ilawa
                            ghr my bhi kam ati h safi sutri ky or crockodiel marny Ky or chapkhli marny ky or boht sary kamo my washroom mmy is ky to fawaid hi fawaid h nuqsan to kuch nhi
                            bhr hal jharo to jharo h jo safi jo ky safi nfs Iman my ata H adhi neki to lyjati h ya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X