Meta Trader kay behtreen Indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader kay behtreen Indicators
    Dear Forex Members

    Trading main ap ko kamyab honay kay leye zarori naih kay ap ko sub indicators ka use ata ho. even kay jitna zaida ap indicators ka use karian gay us kadar ap kay experience ki values down hogi. esleye koshish karian jab ap indicators use karain woh khas or makhsos karian. jaisy kay meta trader 4 kay jo mujey achy indicators lagy hain un mai MCAD, RSI, MOVING AVERAGE hai yeh 3 bhout he shandar indicators hai ager ap mazeed add karna chahty ho tu ap Bolingerband kay indicator ko add kar lain bhout acha result milyga
    ap se related koi experience hai share karain

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

    kisi cheez ki koi pabandi nhi hey aur iss men hum apni marzi se apnay ghar men beth kar achi income hasil kar saktay hen aur iss men jitni ziyada mehnat karen utna acha profit hasil kar saktay hen Isase Achcha online business ho sakta hai bilkul ho sakta hai lekin Shayad vah business abhi tak kitne popular Na Hue ho kya main unke bare Mein Kuchh Pata Ho ya usne abhi tak Apna Itna Muqabla Banaya Jitna ke Forex trading Ne online business Mein Apna maqaam banaa liya hai aur jitne ke subscribe hai In mein sy kiya behtar hai din bhar full time ka kam yah sirf Forex ka kam online im Ghar baithe ine donon Mein se Kya banta ho sakta hai aur hamen kya karna chahie hamen kis Ko time Dena chahie ya Ham kisi job Mein kam Karen kisi form Mein kam Karen ya kisi institute Mein kam Karen aur yah Ham sirf aur iska kam Karen Ghar baithe koshish karen ki aap Forex ko samjhen aur jab ap Forex ko samajhne ki koshish karte hain to aapka bahut zyada fayda hota hai kyunki yah ek Din online trading business hai yahan per Ham ghar mein trading karte hain aur Ghar se Hi profit lete hain yahan per kam karne ki koi bhi pabandi nahin hai aap apna kam kabhi bhi kisi kisi bhi waqt pura kar sakte ho aur ham yahan per kuch bhi kar sakte hain loss bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

      relative strength index indicator for moving average indicator se related aapane bahut hi perfect analysis hamare sath share kiye Hain no doubt Forex trading me jab aap metatrader 4 per different important indicators ki study complete karte hain to aapko hamesha relative strength index indicator aur moving average indicator ko bahut careful hokar study karna hota hai ki aapke liye bahut jyada profitable indicator ho sakte hain jab aap moving average convergence divergence indicator ko apni trading mein istemal karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

        Dear forex market Mein Ham Jab training kah Rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass mein different trading tools aur indicator sote Hain Jinka Ham trading Mein Sambhal karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai dear jab Ham indicators ke bare mein apni study ko complete kar rahe hote hain to Iske bare mein Hamen yah dekhna Hote Hain Ki Ammi indicators ka use bhi Aata Ho Jab Ham acchi tarike se indicators ke use karte hain to main trading mein bahut jyada success mil sakti hai isliye Hamen chai ke different indicators different strategies ke liye use Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

          G dear hum sub dost janty haon k jb trading ki jati hai to graph mein some tools hote hain jo k diffrent work kele hota hain graph ko set krne kel timing ko set krne kele date .size wagera ko set krne kele to hum jante hain k sub sy phle inhi tools ko jane kele hmen mehnat krni parti hai phir ja kr graph ko samjhen tab ja kr hmen trading krmi ho gi taky loss sy bach jy yahi hmre lye faida hao
          • #6 Collapse

            Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

            Jo mai nay meta trader 4 pay experience kiya hai woh mery mutabiq RSI or MCAD dunu bhout achy indicators hai in ka combination apis mai bhout acha hai . yeh ap ko us time zaida acha kam dain gy jab ap scalping karty hain M5 main rahk kay tu market us time ki jo oversold ya overbought hoti hai tu yeh ap ko sahi buy ya sale ka signal dain gy or ap in ki values ki setting demo pay practice kar kay pair kay hisab se find kar sakty hain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

              Meta trader mai ap ko kafi zaida builtin indicators mil jaty hain or ap custom indicators ko be meta trader 4 mai add kar kay use kar sakty hain. lekin khas bat yeh hai kay ap ko pata hona cheye kay kis indicator se ap ko faida ho sakta hai woh ap ny daikhna hai. ap apni pasand or experience kar kay kuch indicator ka chose kar lain or un mai demo pay jitni zadia practice karian gy tu ap ko un se acha result mily ga or phir apny indicators ko change na karian. balkay us pay work karain.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

                Lekin Khaas Baat yah hai ki aap ko pata Hona chahie kya M train kya hai M 10 mein aao aap ko Kafi Jyada Bullet Train India actors mil Jaate Hain aur aap customer doctors ko bhi metre trend for main add kar ke Jod kar sakte hain aap apni Pasand aur experience Karke a a Kuchh inductors ko choose karne aur on mein demo Itni Jyada practis Karenge to aapko Unse a Achcha result Milega aur FIR Apne interactors Ko change na Karen bur ke upar work Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

                  Ager ap new hai tu ap ko cheye ap RSI or MCAD sy start lain. in indicators ko samajna asan ho jata hai jab ap un ki values ko aik bar set kar daity hain or phir ap ko green, black or red line ko follow karna hota hai kay woh kaha pay break ho rahi hai us kay mutabiq ap ko trade laina hoti hai kay jab market oversold ya over bought ho jati hai tu pa ko phir trade karny main asani hoti hai or ap un ko different pairs pay test be kar sakty hain.
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

                    what is indicator jisa k ajj ka humra topic hai andicater paye to hum ko indicator k bary puru jan kari hony chaye dosto forex trading men indicator hum ko market ka rujan show karta hi but market ki sai resolation ne show karta k market trend kyea hi . mjye to ajj tk jo b froex trading k doran indicator acha laga wo rsi hi air super trend indicator hi jo ajj tak men kia use air us se profit paya dosto men too app ko yw hi khaon ga app jab b inidcator use krin pahlye se achy se usy dikhin air us k bad trading karin . movinege avegrage air super trend dono achy andicaotor hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Meta Trader kay behtreen Indicators

                      Yeh ap pay depend karta hai kay ap kon say indicator ko chose kar rahy hain. ap builtin use kar rahy hain ya ap custom use kar rahy hain yeh ap pay depend karta hai kay ap kon sa value use kar kay es mai trade karty hain. lekin ziada daikha jaye tu pata chalta hai kay meta trader kay builtin in indicators ki value zaida hai jis mai RSI, MCAD, etc waly indicator hai jo ap ko kafi faida dy sakty hian esleye koshish karian in ko ap use karian jab ap ko in ki values ka acha experience ho jaye.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X