yeh review khussa par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review khussa par mabni hai
    Introduction

    Aoa...dear members meet karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj chij ke bare mein aapko information dungi vah khussa haijaisa ki AAP sab jante Hain ki aajkal ladies aur gents badi tadad mein se pehnate hain aur uska bahut jyada friend hai yah ek bahut hi khubsurat chappal hai to main aaj aapko is bare mein hi information dng

    Advantages

    dear members jaisa ki AAP sab jante Hain ki a yah ek bahut hi famous juta hai aur ladiss ke sath sath gents bhi se pant Hain specially Shaadi ke mauka per badi tadad mein log khussa pehnate Hain Kya paon mein bahut hi jyada khubsurat najar aata hai yeah different materials ke bane hote hain but leathers ke khussybahut jyada acchi quality ke hote hain aur bahut khubsurat bhi najar aate Hain main kuchh hote hain vah plane hote aur simple hote hain aur kuchh embroidered hote unke upar kam hai vah fancy type ke hote Hain jinko Ham fancy dresses ke niche use karte hain ya ek bahut hi khubsurat chij hai jis johar age ke bande ko suit Kar jaati hai aur har kisi ke paon mein bahut jyada khubsurat najar aata hai iske sath sath ka ek fayda ya bhi hai ki yah bahut hi comfortable juta isase aapko chalne mein mushkil nahin hoti bilkul plane hai aapko bahut iji feel hota hai aapke paon bhi damage nahin hote isiliye aapas mein ja sakte hain ya bahut hi khubsurat najara taryaq traditional look deta hai aur Punjab mein bahut sare log isko pehnate hain ya Punjab ki bahut hi famous chij hai to ek bahut khoobsurat hai Jo train mein bhi a jaati hai aur aapke form a comfortable bhi lagti hai aap isko pahankar bahut achcha lgta hai

    Disadvantages

    vaise to iski koi bhi disadvantages nahin hai magar yah bahut hi nazuk kism ka juta hota hai to usko aap pahan Kar Gai hai agar aap lambe Safar per ja raha hai yah jyada time ke liye walk karen to aap isko Pyar nahin sakte yah Tut jata hai tu bus ja iska and disadvantage aur dusra ek disadvantage ji hai ki yah bahut jyada mahangi hote ja Rahe Hain jinko har Koi phone nahin kar sakta ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga aap sabhi is bare mein apna nali jarur share Karen thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review khussa par mabni hai

    Walekum Assalam yes dear member aapane Ek Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai khussa ladies and gents mein bahut jyada istemal Kiya jata hai children B gussa Panna bahut jyada like karte hain yah Hamara traditional Juta hai hai jo ki bahut jyada like Kiya Jata Hai Isko different functions Mein hum wear krty hen aj kal khussah fashion me bahut zyda in hai yeh different designs and different colours me mil jata hai is per hath se khubsurat kam kia jata hai Tillay se keay gy kam wala khussah bahut zyda pasand kia jata hai ...Mayon or Mehndi ki functions k leay bridal k leay especially khussah order per tyar krwaia jata hai ....

    Faiday :

    Khussah Sabko bahut jyada Pasand hota hai gents aur ladies isko bahut jyada Pasand Karte Hain Iske bahut se fayde hain yeh easy to wear hota hai kafi zyda comfortable hota hai ..har dress k sath easily matching mil jata hai ...yeh bahut expensive nhi hota affordable prices me availble hota hai ...yeh flat hota hai is leay chalny me asani rehti hai ..market me is ki bht zyda demand hai ..

    Nuksan :

    Khussah aik bahut acha or comfortable joota hai is leay is ka koi bhi nuksan nhi hai....thanks
    • #3 Collapse

      Re: yeh review khussa par mabni hai

      Asslaam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa
      hongay!
      Topic:khussa
      Dear friends khussa pakistan aur indians ka aik traditional
      joota hai jis ki shape kuch is tarha hoti hai k yh nechay
      sa bilkul plane hotay hain aur panjay ki jagha sa yh band
      hotay hain aur heel wali jagha sa b band hotay hain aur
      paon k oper wale hissay sa khulay hotay hain aur yh bhut
      zyada use honay wala jota hai pakistan main isko zyada
      tar shadi par pehna jata hai aur yh aurton aur mard dono
      k lye available hota hai aurto k khusay lar moti laggay hoty
      hain.
      Advantage:

      Isk bhut sa fayde hain aur woh yh hain k yh bhut zyada
      achay aur khbsorat lagtay hain loggg inko shadyon aur
      defar takrebat par pehntay hain aur shadi par dulha dulhan
      k lye tou soecial tor par tyar karway jatay hain in ki khas
      baat yh hai k yh srf aur srf handmade hotay hain aur in k
      oper khobsorat motion ki lining ki jaati hain.

      Disadvantage:

      inka nuksan tou koi nai hai lekin inki banawat aisi hoti
      hai k agay oanjay ko dard ho sakta hai aur nechay sa blkul
      plane honay ki wajha sa yh bhut jald ghis jatay hain aur
      paon b uncomfortable rehta hau
      • #4 Collapse

        Re: yeh review khussa par mabni hai

        Hello doston.. ♥️
        aj ka review jis topic pe mubani h ...wo fashion k lehaz se bht e ziada inn h...
        KHUSSA:
        Khussa ek south asian style h...jo k hand crafted h jisy punjab pakistan me b produced kraya gya h.. khusaa artisans ne bnaya h jo k isy bnaty huye vegatble tanned leather ko use krte hyn...or khussa ko bnaty hyn.. khussa ek peice leather or bqi textile embroided hota h.. jisko mazeed beads, shells mirrors wgera se decorated kia hota h... 🌸😍
        KHUSSA HISTORY: ✔️
        Khussa ko khussa k ilawa MAJORI k naam se b jana jta h... jo k indian punjab province se orginate kia gya h during the mughal era... mughal dor me isko bht ziada pehma jata tha .or ek yeh traditional cheez h...wahan se phir isy bnana shuru kia gya ...new new designs or colors me...
        CITY FAMOUS FOR KHUSSA AND CHAPPALS IN PAKISTAN:
        Khussa bht e traditional foot wear h jo k phle chakwal me orginated kia gya tha...yeh chakwal me bht ziada famous h... kohati chappal, khussa or zari khairi etc..jo k chkwal k craftsman se bnaye gye hyn pure leathers se...
        BENIFITS: 😍
        khussa k bht se faidy hyn fashion k lehaz se...khussa ek aisi cheez h jo k kbi purani ni ho skti....yeh hr dfa e trending rjhti h...or isyhr koi pehnta h...q k yeh traditional cheez h or pehni hui b bht achi lgti h...Khussa sabko boht pasand hota h.. gents aur ladies isko boht shok se Pehnna psnd Karte Hyn..ske bahut se faide hy... yeh easy to wear hota h... kafi zyda comfortable hota h... ..har dress k sath easily matching mil jata hai ...yeh bht e expensive nhi hota affordable prices me availble hota h yeh flat hota hai is lye chalny me asani hoti h..market me is ki bht ziada demand h or yeh hr color or design me availble hota h..👍💯
        • #5 Collapse

          Re: yeh review khussa par mabni hai

          Asalam o alikum dear member

          Introduction..

          Dear apny bht intresting topic hmary sath share Kia ha dear yh AK bht e famous jota ha ajkl is ka bht zaida istimal hrha ab isy choty Bary sab bht shoq sy phanty hain ajkl kafi zaida iska trend ha shadion pr kafi zaida is ka istimak hrha dear yh apko takreban apko hr colur ma mil jata ha ap ko yh simple design ma b mil jata ha or brand ka b apko mil jaty hain stylish ma b apko khosy mil jaty hain ap apni marzi ka jo b khredna chain apko usi ma khosa mil jata ha.


          Fayde..

          Aj kl khosy ka bht zaida istimal Kia jata ha is ka kafi zaida trend ha or sb log isko bht zaida pasnd krty ladies gents bachy sb ko ajkl khosy bht pasnd hain or khosy hr variety ma ay hoy hoty hain jis ma ap khredna chye ap lay sakty hain khosy wear krny sy apky paon bht zaida pyare lagty hain ap order pr b khosy tyar krwa sakty hain or is ka sath apko leather ma b khosy mil jaty hain hr colur ma apko khosy mil jaty hain in ka ajkl bht zaida istimal Kia jata ha yh AK bht e zaida famous jota ha jis ka bht zaida ajkl trending pr ha ap apni marzi sy order pr tyar krwa sakty hain apko is ma valvet ka kapry ma b khosa mil jata ha or simple hr designe ma mil jata ha or asani sy apni pasnd ka koi b lay sakty hain is ka sath ap ko yh bzar ma asani ka sath mil jata ha or sath kuch khosy low price ma hoty hain jo k ap asani k sathkhred sakty hain.


          Nuqsannat...

          Kuch khosy asy hoty hain jinky totny ka bht zaida khatra hota ha or wo bht zaida jaldi tot jaty hain or is trah ajkl khosy bht mehngy hoty jarhy jinhn ap asani k sath aford ni krskty hain
          • #6 Collapse

            Re: yeh review khussa par mabni hai

            Asalam O Alikum
            Jasa k khussa Punjabi suits k sath perfect combination samjha jata hi or isi trha ye different varieties ma availabile hota gai.
            Khussy ko shalwar qameez k sath pehna jata hai jo k boht e khoobsurat lgta hai. Ye biht zuda comfortable hita hai or easy to carry hota hi. Khusa koi b wear jr sjta hi ia k time k sath style or design change hoty haty hein q k ye biht hi zyda comfortable hony sath sath boht hi zyda pehny jany wala juta hai.
            Punjab k log zyda tar khussa ka istmal krty hein jo k unk libas k sath match karta hai or punjabi look deta hi. Is k yoer teely ya karhai k sath designing ki gae hoti hai jo k punjabi suite k sath perfect match hoti hota hai.
            Is k sath sath khussy ka sole boht narm hota hai jo pairo ko thakny nahi deta or long tike tak isko oehn k chala j sakta hai. Stuff zyda tr chamry ka hota hai jo k daur tak use kiya jata hai or jaldi khrb b nahi hota.
            • #7 Collapse

              Re: yeh review khussa par mabni hai

              Asslam o alikum umeed ha ka p thk hon gy or aapna kaam achy sy kr rhy hon gy aj ham jis topic k bry ma baat kry gy vo khussa py mabni ha
              aj ma apko is k advantages or disadvantages k bary ma btao gi khussy k bohat zyada faidy han khussy ko hr lrki bohat zyada pasand krti ha
              khussy bohat hi khobsorat design k hoty han ya market m bohat asani sy mi jaty han ya zyada expensive bhi nhi hoty han isy pehn k ham
              bohat comfortable feel krty han...
              advantages:
              ab ma apko is k advabtages k bary ma btao gi khussy k bohat zyada faidy han khussy ko har lrki bohat zyada pasand krti ha isy pehn k
              ham bohat comfortable ghoom phir skty han yaa market ma bohat asani sy mil jaty han ya defferent design k hoty han jo bohat hi khobsorat
              agty han iski prices bhi different hoti han girls zyada tar isy lown k dreeses k sath pehnti han...
              disadvantages:
              khussy ka koi bhi noksan nhi han ya aik confortable shoes ha
              • #8 Collapse

                Re: yeh review khussa par mabni hai

                Assalamu alaikum all members I hope aap khairiyat se Honge Aaj Apne bahut hi best review question kiya hai aur Jis review per discussion Karke Ham Apna knowledge aapke sath share Karenge Kh khussa Pakistan mein hi nahin pal ke Puri duniya mein bahut hi popular brand Hai is brand ko aajkal Har girl use karti hai ko Har girl khussa pehna Pasand karti hai khussa Ek Punjabi collection Hota Hai aur kusaka collection sirf females Ke Liye Hi Nahin balki meals ke liye bhi Banaya Gaya Hai Isko Mills female se donon use kar sakte hain Ek bahut hi special offer aur special product hota hai Jisko aajkal Har male or female use karte hain

                advantage
                Aap is Punjabi collection ko kharidne ke liye Kisi bhi shop Mein Jaenge to ye aapko isliye available Ho Jaate Hain yah collection se different types aur different style Mein maujud Hote Hain aap apni Marji ke hisab Se Kisi bhi style aur collection ko khareed sakte hain Es ke size aur style bahut jyada different Hote Hain ya collection market Mein leather mein bhi maujud Hota Hai Jab Ka fabric mein bhi aapko available Hote Hain Aur inflexions Ka Lifestyle bhi different hota hai Kuchh ethinic style Mein maujud Hote Hain Jab Ke Kuchh traditional style Mein Bhi maujud Hote Hain gussa aapko different types Mein Milta Hai Kuchh heel type Hote Hain Kuchh heel Ke bagair Bhi maujud Hote Hain aur kuchh collections flat Hote Hain Jab Ke Kuchh heel height Hote Hain yah collections polish ke liye Nahin Ho table ke aapko Inki care Karni Hoti Hai jitne Jyada Pinki care Karenge utna hi jyada time ke liye aap unko use kar Sakenge aur unke jariya se acche advantage Aasan kar Sakenge aur Market Mein yah aapko Kisi bhi colour mein Main mil Jaate Hain yah market Mein different type ke colours aur designs Mein maujud Hote Hain


                Click image for larger version

Name:	khusa1.png
Views:	1
Size:	170.0 کلوبائٹ
ID:	12335829
                Disadvantage
                Ine ke disadvantage Jyada Nahin Hote bus Jo log Inki care Nahin Karte aur Nahin ko acche tarike se saaf Karte Hain To vah bahut jald hi kharab ho Jaate Hain aur jo collection bahut hi best quality ke nahin Hote aur bahut Nazuk Hote Hain Tu Is Tarah Se vah bahut jald Tut Jaate Hain ya FIR kharab ho Jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review khussa par mabni hai


                  ASSLAM ALAIKUM!!!

                  TOPIC : KHUSSA

                  INTRODUCTION :
                  Dear friends, humara aj ka Review " khussa " pe mabni hai. Ye fashion ki catogery me aata hai . Foot wear K liay use Kia jata hai. Ye Aik traditional cheez hai jo k sb ko bht pasand hai. Sb se pehlay me ap k sath is ki history share karoon gi.

                  HISTORY :
                  KHUSSA ka aaghaz Hindustan K province Punjab se hua tha. Mughal era me ye bht zeyada famous hua tha. Khussa also known as "MAJORI ". YE Aik traditional wear hai.

                  Click image for larger version

Name:	IMG_20201115_115240.jpg
Views:	1
Size:	43.7 کلوبائٹ
ID:	12335850

                  Pakistan Ka chakwal city khussa Aur zari khairi K liay bht famous hai.

                  ADVANTAGES :

                  khussa K bht se advantages hain . Khussa me male female child her qism ki variety available hoti hai. Is pe fashionable kerhai, beats, nug, moti sb use ker k is ko Aur beautiful bnaya ja sakta hai. Is ko Punjabi get up K elawa bhi use Kia jata hai. Ye Aik bht Achhi look dete hain. Sirf Aik khussa hi hai joton me se jisay dono paon me jese merzi use Kia ja sakta hai. Khusaay me is k style K khairi style bhi available hotay hain. Ye kisi bhi area K log use ker saktay hain.

                  Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	30.6 کلوبائٹ
ID:	12335851


                  CONCLUSION:
                  KHUSSA K Topic ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k ye Aik traditional foot wear hai jo k different style Aur different designs me available hotay hain.

                  THANK YOU!! 👍
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review khussa par mabni hai

                    Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy r mehnat sy kam kr rhy hngy aj me khussay per apna review share krna chahti hn. Khussy hmaray traditional juty hyn jo k shadi byah k moqo per phny jaty hyn. Khussy plain juty hty hyn jin k specific shape hti hy ye paon k liye comfortable hty hyn qk is ki heel wghyra ni hti. Khussy ka sole plain hta hy. Ladies r gents dono k mukhtalif trha k khussy hty hy. Ye branded b hty hyn r locally b bht kasrat sy paey jaty hyn. Shadi k moqy per sherwani k sth dulhy ko khussa pehnaya jata hy. R khwateen mehndi k function py isy pehnna psnd krti hyn. Khussy me color variety bht zyada hti hy r styles b vary krty hyn.


                    Advantages

                    Khussy ki heel ni hti is liye isy pehnna bht asan hy chalny me b diqqat pesh nahi ati.

                    Khussy me paon bht khubsuft lgty hyn.

                    Khusssy traditional look dety hyn

                    Khussy per lgy pearls r beads wghyra isy char chand lga dety hyn.

                    Khussay khwateen r mrdo ki personality ko groom krty hhn.

                    Leather k khussy bht famous hyn ye foreign countries me bht maqbul hyn.

                    Is k ilawa valvet b khusso py lgai jati hy.

                    Disadvantages

                    Khussy kbhi kbr paon ko hurt krty hyn. In ka material thora hard hta hy ks paon py zakham ho jata hy r bleeding hny lgti hy.

                    Jin logo ki height choti hti hy wo Khussy phny huey achy ni lgty qk Khussy without heel k hty hyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review khussa par mabni hai

                      khusaa aik boht khoobsurat fashion he ye her dor me pasand kiajata he ladies k sath sath gents bhi pehante hain aur boht pasand kia jata he shadi biha pe bhi boht pasand kia jata he khas tor pe mehandi ki rasam me bare shoq se pehna jata he aj kal khuse ka boht rwaj he log boht pasand kar rahe hainleather ka khusa boht acha hota he.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review khussa par mabni hai

                        khusa aik behtreen traditional fashion he jo ladies k sath sath gents bhi boht pasad karte hain khas tor per shadion me mehandi ki rasam me khusa pehna hua boht acha lagta he aj kal khusa boht pasand kia jata he ye different colours aur design k hote hain .
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review khussa par mabni hai

                          introduction
                          Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut hi Achcha review share Kiya Hai jo k A khusa pr mbni hy.. aajkal kushvaha bahut jyada pahna jata hai yah aapke Paon Mein bahut Khubsurat lagta hai
                          advantages..
                          khusa pahnane ke vah se fayde Hote Hain is call ladies aur gents donon pant Hain yah pahankar aap bahut Acche Lagte Hain
                          Isko Punjab mein bahut jyada Pasand Kiya jata hai aur log se pahne Pasand Karte Hain
                          Yah jyadatar log shaadi per bante Hain
                          Ja Paon Mein pahnane ke liye bahut hi Achcha Juta Hota Hai
                          disadvantages..
                          Jaisa ki aap Jante Hain Ki Har chij Ke Kuchh Na Kuchh disadvantages Hote Hain ISI Tarah Iske bhi Kuchh disadvantages yah bahut Nazuk Hota Hai aur jald Tut Jata Hai Mujhe thoda Manga bhi Hota Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X