Maisheyat pr Covid-19 ka Asar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maisheyat pr Covid-19 ka Asar
    mere Aziz doston ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aaj jis topic per main aapse baat karna chah raha hun maishyat ke bare mein hai. doston jaisa ke hamen pata hai is sal ke shuru Hota he covid-19 ne Puri duniya ko apni lapete mein liya hai aise mein karbari hazrat ko bahut jyada nuksan hua hai, jaisa ki Ham jante hain abhi tak kis bimari ka ilaaj nahin aaya sirf ehtiaat hai aur ehtiat ki vajah se hamen jagah jagah Lockdown dekhne ko mil raha hai. Doston Agar lockdown hoga to uska asar sidha mahishat per padega, lock down hone ki vajah se bahut se hamare log spicely mazdur tabqa Berozgar hoa hay. humne Pakistan mein dollar ko udane bharte dekha hai iske sath hi gold Ka Rate aasmanon ko chhu raha hai, gold bahut hi jyada mahanga ho gaya hai aur Aam bandne ki pahunch mein nahin Raha. doston Ham sab milkar to karte hain Allah hamen is aafat se bachaye aur hamari Maheshuat ko ek dafa per smbhala dy, doston Agar Mahesh strong hogi To hamen uska fayda hoga chijen sasti hongi aur ham aaram se apni jindagi sudhar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

    es virus ki waja se just Forex disturb nahi howi hai. normal ap ki routine or har karbobar disturb ho kay reh geya hai. aisi afat se janchany kay leye bar waqt failsay kar leye jaye tu acha hai es kay leye zarori hai ap ko news ko follow karian ap ko pata chaly ga ap kay pairs ki economy kaisi hai or next kiya kiya changes honay kay chances hai. es se ap time pay acha failsa kar kay apni trades ko behtar kar sakty hian.
    • #3 Collapse

      Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

      Bismillah Rahman Rahim assalamualaikum dear friends good morning I hope commandos har har gange dear friends Mahesh aur coronavirus chuke Puri duniya mein covid-19 ki lapete mein hai kahin mukmmal lockdown aur kahin jis bhi lockdown ya smart Lucknow jab lock ho jata hai to auto pay saree market vah Karen so jaati hai jitni bhi tijarat hai vah bilkul na hone ke barabar Ho jaati hai jiski vajah se use Malik ki machine vah bani party Jo uske aapane reserve hai usko vahi kharcha kharch karne pad jaate Hain aur aahista sahab aur jo reserve Hain vah bhaiyon uska jo uski musalman ki jo saving hai vah bilkul khatm hone shuru ho jaati hai aur ek time aata hai ki uski Mahesh bilkul bhi kamjor pad jati hai aur kahin kahin to aisa hai ki mulk bilkul kya hai vah karo mein doob jaate Hain tu covid ki vajah se har Malik ki jo mein shayad hai vah kafi disturb Hui hai uski vajah yah hai ki jo Paisa jo jo reserve Hain usne kisi aur se ka pravesh karne the yarn tax cut karne the varsity kharch nahin hue aur kyon Tak Seva ekattha nahin pata jab tak nahin karta hoga to uske jaisa shayar hai ya uski aur sar mein vah kam hona shuru ho jaate Hain to Kuwait ki vajah se hua Jo usko uska it per convert karna padta hai kyunki covid se bachav ke liye usmein Jo 8:30 Kabir hai vah karni hai apni awaaz ko bachana hai apne mulk ki jo mein shayad hai usko bachana hai to Ansari chakron mein padh kar kyon nahin hai vah bilkul download jaati hai isase bachne ka ek hi tarika hai ki jo Banda apne aap ko samjhe usmein sometimes a rahi hain to apne aap ko isolate karle jab ek bandar apne aapka select karega tu laazmi baat hai vah sare Ghar wale sare mohalle wale sare gaon wale yah sare shahar wale vah usse bajenge aur use kya hota hai ki vah jo karva rahe ho chalte rahte hain aur kisi ko kahin lockdown yah purposely lockdown uska samna nahin karna padta to usse chalega to definitely Manisha to acche saradaga ho gaya to uski mishal Malik ki badhegi kya har jagah per lakh hoga to market band ho jayegi aur uski jo vajah hai hua machaya kavya shradha hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

        Assalam o Alaikum, ap sb kese hain, main covid-19 ke hawale se bat karte hue ye kehna chahta hon k jahan is waba se bht se log berozgar hue hain
        wahin bht se logon mai creativity barh gae hai Har koi is waba se larte hue ak munfarid kam karna chahta hai aur bht se log is waba mai hi apni koshish
        se kamyab bhi howe hain
        • #5 Collapse

          Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

          Dear Agar Ham covid-19 ke economic position ko Dekhen to iski vajah se bahut jyada countries Mein iska effect hua hai aur specially forex market mein agar aap Guru dial ki movement ine Dinon Mein Dekhen to vah bahut jyada effect hui thi Jiski vajah se crudeoil bahut jyada down a gaya tha aur agar aap market Mein Dekhen to forex market chal to rahi thi lekin iski movement technical Nahin ho rahi thi Jiski vajah se bahut jyada Logon Ko nuksan Bhi hua hai aur agar aap aur covid-19 ki second wave Ka Asar Deccan to iski vajah se bhi market mein bahut jyada effect ho raha hai aur aap Agar different currency ki ki value down ho rahi hai to uski bahan ki yahi reason hai ki countries Mein lock down hone ki vajah se Unki economy down ho gai hai.
          • #6 Collapse

            Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

            Is Baat se koi bhi Inkar nahin kar sakta ki covid-19 Ne Puri duniya ki Masjid ko Hila ke Rakh Diya Hai Puri duniya ki economy covid-19 ki vajah se fridge hokar a gai hai Bal ke down ho kar Chali gai hai covid-19 khatm hone Tak duniya ki mausi beta hone ke chance bahut kam hai vo Jiske ki Humne covid-19 ki web scene bana li hai aur ise ummid Kafi jyada ho gai hai lekin Fir Bhi covid-19 ki nai type Discover hone ki vajah se aur bhi missile Ho chuke hain ko Lagta to yahi hai ki marksheet aur down Hogi Baki Dua yahi hai ki jald duniya ki economy set Ho Jaaye bahut Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

              G members Ham jante Hain ki covid-19 se economy bahut disturb hui hai bahut se Malik ki jismein Pakistan bhi shamil hai . Covid-19 se har edhara disturb hua hai jismein schools offices market sab kuchh shamil hai lekin forex se kaisa platform hai jo itna disturb nahin vah kyunki yah hamen ghar baith kar kam karne ka mauka deta hai Jahan per Ham apne ghar mein safely kam kar sakte hain isliye hamen is platform se fayda uthana chahie aur apne kaam ko mehnat se karna chahie covid-19 vakai he bahut se problems create kiye Hain .
              • #8 Collapse

                Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                Covid-19 nay economy pe bhot buray asrat muratab kiey hain. Lock downs ki waja say world ki trade buri tarah mutasar hoi he. Rozgaar ki oppertunity kam ho k reh gai hain. Is say na siraf poor countries effect howay hain balkay rich countries b is say bhot zayada mutasar howy hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                  assalamu alaikum my dear friend ummid hai aap khairiyat se honge coronavirus ki vajah se puri duniya ki mashiyat per bahut asar hua hai kyunki berojgari bahut ho gai hai logon pass Paisa kuchh nahin tha isiliye kharida frock khatm ho chuki hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                    jab tak log mask or baqi precautions nahi lain gy tu ap kay as pas bhout se log es bemari se mutasir ho skty hin bad kismati se hum es bat ko serious nahi laity hain or bhotu se log es ka shikar ho jaty hain es tarha phir jab lock down ki surat ati hai tu economy ko be down hona parta hai or hum apny peyaro ko es covid 19 mai daikh rahy hoty hain.esleye apny mulk or apny peyaro kay leye ehtiyat karna cheye. jis se hum sub mehafooz reh skaty hain or humari economy ka level acha ho sakta hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                      Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh kya hal hai bhai jaan theek ko khush ho ja aapane bilkul sahi kahi hai mashiyat per ke covid-19 ka bahut bada Asar hi hi Hamari man ashiyaart mein covid-19 Ne bahut shaadi card Paida Kiya Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                        Globally Agar Ham Dekhen to covid-19 Naina share Pakistan ki economy ko bahut jyada nuksan pahuncha hai bol ke Global e business activities aur bahut jyada economical changes ka Samna karna pada hai globally Agar Ham Dekhen to economy bahut jyada hit Hui Hai Jiski vajah se inflorescence aur unemployment ki races bahut jyada increase ho gaye hain aur Agar Ham Dekhen industrial Logon Ko Dekhen to industries ko bhi bahut jyada nuksan ka Samna karna Pada Hai Jiski vajah se market Mein demand ki bahut jyada Kami ho gai hai aur luxurious item bhi demand Mein kam ho gaye hain aur Jiski wajah se supply mein bahut jyada increase hua hai aur Kyon Ke Industries ne apne Mal ko ine taiyar kiya hai aur bahut jyada nuksan Ka Samna karna pada hai economy bahut jyada iski vajah se Piche ho gai hai aur dusre country se different commodities ki trade ko bhi band kar diya Gaya import-export per bhi bahut jyada effects hue hain Jiski vajah se import or export proceeds mein bahut jyada Kami ka Samna dikha gaya hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                          Puri dunia es virus se disturb howi hai or har market or business mai loss howa hai. lekin us kay bad jin countries nay es ko recover karna shoro kiya hai us mai china kafi tareef kay leye hai. es nay apni country mai es ki precaution ko follow kiya. apni country ko again economy behtar karny kay leye stand kiya hai. esi tarha humary Pakistan mai be jab tak es pay amal hota raha humari economy again stable hona shoro ho chuki hai. es mai online business jin mai Forex hai kafi logo ka ghar mai baith ky es business ko continue karny mai madad mili hai.
                             
                          • #14 Collapse

                            Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                            umeed krta hn kh sb khairiyat sy hn gy mery bhai Agar Ham covid-19 ke economic position ko Dekhen to iski vajah se bahut jyada countries Mein iska effect hua hai aur specially forex market mein agar aap Guru dial ki movement ine Dinon Mein Dekhen to vah bahut jyada effect hui thi Jiski vajah se crudeoil bahut jyada down a gaya tha aur agar aap market Mein Dekhen to forex market chal to rahi thi lekin iski movement technical Nahin ho rahi thi Jiski vajah se bahut jyada Logon Ko nuksan Bhi hua hai aur agar aap aur covid-19 ki second wave Ka Asar Deccan to iski vajah se bhi market mein bahut jyada effect ho raha hai aur aap Agar different currency ki ki value down ho rahi hai to uski bahan ki yahi reason hai ki countries Mein lock down hone ki vajah se Unki economy down ho gai hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadBilalKhan پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh kya hal hai bhai jaan theek ko khush ho ja aapane bilkul sahi kahi hai mashiyat per ke covid-19 ka bahut bada Asar hi hi Hamari man ashiyaart mein covid-19 Ne bahut shaadi card Paida Kiya Hai
                              Dear ap ko pata ho kay jab tak ap ko covid 19 ka jab aya tha tu bhout sy log es ka shikar ho gy thy. jis tarha jab yeh start mai aya tha tu bhout c countries nay es ki instruction ko follow kiya tha kudh ko or apny country ko jab safe rahka tu us country ki economy jald develop ho gai thi or es tarha un logo nay bhout jaldi es ko kabo pa lia tha abi be humain es bat ki zarorat hai kay es ki precaution ko follow karain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X