Maisheyat pr Covid-19 ka Asar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Maisheyat pr Covid-19 ka Asar

    COVID 19 AND FINANCIAL CRISES:

    Forex friends,Jab invester market se apna sarmaya nikal dete hen aur apne assets jaldi me sell kar dete hen is dar ki waja se k agar hum market me majood rahen to is se hamare assets ki values mazeed down ho sakte hen, to jo sarmaya wo market se nikal dete hen wo hamare leye financial crises banti hai. Aam taur par financial crisis kisi bhi country ki economical, political, social aur dosre countries se halat pe depend karti hai. Jin mulko me ye halat ziada kharab hote hen un me financial crises aksar pesh ate rehte hen. Pakistan ki ye aik clear misal hai, jab mulk me panademic ho to mulk me sarmaya kari nahi hoti to hamen financial crisis ko face karna parta hai, is k elawa hamare political instability, aur dosre mulki masayel bhi is pe asar andaz hote hen. India se hamare mulk k halat bhi hamare financial crises ka sabab banti hai. Financial crises ka effects hamare banks, currency aur default ki sorat me hamen melta hai. Ye kisi aik mulk ka apna bhi ho sakta hai aur internationally bhi ho sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	111111.png
Views:	2
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12435354
    EFFECTS OF COVID 19:

    Dear members,No doubt Jab aap different countries main economic instability, political instability, terrorism ya uske sath related other associated factors jo aap ki Gross Domestic Product ko negatively or positively affect kar sakte hain unko completely study karte hain to is mein aap ko different economic factors available hote hain jo aap ki country ke liye bahut hi important role play kar sakte hain aur aap ki currency ko bahut zyada effect kar sakte hain Jis ki reason se aap ke country mein Main economic crisis happen ho sakte hain. In different levels ki complete study ke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke account ki safety ko maintain karne ke liye b bahut perfect information provide kar sakti hai.Sometime market Mein natural disaster ki reason ki reason se bhi market instable Ho Jaati Hai Aur Aisi situation main market ki different commodities ki movement unexpected ho sakti hai jo aapke liye bahut zyada dangerous situations create kar sakti hai aur aap ke liye bahut zyada disadvantages ho sakte hain. agar aap market mein bahut careful hokar trading karte hain aur pakit ke different important factor ko study karte hain to aap ko carefully is mein decision-making karna hoti hai.aur esi base pr positive trade b ki ja sakti hy.
    Click image for larger version

Name:	22222222222222.png
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12435355
    STRATEGY DURING COVID 19:

    Dear fellows,Financial crises market ko bhi crash ker dety hain ky agar market main achanak bari change negative side per ati hai tou is ka matlab hy ky yeh effect market main financial crises ki waja sy hota hai jesy ky recent months main ho chuka hai ky jab corona virus ki waja sy puri world main financial crises huey tou maximum pairs main market crash ker gai thi jab financial balance create hua tou usky bad market ny bhi recover hona start ker dia tou financial crises hamesha market main negative change produce kerty hain tou hamain phir kisi bhi pair main trade kerni hai tou hamain usi country ky fundamental analysis ker ky yeh zarur read ker lena chahiay ky same country ki financial strength Kia hai ky agar same country ki financial strength decrease ho rehi ho tou aesi currency main hamain sell ki trade enter kerni chahiay ta ky forex market per bhi same country ky financial crises ka bahot zyada effect hota hai specialy related currency pairs main tou hamain aesy time per sell main open ki jany wali trade main profit hasil hota hai jabky agar same country ki financial growth ho rehi hai tou hamain related currency pair main buy ki trade enter kerni chahiay ta ky jab country ki financial strength increase hoti hai tou same country ky related currency pairs main positive change ati hai agar aesy time per ham market main same pairs main buy ki trade enter kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai so hamain kisi bhi currency pair main trade open kerny sy pehly related coutries ky fundamental analysis and study kerty huey countries ki financial strength ko zarur samajna chahiay ky same financial strength forex market ko bahot zyada effect kerti hai jo market main trade kerty huey hamara leye profit ki wajah ban sakti hai..
    Click image for larger version

Name:	33333333333333333.png
Views:	1
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12435357

    اب آن لائن

    Working...
    X