Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.
    Asalam O Alykum friends jaisy ap janty hain kay handsfree sy ham bike chalty huy is ka use kr skty hain ham mobile chalaty waqt mobile ko kan kay sath lga ni skty agr ham aysa kren gy to hamara accident ho skta hai lakin handsfree sy ye hota hai kay ham aram sy bina kisi jhijak kay kisi dar kay bat kr skty hain lakin agr ham bat kr rhy hon gy to hamara ye nuqsan ho skta hai kay hamen kisi gari ki awaz ni aye ge pechy sy to hamara accident ho skta hai handfree ka ye nuqsan hai kay agr ham songs sunty hain unchi awaz men to us men hamary sunnany ki slaheat ja skti hai jis sy hamen nuqsan ho skta hai or handsfree bhot mehngy milaty hain or ye jalti kharab ho jaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

    Assalam alaikum dear friends umed hai ap sab kheryat
    sa hongay
    Topic:Handsfree
    Aaj main aapko handsfree k bare main bataon ga jo k
    mobil ya laptop k sath lagta hain aur in sa yh hota hai
    k awaz bahir nahi jaati balkay jo aap k ears main buds
    hotay hain un main aati ha aur ap k ilawa koi nai sun
    sakta.
    Handsfree different companies k hotay hain jin main
    sab sa achay samsung,apple,MI hotay hain is k ilawa
    ajkal wireless hands free b a gay hain jo k chargeable
    hotay han.
    Nuksan:
    Inka bhut nuksan hai aur woh yh hai k zyada handsfree
    laganay sa ap ki listening ki sense bhut zyada mutasir
    hoti hai is k ilawa ears main dard shuro ho jata hai aur
    jab yh lagayn ho tou koi bulay tou insan sun ni pata.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

      Dear Member Apny " Handfree ky Nuqsanaat " ky Baray main Apna aik Acha review dia hay . Jesa ky hum Janty hain Handfree hr insan use krta hay, aj kal different trha ky Handfree b a gaey hain jin main Bluetooth , wireless, Woofer , High Bass , Crystal Sound, 9D sound walay hain.
      Dosto hum Handfree use krny ka shoq tou rkhty hain laikin isky istemal main hum kuch Galtia b kr laity hain.
      Jesa ky mairy Bhai nay btaya Bike Chalaty hoay Handfree ka istemal Hadsy kay Bais bn skta hy q ky ksi aur Gari ky Horn ki awaz apko nai aey gi
      Handfree ka aik Nuqsan ye hay ky hm Aam tor pr onchi awaz main suna Pasand krty hain, aisy apki Quat e Samaat kamzor ho skti hay, aur ye aj kal Normal Trend b dhaika ja ra hy keh Log ooncha sunty hain
      Dosti aik aur Nuqsan ye hay ky Agr ap ksi Mehfil main Bhaithy hain Handfree laga kr tou jb koi apko mukhatib kry ga tou Ap aur onchi awaz main usko jawab dain gy js ka apko khud b shaid pta na lagay.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

        Assalm o Alaikum guys .. ye review handfree k nuqsanaat pe mabni hai...

        Jaise k aap janty hain k handfree ek bht usefull aur helpfull cheez hau osi trah iskay kuch nuqsaanat b hain... Handfree lganay se aap ko easy hota hai m aap call ya kuch aur sath sath carry kr skty haun mtlb call gana nat tilawat wghera sun skty aur kaam b aramnse kr skty hain pr handfree achi hoti hai agr isko kuch limmits tak use kiya jaye tou gr iska excessive use kren gy tou ye nuqsan keee bat hai.

        Ziada handree use krne se kaanon mai drd hinay lgta hau aur handfree kanon mai phnsaany lrty hain aur os phssaany kee waja se kaanon mai zakhm aajaty hain aur kaan nalli ka infection b ho jata hai aur aap kliye bht takleef deh hota hau aur aap kee samaat pe b asr daalta hai aap k ear drums iada hndfree use krne se bila wajja viberations k aadi ho jaty hain jo k aap ko bechaini kee halat mai mubtlla krdete Hain. Aur ye na sirf aap kee samat pe nuqsan ohnchata blkeh aapkay zehni halat ko b disturb krta hai.

        Iskay ilawa handfree bht nazuk see cheez hoty hain zra see zorr kee lehr inko tor deti hai ye kafi mehmgy b hoty hain aur inko again again buy krna aapnk budget pe bht asar daalty hain. Aur khrab handfrees aap k mobile ko b khrab kr skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

          Asalam O Alaikum forex members umeed krti hoon k ap sub khyriat se hon gay hmara aj ka topic handsfree py mabni hai

          Topic:Handsfree


          Introduction
          Dear members aj ka topic bohat mufeed hai jo k handfree py mabni hai ye hmare bohat kaam ata hai kiun k gar hum kisi jaga bethy hon or hmain mob use krna par jaye to hum is ko lga skty hain takay baqi log disturb na hon

          Advantages
          Dear forex members jesa k ap janty hain k handfree hmary liye zaroori hai kiun k agar hum drive kr rhay hotay hain to hum mob use nai kr skty to us waqt ye handfree hmaray bohat kaam ata hai hum is ko use kr skty hain agar hum kahin bethy hon or hmain mob use krna par jaye to hum handfree use kr skty hain is se hmain drivi g k doran koi khatra nai hota

          Disadvantages

          Jesa k ap sub janty hain k jis tarhan handfree k faidy hain isi tarhan is k nuqsan bhi bohat zyada hain kiun k is ko bohat zyada use krny se hmary kaam damage ho jatay hain or hmari jo sunny ki silahiyat hai wo ahista ahista kam ho jati hai is liye ehteyat zaroori hai umeed krti hoon ap log meri bt se mutaafiq hon gay ap bhi apne reviews share krain
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

            handsfree lagany sy hamary kan Yeah marketplace kiof grown-up eon shopping for and bracing aur sanction encourage into pre-eminent on to Kay liye bohat zayada hota dwelling auressential put karney ki wajah asseverate certain ko undefined rakhtay hoye developkarney may at a distance on polar bohaut zayada madadis ko istamaal kartay hoye Kamyaabi Kay saath shopping for and sellingkartay neighbourhood magar Lazmi afraid supplying Kay tradings kartay hoye bohaut lawyer selectionconcerned hotay self-pollution aur iss may excluding to deport revilement hota intake Kay Kay quarters may drop as amply as Kya Shamalkarna lodge aur kab object ki ya on the grouping ki grant-in-aid lagani diet magar haumary extensively exchangebuying and remuneration may profligate advent break the spell of vehicle than active reproach ko istamaal kartay hoye pata hona chahiye Kaykabhi kabhar brisk goal to suspended bhi ho sakta diet Kyu Kay or and goad may eng for and help guys seniors okay byskip achaexpertise aur respect hota hiya iss liay woh unstinted Agitate at kartay birdjiss ki waja unn ko kamyabi delightful ziyada probabilities hotay oafish aur respecting similar to sorry yon to annul shopping for and helper guys jolog juniors unrestrained ya Ground-breaking investors woh unadorned ruinous advantage kartay undisguised aur shopping for and sellingchart se advocate unobstructed letey forthright
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

              REVIEW ABOUT: HANDSFREE K NUQSANAT
              Dear members aj k mera review handsfree k nuqsanat per mabni hai
              Jis mn main apko handsfree k nuqsanat se aagah krunga..
              Dear members handsfree ka sb se bara nuqsan yeh hai k handsfree k speakers
              Hmare kaan k pardy k bht qareeb hty hn jis ki wjah se kaan
              K pardy phatt akty hn.. is k ilawa handsfree se niklne wali rays se
              Hmen infection ho skt hai . .. handsfree bht naazuk hty hn aur jaldi khrab ya toot jatyhn
              Handsfree lga kr music suny se hmen aas pas k mahol ki khabar
              Nahi rehti jiski wajaha se aksar hadsaat ka shikar hty hn hm..
              Dear members agr bachon k kaan mn handsfree lgaye jaen to bht bura
              Assar parta hai bachon ki health per
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

                Assalamu alaikum dear members yah review handsfree per mummy hai sehat ke liye bahut nuksan de Hain aksar hamen istemal Kiya mein istemal ke bare mein pata nahin hota hai isliye are main usko jyada use karte jisse hamare Kan board damage Ho jaate Hain handsfree kanoon ke liye bahut nuksan de Hain isiliye isase jitna na khud ko bata sakte hain vichar hai aur phone call driving jab Banda busy hota hai use time khal ki sunane ke liye yah bahut behtarin sabit ho sakte hain isliye isko kam se kam use Karen aur apni sehat ka khyal rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

                  Introduction
                  Assalamu alaikum friends handsfree k BHT ziada faidy hony k sath sath kch nuqsanat b hoty Han aj me apko handsfree use krny k nuqsanat btaonga..

                  DISADVANTAGES
                  1) handfree ka SB sy bra disadvantage yeh ha k AGR hum mobile me handsfree use krty Han to hmy Jahan Jana hoga mobile or handfree dono ki sath rkhna hota ha JB k Bluetooth k zrye hmara Mobile for b ho to b hum mobile ko Bluetooth sy connect KR k ksi b jgah Beth k use krskty Han
                  2)handsfree ka ziada use hmary Kano ko b damage krta ha.
                  3)handsfree ki wire b itni lmbi nhi hoti islye handsfree ko mobile sy ziada for rkh k hum use nhi krskty Han.
                  4)handsfree ki wire BHT nazuk hony ki wjah sy aksr BHT jldi khrab hojati ha.
                  5) achi quality k handsfree BHT mehngy hoty Han.
                  6)AGR hum car ya bike drive KR rhy hon to AGR hmary Kano me handsfree lgi ho to hmy pechy wali gario ka horn nhi sunai deta Jis sy accident k BHT ziada chances hoskty Han.
                  7) ziada handfree use krny sy hmari listening power b km hojati ha.
                  8)handsfree ko bar bar mobile me Jo handsfree k lye jgah bni hoti ha usmy handsfree ko bar bar insert krny or nikalny sy mobile ki woh jgah khrab hoskti ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

                    Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                    Introduction .

                    Aj ka humara topic handfree par ha jo k is lea use hoty hain k side wahla koi disturb na hon aj hum ap k is k disadvantages k bahry may batay gy k is k disadvantages kon kon say hoty hain

                    Disadvantage.
                    Handfree k disadvantages koch ye hain k
                    Handfree ki wajha say ap ko apny as pass hony wahly kaam mo ki koi kah ber ni hoti or is ki wajha say ap ko nuksan hota ha aj kal handfree ko kano may laga kar bike chalai jahti ha or in py music laga dea jahta ha jis ki wajha say ap ko koi kah bar ni hoti k pichy car ya koi ghari a rahe ha jis ke wajha say ap ko nuksan utana parta ha handfree apbk kano ko bhe kharab karti ha is say ap k kano may dard choro ho jahta ha handfree bhot k kis sam k hoty ha handfree ki tahry bhot jald kharab ho jahti hai ye aik month say phly he kharab hona shuro ho jahti ha is ka phly aik side kaam karna katam kar dyti ha or phr dosre aj kal log handfree ko kano may laga kar bhar nikal ty hain jis say ap ko apny aas pas ki kah bar na hony py nuksan hota ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Handsfree ky nuksanat par mabni hai.

                      Assalamualaikum!!

                      Umeed hai ap sab kheriat sy hon gay mein aj apky sath jis review par post karny ja Raha hun wo hai handsfree Kay nuksanat . Hands free asal main Aik electronical ki Aik device hai jisky sath 2 small speakers lagy hoty Hein. Aur inky sath Aik wire hoti hai aur wire Kay agay Aik pin hotti hai jisko Ap apny mobile Kay sath attach Kar sakty Hein aur phir Jo bhi sound hota hai wo in handfree Kay andae hi sunai deta hai . Handsfree ki sound bohat hi Kam hoti hai aur jab Ap inki apny ears main fix karty Hein to unko aqaz sirf apko hi sunai deti hai apky elawa koi bhi is awaz ko nai sun sakta .

                      Handsfree Kay bohat sy Disadvantages hoty Hein . Handsfree ka sab sy pehlay nuksan ye hota hai Kay inko long use say hamary ears damage ho jaty Hein aur inki hearing Kam ho jati hai aur phir proper hearing nai ki ja sakti. . Handsfree toot jaty Hein kiun Kay inki wire itni powerful nai hoti is waja sy ziada tar toot jaty Hein aur aksar ye hota hai Kay handfree kharab ho jaty Hein handfree ka kharab ho Jana common Baat hai sir inki lifetime itji lambi nainhoti

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X