yeh review ghar men ventilation rakhny par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review ghar men ventilation rakhny par mabni hai
    Introduction

    Aoa...dear memebrsummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge to aaj main aapko jis chij ke bare mein batao hongi vah bahut hi jyada important hai aur iska bahut jyada dhyan rakhna chahie Ham sab ko aajkal apne gharon mein construction ke dauran ventilation ke liye ek proper jagah rakhne ki bahut jyada jarurat hai to aaj main aapko ISI bare mein information dungi

    Advantages

    dear members ghar mein ventilation ke liye jagah rakhne ke bahut jyada fayde Hain jaisa ki AAP sab jante Hain ki ventilation ka Jo main purpose hota hai vah hota hai ki aapke room aur aapke hall ka jo temperature hai aur andar ka Jo environment hai vah maintain Rahe jab aap kisi room yaar main ventilation rakhte hain to buy se fresh air andar aati hai aur you andar ka mahaul best rahata hai iske sath sath agar aap jyada time tak rooms ke darwaze band rakhe ya curtain aage kiye rakhen to usse suffocation type Ho jaati hai room ke andar fresh air nahin aati to ventilation ko ISI purpose ke liye use Kiya jata hai Taki room ke andar fresh air asha ke iske sath sath mein dhup vagaira andar a sar kata ke aapka room yah hall jo bhi hai vah warmho sake aur u hamare room aur halls ka temperature we maintain rahata hai aur fresh air milati hai

    Disadvantages

    dear members vaise to ine ventilations aur Windows ka bahut jyada advantages hai magar in ke kuchh disadvantages bhi hai jaisa ke barish Bukhara ke mausam mein yahan se Sara Pani andar aapke rooms mein a sakta hai aur aap kis chij se bhi kharab ho sakti hai aur aap ka room ka floor bhi kharab ho sakta hai iske satth sathsardi ke mausam mein thandi Hawa bhi jyada andar a sakti hai aap sabhi is bare mein apna knowledge jarur share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks

اب آن لائن

Working...
X