types of analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: types of analysis

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Gull95 پيغام ديکھيے
    asslam o alikum dear friend umeed hai kay ap sab khariat say ho gay dear friend forex mai kamayb trader ban nay kay lea ap ko market ko analysis kar an par ta hai or agr ap market ko analysis na kary tu ap kabhi bhi kamayb trader nhi ban sahk tay or na hi ap market ki trend line ko samjh sahk tay hai is lea agr kamyab trader ban ba ahi tu market ko analysis kar an sheekh kt

    Types of analysis
    dear friend analysis ki three types hai jin ko use kar kay ap ni market mai ap achi trade ko open kar sahk tay hai or achi trade say acha profit hasil kar kaya chi earning ko gain kar sahk tay hai is lea new member kay lea forex trading mai market ko samjh nay nay kay lea in analysis ko samjh an bohat zarori hai ku kay trading ak risky business hai or kamayb ho nay kay lea is risky business ko zaror samjhy

    fundamental analysis
    technical analysis
    sentimental analysis


    technical analysis
    forex trading mai kamayb ho nay kay lea ap ko market ko analysis karna kay lya technical ki zarorat ho yi hai is mai ap market pr kuch trading tools ka use kar aty ahi or trading tools ka use kar kay ap market ki trend line ko find out kar tay hai jab ap market mai technical analysis kay sath market ko samjh tay hai tu ap achi trade kar laty hai or acha profit gain kar laty ahi or loss ho nay kay chance bhi km say km ho tay ahi

    fundamental analysis
    forex trading mai fundamental analysis wo analysis ho tay hai jin mai ap market mai mulki halat ko deahk kar trade laga tay ahi ap is mai ya deahk tay hai kay market pr country ki kia condition aser andaz ho rahi hai or phir usi kay according trade laga kar acha profit hasil kar tay hai

    sentimental analysis
    is mai hum fundamental or technical analysis ko analysis kar na ka tareqa hsskh tay ahi or market ki trend line ko samjh tay hai
    Walaikumu Salam! Dear member apna trade analysis k related bhot important knowledge share kiya ha. Man b apka sath Trade Analysis ki type aur trading man iski importance per apna knowledge apka sath share kerta hon. Dear forex market man 90% trader loss kerta han aur sirf 10% traders he profit earn kerta han, jis sa hamen is bat ka pata chalta ha k forex market ak complex market ha jis man market ko smajhna k liye kafi time time chaheye. Q k forex market ak currency market ha, jis man trader zayada ter trader currency pairs per trade kerta han jis man her currency pair man two different countries ki currencies hoti ha. Jis ko smajhna k liye zarori ha k dono countries k business news, import, export aur baqi economical effects ko dakhna aur international business ko dakhna b bhot zarori ha. Aur forex market ak online market ha jis per news ka bhot tazi sa effect hota ha , jo k aam market man itna jaldi nahe hota ha, isliye trader ko market k sath sath international aur national news dakhna bhot zarori ha.

    Trade Analysis ka Trading man Impprtance:

    Trading man Trade analysis ka bhot important role ha. Trade analysis man trader ki market price k current aur past k trend ko compare kia jata ha, jis sa trader market ki future movement ko predict kerta ha. Jis sa trader ko trade active kerna sa profit hota ha. Lakin ager trader trade analysis nahe kerta to wo market trend ko sahe kabi b predict nahe kerta , q k market smajhna gambling ki terha nahe ha k trader directly bagair market ko watch kia guess ker le ga asa possible nahe ha. Trading aur Gambling man Trade analysis he main difference ha. Gambling k ander log directly ak guess lagata han aur bit lagata han jis man success man profit aur failur per sara loss hota ha, lakin trading man ager trader ko market ko anlyse kerna ki achi skills han, to kamyabi k sath trade ker sakta han.

    Types of Trade Analysis:

    Dear market pori terha analyse kerna k liye three type k Trade analysis lazmi kerna chaheye:

    1. Technical Analysis:

    Technical Analysis trade analysis man sab sa pehla hona wala trade analysis han jisko trader sab sa pehla kerta ha. Techical Analysis man trader market price chart ko read kerta ha, technical analysis man trader different candlestick pattern aur chart pattern ko market price chart man identify kerta ha aur market price chart man trade entry aur trade exit point identify kerta ha. Technical Analysis man trader technical Indicators ko market price chart man place ker k indicators ki help sa market price chart man trade entry aur trade exit point find kerta han.

    Note; Technical Analysis mainly depend on:

    i. Candlestick Patterns.
    ii. Chart Patterns.
    iii. Tecnical Indicators.

    2. Fundamental Analysis:

    Fundament Analysis man trader Political, social aur economics foreces ka affect dakhta ha, jis k liye trader economic calander ko watch ker k kerta ha jis man pori donia ki different business news ko watch ker k kerta ha, economic calender man dialy basis sari news update ho rahe hoti han, jis sa asani sa trader watch ker k trader activate kerta ha.

    3. Sentimental Analysis:

    Sentimental Analysis sirf expert traders he kerta han. Sentimental Analysis man trader baqi sab traders k positive aur negative atitude ko dakhta howa trade active kerta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: types of analysis

      Forex market mein trading karne ke liye forex market ko samajhne ki koshish Karni chahie aur market k bartao ko bhi samajhna chahie k kis waqt market kis Tarah behave krti hai is k lia zaruri hai k market ka mukammal analysis kya jaey.Market ko samjny aur analysis karny key ley 3 kisam key analysis hoty hey agar traders kesi 1 type ki market analysis karny me experienced ho jaty hey aur un ko experience hasil ho jata hay to traders esi 1 hi type ki market analysis karny key base par kamyab traders ban sakty hey, hamary ley sab se important ye hay key ham en me se koi 1 market key jaiza leny me khud ko qualified karen,1. Sentimental analysis2. Technical market analysis3. Fundamental analysissab se zeyada market ka jaiza jes types key base par leya jata hay ye fundamental analysis aur technical analysis hoty hey jes me experience hasil karny waly traders ko perfect aur successful trader samja jata hay.fundamental analysis karna k lia trader news par believe krtay Hain mslan jab news aati hai petroleum industry apni paidawar bharha rhi hain tu is se market rate down hota hai aur agr industry apni paidawar ko same rakhy ya kam krne k baray main bataey tu is se market mein price high ho jati hai... jab k technical analysis main forex mein istemal hone Wali techniques, charts aur market patterns ki madad se apni trade ka decide kya jata hai
      • #33 Collapse

        Re: types of analysis

        Analysis ke basically two types hote hain aik hote hae technical analysis or dosre hote hae fundamental analysis to aj hum in dono ko samajhne ke koshish karte hain or in ke bare main bat karte hain
        Technical Analysis
        technical analysis ke bahut he zayada importance hote hae to is tarah se hamen cahiye ke hum is main mehnat kiya karen take hum yahan se success hasil kar len ge bas tab he to is main kamyab ho jaya karte hain bas is waja se hamen bhe to is main mehnat karne hote hae is main hamen technically ache tarah se market ko samajhna hota hae sab se zayada mushkil hota hae technical analysis jis main hum jitna mehnat ke sath ache tarah se km karte he hain to hum is main kuch na kuch to hasil karte he hain bas tab he to is main kamyab ho jaya karte hain bas is waja se hamen bhe ache tarah se kam ko time diya karen tab he to is main kamyab ho jaya karte hain bas is waja se hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye

        Fundamental Analysis
        fundamental analysis bahut he zayada asan hota hae as compared to technical analysis ke to is ke liye hamen cahiye ke hum is main isko bhe samajhne ke koshish kiya karen take hum yahan se success hasil kar he jaya karen hum jitna zayada ache tarah se is main kam ko karte he hain to hum is main kuch na kuch to hasil kar he lete hain bas is liye he to hamen bhe is main apna kam ko time de dena hota hae tab ja kar he to hum is main kamyab ho jate he hain or hum is main successful ho sakte hain agar hum is main ese he kam karte rehte hain q ke is se better na koi kam hae or na he koi ho sakta hae bas is ke liye hamen is main ache tarah se kam ko time dena hota hae tab ja kar he to hum is main successful ho jaya karte hain
        • #34 Collapse

          Re: types of analysis

          Dear mate Forex market main kam karty hoay aap kay pas Three Types kay Analysis Hoty hain Jin ko aap ko Koi Be Trade Open karni ho toh aap ko sab say pely inn Tamam Analysis Ka Jaiza Lyna Bhoay Zrori hai iss liya ap ko Chaye kay koi Be Trade open karni ho toh aap ko ye Analysis Aram say kar kay per He Koi trade open karna Chaye inn Analysis main aap ka trading Style be Bhoat Important hoty hain ku kay Scalping main ap ko News ka Khuch khas Khyal nahi karna Parta hai Inn Three Types kay analysis Main Jo Analysis Hoty hain wo main aap kay satH share kar dytta hai.

          Technical Analysis

          Dear mate Technical Analysis Market main Wo sab Say pela Analysis hai jiss ko Sab say pela Karna Chaye or Is kay liya aap ko market kay Different Tools ka use karna hota hai or price action ka Khas Khyal karna Chaye aisy Analysis main Jab aap ka ye Analysis Strong ho toh ap ko market main Best Entry or Best Exist POint Achy say Find ho jaty hain or ap ke trade main kafe Help ho jati hai is sliyaa ap ko Chaye kay Aap har trade main technical Analysis Lazmi karein.

          Fundamental Analysis


          Dear mate Fundamental analysis be Market main Successful Hony kay liya Bhoat Zrori hai jab ap Technical Analysis Kar kay Market mai koi Trade open akrty hain toh ap ko Iss main Run karny or Achy profit lyny say market main Best time Per exist kerny main Fundamental Analysis ap ke Bhoat help akrta Hai iss liya aap ko Ye Be Lazmi karna Chaye.

          Sentimental Analysis

          Dear mate iss type kay Anlysis maiN hum ko Bhoat Zada Helo milti hai kay hum Kiss Direction main Apni Entry Find karna Chaey iss liyaa ap ko ye Analyssis karnty hoay Ap ko Entry lyna Chaye is say ap ko traders ke majority Ka Maloom hota hai kay Traders Buy kar rahy hain ya sel or aap Ak perfect Entry lay sakty hain.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • #35 Collapse

            Re: types of analysis

            Market Mein trade Lagate hue market ka analysis karna bahut jyada important hota hai agar Hamara ki analyses Karenge To Ham market Mein acche kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain market Mein 3 Tarik ke analysis maujud hote hain Hamen teenon analyses ko bahut hi acche tarike se samajhna chahie Agar Hamen ko acche tarike Se Samjhe ayenge To Ham Apne kam ko acche tarike se kar sakte hain aur Market Mein successful trader Ban sakte hain Forex trading Mein kam karte hue Hamen koi bhi kam bagair analysis market Mein Nahin Karna chahie Agar Magar analysis market Mein kam Karte Hain To Ham market Mein successful Nahin ho sakte market analysis ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie analyses Hamare trade ke liye bahut jyada important Hote Hai
            Technical analysis
            Fundamental analysis
            Sentimental analysis
            Kisi bhi trade se pahle market ka analysis karna bahut jyada Jaruri Hota Hai market analysis karne se Hamen yah Pata Chalta Hai Ki market uptrend Mein movement kar rahi hai yah downtrend Mein moment kar rahi market sideway movement kar rahi hai Ham market ka analysis karke hi market ko acche tarike se samajh sakte hain analysis market Ko Nahin samajh sakte technical analysis 1 Framework hota hai jismein trader price ki movement jazza leta hai technical analysis Mein sabse pahle Jo chij mind Mein Aati Hai vah chat hota hai is charge se Basani andaza Hota Hai ke price kis level per thi kis level per hai aur ab kis level per ja rahi hai market trend mein hai ya site hue sideway moment kar rahi hai market Mein fundamental analysis per bahut jyada important Hota Hai fundamental analysis share market mein bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain Hamen trading karne se pahle calender ko acche tarike se check kar lena chahie bank rate aur meeting ke dauran Hamen trading Nahin Karni chahie Agar Ham professional trader Banna Chahte Hain To Hamen fundamental analysis ko bhi acche tarike se samajhna chahie market Mein sentimental analysis per bahut diya tha important analysis Hota Hai Hamen Kabhi in analysis ko avoid nahin karna chahie Hamen isko acche tarike se Samajh Kar market Mein trade Lagane chahie
            • #36 Collapse

              Re: types of analysis

              market Mein analysis karna Hamare liye bahut hi Behtar hota hai aur ham market Mein analyses karne ke liye technical analysis course Amal karte hain aur Iske alava fundamental analyses aur stemetil analysis Ko Bhi istemal Karte Hain Kisi Se Ham market Mein trading Karte Hainforex trading aik profitable business zaroor hey lekin iss men profit hasil karna mushkil hota hey aur iss men aatay tu bahut ziyada log hen lekin her koi iss men kamyab nhi ho sakta kiun k forex trading profitable business honay k sath sath aik tough aur risky business bhi hey iss liay agar forex trading men acha profit hasil karna chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur market ka mukamal analysis karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur small lot size ko use karen aur trend ko zaroor follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen.
              market me movement fast jo rehi hoti ha tu is ki reason technical analysis kay sath fundamental bhi hoti ha ager ap market ki fast movement me trades open kar kay profit hasil karna chahte hain tu ap ko technical analysis kay sath news ko bhi analysis karna ho ga or jis currencies me ap trading kar rehay hain os currencies ki country ko political situation par bhi nazar rakhna jo hi jub fast movement ho rehi hoti ha tu os me political decision bhi asar andaz ho rehay hotay hain ager ap market ko har lehaz se analysis karay gay tu ap phir market ki fast movement me profit hasil kar sakte hain asani kay sath bina loss kay dar kay fast movement aik bat yad rakhainy jub bhi trades open karay Apne lots size ko kam rakhainy.
              forex market se acha profit earn karna hai tu apko market ki movement ko note karna hoga aur agar ap fast movement mein profit kamana chahty hain tu apko market mein jis side par movement ho rahi ho us time uski trend ki tafar trade open kar dyn aur agar apka account balace bara hai tu bari lot laga lyn lekin money management ka khayal rakhty hoye lot size bara rakhyn tu agar market fast movement kar rahi hai aik side par tu apko thory time bad bahut acha profit mil jaye ga but apko aisi situation mein market mein online bethna hoga aur stop loss laga kar trading karni hogi aur lalach ni karna agar apko acha profit mily tu trade close kar dena kyun k some times market ki waja se bhi movement fast hoti hai aur kuch dair bad jab news ka asar khatam hota hai tu market wapas ati hai is liye market mein late enter na hon achy point par air achy time par trade open karyn aur thory pip profit ly kar trade close kar dyn aur lalach se bachyn kisi bhi soorat lalach mat karyn tu apko market se acha profit mily ga.
              💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: types of analysis

                Aapane acchi baat hai yaar Kiya Hai Ki Hamen froex form mn kamyabi na Kami hoti rahti hai ismein Humne Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur apne experience ko increse karna chahie Hamara experience Jitna Bhi Jyada hoga aap itni acchi post share kar Sakenge aur isase ham Kamyab Trader bhi ban sakte hain or daily ka kam Daily karna chahie aur Hamen ham Aise nahin karna chahie Agar Ham analyse Karenge To Hamara account was ho jata hai jisse Hamen na Kami Hasil Hogi Agar Ham analyse Nahin Karenge To Hamen kamyabi Hogi aur Hamara experience increase hoga agar koi semester start Mein kam kar raha hai Chhapra Nahin chahie use Himmat Aur Lagan se kam karna chahie Agar last a Jaaye to usse kam ko chodna Nahin chahie balki Dobara se kam karna chahie aur Jitna ho sake usse hi mehnat aur Lagan se kam karna chahie aur ismein Lal Aaj Bhi Nahin Karni chahie Man ke man mein man se kam karna chahie isase isase vah Ek Kamyab aur best Raider bhi ban sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X