Jaiza: "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" in forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" in forex trading...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
    Assalam o Alaikum! Dear members man apka sath "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" per apna knowledge aur experience apka sath share kerta hon. Dear candlestick pattern market trend ko identify kerna man bhot important role ada kerta ha. Candlestick pattern trader ko technical analysis man market price chart man trade entry aur trade exit point ko find kerta ha. Ager ak trader ka candlesticks patterns k related knowledge complete han to wo market price chart man jaldi aur easily entry aur exit ker sakta ha aur ak handsome profit earn ker sakta ha.

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern ak bearish trend reversal candlestick pattern ha. Aur ye hamasha long uptrend k top per banta ha. Aur is pattern k complete k bad market bullet train ki terha nicha ati ha. Is pattern man two candlestick sa mil ker banta ha.

    1. Is pattern man first candlestick long real body bullish ki candle banti ha.(Day-1)
    2. Is pattern man second candle Gap-up k sath open hota ha aur ye ak bearish candle hoti ha jo first candle k 50% k nicha close dena is pattern ki confirmation ha. (Day-2)

    Trading on Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:

    Is pattern man second candle jab first candle ki real body k 50% sa nicha close de to ye Dark Cloud Cover Pattern complete aur trader ko chaheye k wo second candle k close k six pips nicha Sell ki trade active kerni chaheye aur "Stop loss" ko second candle k high per place kerna chaheye aur "Take Profit" ko next support levels per place kerna chaheye.
    [ATTACH=CONFIG]24544[/ATTACH]
    Walaikumu Assalam! Dear member apna "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" k related bhot important knowledge aur experience share kia ha. Man b Dark Cloud Cover Candlestick Pattern per apka sath apna knowledge share kerta hon. Dear candlestick pattern technical analysis man bhot important role play kerta ha. Candlestick pattern technical analysis k doran market price chart man trade entry aur trade exit point ko find ker k deta han. Technial Analysis man trader market price chart man candlestick pattern ko identify kerta ha aur market price ki future movement us pattern k motabiq he hoti ha jis per trader trade active ker k acha profit hasil ker sakta ha.

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern ak Bearish trend reversal pattern ha, jo long uptrend k top per banta ha. Dark Cloud Cover Candlestick Pattern two candles sa mil ker banta ha.

    1. Is pattern man first candle long real body bullish candle banti ha, aur ager iska upper wick smaller ya no wick ho to is pattern k strong signal deta ha. (Day-1)
    2. Is pattern man second candle Gap-up k sath open ho aur iska close first candle ki real body k 50% k nicha dena is pattern ki complete ki confirmation ha. (Day-2)

    Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern man second candle k Gap-up k sath open hona aur iska close first candle ki real body ki 50% k nich close dena is pattern ki confirmation ha. Aur iska bad trader ko Sell ki trade active kerna chaheye aur Stop loss ko second candle k High per place kerna aur Take Profit ko next support levels ko Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker place kerna chaheye.
    Click image for larger version

Name:	0s.png
Views:	1
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12335731
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

      Assalamu Alaikum! Dear members Hamza Forex trading mein main kaam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekh sakte hain ki Forex trading mein aapke pass different candlestick main different kind ke Ae ho sakte hain isme hamare pass different candlestick pattern Hote Hain Jis per ham kam kar sakte hain aur ham ismein different strategies Hoti Hai Jin ko ko per Ham kam kar sakte hain dear dark cloud cover Ek bahut Teer Jabardast candlestick pattern Hai jismein acche profit Hasil kar sakte hain...

      Dear dark cover clouds pattern Hamesha aapko resistance level per mil sakta hai hi dear jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market apni reversal trend Mein movement complete karna chahti hai Hai To Aisi situation main aapko hi trend mil sakta hai hi dear is candlestick pattern ko aap easily understand kar sakte hain ismein just aapko do candlestick pattern ko study karna Hota Hai jismein Ek candlestick pattern Bole trend aur second candlestick bearish trend Mein hoti hai...

      Forex trading ki market mein dark cloud cover candlestick pattern Ek bahut the important pattern hai dark cloud cover candlestick pattern ki real body bahut long hoti hai aur is main pahle candle Hamesha bullish candle hi hoti hai market Mein Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham inter Mein candlestick pattern ko kabhi bhi ignore na Karen Hamen ine candlestick pattern ko related complete knowledge Hona chahie Taki Ham in candlestick apne trade Mein use kr saken...

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12335738Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12335738Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12335738
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

        candlestick pattern sabse accha result deta hai agar Ham is market mein dark cover cloud baton per trade karna chahte hain aapke is market mein yah pattern ki confirmation ke bad trade laga nahin hoti hai hamen is market mein kisi bhi per candlestick pattern ko dekhkar trade lagana chahte Hain to humko yah pata hona chahie yah pattern kaun se time frame mein achcha result deta hai agar miss market mein candlestick pattern ko dekhkar trade lagana chahte Hain to humko is market mein apne account ke hisab se lot size select karna hota hai agar MS market mein acchi trade lagate hai tum kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab Ham acchi planning karke candlestick pattern ko dekhkar trade lagate Hain to hamari trade per kafi achcha profit Mil jata hai Jo trading forex market mein achcha Kam nahin karte bus market mein kamyab nahin ho sakte forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai
        Forex trading ki market Mein different type ki candle Banti Hain candle ko bullish candle bhi Kaha jata hai aur barrish candle ka naam bhi diya jata hai Ham in candlestick pattern ke Jhariay se hi market ko a acchi Tarah se samajh paate Hain shukeiya.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

          Dark cloud cover candle stick pattern aik price action ka pattern hay jo kay bullish aur bearish dono condition main banta hay. is main market ki open ko dekha jata hay. jesay kay pic main nazar a raha hay. jab maret open hoti hay to wo gap deti hay. aur ager last close candle bullish hay to new candle gape kay bad down aye gi aur jesay jesay wo down aye gi wo bullish candle ka 50 percent retrace keray gi. aur us kay bad kuch mazeed down jaye gi. yeah pattern dark cloud cover candlestick pattern hay. phir last main is ki confirmation ki jati hay jo kay us trah ki bearish canldle say hoti hay. aur us kay close honay kay bad hi trade li jati hay. kabi bhi confirmation kay baghair trade main entry nahi leni chahye.


          forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar candlestick ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urud mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning ky sat sat earning be deta hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain.


          Dark cloud cover candlestick chart pattern bearish reversal chart pattern hay day time chart me agar long bullish green candle key bad next day market trend bullish trend ko continue raky magar ye candle first candle key midpoint par close ho jaye to ye bearish reversal trend ka signal hota hay, 2nd day ka candle agar first day key candle key darmeyan key level par close na ho to ye dark cloud cover candlestick chart ka pattern nahi ho ga esy candle ko follow karny ki zarorat nahi, bearish candle hamesha 1st day key bullish candle key darmeyan me agar close ho to hi ye dark cloud cover ka candle ho sakta hay.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

            Dear members forex me candlestick ki movement aur indicators ko samajny klye bht ziada practice aur experience ki zarorat hoti hy , agar ham begair experience aur knowledge ke koi bi inicators ko samajny ki kosish karty hai to ham se mistake ho sakti hy aur hamari mistake hame bht ziada loss day sakti hy , hamar aj ka topic dark cloud cover candlestick pattern se related hy keh yeh pattern kaisy hamari help kar sakta hy pofitable trading me , is klye hamen demo account pay training ki zarorat hy aur agar ham begair knowledge ke market ko aur begair is pattern ke market ko analysis karen gy to hamara bht ziada wakat lag sakta hy trading ko lagany e , jahan market har ek second me bht tezi ke sath up and down ho rhe hoti hy to wahan ek pip ki movement bi hamari trading pay bht ziada impact karti hay aur hamari trading aesy e agar begair candlestick pattern ke hwe to ham apni investment ko waste kar bethen gy , bht sary member syeh complain karty hain aur bht sary traders bi is bat ka kehty hain keh unhe trading me loss hota hy aur wh apni trading ko kaisy savekar sakty hain aur kaisy acha profit hasil kar sakty hain to un logon klye zarori hy keh wh yeh bat samjen keh pehly market ko analysis karny waly pattern ko discuss karen apny seniors ke sath aur demo account pay iski practice karen , jitni ziada wh practice karen gy unke skills bi barhty chaly jaen gy aur unko ach aprofit bi mil sakta hay ru wh is candlestick pattern ki madad se market ko predict bi kar sakty hain , umeed karta hn keh ap ko meri bat samaj a gae hoge .
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

              patterns ke madad se hum hamesha he ache or kamyab trade kar sakte he hain bas hamen is main mehnat bhe sahe tarah se karne hote hae is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe se kam kiya karen or is main hamen in tamam ke tamam patterns ko samajhna ho ga tab he to hamen yahan se kuch hasil ho sake ga bas hamen is main mehnat karte howe he tamam kam karne cahiyen tab he to hamne yahan e kuch na kuch gain ho sakta hae or tab he to hum is main kamyab ho he jaya karte hain or i main hum successful ho jate hain bas hamen formation ka pata hona cahiye baqi hum is main ache tarah se khud se bhe trade kar sakte hain is liye is main mehnat karen ache se acha kam karne ke koshish karen tab he to apko yahan se kuch nakuch to gain ho jaya karta hae or ap bhe to is main kamyab ho he jate hain is main bas hamne bhe apne kam ko acha lkar lena cahiye take hum is main aik successfuil trader ke tarah se taraqi kar saken or is main hum ho saken kamyab lakin hamen apne kam ko bhe acha he kar lena hota hae take hum ko kuch to hasil bhe ho sake or hum yahan se kuch na kucjh to gain kar he len bas hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam karen tab he to hamen is main kuch na kuch success mil he jata hae or hum is main kamyab ho jaya karte hain or success bhe hasil karte he hain tab he to hamen is main ache earning bhe hamare ho jate he hae pr hum kamyab ho jate hain is main
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                Dark cold candle stick pattern ke zariye market ka analysis karna aasan hota hai Ham iski madad se market mein bahut acha entry point Le sakte hain hamen candle ki pahchan aur patron ki pahchan Ka hona zaruri hai iske zariye market ko behtarin tarike se analysis Kiya ja sakta hai is liye koshish karen market ka har tarah ka analysis sikhen aap koi bhi analysis karte ho is mein Patran ke analysis ko bhi is main zarur shamil Karen is ka analese hamen behtarin interpoint Hasil ho sakta hai candle ki pahchan aur unke naam Ka yad hona hamen zaruri hai is se Ham behtarin karne ke liye apne acche profit ko Hasil kar sakte hain Forex trading likh behtarin online business hai jis mein hamen daily basic par behtarin profit Hasil hota hai Ham is business may monthly basic per behtarin profit hassil kar sakte hain aur hamen is mein acche se kam karte rahana chahie Forex ka acha knowledge or experience hamen is business mein kamyabi deta hai isliye koshish karen hamesha mehnat se acha kam karte rahen aur Forex ke business mein kamyabi Hasil karte Rahe yah business hamen aur business se zyada profit able sabit hota hai aur aise Ham behtarin profit monthly basic per Hasil karte rahte hain is liye hamen iske analysis ko sikhana chahie aur koshish karne chahie ki Ham is mein behtarin knowledge or experience ko Hasil karke is se acchi earning ko possible kar saken
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                  Forex market mein bht se patterns available hai Joke trading karne ke liye helpful hote Hain agar aap forex market mein trading karna chahte hain to aapko in patterns ka istemal Karna aana chaey dark cloud cover candlestick pattern inhi patterns mein se ek hi jao k trading mein use ho rahe hain sabse pahle hamen main use petrol ke bare mein main basic knowledge haasil karna chahie sabse zaruri yah baat hai ke hamen pata ho k Forex trading me dark cloud cover candlestick pattern kis time frame mein kam kar raha hai Uske time frame ko hamen main Apne time-frame ke sath adjust karna chahie taki ham Apne time ke hisab se petron ki current update hasil kar sake ya pattern hamen main market chart mein nazar aata hai yeah yah candles market level hi ho raha hota hai to upar ki taraf move karti hai jao k market ka upward trend show Karti Hain yah candles ek khas point per pahunch kar ruk jaati hai aur vahan se market dobara niche move karne lagti hai dark cloud cover candlestick pattern main jab market maximum level tak jati hai hai candles hamen btati hai k Market Ka upward trend ruk gaiya hai is Lia hamen chaey pattern ko follow krty hoey apni trade Karin... Dark cloud cover candlestick pattern main hamen sell limit or buy limit set krni chart or take profit limit lazmi lagaen ta k Thora profit aaey Tu aap us pe next trade kr sky
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                    Assalam o alaikum
                    Topic: Dark cloud cover
                    Explanation:
                    Dark cloud cover eak bearish reversal candlestick pattern hay jidr eak down candle ( black ya red) eak close prior up candle k above open hoti hay or phir upar wali candle k mid point pay close jo jati hay. Ye pattern downside reversal ko signal deta hay.
                    Ye uptrend k top pay appear hota hay or is main green bullish candle appear hoti hay .
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                      Assalam 0 Alaikum! Dear friend Forex trading mein jab ham technical analysis complete kar lete hain to aisi situation mein hum ko bahut hi important candlesticks ko properly study karna hota hai agar ham aisa nh karen ge to hamari different important candlesticks pattern complete nh ho sakte aur ham apne technical analysis ko apne liye profitable nh bana sakte basically Forex trading me technical analysis ko complete karne ke liye market mein available different importance pattern aap ke liye bahut hi zyada helpful ho sakti hain "Dark colud cover Candlesticks Pattern" candletricks pattern market mein identify karne mein bahut important rule play karta hai "Candletricks Pattern" trader ko technical analysis main market price chat mein trade in tree or trade exit ko find karta hai. Agar ek trader "Candlesticks Pattern" ky related knowledge complete hai to wo market mein price chart main jaldi aur isliye entry aur exit kar sakta hai aur aur acha profit hasil kar sakta hai
                      "Dark Cloud Cover Candlesticks Pattern"
                      Dark cloud cover candlesticks pattern ek bearish trend reversal candlesticks pattern hai aur ye hamesha long up trend ko top per banata hai aur pattern ke complete ke bad market bullet train ki tarha niche hoti hai is per train mein do candlesticks se mil kar banta hai
                      (1) es pattern mn first candlesticks long real body bullish ki candle banti hai (Day 1)
                      (2) pattern mein second candlesticks gate aapke sath open hota hai aur ye ek bearish candle hoti hai jo first candle ke 50% niche kar dena is per trend ki confirmation hai (Day 2)
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                        Forex trading Mein kam karte hue hain Hamen cloud cover candlestick pattern ke bare mein acche experience or knowledge Hona chahie Hamen Iske bare mein Maloom Hona chahie ki dark cloud cover candlestick kya hota hai Ham iska istemal kaise karte hain Hamen isko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie take Ham in patran ko acchi tarike se samajh sake Agar Hamen pattern ko acche tarike se learn Karenge To Ham Patron ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain aur important ko acche tarike se samajh sakte hain Hamen pattern ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Hamen is pattron se related complete information Hasil Karni chahie
                        Agar Hamen important ke bare mein Achcha experience or knowledge hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Ke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein different pattern maujud hote hain Hamen in pattron ko acche tarike se samajhna chahie market Mein jitne bhi patron maujud hote hain ya bahut jyada popular pattern hote hain Hamen Kabhi in pattern ko Apne trade Mein avoid nahin karna chahie Iske bagair Ham market Mein successful Nahin ho sakte yah pattern Hamari trade ke liye bahut jyada helpful Hote Hain
                        Dark cloud candlestick pattern 1 bearish reversal candlestick pattern Hota Hai is candlestick pattern Mein in engulfing candlestick pattern maujud hota hai Iske andar bhi candlestick banti hai Iske andar 2 candlestick banti hai ek bearish candlestick hoti hai aur dusri bullish candlestick hoti hai Jab ham market Mein Apni trade open karna chahte hain To Ham ismein dark cloud candlestick pattern ka bhi istemal kar sakte hain ya candlestick pattern market mein bahut jyada important candlestick pattern hota hai Hamen is pattern ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie
                        Market Mein trade Lagate Hue market ka analysis acchi tarike se karna chahie Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagane chahie Hamen market Mein bagair analysis kabhi bhi Kam Nahin Karna chahie Hamen trading ke bare mein bhi acche experience or knowledge Hona chahie Taki Ham market Mein acche tarike se trade Laga Ke Achcha profit hasil kar sake market Mein successful trader Ban sake aur is business ko ek profitable business banaa sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: &quot;Dark Cloud Cover Candlestick Pattern&quot; in forex trading...

                          dark cloud behtarin bhi bahut Achcha pattern hai aur Agar Ham isko analyse kar lete hain to tab Hamen bahut acchi trade mil sakti hai isliye Hamen dark cloud pattern ko Jarur analyse karna chahie aur Se fayda uthane Ki koshish Karni chahie.
                          ager ap es mai apna kam update nhi kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai natlab kay kafi fast hai aur fast hota ja rha hai forex mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kam karain aur es kay sath sath jaisye jaisye forex update ho rha hai apnye ap ko update kartye rhatye hain jis kay bad ap ka faida ho jata hai jub kay ager ap aisa nhi kartye hain matlab kay apnye ap ko update nhi rakhtye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha kosesh jarain kay apnye ap ko kearning mai kaye kay ain aur es mai apnye ap ko update karain ta kay ap forex kay sath sath ap bhi kamyab ho jatye hain tu acha kam karain aur apnye ap ko es mai update rakhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain.

                          Forex trading mai traders apnay aap ko update rakhtay hain tou unhain bohat faida hojata hain. Forex market mai traders ko her waqt apnay aap ko update rakhnay kay liye market kay trends aur analysis kertay rehna chaiye. Yeh zaruri nahi hota kay traders her waqt sirf trading kernay kay liye he market mai entry karain bulkay traders ko market ki monitoring wesay bhi regular kertay rehna chaiye kiyu kay iss Tarah traders her qisam ki development say update rehtay hain aur trading kernay kay liye plannings aur strategies bananay mai unhain bohat help mill jaati hai.

                          Expert analysis ho ya market kay related koi news ho jo trader jitna ziada update hota hai usay utnay he achay moqay bhi mill jatey hain. Monday say friday takk market open rehti hai aur news tou her waqt aati rehti hain jiss kay bohat say sources hotay hain. Traders ko apnay knowledge aur learnings ko her waqt he update rakhna chaiye.
                          forex trading men agr ap ki koi trade open nah bhi ho tu phir bhi her waqt market k sath attach rahen tu khud ko update rakh saktay hen kiun k aik tu trading experience increase hota hey aur trading updates bhi milti hen iss liay her waqt market pe nazar rakhen kiun k yeh zaroori nhi hey k ap ki koi trade open ho tu ap market ko check karen balkay her waqt market ki movement pe nazar rakhen kiun k forex trading ko jitna ziyada time den gey utna acha experience hasil hota hey aur phir trade open karnay men aasani hoti hey kiun k iss se trading experience bhi milta hey trading updates bhi milti hen aur pairs ki movement ka pata bhi chalta hey forex market k baray men knowledge bhi increase hota hey iss liay zaroor daily base pe 8 se 10 ghantay forex trading men kam karen tu zaroor kamyab trader ban saktay hen.
                          Forex trading main humy apny ap ko market sy update lazmi karna chae ha warna humy loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena ha to humy logs or jis pair main trading karni ha is k country ki economic conditions or political situation ko zahan main rakhena ho ga is k bary sari information rakhena both zarori ha ta k hum log kamyab ho saken or ache earning kar k kamyab ho saken jab tak hum log behtar planning or strategy sy trading ni karty han to hum log ko loss ho sakta ha is ley humy soch samj k trading karni ho ge ache practice karni ho ge ta k hum log kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada acha knowledge or practice sy experience hasil kar k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken forex trading main hum log jtni ziada mehnat karny gy to hum utna he ziada fayda hasil kar saken gy jtni ziada hum log mehnat karny gy to hum log ache earning kar saken gy jtni ziada behtar planning or strategy ho ge utni ache trading kar k acha profit hasil kar sakty han is ley humy chae ha koi bi news ho ya political situation economic conditions in sab pe nazar rakhen ta k hum log kamyab ho saken.
                          💖اللهم صل على سيدنا محمد💖

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X