yeh review nokia model 1100 par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review nokia model 1100 par mubni hay..
    dear nokia compnay k jitnay bhi models hain unki ham jitni bhi taref kar lain wo kam say kam hay qk yeh company asseble karty he us model ko hay jiski har aik hisab say qualities bhi perfect hoty hain aur jo har lihaaz say hota bhi har kisi liye theek hay jiska use kisi bhi user ko kabhi disturb nai kartay hwuay daikha gaya hay aur na eh sunna gaya hay agar kisi company ki kisi bhi chez main ya usk kisi bhi models main koi fault milta hay to uska zarur koi na koi gilla shikwa karta hay laikin nokia k har aik brand main har kisam ki quality bhi pai jaaty hay aur aaj tak unka mayar wahi hay jo start main tha is liye un main say aik old model hay jisay ham sab nokia model 1100 k name say jantay hain jisak use karna ab takreebna khatm honay k barbabar hay lakin uski aaj bhi agar baat ki jaye to uski hamesha say tareef he sunni hay k wo mobile phone bahut ziada perfect tha jisk use karnay say hamain kisi kisam kaa aaj tak koi bhi nuksaan nai huwa hay.

    FAIDAY;

    deaer aaj bhi agar koi banda nokia 1100 use kar raha hay to usko isk sab say barray faiday yeh hain k isko local covrega area main bhi use kanray say iski signals ki quality kabhi usay disturb kartay hwuay nai daikha gaya hay aur na he sunna gaya hay,kisi bhi mobile phones k agar signals kam hain to wo jitna bhi ziada mehnga hay wo haamray liye aik mussebat say kam nai hay is liye nokia 1100 signals k hisaab say sab say acha hay is liye hamain iska sab say barra faida yahi hay jiski koi bhi aur phone main koi misaal nai milty hay.

    NUKSAAN;

    dear basically nokia 1100 aik old mobile phone hay jis main koi khaas nuksaan ki gunjaish to nai hay laikin isak aik he sba say barr nuksan bhi hay jiski wajha say aaj iska istemaal karna sab say kam ho gaya hay k is main koi shortcut loudspeaker ki facility nai hay jiski wajha say aaj is fast wakt ki yehs ab say barri zarurat hay jis say hamko aur bahut say logonko iski wjha say iska istemaal karna baht he kam kar dia hay.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

    Assalam u alikum dear member umeed hy k ap sub khariat sy hn gy ap ny aj bahot acha topic share Kiya hai Jo k Nokia 1100k baray mn hy Mobile introduce hony k baad sub sy best aur sub sy zida istamal honey wala mobile Nokia 1100 hy
    Advantage
    Nokia 1100 k advantags kitnay bi share Kiya Jain Kam hn aj Kal to ye model milta he ni hy ye model jis my bi use Kia hy us ko kabi bi shakayt ka moqa is liy ni mila k is model k mobile ki bettery timmimg bi kafi achi hy aur ye k ager is ka software ya hardware ka masla ho to ba asani repair kerwaya ja sakta hy
    Disadvantage
    Jis tarah har chij ka fida hota hy is traha us k khuch nuksanat bi hota hy Chun k ye key pad wala mobile hy is liy aj kL is ko Kam istamal ki jata hy log ziada Tr touch mobil use kerty hn aur chota hota hy is liy is ko Kam use Kia Jata hy
    • #3 Collapse

      Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

      Nokia mobile phone Apne customer ko bahut hi behtarin shape ke mobile aur acchi features ke mobile provide kar raha hai jisse a aap ek acchi entertainment Le sakte hain aur network ke sath sath aap social media aur movies burger Abhi dekh sakte hain Nokia Eros naye Model Market mein le raha hai Nokia ki company apne mobile phone time to time market Mein purchase Karte rahte hain aur aur apne customer ko naye se naye models provide kar raha hai agar Nokia ke mobile ki ki quality ki baat ki Jaaye to sabse best quality ke mobile banaa rahe hain Nokia ke mobile apni performance ke liye Hath se duniya mein pahle number per hain aur unke mobile phone bahut hi long time tak chalte hain aur Inki ki guarantee 5 years Tak hoti hai Nokia apne mobile phone an bahut Achcha pahle market Mein launch Kiye Hain Shuru Shuru Mein inke mobile chote Paye Mane per bante the Jaise ke 1100 ,1280 aur 1600 aur 1110 aur 1112 bahut famous hue the Uske bad Android mobile phone ki banana Shuru kar di hai Nokia company Ne aur uske sath 7 Nokia ke mobile Puri world Mein Apne behtarin performance ki vajah Se Majboor Hain Aaj Ham Jis model se related apni post share kar rahe hain vah bhi Nokia ka ek new model hai jo ki Hamen bahut hi acchi quality aur acche features provide kar raha hai share market mein abhi new aaya hai aur apne client ko bahut hi acchi services provide kar raha hai Nokia 1100 apni best performance ki vajah se aur best battery timing ki vajah se a Logon mein bahut hi famous ho chuka hai is mobile se related main aapko Thodi Si information share kar raha hun ummid Hai Uske bad aap ko iski outlet aur Iske Features Uske bare mein ek acchi information mil Jayegi

      Nokia 1100 Features
      Nokia 1100 mobile old version hai aur yah 2003 Mein launch hua tha Shuru Shuru Mein Jab yah mobile launch hua tha to iski price bahut jyada Thi but Jaise Jaise iska use Jyada Hota Gaya to uski price bhi down hoti gai aajkal Is Tarah Ke mobile Milna bahut hi Mushkil ho gaya hai but jab tak is mobile ki market ki yah Hamen bahut acche features provide kar raha tha aur abhi bhi Jin Logon ke pass yah mobile phone hai vah isase bahut hi acchi performance ke sath Apna network chala rahe hain
      Single Sim Mobile
      96*65 pixels 4 lines
      Battery 850mAh
      Weight 86 g (3.03 oz)
      Mini Sim
      Falash light
      Display mein Monochrome graphics
      Full display screensaver
      Dynamic Font size
      Softkeys
      Phonebook 50
      10 dials and Receive and Miscalls history record
      Editable message templates
      Sound Ringtones aur Vibrating toons
      Games Snake aur Space impact
      Language mein English Urdu aur Arabic
      Standby battery up to 400 h
      SAR 0.97 aur SAR EU 0.73
      Price 1799 Rs

      Nokia 1100 bhot hi low cost price ke sath aapko market Se Mil Jata Hai Iski battery timing bahut hi zabardast hai jo aapko 1 week Tak battery ki facility ki provide karti hai agar aap isko standby rakhate Hain To yah 10 days Tak aapko battery time provide Karti Hai iske sath sath aap is per chatting kar sakte hain aur aapko gaming ki facility we provide ki gai hai jismein aap games bhi Khel sakte hain Nokia 1100 mobile sabse best quality Hai vah yah hai ki yah bahut hi long life use hone wala mobile hai aur iski performance bahut hi Jabardast hai agar aap is per call ya messages karte hain to aapko Kisi bhi Tarah Ki networking problem Nahin Hoti aapko bahut hi best performance ke sath use karte hue bahut enjoyment milati hai
      • #4 Collapse

        Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

        Yah mobile phone bilkul Nokia 2100 ke barabar hai. ya mobile phone 2G hai.
        Is mobile phone ka weight 86 gram hai.
        Aur iski dimension 79 cc.
        Ismein 50 SMS storage ki capacity hai aur 2 sim wala phone hai.
        iski battery 400h hai or ye Nokia BL.5c ky brabr hai.
        Iska data input keypad hai.
        Is mobile phone ka dad theatre display jo hai vah monokrome hai.
        Ismein other feature jo hai vah clock hi stopwatch hai
        Ismein Sabse Badi suliyat calculator bhi hai jisse Ham Bahut Si chijen calculate kar sakte hain.
        Ismein raat ko andhere mein dekhne ke liye flashlight bhi hai.
        Yah mobile phone pe compressor per most mein hai. Aur is mobile Ki Sabse Badi quality yah hai ki iska screensaver bhi hai jo screen ko todne se batata hai.
        Iska singular branded Bayaan hai.
        isky storage not expandable hai.
        Yah mobile Kisi bhi shauk se tum dil Kiya Ja sakta hai aur yah bheja Ja sakta hai ya Sasta tarikh mobile hai jo ke market Mein Sabko provide Kiya jata hai.

        ADVANTAGES:_
        Is Ki Sabse Badi Baat yah hai ki uski battery timing bahut jyada hai.
        Dusri Baat uski hai ki yah mobile phone aisa hai ki ismein screensaver bhi hai jo ke Iske tutane se batata hai.
        Yah mobile phone enter Hai Sasta Mobile phone hai Har kis me log isko kareed sakte hain.
        Ismein do ke Sukhi ke Mein Ek snake Wali Hai Aur dusri space Wali Hai.

        Kiski battery removable hai Lo kahin se bhi kisi bhi Shop se iski battery kareedsakte hain.

        DISADVANTAGES;_
        YE 2G MOBIL HAI.
        koi internet ni cthalta yaha py.
        or looking good bhi ni hai mobile phone.
        • #5 Collapse

          Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

          Dear friends ap ny bilkul thek kha nokia ya yeh phone bohat he acha mobile phone ha is mein hum bohat he achy features mojood thy lekin yeh bohat he purana honay ki wja say abhi market mein avaible nahi ha to is liye agar ap is phone kay sath achi calling kar sakty hein yeh aysa phone ha jo kaay pechly door mein ek acha or smart phone sabit howa ha


          advantages

          dear friends nokia ka phone 1100 ek bohat he acha smart phone ha is mein bohat he achy features mojood hein jin say hum bohat he perfect or achi calling kar sakty hein or is mein ap achy message speed thi jis say achi chatting ho sakti ha or is ki bettry backup bpohat he acha tha jis ki wja say is mein bohat he log isko passand kartay wthy is liye is mein achy features honay ki wja say nokia ka yeh phone bohat he zyada sale howa tha


          disadvantages

          dear jadeed technology kay sath yeh phone bekar ho giya tha or abhi new phone keypad mein jo atay hein un mein bohat he acha features mojood hein jesy kay is mein call recording nahi mojood or us kay elawa color phone bhe nhia ha or is mein power ka button or yes ka button ek he hota ha or is kay ilawa is mein memory card bhe nahi use hota jis say hum songs sun sakeen bohat sary features jo kay abhi new nokia kay mobile mein mojood hein wo is phone mein nahi hein
          • #6 Collapse

            Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

            nokia k mobile bht zada achay hoty hyn marketplace may further alsoenjoy a jata hai to uske abhorred aap khush marketplace Mein achcha kam kar saktehain is marketplace mein aapko admit for older lagana hota hai uske odious aapko ismein kamyabimil jaati hai magar uske liye aapko khud unconditional karni hogi agar aap is marketplacemein nahin kar sakte to aap Ho ismein ka on the qui vive bhi nahin Mil sakti aapko chahieki aap is marketplace mein grow older lagana hoga appearance aay Online heighten agreeable corporations okliay bohat denote Enrol indicators off kartay hain jin consummate bohat saray faux indicatorsbhi hotay hain widely in the openly pinch-hitter shopping for and in front of tolerable hawalay disclose bhi indicators aksar miltay hain logonko kuch new investors ki koshish hoti support okay indicatte widely bhi aksar promote bina tasdeeq delightful kisi bhi recoil justify ko combination kardetay hain perpetual forth kar passable aur baqi adequate work bhi usay Declare nai kartay kisisenior ki latent row ya moderators ki shunted aside denote apex phir us reckoning pleasing hawalaysay gear connected with hoti jati significance jo passable Horrifying shrewd abolish honay beg a contend lifetime eon further adequate restraint hojata peaceful sath sath mehnat bhi zaya jati nutriment es liay phony extensively bhi koi recordsmilay at sufficient modification shopping for and middling pleasing hawalay prevail upon ho forex pairs in trouble with facility undeceiving karnay okindicators mil jain ya hail scantling all pertinent kisi bhi trouble delightful hawalay into ho usay pehaly affirmkaren say karnay pleasing liay bohat into tariqay hain kisi past ignore ki assistlain ya moderators ki countenance lain aur achi tarha prevail
            • #7 Collapse

              Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

              Assalam o alaikum dear member ap ny bahit acha knowledge share kiya hai nokia 1100 mobile phone k bary main...

              Introduction:

              Dear member nokia aik company ka name hai nokia 1100 model mobile phone hai yeh bahot purana model hai jis k bary main hr koi janta hai ...

              Advantage:

              Dear member nokia 1100 mobile phone k bahit zyada advantage hain dear member isy chalana bahot asan hai is k function bahit easy hain jisy hr koi carry kr skta hai is ko bahot maqbuliyat hasil rahi hai isy choty bary sabi chala sakty hain dear member is ka sb sy bra fauda yeh hai k is py signals problem nahi hoti hum asani sy isy call sun sakty hain is k ilawa is ka itna waight nahi hota hai hr koi isy easily apni pocket main rakh skta hai is k.ilawa iski bettery time long hoti hai bahot jaldi khtam nahi hoti hai aur is mobile phone ka eyes py koi side effects nahi prhta is ki brightness normal hoti hai dear member is mobile phone ko apni zrurta k liye hr koi afford kr skta hai ....

              Disadvantage:

              Dear member nokia 1100 mobile phone k koi disadvantage nahi hain bs aj kl.smart phone ny is mobile ki jaga ly li hai jis ki waja sy is mobile phone ki koi velue nahi rahi hai is k ilawa dear member is py hum internet nahi use kr skty just call sun aur kr skaty hain us k liye best hai...thanks
              • #8 Collapse

                Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                Assalam u alaikum dear forex members!
                Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                Hamra hamara aaj KA review Nokia 1100 pr mabni ha.
                Nokia 1100 Aik bohat Zabardast mobile phone 📱 ha islam battery time bohat zyada ha.
                G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faida nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                Shukrya ❣️❣️❣️
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                  Nokia 1100 bhot hello low cost fee ke sath aapko marketplace Se Mil Jata Hai Iski battery timing bahut hello zabardast hai jo aapko 1 week Tak battery ki facility ki provide karti hai agar aap isko standby rakhate Hain To yah 10 days Tak aapko battery time provide Karti Hai iske sath sath aap is according to chatting kar sakte hain aur aapko gaming ki facility we offer ki gai hai jismein aap video games bhi Khel sakte hain Nokia 1100 cell sabse satisfactory first-rate Hai vah yah hai ki yah bahut hello lengthy existence use hone wala cell hai aur iski performance bahut hi Jabardast hai agar aap is in line with call ya messages karte hain to aapko Kisi bhi Tarah Ki networking hassle Nahin Hoti aapko bahut hello quality overall performance ke sath use karte hue bahut amusement milati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                    Nokia company ka naam shyd hi koi na janta hoga ye ik arsy se mulk me cellular phone bna rhi ha jis k phone ki bht demand ha ayen start krty hn.

                    Advantages:
                    nokia 1100 ik bht hi acha phone ha is k chand faidg hn ye ik mazboot mobile phone ha ye ik keypad phone ha jis se text msgs krna bht hi easy and fast ha iski bettry timing bht achi hoti ha is k signals itny power full hoty hn k door se bhi catch kr lets hais se number dial krna bht easy ha is k security features kafi achy hn is me koi finger print lock nhi hota keypad security lgti ha is me single sim lgti ha is me games kafi achi hoti hn jo bachy bht pasand krty hn is k ilawa ye cell phone bachon k liye bht acha ha q k is me na camera hota ha aur na hi video chalti ha aur na hi internet to bachy is py koi galat cheez nhi dekh paty aur jo ik mobiles ka maqsad hota ha sirf whi cheez use kr skty hn is k ilawa kch krny ko nhi hota aur unki safety aur security bhi rhti ha is ka size bht acha aur munasib ha jis se isy istamal krny me bht asani rhti ha iska size handi size ha jo ik hath se use ho skta ha is 500 se ziada contacts save ho skty hn is me text bhi save hoty hn is k ilawa iski call py voice bht achi ha is ka loud bht acha ha iska weight km hota ha isy carry krna bht asan ha isy kahen bhi le k ja skty hn.

                    Disadvantages:
                    ye old phone ha ab box nhi milta.
                    iski msgs memory km hoti ha.
                    ye color screen phone nhi ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                      Assalamu Alaikum Forex members Nokia mobile phone apni customer ko bahut hi behtarin saib ke mobile aur acchi features ke mobile provide Kar Raha Hai Jis Ka aap ek acchi intertainment Le sakte hain aur network ke sath sath aap social media aur moviece wagera bhi dekh sakte hain Nokia error Ne model Market Mela Raha Hai Naye model Nokia ki company apne mobile phone ko time-to-time market Mein purchase Karte rehte hain aur apne customer ko naya se naya model per white kar rahe hain Puri Duniya Mein mostly log unke hi mobile ko use karte hain Jo ke Kafi long time tak chalte hain aur ine ki guarantee bhi 5 Sal Tak hoti hai Nokia apne mobile phone ko bahut acche pahle market Mein launch Kiye Hain Shuru Shuru Mein inke mobile chote Paye Hote the Jo ke jaise ke Nokia 1100 1280 1600 or 1110 aur 1112 bahut jyada famous hue aur bahut acchi quality Ke Piche provide kar raha hai aur Jaise ke Nokia 1100 apni best performance ki vajah se aur best battery timing ki vajah se Logon mein bahut jyada famous ho chuka hai hai is mobile se related aap bahut jyada maximum features aapke sath share Karti hun Nokia 1100 mobile old virgin hai aur yah 2003 Mein launch hua tha Shuru Shuru Mein Jab yah mobile launch hua tha iski price bahut jyada Thi but Jaise Jaise Ishq Ka istemal Jyada Hota Gaya iski price mein bhi Kami Aati gai is mobile ki features bahut Jabardast Hai is mein aap single SIM Dal sakte hain aur yah 96.6 5 fixel lines Hai battery timing iski bahut acchi hai vate ska 86 gram hai aur Yamini sem hi flashlights Mein Hoti Hai display mein bhi Kafi acche graphics hai bahut full display screen saver bhi maujud hai dynamic front size has soft keys Hai phone book v50 Tak aap save kar sakte hain 10 dial and receive and mis call history or record bhi aap Jaan sakte hain
                      Nokia 1100 low cost price ke sath aapko market Se Mil Jata Hai Iski battery timing bahut jyada Jabardast hai aur aapko ek pic tax ki battery ki facility bhi provide karti hai agar aap isko standby rakhte Hain To yah aapko 10 days Tak aapko battery timing provide karti hai ismein chatting karna bhi bahut hi hota hai aur aapko gaming ki facility bhi provide ki Jaati Hai hai
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                        dear agar mobile phones ki bat ki jaye to sb se pehlay nokia company ka naam mind mein aata hay aur oski sb se bari wajjah ye hai k jb mobile phones pakistan mein introduce howay thay to os vaqt sb se best brand nokia ka thaa aur aaj bhi nokia aik acha brand maana jata hay is baat mein koi shakk nahi hai.nokia phones mein sb se ziada business krnay walay do models hain jinho ne nokia company ko bohat faida deya.nokia 3310 aur iskay baad nokia 1100 model.
                        nokia 1100 nokia ka aik aisa phone hay jb ye market mein aaya tha to sb se pehlay mobile phone mein tourch ki sahulat isi phone mein di gai aur os vaqt jb mobile phones pe internet ka isgamal nahi hota tha aur simple display walay cells hotay thay to nokia 1100 mein yellow light display laya gaya aur yeh nokia ka aik best phone hay jiski battery timing company ne 7 days batai thi.yeh aik old model hai aur aj kal ye apko market mein bohat he km nazar aaye ga q k ab jadeed technology mein touch phones ka istamal barh gaya hay q k touch phones pe internet ka istamaal kiya ja sakta hai nokia 1100 keypad wala phone hay jo k bohat he simple design kiya huwa hay aur iskay functions bhi bohat aasan hain aur koi bhi shakhs isko aasani k sath istamal kr skta hai.aur agar signal strength ki baat ki jaaye to nokia 1100 village area mein bhi achi network coverage deta hay jahan dosray mobile phones flop ho jatay hain.
                        nokia 1100 overall aik best phone mana jata hay magar aj kal iski koi value nahi hai q k ye aik simple phone hay jis pe koi extra functions nahi hain aur na he internet use kiya ja sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                          ASSALAM ALAIKUM!!!!!😇😇😇

                          Hey friends ! Mera aj ka review nokia 1100 per hai.

                          INTRODUCTION:
                          Nokia mobile company apny ap me kamal ki brand hai. Androide mobile any se pehly nokia mobiles ki demand bohat thi. Nokia 1100 bhi unhi mobile me se aik hai. Nokia 1100 size me bohat chota or managable hai. Is ki madad se calls or msgs aasani se kiye ja skty.
                          Click image for larger version

Name:	IMG-20201121-WA0001.jpg
Views:	1
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12337637


                          ADVANTAGES :
                          Nokia 1100 ko carry krna bohat easy hai. Kiun k ye size me bohat chota hota hai. Is ki price bohat kamm hai is liye har kisi ki approach me hai. Is k function limited hoty toh is liye har koi isko use kr skta. Iski battery ka time long hota or baar baar charge nai krna parta. Messages krny me asan hota. Isko ap aik hand me pkr k txt kiye ja skty hn.

                          DISADVANTAGES :
                          Is mobile me camera nai hota or ap apny beautiful seen ko capture nai kr skty. Is me ap koi app use nai kr skty. Jahan is ko use krna easy hota but is ki help se mms whatsapp ya koi or app use nai kr skty.


                          ♻️ CONCLUSION :
                          Har cheez k advantages or disadvantages hoty hn. But nokia over all aik acha mobile hai so ye aik achi product hai.

                          THANK YOU!!!👍
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review nokia model 1100 par mubni hay..

                            REVIEW ABOUT: NOKIA 1100
                            INTRODUCTION:
                            asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb
                            kheriat se hongy yeh review Nokia 1100 mobile se related hai..
                            Dear members nokia 1100 starting mn aany wale nokia k keypad
                            Mobiles mn se hai jo bht hi behtreen quality ka mibile tha aur sarfeen
                            Ko bht pasand tha .. nokia 1100 keypad mobiles mn se tha jo sirf
                            Calking aur texting k liye tha .. is mobile mn mehdud functions thy jese
                            K calculator. Snake game, calling, texting, torch light wghera.. kafi salon
                            Tk mobile market mn nokia 1100 ka raaj tha aur aaj bhi sarfeen mn nokia
                            1100 kafi maqbool hai...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X