Yeh review protein hasil krny py mbni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review protein hasil krny py mbni ha
    Assalamu alaikum dear Forex friends ajka hmara yeh topic protein py mbni ha hum SB janty Han k protein hmari body k lye BHT zrori hoti ha or yeh hmari body ko strong rkhny me BHT ziada helpful sabit hoti ha.protein ka ziada use wohi log krty Han Jo koi excercise, running ya PHR gym krty hon.aj me apko btaonga k kin kin cheezo me ziada protein hoti ha or hum kis treky sy protein ka istemal krskty Han..
    Friends ma apko btana chahta hon k protein ka SB sy ssta or SB sy acha zrya eggs whiteness ha aik egg me 7 gram protein hoti ha or iski zrdi me 2gram fats b hota ha lekin AGR hum sirf eggs whiteness ki bat kren to usmy 4gram pure protein hoti ha.hmesha yad rkhy k hmari body ko hmary weight k double means AGR hmara weight 65kg ha to hmari body ko 130grams protein ak din me chahye hoti ha Jo k hum different treko sy pori krskty han.eggs k ilawa chicken breast,fish,meat,dalo or vegetables me b proteins ki BHT ziada miqdar hoti ha lekin AGR AP chahty Han k apko pure protein bni bnai mily Jo apki body me protein ki kmi ko pora krskty to AP way protein 100percent gold standard ka use krskty han.lekin is protein ko dissolve krny k lye apko din me Ak ghnta gym ya koi b excercise krna zrori hoti ha way protein k 2 scope hmary jism me protein ki kmi ko pora krny k sath sath hmari body k muscles ko b strong bnati ha jis sy hmy itni jldi Kam krty hvy thkawat feel nhi hoti.protein hmari skin or hairs k lye b BHT mufed hoti ha Jo log protein ka ziada use krty Han unki skin b glow or shine KR rhi hoti ha or unky hair km umer me falls b nhi krty or woh mentally Tor py b BHT ziada strong hony ki wjah sy koi b Kam achy sy perform krskty Han islye hmari daily life me achi health k lye hmari body k lye protein ki BHT ziada ahmyat ha..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review protein hasil krny py mbni ha

    Asalam o alikum dear member

    Introduction..


    Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha protien ka Bary. Dear member protien AK unani lafz ha jis ka mtlb phaly ya awal ha. Protien hmary jisam ka khelon ka liye intiahi zrori ha is ka begair zindagi ka wajood e na mumkin ha dear pani ka hmary jisam ma protien sbsy zaida muqdar ma pai jati ha. Hmary jisam ka 18 sy 20 fesad hisa protien sy mil kr bna hota ha insani jisam ka 1 lakh sy zaida qisam ki protien pai jati. Jisam ka nashunuma Pana zkhm ka thk hona wagira ka loye protien intiahi zrori ha. Is trah protien hmary jisam ka liye bht zaida zrori ha. Dear ma apko btaun ga ka protien ka Kia fayde hain..


    Fayde..

    Dear Hamary jisam ka liye protien bht e zaida zrori ha hmary jisam ki nashunuma ka liye bht zaida zrori ha or jo log apna wazan Kam krty hain un ka liye bht e zaida zrori ha protien ku ka agr hmari body ko protien na mily tu wazan b bhrna shuru hojata ha dear hmin chicken sy kafi zaida protien mil jati ha is ka ilawa eggs ki whiteness ma kafi zaida protien pai jati ha or sabzion dal wagira ma b protien ki kafi muqdar pai jati ha hmin on chezon ka istimal krna chye ta k hmara jisam achi trah kru ky ka protien hmary jisam ka loye bht zrori ha or dear agr ap logun ka waza 50 kilo ha tu apko AK din 50 gram protien ki zrort ha hoti ha jb ap apni body ko daily achi Tarah protien daty hain tu apka hairs ki growth b achi hoti ha unka girna band hjta ha or apka face b thk rhata ha or apky jisam b thk rahta ha koi bemari b hoti ha or is trah jo log apna weight Kam krty hain unka liye b protien bht zrori hti ha is liye jo log apna wazan Kam krty hain unhn doctor yhe mashwra daty hain ka wo salad ka zaida istiml krain ku ka un ma protien zaida hoti ha jis wja sy ap ka wazan Kam jaldi hota ha or is ka sath protien hmary jisam ko energy dati ha is liye zaida sy zaida sabzion ka istimal Kia jaye


    Nuqsannat..

    Dear agr ap ka jisam ma achi trah protien ni Jari ha tu Issy apka jisam khrb hskta ha means ka apka weight bhrna shuru hjta ha or is ilawa apko Bhook zaida lagti ha jis wja sy ap zaida calorie Wali chezin khana shuru krdty hain dsra apka hairs b khrny lagty hain or apky jisam ma dard wagira b rhta ha or is trah protien ki Kami ki ziadti ka ap shikar hny lagty hain. Or dear AK bat ka yh b Dehan rkhein ka agr ap had sy zaida protien laty hain tu apky jigar ka masla bn jata ha apky jigar ki bemarian hskti ha is liye apko chye ka apny wazan ka mutabiq protien ka istimal krain. Thanks 😍❤️
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review protein hasil krny py mbni ha

      Protein hamari life main ek ahm role rakhty hai agr ya hamari boby main na ho tu hamari body bht c bimariyoon main mubtalah ho sakhti hai or protein ka isal maqsab hamari boby ko mazbot bnana hai jis ki waja sy hamari body bht c bimariyoon he mahfooz rah sakhti hai protine hamari body proteinable fruit kahny sy ya koi b food jia main protein ho us ki shakal main hamari boby main intr hoty hai or es waja sy log kahty hai kch kahya kro ku ky maximum protein hamri diet pr mabni hoti hai jo ky hamry jis main protein ki kami ko puraa krty hain tu try kry ky apni diet main protein wali cheezn ka istmal kry ta ky ap or apki body bht c bimariyoon or kamzooriyoon sy dor rhy.jaisa ky malik main protein ki tadad bht hoti hai wo pena chai or dry fruits istamal krny chai protein apky body ky sath sath ap ky mind ko bhtr bnaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review protein hasil krny py mbni ha

        Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share kiya hai jo ki bahut jyada informative hai friends protein Hamari body ke liye bahut jaruri hai protein Hamari body ki khurak hai Isko ham Delhi mein istemal Karke apni body ko fit Rakh sakte hain Hamen Aisi e khurak Ka istemal Karna chahie jismein protein Wafar miqdar me mojud ho. Different fruits and vegetables ko Ham apni diet Mein istemal Karke apni protein ki requirement ko complete kar sakte hain

        Protein food:

        Dear friends bahut se Aise food hygiene istemal Karke protein Hasil kar sakte hain jim me meat ,eggs ,chicken breast ,fish ,beans ,vegetables and dalen in sab me bahut zyda quantity me protein mojud hoti hai jin ko istemal ker k hum healthy reh sakty hn ..

        Faiday:

        Protein ko istemal karke Ham fit and healthy rahte hain Hamari skin bahut acchi hoti hai Hamari body ki Bahut Si needs complete hoti hai protein Agar Hamari body mein munasib mix daal Mein Ho To Ham thakawat mahsus Nahin karte bacchon ke liye protein bahut jyada Jaruri hoti hai hai jo log bahut jyada Manati kam Karte Hain unko aur ya Jo different sports activities may perform Karte Hain unke liye protein bahut jyada Jaroori hai. Protein ko apni daily khurak Mein istemal Karke Ham fresh and active rahte hain.

        Nuksan :

        Protein Hamari body ke liye bahut jaruri hai aur isko istemal karne ka Hamari body ko koi bhi nuksan nahin hai Hamen Apne nutritionists se a diet plan taiyar karvana chahie jismein jitni bhi routine Mein protein Hamari body ko required Hoti Hai Uska istemal karna chahie....thanks
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review protein hasil krny py mbni ha

          Dear forex members Asalam O Alaikum umeed krti hoon ap sub kheriat se hon gay aj ap ny bohat acha topic share kiya hai jo k bohat ehem hai jesa k ap sub janty hain k protein hmary liye kitni zaroori or ehem hai is se hmari body active rehti gai agar hmary jisam main protein na ho to hmain bohat sari bemariyan ho jati hain protein hasil krny k bohat se tareeqy hain jesy k bohat sari vegetables hain jin se hum asani se protein hasil kr skty hain green vegetables main bohat sari protein hoti hai is liye hmain chahiye k zyada se zyada use krain isi tarhan egg protein hasil krny ka bohat acha zariya hai protein hasil krny k bohat saray faidy or nuqsan hain jo main ap se share kron gi

          Advantages

          Dear friends jesa k ap janty hain k protein k bohat saray faidy hain ye hmary jism se bohat sari kamion ko door krta hai hum active rehty hain protein hasil krny k bohat saray zariye hain jesa k different vegetables fruits jisay kha k hum na sirf apni body main balky apne hairs k liye bhi protein ki kami ko khatam kr skty hain kiun k hmary balon ko bhi protein ki bohat zaroorat hoti hai

          Disadvantages


          Dear members jesa k ap janty hain k protein hasil na kr k hum apne ap ko nuqsan pohanchaty hain kiun k agar hmari body se protein ki kami ho jaye to hum bemar ho jaty hain is liyeliye protein hasil krny wali cheezon ka zyadazyada se zyada istamal krain

          Dear friends maine apne reviews share kiye ap bhi apne reviews zaroor share krain thank you

          اب آن لائن

          Working...
          X