Kya loss ko recover karne ke liye big volume ka use Kiya Ja sakta hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya loss ko recover karne ke liye big volume ka use Kiya Ja sakta hai??

    dear member loss to har business ka hisa hay aur aisay he forex mein hai q k forex mein jahan hum log profit hasil krtay hain wahan hum loss ko bhi face krtay ain.forex mein agar investment acciunt ho to osky loss ki recovery lazmi nahi hoti q k real invest ment ka agar acciunt ho to os mein loss ho janay k baad agar trade lagai jaye to hasil honay walay profit ko withdraw kiya ja sakta hay magar bonus account mein jb hamein loss hota hay to chahy wo loss km ho ya ziada ho os ko jb tak recover kr k bonus account ko level na kr liya jaye os waqt tak hm withdrawl nai le sakty.bonus account mein loss ki recovery lazmi hoti hai.magr yaad rakhein k loss ki recovery kabhi bhi jazbaati ho kr aur big volume aur big lot size laga kr recover krnay ki koshish nahi krni chahye.q k jb bhi big volume se loss ko recover krny ki koshish ki jaati hay to os mein recovery to nahi hoti magar ziada nuqsan ho jata hay aur nuqsan krny k baad phir sirf pachtawa hota hay.is leye loss ki recovery jb bhi krni ho osky leye hamesha small volume ka istamal kiya jaye to slow slow recovery possible hoti hai aur is tarah acciunt bhi safe rehta hai.agr big volume k sath recovery ki try ki jaye gi to ye ho sakta hay k account wash ho sakta hai.is leye sb members k leye yehi suggestion hai k lpss ko hamesha slowly recover krnay ki achi planing ki jaaye yehi best way hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya loss ko recover karne ke liye big volume ka use Kiya Ja sakta hai??

      Loss ko recover karna Hamare liye bahut jaruri hai Jyada kam Apne loss ko recover Nahin karte hain tab tak Ham munafa Nahin Kama sakte hain aur Hamen Apne loss ko kabhi bhi big volume se a recover nahin karna chahie
      forex trading main agar humary pass account balance 100 dollars ho to phr hum log is sy 0.01 ki 3 sy 4 trade laga sakty han ta k hum log safe trading kar saken har trade ka proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jtna small account balance ho hum utni he small lots sy trading kar k ache earning kar sakty han
      Humara account balance 100 dollars sy ziada ha or 500 dollars sy kam ha to phr hum log 0.02 sy 0.03 lots size rakh k trading kar sakty han par proper stop loss or take profit lazmi istamal karna ho ga
      Isi tahra agar humara account balance 500 dollars sy ziada ha to phr hum log 0.05 ki lots size istamal kar sakty han or ache analysis k bad trade lagany gy to humy ziada fayda ho sakta ha analysis sy hum acha stop loss or take profit istamal kar sakty han
      Is tahra hum log lots size istamal kar k ache earning kar sakty han.
      forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai kam kar ky earning gain kar sakty hain hamy is mai soch samj kar lot lagne ho ge then hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai hamy ache lot laagne ho ge then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy is mai mahnte karne ho ge pher he hum agy abr saky gy forex mai agar hm kam karty howe lot ko ignore kar dety hain to hamara account band ho jy ga forex ak legal business hain hum isy apna professional career be bna sakkty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky km karty hain to hamara account band ho jy ga forex mai hum mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex ak legal business hain hum is mai strugle karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik legal busiess hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai pair ma or currncy mai kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum isy apna life time ccareer be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamy siraf or siraf loss ho jy ga.

      Forex trading may haumay discipline Kay saath trading may lot size ka khyal rakhtay hoye trading karni chahiye aur haumay market ki movement Kay mutabiq lot size select karna parta hay agar haum market ki movement ko daikhtay hoye apni trade my may lot size rakhtay hay to haumay faida hota hay magar jab haum bagair knowledge Kay lot size big rakh kar trade open kartay hay to kabhi market ki movement achanak say bearish trend may ya bullish trend may move karti hay to haumay nuksaan uthatna par sakta hay lehaza forex trading may haum sabko knowledge ki base pay hi Trading may lot size select karna parta hay.
      💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Kya loss ko recover karne ke liye big volume ka use Kiya Ja sakta hai??

        Ji Ham Sabko apni loss ko cover karne ki koshish Karna chahie Laut ko recover karna Ham sab ke liye jaruri hai Soch Liya Hamen Yahan per Apne loss ko recover Karke Apne time par Apna Kam karna chahie live score recover karne se Hamen kamyabi hoti hai isliye Ham Sabko Yahan per live score a cover Karya ke Sachiv Koi Nahin chahie Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie Agar Yahan per Apne time par Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi so Ham Sab Ko mehnat Karni chahie ke sath Apna Kam karna chahie aur mahine ke sath Apna Kam Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie Yahan per Apne time per kam Karte Hain To Ham Kamyab Ho Jaate Hain Ham Sabko Dil lagakar kam karna chahie aur apne Apna Kam complete Karke Ham Sab Yahan per success sakte hain Hamen Yahan per kamyabi Hasil karne ki koshish sources of ko Yahan per kitne time per hi online Janaki Johnson Apne time for online Nahin Aata vah kabhi bhi kam Yad Nahin hota hai Soi Soi Ham Sabko Yahan per apni mehnat ke sath Apna Kam kar lena chahie apni mahine ke sath Agar Ham Sabhi Yahan per Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi to isliye Dil Laga kar kam Karen aur mehnat Karen

        اب آن لائن

        Working...
        X