Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !
    Asalam o Alikum

    Dear friends aj ka topic khajoor per mabni ha khajoor aik phal ha jo puri duniya men khaya aur bahut pasand kiya jata ha ye aik delicious dry fruit ha is ki sab se ziyada pedawar saudi arabia men hoti hay is ki bahut si iqsam hain ye mizaj,an garam hoti hai aur is ki sab se behtarin qisam (ajwa) ha jo ke bahut mehngi ha aur asal ajwa khajoor kafi mushkil se milti hai.

    Khajoor se ilaj !


    Khajoor aik aisi nemat ha k is se bahut si bemariyon ka ilaaj kia ja sakta hay ye qudrat ka aisa tohfa hai jis ki koi qeemat nahi hakeem hazrat mareezon ke liye khajoor ka bahut use karte hen kamzori ke liye ye be misal ha aur ye mukhtalf bemariyon ke ilaj ke liye istamal hoti ha.

    Khajoor ke Fawaid !


    Khajoor ke un-ginat fawaid hen jin ko shumar karna mumkin nahi is ka zaiqah bahut mazedar hota ha aur khane men bhi asan ha iss ki ghutli ko bhi ilaj ke liye use kia jata ha aur iska paste banaya jata ha.

    Khajoor aik behtarin ghiza !


    Khajoor aik mukammal aur behtarin ghiza ha.

    Khoobsurti !


    Khajoor ko agar regular istamal kiya jaye to is se chehre per khoobsurti peda hoti hay kiun k khajoor se skin khoobsurt hoti hay.

    Khajoor ke nuqsanaat !


    Khajoor ko hamesha dho kar aur ache se saaf kar ke istemal karna chahiye is ke koi nuksan nahi ha is ke bahut ziada fayde hen.

    Har umar ke liye!


    Khajoor har umar ke logon ke liye behtreen ha chote bache aur boorhe bhi kha sakte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

    Asslam U Alikum
    Dear Forex Frind Umeed krta hon Ap sab thk ho ge To Aj ka Topic he khajoor k Fawaid To Ap ko pta hona chahea khajoor Allah tala ke nemat he or is k bahot fawid hen Khajoor ka Aik drkht hota he jis pe ye lagi hoe hote he Khajoor Se Ap k zehn tro taza rehta he or khajoor din mn ya rat ko 3 ya 4 kha sakty ho to ye Ap ko bahot fit rahkte he Khajoor ka zeda istemal bhe nahe krna chahea Ye bahot gram hote he insan ko reaikshn bhe kr jate he is ka istemal krna chahea lakin Dwa bna k kren ..Thnku
    • #3 Collapse

      Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

      Walaikum Assalam dear member aapane Khajur se related bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Khajur bahut jyada istemal hone wala dry fruit hai Khajur ki Bahut Si iqsam hen is ki kasht saudi Arabia me ki jati hai yeh bachon or baron sab ki favourit hai winters me is ka bahut zyda istemal kia jata hai .

      Khajoor jis ko english me dates kehty hen is ki bahut si iqsam jin jin me bahut zyda famous ajwa khajoor hai yeh kafi expensive hoti hai sab se behtreen khajoor me variety hume Makkah Mukarma me milti hai yeh wahan ka sab se khubsurat gift hai jo wahan se umrah or hajj ada krny walyy afrad ly ker atay hen ....khajoor k bahut se faiday hen ..

      Faiday :

      Dear friends Khajur ko Ham Agar daily istemal Karte Hain To Iske Hamen bahut jyada acche results Milte Hain Khajur istemal karne se a Hamen main laziness Nahin Hoti is ko daily jb hum istemal krty hen tu hume kam kaj k bad thakawat nhi hoti ... Khajur Ko Agar rojana istemal kiya jaaye to hamare hemoglobin ki Kami Dur Ho Jaati Hai blood ki deficiency ko hum khajoor k istemal se khatam ker sakty hen ...bachon k leay yeh best supplement hai ...different diseases me khajoor ko use kia jata hai ...is ka shake bna ker daily drink kerny se ap bahut healthy rehty hen ...khajoor khana sunate Rasool hai bachon or baron ko apni khurak me is ko zaror istemal krna chiay ta k different bemarion se mehfooz reh saken ...

      Nuksan :

      Khajoor aik best dry fruit hai or is ka koi bhi nuksan nhi hai ....thanks
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

          Assalamauallikum janab kia hal h ap Sb ky topic boht hi alla h khjoor
          khjoor jo ky boht zyada mufeed h hamre liya or hamre seht Ky liya
          hamre hadyo or boht hi alla iqsam my fawaid h ismy log khty h menas buzrgo Ky agr 1 khjoor khli jay
          to 1 roti ki jgha h mtlb itni proteins H ismy or ismy boht zyada grm nhi hoti H Srdoyo my
          boht log khty h or shadi waly afrad to mt pocho
          • #6 Collapse

            Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

            Aaj ka topic khajoor par mabni ha.khajoor aik dry fruit ke kisam hy jo ziada tar arab mumalik ke paidawar hy.Es maim vitamin A, B, C mojod h.Yeh aik aisa fruit hy jo baqi dry fruits ke nisbat bahot sasta hy hor har aam insan isaay ba asani khareed sakta hy.Khajoor ke bahot si iqsam hain duniya ke sb sy alaw khajoor AJWA Saudi Arab main payi jati hy.
            Faidy:
            Pait ore Jigar Ka Cancer Ko roknay main madad daiti hy.
            hadiyon ka lia zarori calcium sy bharpoor hy.
            Aanton Ka Keeray khatam karti hy.
            Aehsaab ko taqat daiti hy.
            Khushk khansi ko khatam krti hy.
            sans ke bemari ko jar sy khatam krti hy.
            staimna barhati hy.
            Dil ke kamzori ko khatam krti hy ore dil ke dharkan ko Aetadaal par lati hy.
            Khali Pait khajoor khanay sy ap apna wazan kam kr skty hn.
            khajoor apko calcium, phasphorus, iron, magnisium, zinc ore potassium farham krny ka behtreen zareeha hy.
            Nuqsan:
            Khajoor ke tarseer garam hoti hy eslia garmion k mosam main esaay ziada estimal krny sy ap ka body ka temperature barh jaya hy ore mehday ka masla bnta h.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

              Introduction
              Assalamu alaikum dear friends khajoor k hmari life me BHT ziada ahmyat or fawaid Han khajoor Jahan hmari body ko strong rkhny k liye zrori ha wahan yeh BHT si bemario ko b khtm krny k liye use ki jati ha.khajoory apki sehat k liye intehai ahm hoti Han khajooro me mukhtalif bemarian jesy k Dil k amraz ,khoon ki kmi k lye BHT zrori hoti ha yeh weight ko km krny k lye b use ki jaskti ha.khajooro me vitamins, minerals or fibers wafir miqdar me mojod hoty han or yeh nizame hazma k liye BHT ziada faida mnd hoti ha.agar AP 12 days tk 3khajoory khayegy to apko is Sy BHT achy result mily gy or AP khud apny jism me aik positive change mehsoos krsky gy.aj me apko khajoor k BHT important fawaid btaonga or isky kch nuqsanat b..

              Advantages
              1)khajoor ka SB sy bra faida yeh ha k khajoor Khany sy Dil k amraz door hoskty Han.kch khajoory ko rat bhar Pani me bhigo k subha nehar mun week me 2dfa Khany sy Dil ko skon milta ha.
              2)khajoor ko hum kbz khtm krny k lye b use krskty Han.yeh anttrio ko mutaharik KR k ajabat lati ha.
              3)khajoor kmzorr or plty logo k liye b BHT ziada mufeed ha.adha kilo dodh me 4 khajoory daily boil KR k pee jany sy jism strong or healthy hojata ha.
              4)khajooro me vitamins or minerals mojod hoty Han ismy natural shukar,energy or fiber b mojod hoty han isky ilawa khajoory apko phasphorus, calcium iron, magnisium, potassium or zinc frahm krny ka bhtreen zrya ha.
              5)khajooro me iron BHT ziada hota ha or jin afrad me khoon ki kmi hoti ha inki khajoro ka istemal krna chahye.khajory apki body ko energy frahm krti Han or susti ko door krti Han.
              6)khajoro me mojod minerals apki bones k liye BHT ziada mufeed Han or bones ko strong krti Han.
              7)khajory eyes k liye b BHT mufeed hoti Han is Sy hmari eyes ki benai b bhtr hoti ha.
              8)Khali pate khajory Khany sy hum apna weight easily loss krskty Han.

              DISADVANTAGES
              1)khajoory un logo k liye theak nhi hoti jinki body me ziada heat hoti ha q k khajoor ki taseer BHT grm hoti ha.
              2)khajoor Kha k foran Pani peeny sy hazma khrab hojata ha.
              3)achi khajoory BHT mehngi hoti Han islye unhy green log mushkil sy afford krskty Han.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye review khajoor ke Fawaid per mabni ha !

                Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                Introduction
                Aj ka humara topic kahjoor per ha jo k qudrak ki taraf say aik tofa ha ye bhot se behmari o ka ilaj ha us ko hakeem apny patient k lea bhot zaida use karty hain aj k k faidy or disadvantages ap k sath share karyn gy
                Advantages.
                Kahjoor k bhot zaida faidy hain aik kahjoor aik roti k bara bar jagha rak ti ha kahjoor say. Humare bhot se behmari aan theek hoti hain is ka log milkshak bhe bana kar use karty hain is k jo gahkar hoti ha us ko bhe dawai bana nay k lea use kea jahta ha is ki bhot se kis may hoti hain

                Disadvantages.

                Kahjoor k nuksahnat to kam he hoty hain jahsa k ager kise ka khoon garm ho to wo is ko kam istamal karay kue k ye zaida garm hoti hain

                اب آن لائن

                Working...
                X