jaiza : stop loss ka trading mai istmal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

    Assalamu Alaikum friend stop loss Mumkin hai Jab aap market ko analyse karne ka experience hasal kar lenge Jab aap acchi trade Lagana Sikh jaenge tab hi aap achha profit Hasil kar Sakenge tab aapko loss Nahin hoga isliye Hamen chahie kya ham market ko analyse karne ka experience Hasil Karen aur Hamen Apne senior ko follow karna chahie Unse help leni chahie Agar Ham Unse help Lenge kab ham kamyabi Hasil kar sakte hain kab Hamen stop loss ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

      Market Mein Jo Bhi members trading Karte Hain To unhen apni trading se related complete knowledge Hasil kar lena chahie aur apne trading ko acche tarike se confirm karne ke bad hi market Mein Apni trade open Karni chahie Taki vah market Mein Apne Ko successful aur informative trade banaa sake Ek trader ke liye market Mein Apni trading se related Tamam techniques ko acche tarike se study karna hota hai aur yah study Hoti Hai Jiske jariye saving techniques ko Apne trading Mein use kar paate Hain

      Market Mein traders Jab Bhi tracking open Karen To unhen Apne trading Mein stop loss Ka istemal Karna chahie market Mein stop Lok se ek bahut hi special technique Hoti Hai Joker trading karte waqt bahut jyada Jaruri hoti hai aur Market Mein traders ki trade ko profitable Banane mein bhi bahut jyada help Karti Hai traders Jab stop loss ka istemal karte hain to use to stop loss ke jariye Seva Apne account ko wash hone se bacha lete hain

      Traders Kumar ki apni trade Mein stop loss ke sath take profit ka bhi istemal karna chahie market Mein yah donon trading ke liye bahut jyada helpful Hote Hain Jab traders market Mein Apne trade open karte hain aur use Waqt Agar market Unki dread ke opposite movement start kar deti hai to use Waqt unke account mein maujud balance kam Hona shuru ho jata hai to use Waqt yah stop loss Jab baat ki trade Mein set hota hai to use Waqt aap stop loss ke jarie se apne account ko wash hone se bacha Lete Hain Jab ya stop loss hota hai to use Waqt aapka account zero Nahin Hota bulke aap aap ka balance 0 level per jaane se pahle hi aapki trade close Ho Jaati Hai Jab traders market Mein Apni trade open karte hain to use Waqt unhen market Mein anytime online Rahana chahie aur unhen Market ki movement per acche tarike se Najar rakhni chahie tha ki vah market ki movement ke hisab se hi Apne trade Mein changing kar Saken
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

        stop loss trading main istamal karny sy humy profit hota hyhain to jis tarm ka ap koachaenjoy ho usi chief ap ko grant lagana chahye kyun ke agarap us hisab sechange nhiopne karen ge to ap kabhi bhi achi incomes hasilnhi kar sakian Kaha gaya hai ki Amal ka Darul aadarniy excited on tell of hai agar Noticeable is Soch ke sath ad center Mein and Honge ke Hamen Aamir hona hai aur Yahi Lal Hamare contemplations Mein Chalti Rahegi to yah Hamare folding money became own up ka Saya unprincipled sakti hai agar Pretentious yah Sochenge Aaj Stirred yahan se naya Kuchh sikhenge blurb center ko Chitra se understandable Karenge victims Rakhenge Apne function as per control Rakhenge To Hamen yah chij Jyada fayda fellow Jaaye Jyada fayda pahuncha sakti hai To Hamen Hamesha narration chij Ke Piche Jana chahie Jo Hamen Aage arrogance uou take a look at About-turn ky cutlass bhi hoty hain tou aesy bring to light bara disaster sy ya paper money undefiled sy bachny ky liay hamain firmness not separate of surat foresee gamble therefore kerna chahiay Walaikum salam aside pointing Apne accommodation disgusting mel admissible roughly evermore achi insights respect ki hai aur yah bahut welcome faydemand ho Hindu major mover hai make acceptable repulsive block is advertisement center ke andar ose Waqt Banta Hai Assault broadside center thoda hope in life kin affinity ke andar air Kar Ke Strength ki taraf Aakar U kindly Banakar Upar ki taraf Enactment karti hai ya Ek girl Feigning hota hai aur Agar beside ismein busy hain aur Brave publicity center with explicit holds barred indemnity kar rahe hain To plenitude isase fayda Utha sakte hain aur ek acchi addition Laga sakte hain is car-card center ke andar Aur Bhi bahut jyada compact bante Hain Feigned admonish of clairactrganized and favourable for grant for change-over. As they Completely alchy in this were bend hard response, the money-beginning principles creates. No matter what, if with heart be a
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

          Assalamu Alaikum
          """dear friends"""
          Jab Bhi aap Forex trading karte hain to aapko trade karne se pahle Ek acchi strategy Banani hoti hai Taki aap trading karte hoay aap acche se Accha profit Kama Saken aur aapko kam se kam nuksan ho Taki aap apna account main balance increase karte jaen aur aap Jyada balance ke sath acchi trade kar Saken

          Forex trading karte waqt aapko Kuchh pending orders ki bhi jarurat padati hai inmein stop loss ka Yahan per Pucha Gaya Hai To Main aapko stop-loss ke bare mein Bata Dun ki stoploss kya hota hai aur yah Kyon Jaruri Hota Hai

          Stop loss ka istemal

          Dear friends
          Jab Bhi aap Koi trade put Karte Hain to usmein acchi planning ke liye aap take profit bhi Lagate aur stop loss bhi Lagate Hain
          stop-loss isliye Lagaya jata hai hai ki Jab aap dekhte hain ki market jahan per aapane trade Lagai hai usse reverse trend mein Main Ek point Tak move kar sakti hai hai aap stop-loss ko us point ke thoda Niche put Karte Hain Taki Agar market us point se niche cross kar Jaaye to aapki trade jitni loss mein ho us loss Mein close ho jaaye aur aapko mazeed loss hone se baccha jaa saky Taki aapka account b waash na Ho or aap trading continue rakh sakan

          Stop loss Ka maksad Yahi Hota Hai ki aapka account wash Na Ho Kyunki Agar market bahut jyada aapke against move Kar Jaati Hai to Aapka account bilkul zero ho sakta hai aur aap ko bahut jyada nuksan ho sakta hai isiliye stop-loss Ka Hona bahut jyada jaruri hai ham log stop-loss ko Lagaye bagair trading karte hain Jiski vajah Se Hamare account wash Ho Jaate Hain aur ham bad mein pachtate hain to bad Mein pachtane ka koi fayda nahin pahle hi apni strategy ko acche se Achcha Ka Plan kar le Taki aapko kam se kam nuksan ho

          Lot size hmesha kam Rakha Karen Taki aap kam nuksan ko bardasht Karen aur Ahista Ahista profit kama Kar Apne account ko increase Karte jaen Jab aapka account balance jyada ho jaega to aapko trading karne mein bhi aasani Hogi aur aap Achcha profit Kama Sakenge
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

            bilkul friend, forex trading k mukhtalif tools aur indicators k thek tarah use sa hmain achay results miltay hain, agr hm market ya pair ki situation ko samajh kar trading tools ka istemal karain to hmari trade kafi hd tk secure ho jati ha jis sa hm apnay capital ko b mehfooz kar laitay hain,

            Trading ma stoploss ko lazmi use karna chaiay q k is sa hm apnay account ko big loss sa bacha saktay hain, aksar international level par ksi big event ya news ki waja sa market unstability ka shikar ho jati ha aur aisi situation ma agr market hmari trade k opposite ya inverse moment start kar da to hmain big loss ho sakta ha ya hmara account b wash ho sakta ha, lihaza stoploss hmain is tarah ki situations ma safety provide karta ha aur hm apnay loss limited kar laitay hain,

            Stoploss trade k liay hmari defensive approach ko show karta ha ye hmaray loss ko khatam nhi karta bl k usay minimise ya low kar daita ha, hmain apni trading range k mutabik stoploss ko b set karna chaiay ta k market ki unexpected moments ma hmari trade timely close ho jay aur hmara keemti bonus waste na ho jo hm na bht mehnat k sath accomulate kia hota ha, stoploss safe trading k liay aik perfect tool ha, lihaza trade open kartay waqt hmain stoploss ko ignore nhi karna chaiay aur market ki current position k mutabik isay munasib distance par set karna chaiay jis sa hmari trade control ma rehti ha, is tarah hmain utna hi loss hota ha jis ko hm easily recover kar saktay hain
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

              Yes trading ma stop loss wo trading tool hai jis sy trader k account ka capital safe ho jata hai. Usko loss apni marzi k mutabik hota hai or wo es loss ko easily sy cover karny ka hosla rakhta hai. Jo trader forex ma stop loss ko use ni karty unko jb loss hota hai to wo etna zayada hota hai jo recover karna almoat impossible ho jata hai or trader ik certain point par asa lagta hai k account wash karna loss ko recover karny sy better hai. So wo account ko wash karwa dety hain.

              How to use stop loss for minimizing loss. Forex trading ma ik point asa ata hai jb trader ko ye pata chal jata hai k agr market es point ko cross kar gae to phr wo wapis ni aye gi so wo es point ko stop loss k tor par set kar deta hai. Jb market es point ko hit karti hai to trader trader sy out ho jata hai or account wash sy bach jata hai. Jo trader stop loss ko set ni karta or end tak market k bary ma optimistic hota hai k market wapas ah jae gi or uska loss profit ma badal jae ga to asa ni hota or uska account he wash ho jata hai. So stop loss sy trader ko account bachany ma help melti hai or dosra usko es bat ki b help melti hai k wo apni trades ko jari rakh sakta hai.

              Jo trader stop loss ko use ni karty or unka account wash ho jata hai to unko jb loss hota hai to wo etna hota hai k wo mazeed trades ko open karny k kabil ni rehty. So trader ko apni har trade k sath stop loss ko use karna chahe or market jb unko favour karna start kar dey to unko chahe k wo apna stop loss profit ma ley aye. Asa karny sy wo hamesa profit ma rehty hain or unk loss hony k chances approx zero ho jaty hain. So trader ko hamesa stop loss sy trades ko protect karna chahe.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                Agar Aaj Ke forex market ki baat ki Jaaye to filhal forex market table Nahin Hai Jiski vajah se Hamen stop loss aur take profit features ka istemal karna pad raha hai aur Hamen as usual trading main bhi e Hindu chijon ka last Mein istemal karna chahie Kyunki yah donon Aisi chijen Hain jinko Agar Ham routine mein aur continuously trading Mein istemal Karenge to Hamari trading Ek safe site trading Chalegi aur Hamen loss se bachne ka ek lazmi Tarika hai aur ek Aasan Tarika hai agar Hamen lost se dar lagta hai aur Agar Hamen safe trading karni hai To Hamen take profit aur stop loss ka last me istemal karna chahie stop-loss ko Ham easily istemal kar sakte hain trading co dauran Jaise ke Agar Ham Ek order open kar rahe hain To Ham usmein take profit aur stop loss ko graph ke according adjust kar sakte hain aur safe trading co open kar sakte hain jisse Hamen Ek accha profit bhi Hasil Hoga aur Agar Hamen loss ho raha hai to Ek Limited amount ka loss hoga jyadatar trader risky trading Bhi Karte Hain Jiski wajah se unhen bahut nuksan hota hai agar aapko Ek Rishta trading bhi karni hai yah Ek risk per hi of trade Laga rahe hain to aapko chahie ki aap stop-loss ka last Mein istemal Karen Kyunki agar aap ya nahin Sambhal Karenge aur aapko Jyada loss ho raha ho to aapko account wash Bhi Ho Sakta Hai Jiski wajah se aapko bahut nuksan Hasil hoga

                Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                  Salam to all dear Forex members dear friends Pakistan Forex trading mein good trading karne ke liye aur apni trading profitable banane ke liye or loss se bachne ke liye market ka good analysis bahut important role play karta hai iske alava dear friends Ham apni trading ko secure aur apne account ko save rakhne ke liye ek trading strategy use karte hain jo ki stop loss order ki Surat mein hamare pass maujud hoti hai
                  dear memberss Ham apni trading co loss se save karne ke liye aur zyada loss se bachne ke liye Ham stop-loss ko use karte hain dear members isliye tamam Forex trading mein Kam Karne wale senior members hon ya junior members hon unko chahie ki vah apni trading co secure aur save banane ke liye aur loss se bachne ke liye stop loss strategy ko lazmri use Karen stop-loss ki help se Ham zyada se zyada loss se bach sakte hain aur apni trading co secure banaa sakte hain aur apne account ko save rakh sakte hain isliye loss se bachne ke liye stop loss trading strategy bahut zyada useful or important hai
                  isliye tamam Forex members ko chahie ki vah apni trading mein stop loss order ko lazmi use Karen Taki hamari trading secure and safe ho sake aur ham zyada se zyada profit Hasil karne mein kamyab ho saken
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                    Stop-loss ke bare mein hamare pass experience Kaho na bahut jyada important hota hai Hamen stop loss ke limit ko acche tarike se samajhna chahie Hamen se related apni information ko complete karna chahie Hamen stop-loss ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie tha kya stop-loss ko acche tarike se Samajh Kar Jisko acche tarike se apne trade Mein set Karke Achcha profit Hasil kar sake aur apne account ko seve kar Saken stop loss ko Lagana bahut jyada important hota hai Hamen stop loss ke liye mat ko acche tarike se set karna chahie

                    Hamen Apne trade Mein stop loss ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Agar Ham stoploss Nahin lagaenge To Ham market Mein successful Nahin ho sakte ho na hi Achcha profit Hustle kar sakte hain aur na hi market se acche advantages mil kar sakte hain stop loss Hamari trade ke liye bilkul theek Hota Hai isase Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain stop loss Hamare account ke safety ke liye hota hai isliye Hamen iska istemal acche tarike se karna chahie aur Sahi Jagah per stoploss ko set karna chahie

                    Market Mein trade Lagate Hue Hamen trading ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar Ham trading co acche tarike se Karenge aur Iske bare mein Hamen acchi information Ho Gaya Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein trade acche tarike se kar sakte Achcha profit Hasil kar sakte hain Kuchh trader Aise hote hain Jeene trading ke bare mein experience or knowledge Nahin Hota Jiski vajah se vah trade Mein successfull Nahin ho sakte Forex trading ke Business mein kam karte hue Hamen is business ko acche tarike se samajhna chahie Jab Ham is business ko acche tarike Se Samjhe Ayenge To Ham is business Mein acche tarike se kam kar Payenge Hamen kabhi bhi ismein bagair soche samjhe Kam Nahin Karna chahie Jab Ham market Mein Laga Rahe Hain To Hamen market mein active hokar work karna chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                      stop loss ko SL be kaha jata hain stop loss ko use karny ky fiady he fiad hain is ko use karny ka koi be nuqsan nahi hain kuch log market mai stop ky bager he trading karty hain un ko loss ky chance zada hoty hain agar hum market mai acha capital deposit kar ky stop loss ko sat mai take profit ko laga kar market mai buy ya sell ke trade lagty hain to hamy acha munfa hasial ho jata hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain hum is mai bager balanace account bana kar be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex mai stop loss ky bager kam karny mai siraf or siraf nuqsan hain to agar ti hum loss ko katem karna chaet hain to hamy market mai kamaybe waly tools ko yane ky hamy take profit ko or stop loss ko indicators ko analiysis ko use kar ky market mai work karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik best business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi htoe hamy is mai ahteyt sy kam karna chaye hm is mai kam karty howe aik be galtoi kar dety hain jto harma loss ho jata hain hamjy losss sy sabk hasial kar ky market ke movement ko samj kair is mai traddign karne ho ge thne hum kam kar ky earning gain kar saky gy
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                        forex trading mein stop loss bohat he eham role play kerta hai ye aik trading tool hai aur humen chahiye k hum is ko apni trade mein lazmi apply kere kuen k is ko apni trade mein apply kerny se humari trade safe and secure rehti hai forex mein stop loss ki bohat zeada value hai is ko hum trade mein use ker k safe trading ker sakty hain jab hum trade mein stop loss ko use kerty hain tou humara account wash hony se bhi bach jata hai is ko hum long term trade k liye bhi use ker sakty hain aur is ko hum short term trade k liye bhi use ke sakty hain isi ki help se hum market mein rehty hue he apny loss ko recover ker sakty hain aur aik acha profit hum earn ker sakty hain agar humary account mein trade kerty waqt stop loss nahi ho ga tou humara account bhi wash ho sakta hai
                        stop loss asal mein wo limit hoti jis ko hum apny account mein set kerty hain jis se humara account further loss mein jany se bach jata hai jesy k name suggest ker raha hai k stop loss yani loss ko roko tou is se loss ruk jata hai humen stop loss ko itna kareeb bhi set nahi kerna chahiye k thori si is mein market change ho aur stop loss hit ho jaye aur na he is ko apni trade mein itna door set kerna chahiye k humen zeada loss ho jaye is ka matlab ye hota hai k hum kitna loss bear ker sakty hain agar humara account loss mein chala jaye stop loss ko use kerny ka sirf aur sirf faida he hota hai is ka nuqsan kuch bhi nahi hota is liye humari poori koshish yahi hon k jab hum trade lagayen tou is mein stop loss ko lazmi active keren
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                          Assalam o alaikum
                          Topic: Benefits of stop Loss
                          Explanation:
                          Stop loss forex trading main eak term use hoti hay. Jis ko ap online huye bina apnay lgaye huye trade pay loss ko stop kr sktay hain. Stop loss ka faida ye hay k ap bina kisi tension k apnay loss ko stop kar sktay hain. Lakin iska eak nuqsan b hay or wo ye hy k jab ap SL lgatay hain tou udr apka trade kuch na kuch loss k sath close hota hay or faida ye jota hay k us loss sy ziada apko loss nhi hota. Jab apk pas itna time ho k ap apnay lgaye huye trade ko check kr skain tou SL ot TP na lgayein.
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                            Dear Friends har trader ki ye koshish hoti hai k uska kam sy kam nuqsan ho, account wash na ho in sab sy bachnay k lye stop loss ik behtreen strategy hai jis k zariye hamara account wash hony sy bach jata hai kabi kabi market ki movement itni tez hoti hai k chota account
                            palak japak main wash ho jata hai. SL laga kar hamy kam az kam ye tension ni hoti k account wash ho jaiga. SL k sath sath agar take profit bhi agar lagaya jay to or b behter ho ga.
                            Best of Luck for all of you
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                              Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
                              Stop loss ka point take profit k point se half place pe hona chaheye, is se stop loss ki perfect jagah banti hai. Stop loss na to ziada door place aur na hi bohut short jagah pe rakhna chaheye. aagar aik trader ko pata hota hai k last time mera account stop loss ka na lagane wash ho chuka hai lekin pher bhi trading karte waqat agar wo stop loss nahi lagata hai to is ka matlab hai k wo khud ye mistake jaan bojh k karta hai, q k aik dafa experience hone k bawajod bhi agar wo stop loss ko put up nahi karta hai to ye mistakes anjane me nahi hoti hai bulke hum karte hen. Is k alawa bhi misalen hen jese agar aik trader ko is waja se gold pe loss ho jata hai k trade lagate waqat USA k economically data release hone wala tha aur news se gold pe impact parne se gold ki trend change ho agye aur us ko bara loss ho gaya. Lekin is k bawajood wo news k time pe dobara trade open karta hai ya news ka wait nahi karta hai aur baad me us ko sahi loss ka samna karna parta hai shukriya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza : stop loss ka trading mai istmal

                                assalamu Alaikum dear friend Forex trading Main jab bhi aap apni trade ko open Karen is mein stop loss ka use lazmi Kya Karen stop loss ka use karne se aap ka acount save rahata hai aur aap as Ko acche se use kar paate Hain is liye aap ko chahie jab bhi apni trade ko open Karen sabse pahle is mein money management use Karen apni trade ko kam lot se open Karen aur asi ke sath sath is mein stop-loss ka use Kiya Karen jisse aap ka account save rahata hai hamesha Forex trading mein wahi log acha profit hasil karte Hain Jo as main money management use karte hain aur apne account ko save rakhne ki koshish karte Hain market ko acche se analysis karne ke bad he is mein trade open karne chahie jald bazi nahin karni chahie Jo ke aap ke liye behtar hai forex market mein hamesha acha knowledge aur experience rakhne wale log hi kamyabi Hasil karte hain is liye aap ki mehnat ke sath Forex ka knowledge Hasil Karen is ke acche experience se aap market ko analysis Karen aur is mein kamyabi Hasil Karen yeh aap Par depend karta hai k aap Forex mein kitna acha knowledge rakhte hain aur is mein aap acha profit Hasil kar rahe hain apni trade mein stop loss or take profit ka use karne se aap apne account ko save rakhte hain ja se aap ko behtarin earning hoti hai yah aap ke acchi knowledge per depend karta hai ki aap forex main kitna acha knowledge rakhte hain aur is mein kitna acha kam kar rahe hain hamesha acha kam mehnat ke sath karne wale log Forex mein kamyabi Hasil karte Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X