Yah review eye site glasses per mabni hai
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Yah review eye site glasses per mabni hai
Introduction
Assalamu Alaikum dear member main aaj aapko eye site glasses ke bary main topic share krna chata hun

Fayde

eye site glasses Nazar ki kamjori ke liye bhi istemal hoti hain aur is ko ham Fashion Ke tor per bhi istemal Karte Hain aur glasses Ham apni Marzi ki bhi banva sakte hain eye site glasses se Hamari khubsurti main izafa Hota Hai eye site glasses ka frame ham apni Marzi ka lagva sakte hain Har fashion Ke motorbike Kuchh log glasses Najar ki kamjori ki waja se use karte hain aur Kuchh apni khubsurti main main izafa karne ke Liye use kar sakte hain Iske alawa Har firth glasses ka istemal karta hai

Nuksan

eye site classes ka nuksan Yeh hai K Agar ham glasses Nazar ki kamzori ki waja se use karte hain tu Jab ham glasses utarte Hain tu Hamen Sahi se Nazar Nahin Aata Iske alava Agar Hamari glasses ka Shisha plastic ka hoga to usse Hamen nuksan ho sakta hai Hamen Main Apni gilas ka original Shisha lagwana chahie jisse Hamari Nazar aur Jyada week Na ho Hamen Hamesha acchi company ki glasses use Karni chahiye thanks....
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

Walekum assalam dear member aapane eyesight glasses se related review Hamare Sath share Kiya Hai hai dear friends Jab Hamari eyesight weak hoti hai To Hamen glasses istemal karna hoti hai glasses istemal karne ke bad Ham sahi tarah se dekh sakte hain Kuchh Logon ki eyesight Kafi Jyada distance Main Nahin dekh sakti e aur kuchh Logon Ko bahut Kareeb Ki chijen Nahin Najar Aati Aisi Surat Mein checkup karvana bahut Jaruri hota hai aur doctors eyesight glasses suggest Karte Hain.

Faiday:

Friends eyesight glasses Lagane ke bahut jyada fayde Hote Hain in glasses ko istemal karne ke bad Hamari eyesight aur Jyada kharab Nahin Hoti e aur jitni week hoti hai hai use Jagah stop Ho Jaati Hai isliye eyesight glasses ka istemal Jarur karna chahie classes Ka istemal Karke Ham clearly TV dekh sakte hain aur uske sath sath Agar Ham mobile phone per kam Karte Hain To usko bhi Ham eyesight classes istemal Karke easily istemal kar sakte hain.

Nuksan:

Friends Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Agar Hamari eyesight weak ho aur ham glasses eyesight glasses Ka istemal Na karen to Hamari eyesight bahut jyada week ho sakti hai hai aur Hamari ise ko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Ye eyesight glasses ko samas mein Main istemal karna bahut jyada Mushkil Hota Hai jo log Jyada tension light Mein kam Karte Hain Agar vah Mile site classes ka istemal Karte Hain To unko bahut jyada Mushkil hoti hai...thanks
• #3 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
umeed krta ho ap sab khariya sy ho gy ma ap sy eye site ky week hony pr or un ko theek kasy kiya jat hy is pr apni knowledge share krna chaho ga
EYE SITE KI WEEKNESS KO KHTAM KRNA
dosto ma p ko aj jo bato ga umeed krta ho ap ko fida ho sb sy phla kam jo ky un ko krna hy jin ki eye site week hy woh ya hy ky ap ko 10 litre water fresh pury din ma pena hy is sy ya hota hy ky hmari body ko us ki zaroort ky mutabik pani na milny ki waja sy hmari body ma demariya pada hoti hy or hamra demag jo ky main part hy mhamri body ka usy pani ki buhat zaroory hy jb insan pani peta hy to usy ki body ko us ki zaroort ky mutabil gaza milti hy or woh fresh rahi hy jb hmara mind fresh krny ga to hmri eye pr bi buhat zayda booj ni ho ga to dosto ak kam to pani ka istemal hy

dosra kam jo ky un sb ko krna chahiy woh hy ky sub nehar muhh kalwanji ky 7 dany lazmi kahny hy 7 dany ya ak chutki jo ky suna ty rasool bi hy jis ka hmy buhat fida hota hy
ak ahadees pak ma farmaya hy ky
kalwanji ma hr bemari ki shefa hy sewye moot ki yani moot ko ni tal sakhtibaqi sb ki is ma seefa hy
umeed krta ho ap ko is sy fida ho
• #4 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

Dear membran ❤️

Aaj ak review eye sight wali glaases pe mabni hai. Eye sight glasses wo log istemal krty hain jinkre eye sight weak ho jaati hai. Aur eye sight weak honay k bht se cases hajn koi log focus nikr paaty aur kuch door dekh ni skty hain aur kuch pass ni dekh skty hain...in sub cases kliye different glasses use hoty hain aur differnt power k lenses lgty hain..

Glasses istemal krne se nazar ek jga ruk jaati hai. Mtlb doctors yehi kehty hain k eye sight phir again ni brhti jo brh jae kisi b waja se .. ainak k istemal se again ziada ninhoti aur phir ainak k istemal se insaan ko clearer nazar anay lgta hau aur focus b set ho jata hai. Aur kuch glasses light relfecting hoty hain jin se l8ght ka ziada tar hissa relfect ho jata hai aur phir aap ko clear nazar ata aur ankhon mai roshni b ni chubhti ... Aur raat k waqt b l8ght spread ni hoti agr non relfecting glasses hon tou... Glasses k use se aap jo nazar khrabi kee waja se door kee cheeezen ya qreeb kee cheezen saaf nazar ni aati thee wo clear nazar anay lgti hain...

Glasses users kliye kuch ajeeb points hain.. like agr acha lens na lga ho tou aap k glass mai spread hoti hai light aapko nazar sae ni aata aur glasses ziada use krne se aap k kaan naak aankhon pe nishaan bn jaaty hain..... Aur ainak lgaany se mahreen ka kehna hau k wo confidence loose kr jaty hain........ Aur iska expense b aaye din bna hota hai glasses toot jati hain ya inme lga lens pe kharashen aajati hain
• #5 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

Introduction
Asslam alaikum dear memebr ap ne hmary sath achii information share ki hai ap ne hmary sath eye sight wali glases ke bary me information share ki hai to yh esi glases hen jin ko hm eye sight weak hony ki wajah se use krty hen ...in ke glass esy hoty he jis se ap ki dour ki ya nazdeek ki nazar kamzor ho to ap ko us se sahi dikhai deta hai ...yh ap ko different sizes r different styles me mil jati hen ...aksar log in ko fashion ke liye bhii use krty hen ..yh ap ko different frames me mil jati hen ...r ap k face ke hisab se bhii ap ko market se mil jati hen ...
advantage

Eye sight wali glases ke bhtt sary faidy hen me ap logn ke sath share krti hn ...
yh is liye use ki jati hen jis se agr ap ki eye sight weak hai to us ke lgany se ap ko sahi dikhai deta hai ...
kuch logn ki eye sight nazdeek ki weak hoti hai r kuch ki dour ki to usi hisab se ap ko yh glases di jati hen check kr k ...
yh ap ko different frames me mil jati hen ...
ap ke face ke size ke hisab se ap ko market se mil jati hen ...
yh in ke frames ap ko kam price me bhii mil jaty hen ...
yh fashion ke loye bhii use ki jati hen ...
aksar lrkian glases lgaye hue bhtt pyaari lgti hen ...
disadvantage
In ke kuch nuqsan bhii hen me ap logn ke sath share krti hn ...
yh agr toot jyn to ap ki eye sight na lgany ki wajah se ziada kbrab ho skti hai ...
Yh bhtt nazuk hoti hain aksar girny se toot jati hen ...
in k glass bhtt jldi khrab ho jaty hen jin se ap ko dikhai sahi ni deta ...
agr ap bhtt arsa check kiye baghair lgaye rakhty hen to ap ki eye sight ziada khrab ho skti hai ...
in ko ehtiyat se rakhna prta hai wrna yh bhtt jldi toot jati hen ...
• #6 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

Assalamu alaikum dear members aaj Ham aapke sath jis topic per baat karenge vah site glasses hai ajam iske bare mein nuksan aur fayde janenge hamen se kya fayda hota hai aur hamen se Kya nuksan hota hai
Advantages
Dear member side classes ke fayde yah hai ki Ham I jab bhi apni aankhon per istemal karte Hain to hamen bahut acche tarike se saaf Nazar aata hai hai aur ham har chij ko basani dekh sakte hain per sakte hain hamari aankhon ko roshani ki tej chamak se bacha tha hai ismein achcha glass istemal Karne se hamare aankhon mein Koi laser nahin pahunch ne deta hamari Nazar ko acche tarike se mehfooz rakhta hai bahut se aankhon ke missile se Ham bus jaate Hain rangon ke liye Nazar ki anak bahut jaruri hai jinki najar kharab hai vah isko pakka istemal Karen Taki unki Nazar jyada kharab hone se bacche

Disadvantages
dear members iski nuksan aati hai ki agar aapki najar bilkul theek hai aur aap fir bhi sight glasses istemal karte Hain Jo ki kisi number ki hai to yah aapki aankhon ko bahut jyada nuksan pahunchata hai aur aapki najar kharab ho sakti hai isase aapki najar ke point girna shuru ho jaate Hain aur aapko acche se Nazar nahin aata aapko bahut se aankhon ki bimariyan lag sakti hain aap bahut se missile ka shikar ho sakte hain jisse aap bahut badi musibat on mein padh sakte hain isliye bagair kisi vajah ke side classes istemal na Karen
• InstaForex
• #7 Collapse

Re: Yah review eye site glasses per mabni hai

Asslam o alikum dear members umeed hai ap sb kheriat se hongy

INTRODUCTION..
DEAR MEMBERS yeh review eyesight glasses per mabni hai
Ap sb is cheez se bakhoobi waqif hain k eyesight glasses kya hain
Aur kis liye istemal kiye jaty hain..
Dear members eyesight glasses us soorat mn istemal kiye jaty
Hn jb hmari nazar kmzor ho aur hum qareeb ya door sahi se na
Dekh paa rhy hon .. aaj mn apko eyesight glasses k faidy aur
Nuqsanat k bary mn tafseelan btaun ga..

FAIDY..
Eyesight glasses ka sb se bara aur ehm faida yeh hai k glasses k
Musalsal istemal se nazar mazeed weak nahi hoti aur stable rehti
Hai .. aur ankhon mn jallan kharish bht bht hadd tk control rehti
Hai ..mazeed yeh k jb ap eyesight glasses lga kr travel krty hn to
Is soorat mn apki ankhen dust wghera se mehfooz rehti hain
Mobile ya television ya computer k istemal se bhi apki ankhon
Mn drd mehsus nahi hota aur tv ya mobile ki screen se nikalne
Wali roshni se apki ankhen mehfooz rehti hain

NUQSANAT..
dear members hmesha ki trah jahan aik chez k itne sary faidy hn
Wahan in k nuqsanat bhi hain..
Eyesight glasses k bhi kafi nuqsanat hn.. jese k agr ap ne glasses
Lgaye bue hn aur apke glases pe koi chez lgti h ya ap girty hn to
Glasses toot kr apki eyes damage kr skty hn
Is k ilawa musaly glasses k istemal se ankhon k gird halky aur shades
Ajaty hn .. glasses ki care krna bht mushkil hai gum hiny ya toot jany
Ki soorat mn apki kafi pese kharch hty hn

اب آن لائن

Working...
X