Ye review "UPS" pr mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "UPS" pr mabni hai
    Ye review UPS pr mabni hai


    Asslam o alaikum
    Dear forex friends dua hai k aap sab khairiyat sy hon gy.



    Introduction:



    Doston main aap ko aik electronic device UPS ky bary main bataon ga. UPS stand for Uninterruptible Power Supply. UPS aik electronic device hai jo aik input power source ko nakaam hony pr usy bijli mohiya krti hai. UPS battery k saath connected hota hai aur agy dusri devices ko bijli deta hai. Iss ki different types hoti hain aur different price hoti hain.


    Click image for larger version

Name:	Typical-Image-UPS.jpg
Views:	1
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12470491

    Click image for larger version

Name:	Image-Showing-Building-Blocks-UPS-Circuit.png
Views:	1
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12470492


    Advantage:



    Jesa k ham janty hain hr cheez k koi na koi faidy zaroor hoty hain aur issi tarah UPS k b bhot sy faidy hain. Hr UPS main koi aisa unsar hota hai jahan bijli store hoti hai jo chemical energy ki shakal main energy ko store krta hai jese energy batteries main mehfooz hoti hai. UPS na sirf hanghami taqat mohiya karta hai balky bijli sy mutalaq aam masayal ko b hall karny main madad karta hai jese input bijli ki inference sy save karta hai aur over voltage sy mehfooz rakhta hai. UPS k different models main current store karny k liye different abilities hoti hain. UPS ka istamal application main bhot mashoor hai jahan alaat kisi b tarah ki rukawat bardhast ni kr sakty jese k seht ki dekh bahl krny waly units, tibbi sazo-samaan IT office, Banks ������ aur bhot sari jagon pr bila tatal bijli ki farhami ki zaroorat hoti hai wahan UPS bhot kaam aty hain.





    Disadvantages:



    Har cheez ky faidon k saath saath kuch nuqsaan b hoty hain aur issi tarah UPS k b kuch nuqsaan hain. Bary UPS bhot zyda wazni hoty hain aur unko aik jaga sy dusri jaga muntaqil karna bhot mushkil hota hai aur bary UPS ghar ki jaga b kafi zyada cover karty hain. Agar bhot zyada high ya low voltage mily to aksar bandh ho jaty hain. Ye kafi expensive hoty hain agar UPS ki quality achi na ho to wo aye din kharaab hoty rehty hain jo k bhot bara maslah hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

    Introduction
    assalamu alaikum dear member aapka aaj ka review UPS per lagaya kya hai aapke hamare sath bahut achcha review share Kiya hai uske bare mein information Di hai jaisa ki aap jante Hain ki Jo PS bahut jyada use hone wala electronic ke aur ko takrir Bahar ghar mein use Kiya jata hai aur iski service se fayda uthaya jata hai jaisa kya aap jante Hain Jo PS ko Ham electricity band hone aur jab electricity ka issue hota hai tab isko use kar sakte hain aur se fayda utha sakte hain ya bahut acchi facility hai hamare liye kyon ki jhoot bahut jyada kam aata hai garmiyon mein iska bhutada Ham istemal kar sakte hain jab electricity ki bahut jyada problem hoti hai iske bahut advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath share karti hun

    Faidy
    dear members UPS ke bahut jyada fayde paye jaate Hain Ham isko tab use kar sakte hain jab electricity ka bahut jyada issue rahata hai jaisa kya aap jante Hain ke garmiyon ke mausam mein electricity bahut jyada jaati hai aur iske alava garmi Mithun jyada hoti hai to Koi bhi insan bardasht nahin kar sakta isliye Ham UPS ka istemal kar sakte hain UPS per Ham jitna mati fans on kar sakte hain aasani se hamen is ko charge karna hota hai aur iski battery ko bhi change karna padta hai uske bad Ham isko bahut aane se istemal kar sakte hain aur iski service se fayda utha sakte hain ji hamare ghar ke liye bahut jyada acchi sahulat hai Ham isase bahut jyada fayda utha sakte hain aur koi bhi hamen kar nuksan nahin hota hamen hamesha acchi quality ka UPS kharidna chahie Jo ke kabhi bhi kharab na ho sake

    Nuksan
    dear members UPS ke fayde ke sath iske nuksan bhi paye jaate Hain 2000 sar kya aap jante Hain ki hamen UPS ki battery ko har sal change karna hota hai kyunki agar ek dafa battery kharab ho jaaye to vah kabhi bhi dobara theek nahin ho sakti market mein bahut jyada expensive Jo PF available hai hamen vahi kharidna chahie jo ki Ham aasani se avail kar sakte hain iske alava hamen Jo PSP Dada load nahin Dena chahie kyunki uski vajah se iski battery kharab ho sakti hai agar aapko UPS small size ka hai to use per aap sirf ek fan aur do lights ko Chala sakte hain iske alava ka gana load padega to UPS off ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

      Aap ne ups ke mutaliq bahut he acha review dia ha UPS ak Electronic Hardware Device hota hai iss ko load shedding men istemal kia jata hai is ka sab se acha use Computer ka sath connect kor ka lagaya jata hai yea Computer me Backup ka kam karta hai jab Computer me koi kam kar rahe hen tab agr Bijli choli jaye tab us waqt UPS kaam korna shuru kar deta hai aur Computer off nahi hota aur ap apne documents save kar sakte hen. UPS backup dana shuru kor data hai tab aap important Documents file ko save kar ka Computer ko Shut down ksr sakte hain iss se ap ke System ka koi Nuksan nahe hota hai agr achanak se Bijli chali jaye or Computer off ho jaye is se aapka System ka Nuksan ho sakta hai magr UPS ki waja se ap ko computer band karne aur documents save karne ka time mil jata hai.
      UPS Full From !
      UPS ka Full From hai (Uninterruptible Power Supply) hota hai.
      Types of UPS !

      UPS ka kuch Types Bhi hota hai jaise Stand By UPS, Line interactive UPS.
      UPS ka load shedding men istemal !
      Pakistan men kiun k garmiyon men bahut load shedding hoti hay to ups se ap pankhe (fans) waghera chala sakte hen.
      Stand By UPS !


      Stand By UPS isko personal Computer me use kiya jata hai jab power supply bond ho jata hai tab yea Computer ko power supply data hai thaki Document ko save korka raka jaye.
      UPS ke Fayde !
      UPS ke bohat sare Fayde hota hai jaise jab aap Computer me koi Important kam rohe hai tab agr Bijli chali jaye tab UPS aapka Computer on rakhe ga or aap important file documents ko save rakh sakta hai UPS ghar men bijli ka nemolbadal bhi istemal hota ha garmiyon men jab bijli chali jati hai to ups ap ko bahut fayda deta ha.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

        Assalamu Alaikum dear senior and junior member Agar of UPS ko properly study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil rahi hote hain Kyunki yah Kaisa important platform Hai Jis per aap electricity ko store Karke usko later on istemal kar sakte hain aur Ek Aisi situation Jis time per aapke pass electricity ki facility available Nahin Hoti US time par apni required electricity problems ko khatm kar sakte hain no doubt he Ek bahut hi advanced aur safe procedure hai jismein aap electricity ko store kar sakte hain aur isko later on istemal kar sakte hain aur apni different requirements ko complete kar sakte hain.

        UPS Ek Aisa important platform hai jismein aapko variety of options available Hoti Hai iske sath Ek battery attach Hoti Hai jismein of electricity ko store kar sakte hain dear jab aap UPS system purchase Karte Hain To iski totally depend aapki required battery per hoti hai aap Kitni acchi battery istemal karte hain aapko Itni Jyada storage facility available Bhakti Hai Thoda aapko Itna Jyada time tak electricity provide ki Ja sakti hai isliye Jab aap UPS 25 Karte Hain To is purpose ke liye aapko electricity battery se related bhi important decision making Karni chahie aur iski proper selection Karni chahie aur apni requirements ko Apne mind Mein focus Karke iski purchasing complete Karni chahie.

        Faidy :

        UPS ke bahut Sare advantages ho sakte hain Jab aap apni Kisi bhi office mein yah ghar mein UPS ko istemal kar rahe hote hain to ismein Jab aap isko on kar dete Hain To ismein automatic ke liye electricity storage ho rahi hoti hai aur Aisi situation Mein Jab aapke pass electricity ki options available Nahin Hoti To Aisi situation Mein isko aap properly utilised kar sakte hain aur is maximum advantage Hasil kar sakte hain per apni different important electronic products ko istemal karke apni liye benefits Hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

          UPS jiskay meaning hain uninterruptible power supply aur yeh aik aisi elecric device hay jiskay nam se pakistan mein rehnay wala har insan waqif hai aur oski wajah yeh hai k pakistan mein pichlay kai saalo se buri lelectric load shedding jaari hai aur aisi soorat e haal mein sirf ups he hamein load shedding se nijaat dila sakta hai.ye aik electrical device hay jo k AC current ko DC current mein convert krti hai aur iskay out put pe 2 terminal hotay hain jis mein 12vDC hitay hain jin se battery ko charge kiya ja sakta hai.aur jb main electric supply cut ho jaye to isi battery k DC 12v ko ups AC volt mein convert kr k 220vAC provide krta hai.ups different watts and ampare k ho saktay hain.aam taur pe gharo mein istamal honay walay ups 1000watt k hotay hain jin pe elecric light aur iskay ilawa pedistal and ceilling fans ko chalaya ja sakta hay.aur iska backup battery ki power pe depend krta hai agar battery double attach ki jaye ya aik battery heavy power ki ho to yeh 5 se 8 hours ka backup de skta hay.ups mein aik electric circuit card hota hay jo current ko convert krta hay.ups heavy watts k bhi market mein mil jatay hain magar yeh heavy watts k ups gharelo istamal k kaam nahi aatay balkay inko factories aur heavy electric machines challanay k leye istamal kiya ja sakta hai.
          ups k faidaybohat hain yeh supply na honay ki sourat mein hamein electricity provide krta hay.
          uos ka major disadvantage ye hai k iskay sath attach honay wali battery mostly within 1 year danage ho jati hai jisko change krna par jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

            dear har wo ghar aik success tareeaky say maintain ho sakta hay jis main hamko har aik cheez ko maintain rakhtay hwauy agar ham soch rakhtay hain aur agar hamko is baat ki koi fikar nai hay to phir ham jitna bhi paisa kama lain hamko uska koi bhi khaas faida nai ho sakta hay aur agar ham is main har cheez ka hisaab kitab rakhtay hwuay soch bichaar rakhtay hain to hamko har aik cheez ki zarurat bhi feel ho sakty hay aur hamain un say bahut saray faiday hasil kanray ki bhi soch ho sakty hay jisk liye aaj ham apnay is review main electric ups ki baat kartay hain jis k istemaal say hamain bahut saray faiday ki bhi ueed hay aur sath sath hamko kuch nuksaan honay ki bhi tawako hay jinka zikar ham aaj is apnay review main kartay hain jisk faiday aur sath kuch nuksaan darj zail hain.

            FAIDAY.

            dear agar ham samjhtay hain k hamko kisi bhi wakt electric ka short faal ho sakta hay to uski kami ko sirf ups jaisi device he door kar skaty hay aur agar hamaray pass iska battery backup acha hay to us say hamko kabhi bhi electric k janay ka ya anay ka koi bhi fiakr nai hos akta hay aur na he ham kabhi uski kami ko feel kar skatay hain isaka sab say ziada faida hamko garmi k mousam main hota hay jis main jub hamain electric ka short fall hota hay aur sath garmi bhi apnay zore pay hoty hay iskay use say ham kaafi sari light aur sath sath bahut achi tadaad main fans bhi run ka rksatay hain jos k is say bahut barra faida hay.

            NUKSAAN;

            dear waisay to ups har ghar ki zarurat hay yeh us wakt kaam ata hay jub hamko bahut ziada electric ki zarruat ho aur hamaray pass aur koi bhi wasail na ho jis say ham iski kami ko poora kar katay hain laikin yeh jitna ziada chalta hay uskay sath sath isk chalnay say hamain bijli ka bil bhi bahut ziada anay ki tawako hay jis say hamko har month k hisaab say zaida bil anay pay hamko apni baaki zarruriat ko kam karna hamarai majburi ban jata hay aur haamray liye yeh araam k sath sath bahut barra nuksaan ka bhi sabab ban sakta hay.
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

              Introduction

              Aoa... dear members ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge to aaj Ham jaise topic per discussion karenge vah UPS ke bare mein hai jaise ki AAP sab jante Hain ki aajkal iska use har hi ghar mein hota hai aur ham sab isase vakya hai to main aapko ISI bare mein information dungi aur is bare mein aapke sath apna knowledge share karungi jaisa ki AAP sab jante Hain ki upsco Ham apni e electricity e ki jarurat Puri karne ke liye use Kiya jata hai to iske bahut sare advantages Hain

              Advantages

              dear memebrs upske bahut sare fayde hain jaise ki AAP sab jante Hain ki aajkal electricity ki bahut jyada loadshedding hoti hai to hamen jab electricity available nahin hoti to ise use karna padta hai UPS ek bahut acchi device hai aur yah ek jadi electronical device hai jo electricity ki unavailability ki Surat mein main hamen electricity provide karti hai aur ham apne Ghar per tamam chijen chalane ke liye use kar sakte hain Jay sake fan light aur dusri chi ek chijen bhi Chala sakte hain is ko charge kaise use Kiya jata hai iske sath Ham battery connect karte hain chahe Ham ekpatri connect Karen ya do ya isase jyada vah hamari nind per depend karta hai soham isko battery ke sath connect karke electricity per charge karte hain aur jab electricity available nahin hoti to yah hamen power deti hai jisse hamari electrical chijen chalti rahti Hain iske bahut jyada fayde Hain agar electricity ki loadshedding Ho Rahi Ho to Ham apne ghar mein maujud electrical devices Chala sakte hain ya ek bahut hi fayda man chij hai aur aaj ka sabse jyada use ki jaati hai

              Disadvantages

              dear members vaise to UPS ek bahut hi advantage Dene wali chij hai magar iske kuchh disadvantages bhi hai jismein sabse Bada disadvantage hai ki yah bahut mehngyhi aur aajkal har Koi phone nahin kar sakta iske sath sath uske sath connect hone wali batteries bhi kafi mehngihai aur agar isko properly aur kya ke sath use na kiya jaaye to yah jaldi kharab bhi ho jaate Hain kyunki aaj ka ling ki quality itni acchi nahin a Rahi ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                asalam o alikum dear member

                introduction

                dear member apny hmary sath bht e zaida acha or intresting topic share kia ha dear ups ak electric device yh bijli pr chrge hta ha or yh hmary ak bht e zaida fayde ki chez ha is ka ajkl bht zaida istimal kia jata ha or yh apko easily mil b jata ha ajkl is ka bht zaida istinal hrha ha jesy k garmion ma bht light jati ha jis wja sy bht msla krta h usky liye ups ak bht e zaida best option ha.. dear ups sy hmari electricity ki zrort pori hjati ha us ko main isi ka liye e istimal kia jata ha. dear ups ka kafi zaida fayde hain jo k ma apko btaun ga


                fayde..

                dear ups ak bht e ZAIDA use hony wala ha is ka ajkl bht zaida use kia jata ha is ma koi shaq ni ha k yh hmari electricity ki zrort ko pori karta ha issy hmary zrort pori hjati ha dear yh light ko apny andr store krta ha jb light hoti ha tu yh light ko apny andr store krlata h us ka bad jb light chli jati ha tu ussy wo zrort pori hjati ha. dear ap sb log janty hain k garmion ma light ka bht zaida msla hota ha light bht zaida jati ha or bht kafi garmi b hoti ha jis wja sy ups hmari is zrort ko pori krta ha dear is sy ap fans wagira asani sychla skty hain or mobiles b apky easily chrge hjaty hain ku k kabi kabi asy hota ha ka hmin mbl ki zrort hti ha or light ni hoti ha is ka liye ups ak best option ha jo k apki zrort ko pori krta ha


                nuqsannat..

                dear jhan is ka fayde hain whan is ka nuqsanat b hain. dear is ki battery hoti ha jissy hr sal ma chnge krna hota ha ku k wo khrb hjati h or dear agr yh apny andr jb light ko ni store krta h tu yh ni chal skta ha or dear yh kafi zaida mehngy hoty hb jinhn kuch log afford ni krskty hain or dear jb ap battery b chnge krty hain tb b kafi lag jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai


                  introduction..
                  Assalamu Alaikum dear members Mujhe ummid hai ki aap sab log khairiyat se Honge aapane Jo Hamare Sath reviv share Kiya Hai vah UPS Parbhani hai Main Bhi aapse a UPS ke bare mein kuch information share karna chahti hun UPS ke bahut jyada fayde Hote Hain Jo main aapse Jahan per share karungi

                  advantages.
                  Ab main aapse UPS ke Kuchh advantages share Karti hun UPS electronic device device hai jo electrical energy ko Apne andar store karta hai Jab light Chali Jati Hai To ups work karna Shuru kar deta hai aur jab light Aati Hai Hai To yah Khud Hi charge Hona shuru ho jata hai
                  UPS istemal garmiyon Mein badh jata hai Kyunki garmiyon Mein aapko bijali ki sakht jarurat hoti hai
                  disadvantages..
                  UPS ke vaise to Koi nuksan Nahin Hai Lekin agar aap acchi quality ko UPS na khariden tu ja ja kharab ho jata hai hai vah UPS Kafi mahangai Milte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                    Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic UPSC related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain UPS Har Ghar Mein use Hone Wali product hai ya bijali se chalta hai aur yah chargeable hota hai aur jab light Hoti Hai To yah charge Hota Hai Jab light Chali Jaaye to yah aapko pure ghar mein electricity provide karta hai aap is per Pankha Chala sakte hain light Chala sakte hain agar aap heavy duty ka UPS Lenge to Fir aapko is per fridge bhi use kar Sakenge lekin normal UPS per aap fresh Nahin on kar sakte just aap Aankhen aur light on kar sakte hain UPS light ki loadshedding ke liye istemal Kiya Jata Hai garmiyon Mein Vastu aur police ki bahut jyada jarurat hoti hai aur bahut jyada kam Aata Hai hai aur yah kam Aane Wali chij Hai vah Har Ghar Mein takriban maujud Hoti Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain Pakistan mein bahut jyada Laut setting Hoti Hai Jiski vajah se UPS customer bahut jyada Kiya jata hai
                    Advantages
                    UPSC ke bahut jyada advantages and light Nahin hone Ki Surat main aapko is per bahut jyada kam kar sakte hain aap is polite on kar sakte hain pankhe Laga sakte hain garmiyon ke Dinon Mein Jaise load shedding bahut jyada hoti hai isliye UPS customer bahut jyada Kiya jata hai ab UPS mostly Har Ghar Mein maujud Hota Hai up sake chargeable device hoti hai uske sath Ek battery hoti hai aap apne hisab se ghar ke monkey aur light ke hisab se battery Badi aur Chhoti Le sakte hain Jyada voltage ki bhi aur FIR aap isko easily kahin se bhi khareed sakte hain up face bahut jyada use Hone Wali chij Hai Har Ghar Mein maujud hoti hai aur yah garmiyon mein bahut jyada Ahankar Dadda karti hai aapko iski bahut jyada jarurat Hoti Hai Mukt brands aur company ki shops Meher shop mein available Hoti Hai electronic ki shop mein aap Kisi Se Bhi Koi Bhi brand ki UPS khareed sakte hain
                    Disadvantages
                    UPS paise to bahut jyada Achcha benefit hai lekin liye heavy duty Nahin deta iski charging Ek Din Se Jyada Nahin Chalti mostly Agar battery Nahin Hai To aapki Ek Din Chalegi agar aap ki battery purani Hogi to Aapke 2 3 ghante bad Yahi UPSC date ho jata hai isliye heavy-duty Nahin deta naahi phrase Aisi Koi chij ko chalata Hai Uska tubelight aur pankhe hi chalata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                      Assalsm o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai jo k bahot informative topic hai u.p.s k bary main...

                      Introduction:

                      Dear member U.P.S aik electronic product hai yeh scientists dor ki invented hai yeh bahot bri facility hai especially summer season main is k trough hum apny ghr ki electricity ko chla sakty hain dear member is ki baqida fitting hoti hai jis sy hum pury ghr ki bijlli ko chla sakty hain aur faida hasil kr skty hain ...

                      Advantage:

                      Dear member U.P.S k bahot zyada advantage paye jaty hain dear member yeh hr ghr ki zrurat hai especially summer season main choun k load shedding hoti hai tou hum u.p.s sy faid hasil.kr sakty hain yeh market main different price aur different companies k available hoty hain in k sath elehda betrrey bhi hoti hain jo k hum long time tk use kr sakty hain ...

                      Disadvantage:

                      Dear member U.P.S k advantage k sath sath disadvantage bhi paye jaty hain dear member choun k yeh aik electronic product hai tou isy charge krny k liye electricity ki zrurat prhti hai tb hum ise use kr sakty hain is k ilawa iski safai ka bhi khyal bhi rakhna prhta hai wrna yeh jaldi khrab bhi ho sakta hai aur agr bahot zyada electricity use ki jaye tou is ki battery timing bahot km prhti hai aur agr is ki bettry aik bar khrab ho jaye tou hamen new purchase krni prhti hai jo aik normal insan k liye affordable nahi hai...thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                        Assalm o alaikum....
                        Aaj ka review UPS pe mabni hai ... UPS abbreviation hai universal power station kee .. ups ek electronic device hau ye direct current ko alternating current mai convert krta hai. Mtlb aap iski dc current jo k battries mai safe hota hai osko alternating curent mai chnge krta hai. Aur aap ko bijli kee shortage k mslay ko khtm krta hai ya minimize krta hai... Ups ka circuit ko is trah design kuta jata hai aur ac ko dc aur dc ko ac mai ek ee waqt mai chnge kr raha hota hai .. aur oskay sath connected battery aapko bijli kee soorat mai milti yehi conversion hoti hai ups mai... Aur ups na sorf battery k current ko use krta hai.. blkeh jub bijli hoti hai aur battery ko dc current deta hai aur osko b sath sath charge krta jaata hai...

                        Faiday.

                        Ups aap ko bijli k na hoty hue b bijli kee farhami ko bahal rakhta hai...
                        Ups aap ko emergency mai help deta hai. Aap ka koi kaam copy wghera krni ho printer se ya internet ko chlana ho computer ko chlana ho ya koi aur cheez chlaani honpr bijli na tou ye ap kee help krta hai..
                        Ye grmion mai apkay pankhay lights ko on rakhta hai aur aap garmi k waar se bach jatay hain..
                        Raat k waqt bijli jaanay se andhera ho jata hah ghron mai aur aap ka kaam ruk jata hah pr ups se aal lights kk on kr n apna kam jari rakh skty hain

                        Ups ek aesi device hai jo k battries mai pray dc current ko ac current mai convert krta hau aur aal osko apni zarort mai laa skt hain kiunki ziada maximum chez ac hoti hain .. aur iskay ilawa jub bijli ni hoti ye backup k tor pe istemal kiya jata hai aur jub bijli hoti hai tou iskay sath connected battery ki charge krna shuru krdeta hai taakay ye as backup kliye ready ho jae aur jub bijli ni hoti tou osko istemal kiya jaye ... Iski wiring kee jati hai boards mai aur kuch chezon ko iskay sath connect kiya jata hai. Wo cheezen phir bijli na honay kee soorat mai chlne lgti hain.....

                        Ups jahan kaam kee cheez hau whaan iskay kuch nuqsannaat b hain .. mslan ye ups kaci sensitive hoty hain zra se high voltage b ups kee cheezon ko jlla deti hain aur iski repairing b kaafi expensive hau ye khud b kaafi expensive hoty hain. Aur aaye saal iska battery backup chnge krna prta hai kiunki battery health hr hr hin girti rehti hai. Aur ek battery backuo 1 se 2 saal ee nikaalti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                          Assalamualaikum!!

                          Mein aj apky sath ups Kay baary main information share karny ja Raha hun ups Aik aj may dor ki bihat hi mashoor aijad hai . Ups say main Ap okay sath lagi battery lagi hoti hai aur so battery ko main Al electricity store Kar lety Hein aur jab bijli na ho to isy use Kia ja sakta hai . Is main 2 kisam sy bijli store ki jati hai Aik jab Ap Kay Ghar main Jo bijli hoti hai electricity ki moujoodgi main khud hi ye charge ho jati hai aur dosra aksar log aese Karty Hein Kay solarvplates Kay zariye inko charge Kia ja sakta hai .

                          Advantages:-

                          Iskay bohat sy Advantages Hein .

                          1) ups Kay Advantages main Aik ye hai Kay ups say jesa Kay Ap log janty Hein electricity use store Kar Kay na honay ki Surat main use Kar sakty Hein
                          2) ups pay itna khaas ziada kharcha nai hota.
                          3) ups ko bijli na hony ki Surat main khud start nai karna parhta balkay jab bijli na ho to ye automatically hi bijli provide karta hai m
                          4) ups sy Ap phankay aur lights easily use Kar sakty Hein .
                          5) ups market sy easily mil jaty Hein n
                          6) inki koi awaz nai hoti aur ye shor nai karty . Is tarah apky skoon main khalal nai parh
                          Disadvantages:-

                          Iskay kuch Disadvantages bhi Hein Jin main Sy kuch ye Hein .

                          1) ups pay Ap heavy cheezn like refrigerator waghera nai use Kar saktay .
                          2) ups ki battery ko kuch time period Kay baad change karna parhta hai
                          3) ups ziada dair Mai chalty I ki gharigit khatam ho jati hai .
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                            Assalam walekum Pyare bhai jaan aapane Hamare Sath bahut hi jyada Achcha topic share Kiya Hai To Pyare bhai UP basic electronic device Hai yah bijali per charge hota hai aur yah Hamare Ek bahut hi jyada fayde ki chij hai iska aajkal bahut hi jyada istemal Kiya jata hai aur yah aapko is living bhi jata hai aajkal is ka bahut jyada istemal ho raha hai Jaisa ke garmiyon mein bahut hi light jaati hai aur is vajah se bahut hi masala karta hai uske liye aap up Ek bahut hi jyada best Option hota hai aur Pyare bhai up se Hamari electricity ki jarurat Puri Ho Jaati Hai To iske liye Hamen istemal Kiya Jata Hai To Kya re bhai up as ka fayda Jyada fayde mein hai

                            Advantage

                            Pyare bhai jaan up bahut Sare fayde Hain Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki aajkal electricity ki bahut hi jyada load shedding Hoti Hai To Hamen Jab electricity available Nahin Hoti to use usse use karna padta hai to up Ek bahut hi acchi device hai aur yah Ek jaldi Electronical device hai jo electricity ki availability Ki Surat Mein Hamen electron city Pravin karti hai aur ham Apne Ghar per Tamam kis chalane ke liye use kar sakte hain aur sakte hain aur light aur dusri chij 31 Chala sakte hain usko Ham bhi use kar sakte hain Iske Sasaram battery contact karte hain aur Chala sakte hain aur ek Patari contact Karen aur yah isase Jyada vah Hamari mind may depend karta hai aur kya re Paisa iski battery ke sath contact Karke electricity per charge karte hain aur jab electricity Evil Nahin Hoti to yah Hamen power Deti Hai jisse Hamari Electronical Kaise Chalti Hai Ti hai aur Iske bahut jyada fayde hote hain Agar electricity Ki loadshedding Ho Rahi Ho To Ham apne ghar mein maujood electrical device Chala sakte hain aur yah Ek bahut hi fayde man chij hai aur aajkal yah sabse Jyada use ki Jaati Hai

                            Nuksan

                            UP ki bahut Sare nuksan ho sakte hain Jab ke aap apni Kisi bhi office mein ya ghar mein up ko istemal kar rahe hote hain to ismein Jab aap isko Kaun kar dete Hain To ismein aap automatic ke liye electricity strong ho rahi hoti hai aur Ashish Nation Mein Jab aapke pass electricity ki option available Nahin Hote To Aise special mein aap usko properly utile ka sakte hain aur Iske maximum nuksan Hasil kar sakte hain aur apni different important electronic product ko istemal karke apne liye benefit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                              Introduction
                              Assalamu alaikum dear Forex friends ajka hmara yeh review UPS ka bary me ha.UPS hmary ghro me grmio me BHT ziada use Kia jata ha q k PAKISTAN me loadshedding BHT ziada hony ki wjah sy iska istemal b wkt k sath sath brh RHA ha UPS ko uninterrupted power supply b kaha jata ha. aj me apko UPS k kch advantages or DISADVANTAGES btaonga..
                              Types OF UPS
                              1)stand by UPS
                              2)line interrupted UPS
                              Advantages
                              1)UPS ka SB sy bra advantage yeh ha k ismy auto on off system hota ha Jo k electricity k cut hony sy khud hi on hojata ha AGR grmio me hum rat ko soye hon to bijli k jany sy hmy isy generator ki trha khud on off nhi krna prta jiski wjah sy hmari nend disturb nhi hoti.
                              2)UPS ki awaz b nhi hoti islye hum UPS k pas b Beth k study krskty Han.
                              3)UPS k zrye hum ghr ki sari lights on rkh skty Han.
                              4)grmio me BHT ziada loadshedding hony ki wjah sy BHT ziada grmi feel hoti ha lekin AGR UPS ghr me lga ho to hny itni ziada grmi ka ehsas nhi hota.

                              Disadvantages
                              1)UPS ka SB sy bra disadvantage yeh ha k ispy hum BHT bri machines jesy fridge,Pani ki motor wgara ispy nhi chla skty Han JB k bri machines ko chlany k lye hum generator ka use krty Han.
                              2)UPS ki battery hr sal hmy change karni prti ha Jo k BHT costly hoti ha.
                              3)UPS BHT ziada costly hony ki wjah sy hr koi inhy purchase nhi krskta.
                              4)UPS py BHT ziada heavy machines chlany sy UPS jl skta ha.
                              5)UPS AGR jl Jaye ya iski wire connection me koi problem hojaye to is Sy hmary ghr ki pori wiring jl skti ha.
                              6)UPS ki battery low hmy charge krna prta ha jiski wjah sy bijli k bill me izafa hota ha isky muqably me solar system hmy Ssta prta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X