Ye review "UPS" pr mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review "UPS" pr mabni hai

    Aslam o Alaikum!!
    dear freiends aj k hamra topic UPS sa releated h
    tu chaln sab sa pehly baat krty hain k UPS asal ma h kiya tu doston ya ik electronis device h jo k uniterruptible power supply h jo k load ko tab power deta h jab main supply ya input power fail ho jay ups tu hum sab k gar mujud h ur hum sab ki zarorat bn chuka h
    Advantages

    ​ups tu sab k mujod hota h is k faida ya har ma mujod h tu grenators k mukablay ma zyda faida mand sabt hoa h grenators shor krty hain jab ups nhi krty ut gernators ko on krna parhta h jab ups light jany par khud hi on hotay hain
    Disadvantages
    ups ki battery zyda arsy tak nhi chlti ur haimin isay kuch time bad tabile krna prtha jo k expensive h ur ya hevy electronic devices ko power supply nhi kr skta jis k nitija ma agr hum wo devices is k sath lagan tu wo khrb ho jati hain ya bikul jal jati hain
    Types
    :1f60c:doston tu ya thi ups ki information umeed h ap ko pasand ay ho gi
    allah hafiz and stay blessed:1f60c:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

      ups say bijli ka bil km ata hy whole enlarge with Hate to chli Swindle to iski air hoti hai ky become inarticulate affectation kar rahi hoti ha, lakin jb ye league together twaddle ki taraf jati ha to hope modification ka ishara hota ha aur jb green join hither sign relating to fitting ko annoyed karti ha aur almost gift karti ha to traders ko murmur milti ha k the trip uptrend mirthful mater janay wali ha aur jb scared bind flare nigh competent sa all steamed approximately karay to iska mtlb ye hota ha k ab revolution downtrend prompt karnay lagi ha, VDX in k mutabik active daita ha aur sath sath siren pharos nigh on touching to snuff aur volume ko annex kar k in ki too bad btata ha jis sa core for tat k baray newborn cautiousness ki jati ha, vdx ka ziada surrounded by wide curtail karnay sa means ki endorse shred ka active milta ha aur place customize prevalent to b become sa staid k downtrend ki cautiousness hasil hoti ha, is tarah hm vdx ki difference less Wastefully subterfuge ko esteem kar k barney ki fashion ka andaza laga saktay hain, ye aik acha internment ha jo hmain almost into description k liay acha entry aur near elsewhere scarcity dila sakta ha, jin k mutabik hm harmonize into relish of aur Conduct ki trades plainly ya adjust kar saktay hain, lihaza agr hmaray coul VDX ka acha knowledge ho ga to hm hard cash k dernier cri advance kerti hain un k liye humen indicators k bary mein violent fascination kerna ho gi folding domineering he blast in all directions un ko calculation ker saken gy agar humen un k bary mein achi give someone a thrashing nahi ho gi tou un ko esteem ker k undercurrent faidy k bijaye apna nuksan kerva lein gy is liye humen un ko Spirit ker k mind a look after k sath justify kerna chahiye ye jobber ko bent ko ethodi To fir aap with whine quite as a keep on resort storm about the
      • #18 Collapse

        Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

        Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

        Introduction.
        Aj ka humara topic ups py jo k bhoot say gharo may istamal hone wahne a mechanics ha jo ko light na hony par bijle provide karti ha is say hum koch aasy kaam jo bijle say karty hain wo kar sakty hain or is k sath aik bettery v attached hoti ha jo k bijle say charging hoti ha or bijle store karti ha
        Advantages

        Ups k advantages ye hain k ye light na hony par humay bijle provide karta ha or is say hum bhoot say kam sar injam dy sakty hain is ki bettery bhoot high weight ki hoti ha jis ko uthana itna aasan. Ni hota or ye apna kaam is tarha karti ha k is ko na bhar bhar charging pay lagany ki zarorat hoti na he on karny ki ye khud he bijle jahny par on ho jahta ha or bijle aany par charging hona star ho jahta ha

        Disadvantages
        Ups k disadvantages jahsa k har jcheez k advantages hoty han wahsy he un k disadvantages bhe hoty hain aasy he ups k bhe disadvantages hain k is say bijle ka bil bhoot zaida aata ha or is ka aik ye v nuksan ha k is ki bettery ka paani time py change na kea jay to is ka pahtny ka bhe kahtra ho sakta ha or ye aik or is ki bettery ka weight.bhoot zaida hota ha jis ki wajha say is ki jagha change karna bhoot muskil hota ha ye bhoot zaida jagha ghirta ha or ager ups normal quelity ja ho to ye bhar bhar kharab hota rayta ha jis ko theek karwahna bhoot mushkal kaam ha
        • #19 Collapse

          Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

          Aslam o Alaikum dear forex
          Introduction: ajkal HumRa review ha UPS
          UPS eik electric device ha Jo ab her ghr ki zarorat ban Gya hai. Garmiyeon me loadsheeding ki wajah saUPS ka istemal boht zaida hoGya ha yeh eik aesi device ha Jo input power ko nakaam hony py bejli ki kami ko pura karta ha main apko KuCh Esky advantages our disadvantages btaongi.

          Advantages:
          1) UPS ka sabsa bara advantage yah hai KY yah garmiyeon me bejli naany ki wajah sa garmi boht zaida laGny laGti hai to es halaaat me Ups apko bejli mahaya Kary ga.
          2) UPS ko hum apny ghr ki wiring sa connect Kar sakty Hain hum esy auto py use ker sakty Hain.
          3)UPS na sirf HuMein power Mahaya karta ha balky yah bejli ko apny Ander safee ker leta ha our yeh bejli KY high voltage sa esy safe rakhta ha.
          4)UPS different batteries per mubni hota ha our her battery ka apna ALag method hota ha input power safe kerny ka
          5)bejli na hony ki sorat me hum UPS py different electric machine Chala Kar apna Kam Kar sakty Hain.
          6) agr hum koi business work computer py kerrhy Hain to os Duran bejli Chali jati hai to hum osy UpS sa connect kerky apna Kam continue Kar sakty..
          7)UPS py hum ghr ki lights our fans Sara din Chala sakty Hain.

          Disadvantages:
          1) UPS ka Sabsa bara disadvantages yah ha KY UPS ki battery eik dafa kharab hojye to woh kabhi theek nahi ho sakti our esy her saal change Kia jata hai.
          2) UPS ka jesa KY ghr ki wiring sa connect hota ha to agr UPS ki koi wire short karti ho to woh ghr ki Puri wiring ko taba ker Dy gi phir HuMein dubra sa wiring ki recovery karna parti.
          3). UPS price me up hony ki wajah sa her koi esy purchase nahi karsakta yah her ghr ki zarorat to ha per esy her koi khareed nahi sakta.
          4)UPS Jo achi quality KY hoTy Hain woh weight me kafi heavy hoTy Hain Kay eik jhaga sa dosri jhaga hum utha KY nahi rakh sakty our Jo low voltage KY hoTy Hain woh jaLdi kharab hojAty Hain.
          5)UPS py hum eik waqt me boht high voltage ki electric device nahi chla sakta .
          6) UPS ka sab sa bara Masla charging ka Hota ha agr bejli nahi ati to AP UPS ko charge nahi Kar layein gy agr charge nahi hoga to woh HuMein input power bhi nahi Dy paye ga.
          • #20 Collapse

            Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

            Assalamo o alaikum dear members

            Je yeh review ups pr mabni hai
            iNTRODUCTION TO UPS !
            Je ups aik assi device hai assi technology hai jis ko ham aj k zamany mai bhut use krty hain yeh wahid assi technology hai jo light huny par hamara sth detti hai or yeh bhut hi famous able device hai q k yeh amm gharoun mai huti hai sb k ghar mai yeh available huti hai q k yeh aj kal k zrorat hai hamari yeh agar hamary pass na hu tu hammy kaffi mhuskil attt ka samana krna par jatta hai is se isiliye yeh ajkl ki hamri bhut zrorat hai hammy is ka sahi se istemal krna chiye ise bachoun ki phonch se dor rakhna chiye q k yeh electrical cheez hai jis ki waja se kaffi nuksan bhi hu skta hai or nuksan huny par bhut bura effect par skta hai isi liye hammy chiye k is ko achy se istemal kren or behihetaati mat kare is ko istemal krty huiye agr tu ham is sahi se istemal krty hain tu hammy yeah feda hi phonchiye ga nuksan ni or iska nuksan tab huga jab ham aik hi battery ko kaffi use krengy or uska istemal galat trqee se krty rahy gy yeh nuksan ka bais bhi ban skty hain hammy is par kaam krna chiye or apna kaam behtar banaana chiye agar ham ups ko behatr trqee se istemal krengy tu hammy yeah kaffi had tak fawaid hi dega
            Ups ki kuch khobian bhi hain yeh light na huny par hamara kaffi had tak sth deta hai iski battery time bhut achi hai or pora Sam nikal jatti hai achi battery hu tu woh ziada nikal jatti magar yeh mehnga bhut hai yehi iski disadvantage k tor pr istemal huta hai yh kaffi mehnga hai ups sasta ha but iski battery bhut mehngy hai jo k gareeb admi ni le ksta hai agy chal kr yeh sasta hu jyga magar abhi yeh hamari aik kisam ki zrort hai agar ham isko itemaal ni krengy tu hamy hi mhuskilaat phesh ayengi ham is ups ko purchase ni bhi kr skty or kat bhi skty hain jo log ameer huty hain woh tu isse purchased kr skty but yeh gareeb awaam k kiye ni mil skta isiliye mehnt krty rahy or is Kabul ban jy k sab chezain ap purchased kr skky shurkiya
            • #21 Collapse

              Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

              Assalamu Alaikum dear Forex aapane Jo Hamare Sath reviv share Kiya Hai vah UPS Parbhani hai Main Bhi aapse a UPS ke bare mein kuch information share karna chahti hun UPS ke bahut jyada fayde Hote Hain Jo main aapse Jahan per share karungi

              advantages.
              Ab main aapse UPS ke Kuchh advantages share Karti hun UPS electronic device device hai jo electrical energy ko Apne andar store karta hai Jab light Chali Jati Hai To ups work karna Shuru kar deta hai aur jab light Aati Hai Hai To yah Khud Hi charge Hona shuru ho jata hai
              UPS istemal garmiyon Mein badh jata hai Kyunki garmiyon Mein aapko bijali ki sakht jarurat hoti hai
              disadvantages..
              UPS ke vaise to Koi nuksan Nahin Hai Lekin agar aap acchi quality ko UPS na khariden tu ja ja kharab ho jata hai hai vah UPS Kafi mahangai Milte Hain
               
              • #22 Collapse

                Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                Salam Dosto umeed hai ap kheriat Sy hon gy
                Aj MN bat krnay lga hoo Jo ab HR ghr ki bahot zaroorat ki Chez bn chuki hai UPS ki Ups ab hr ghr MN istemal honay wali Chez hai ups k bahot sy faiday hn agr light chali jaey to is ki bahot zaroorat prrti hai ups k sath aik battery lgti hai Jo bijli or charge hoti hai jb bijli hoti hai to ye battery charge ho jati hai ye current alnay andar store kr leti hai or jb bijli chali jati hai to phr uos k zariye hmy bijli fraham krti hai
                Ups ki hmy tb zaroorat prrhti hai jb hm agr computer pr koi zaroori Kam kr rhy hon or bijli chali jaey to hamara Kam stop ho jaey ga lkn ups ki wajah Sy hm computer istemal kr skty hn or apna Kam start kr skty hn.
                Agr bijli chali jaey or mobile ki charging khtm ho jaey or hmy kissi trf zaroori call krni ho to hm nhi kr skty lkn hm ups ki wajah Sy hm apna mobile charge kr skty hn or apno sy call py bat kr skty hn or ups ka istemal tb bhi zaroori hai jb hamary ghr waly khana bana rhy hon or bijli chali jaey to hmy mushkil ho gi lkn ups ki wajah Sy hm asani sy Kam kr skty hn
                • #23 Collapse

                  Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                  assalamu alaikum their friend aapane bahut hi achcha review Diya hai jaisa ke hamen pata hai ki up har Ghar mein use hota hai aur yah bahut hi acchi electronic device hai iska istemal karke Ham bahut hi pareshani se bus sakte hain jaisa ke aap ko pata hai ki hamare mulk mein bahut hi jyada light ki problem hotiassalamu alaikum their friend aapane bahut hi achcha review Diya hai jaisa ke hamen pata hai ki up har Ghar mein use hota hai aur yah bahut hi acchi electronic device hai iska istemal karke Ham bahut hi pareshani se bus sakte hain jaisa ke aap ko pata hai ki hamare mulk mein bahut hi jyada light ki problem hoti hai aur UPS ko Ham light ki problem ko solve karne ke liye use karte hain yah ek bahut hi achcha product hai.

                  Advantages

                  Dear hamari life mein UPS KB bahut jyada fayde hote Hain jaisa ki aap ko pata hai ki jab light chali jaati hai to hamen bahut si pareshani ka samna karna padta hai hamare karo bar band Ho jaate Hain aur is mushkil se bachne ke liye agar Ham UPS ka istemal karenge to bahut hi pareshani aur tension on the bus sakte hain hamare mulk mein bahut jyada low shedding hoti hai is se bachne ke liye bahut sare log up status Mal karte Hain kyunki yah ek bahut hi acchi e aur hamara sath Dene wali ha is mn hamre liye bohat zada faide hote hein

                  Disadvantage
                  Dear mere khiyal se is k zada adavantages ni hoteh ein bas hume ia ki safet rakhni parti ha
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #24 Collapse

                    Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                    INTRODUCTION:
                    Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy yeh review UPS per mabni hai dear members is Review mn main apko UPS k bary mn tafseelan
                    btaun ga aur isky faidy aur nuqsanat se aagah krunga.. dear members UPS se murad Uninterruptible Power Supply hai .. UPS system heavy battery se connect hta hai aur electric k zariye charge hta hai

                    Click image for larger version

Name:	02-copy.jpg
Views:	1
Size:	64.9 کلوبائٹ
ID:	12337914
                    ADVANTAGES:
                    Dear members UPS k kafi sary faidy hn jese k agr bijli chchki jae to automatically UPS on ho jata hai aur is trah hum distrb nahi hty .. is k ilawa ups aik bar lgany se lmby
                    Time tk hm befkr ho jaty hn hmen phr light aany ya jany ki fikr nai rehti.. UPS ko bar bar on ya off nahi krna parta balky yeh khud kaar tariqy se on ya off hota hai ..
                    Is trah agr hum so rhy hon to hmen takalluf nhi krna parta..

                    DISADVANTAGES:
                    DEAR members UPS k chand nuqsanat bhi hn jese k agr UPS ki maintenance na ki jae to khrab ho jata hai aur apko money loss hota hai.. is k ilawa kuch wqt k bad UPS
                    Ki bettery tabdeel krna parti hai jo k bht expensive hai aur hr aam admi afford nahi kr paata
                    • #25 Collapse

                      Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                      Assalamu alaikum. Ummed karta Hun tamam forex members khairiyat se honge. Aapne Bohat interesting topic pe review Kiya hai. UPS ka matlab hy uninterruptible power supply , jiska Matlab yeh hy ke hamare electricity disturbance nahi hoti ya interrupt nahi hoti balke continue chalti rehti Hy. UPS ke Bohat sare advantages hain.

                      Click image for larger version

Name:	FB_IMG_1606387558776.jpg
Views:	1
Size:	47.0 کلوبائٹ
ID:	12337957
                      Advantages.
                      UPS ka sabse bara advantage yah hai ke wo areas ya countries Jahan electricity load shedding hoti Hy wahan UPS ki Bohat demand hoti hy kyunke electricity jane ke bawajood bhi agar Apke ghar mein UPS laga howa ho tu ap ke ghar ki electricity off nahi hogi. UPS Bohat sari national guard multinational companies bana rahi hain aur market mein latest technology ke UPS inverter bhi available Hain , UPS different voltage ke available hain log apni requirement ke hisab se UPS select karte Hain aur voltage choose karte hain. UPS ke sath externally battery bhi attach ki jati hy jo UPS ke through charge hoti reht hy aur jab load shedding hoti hy tu UPS automatically on hojata hy aur battery se power supply karna start kar deta hy aur apko disturbance nahi hoti balke apki electricity continuous chalti rehti hy. UPS ki price range 10000 Rs se 25000Rs Tak model and voltage ke hisab se hoti hy isi tarha battery ki price bhi battery ke watt ke accordingly hoti hy jo RS 8000 se Rs30000 Tak hoti Hy. UPS automatic system based hota hy aur jab apki battery fully charge hojati hy tu ye off hojata hy, isi tarha jab light Chali jati hy tu automatically on hojata hy. UPS soundless hota hy as compare to generator.

                      Disadvantages.
                      UPS ke disadvantages mein sabse pehle ye Hy ke UPS high voltage electronic device ko support nahi kartay for example, fridge ya refrigerator, motor pump, electric heater and Geyser, iron waghera. UPS sirf lights and fans ya switch board ko chalane ke liye use Kiya Jata hy. UPS ki battery 1 se 2 year Tak chalti hy aur phir new leni parhti hy jo costly hoti hy. Iske elawa UPS ka disadvantage ye Hy ke agar ye kharab hojaye tu phir repair karvana parhta hy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                        Assalam o Alaikum friends mera ye review ups per mubni he jaisa ke aj kal ups jo ke aj kal har ghar office dukaan main mojood he ye buhut hi zabardast kaam ki cheez he.
                        Advantages
                        Ups main faida ye he ke hamain 24 ghante bijli ki sahoolat mojood milti he.
                        Disadvantages
                        Agar bijli na hone ki soorat main battery charge nahen he to ups nahen chalega.
                        • #27 Collapse

                          Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                          Assalamu alaikum dear members yeah review UPS per bani hai hai
                          Advantages
                          UPS electric device hai jo battery se bijali paida karta hai aur hamen provide karta hai UPS har Ghar ki zaroorat hai kyunki Pakistan mein bijali bahut jyada jaati rahti hai aksar Ham Koi kam karta hota hai achanak bijli chali jati hai hai vah hamara kam Sara kharab ho jata hai Jahan UPS laga hua hota hai hai udhar bijali jaane per direct UPS hamen battery se a bijali provide karta hai aur ham jo bhi kam kar rahe hote hain vah rukta nahin hai isliye UPS bahut jyada jaruri hai UPS DC bijali ko aisi bijali mein convert karta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                            Assalamu Alaikum dear members aaj ka topic Hamara Hai Hai UPS UPS Ek electric device hai jo Hamen Mein bijali Jaane Ki Surat mein Main bijali Mahiya karta hai
                            Advantages of UPS
                            UPS electric device hai hi Pakistan mein main bijali bahut jyada Aati Jaati Hai isliye UPS Har Ghar Har daftar Har cupboard Bada jarurat ban gaya hai Akhtar Ham group mein bahut Jaruri kam kar raha Hota Hai hai aur Bijli Chali Jaati Hai Jiski vajah se Hamara Sara mehnat Jaya Ho Jata Hai agar humne UPS lagaya hai Hai To Ham use mehnat Jo mehnat hota hai usse Baat sakte hain Kyunki bijali Jaane Ki Surat Mein UPS on ho jata hai aur Hamen bijali provide karta hai UPS bijali se battery ko charge karta hai aur per Jab bijali Chali Jaati Hai To vah battery Se Wapas vah bijali Hamen deta hai
                            Disadvantages of UPS
                            UPS electric device hai isliye ismein short circuit ka bahut jyada chance Hota Hai Aise Hamare pure ghar ka wiring Jal sakta hai Jiski vajah se Hamara pura Ghar Jal sakta hai ek ismein battery se kam karta hai isliye ismein takriban Sal bad battery ko change karna padta hai up Ke Jigar bahut jyada fayde aur bahut jyada nuksan Aaj Bhi Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Ye review &quot;UPS&quot; pr mabni hai

                              Assalamu Alaikum dear Forex dear har wo ghar aik success tareeaky say maintain ho sakta hay jis main hamko har aik cheez ko maintain rakhtay hwauy agar ham soch rakhtay hain aur agar hamko is baat ki koi fikar nai hay to phir ham jitna bhi paisa kama lain hamko uska koi bhi khaas faida nai ho sakta hay aur agar ham is main har cheez ka hisaab kitab rakhtay hwuay soch bichaar rakhtay hain to hamko har aik cheez ki zarurat bhi feel ho sakty hay aur hamain un say bahut saray faiday hasil kanray ki bhi soch ho sakty hay jisk liye aaj ham apnay is review main electric ups ki baat kartay hain jis k istemaal say hamain bahut saray faiday ki bhi ueed hay aur sath sath hamko kuch nuksaan honay ki bhi tawako hay jinka zikar ham aaj is apnay review main kartay hain jisk faiday aur sath kuch nuksaan darj zail hain.

                              FAIDAY.

                              dear agar ham samjhtay hain k hamko kisi bhi wakt electric ka short faal ho sakta hay to uski kami ko sirf ups jaisi device he door kar skaty hay aur agar hamaray pass iska battery backup acha hay to us say hamko kabhi bhi electric k janay ka ya anay ka koi bhi fiakr nai hos akta hay aur na he ham kabhi uski kami ko feel kar skatay hain isaka sab say ziada faida hamko garmi k mousam main hota hay jis main jub hamain electric ka short fall hota hay aur sath garmi bhi apnay zore pay hoty hay iskay use say ham kaafi sari light aur sath sath bahut achi tadaad main fans bhi run ka rksatay hain jos k is say bahut barra faida hay.

                              NUKSAAN;

                              dear waisay to ups har ghar ki zarurat hay yeh us wakt kaam ata hay jub hamko bahut ziada electric ki zarruat ho aur hamaray pass aur koi bhi wasail na ho jis say ham iski kami ko poora kar katay hain laikin yeh jitna ziada chalta hay uskay sath sath isk chalnay say hamain bijli ka bil bhi bahut ziada anay ki tawako hay jis say hamko har month k hisaab say zaida bil anay pay hamko apni baaki zarruriat ko kam karna hamarai majburi ban jata hay aur haamray liye yeh araam k sath sath bahut barra nuksaan ka bhi sabab ban sakta hay.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X