yeh review geyser par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review geyser par mabni hai
    Introduction

    Aoa..dear members ummid karti hun kya aap sab khairiyat se honge to aaj main aapke sath jis topic per baat karungi vah geyser ke bare mein hai hi jaisa ki AAP sab jante Hain ki sardi a rahi hai hai to is mausam mein main thanda Pani istemal karna mushkil ho jata hai tu kisi maksat ke liye ye Geaser use kiye jaate Hain to main aapko iske advantages or disadvantages bataungi

    Advantages

    dear members geyser ka sabse bada use hai ki Ham isko Pani garam karne ke liye istemal karte hain thande mausam mein aur sardi ke mausam mein thande Pani ko use karna bahut mushkil Ho jata hai to Ham apne gharon mein geyser lagate Hain Taki hamen garam Pani mil sake jisko Ham aasani se use kar sake geyser bahut jaldi Pani ko garam kar deta hai aur ismein hamen jyada mehnat nahin karna pati hamen aasani se garam pani nahane ke liye bartan dhone ke liye aur dusre use ke liye bhi Mil jata hai aur yah ek bahut kam ki chij hai aajkal market mein electric ki Jersey iske alava gas geyser aur dusre bhi ki sar available hai jo Ham apne choice ke according different size ka Le sakte hain mujhe ek bahut hi kam ki chij hai aap isko kahin bhi ghar mein laga sakte hain ya Pani ki Tanki ke sath connect kar sakte hain yah bahut aasani ke sath aapko Pani garam karke de sakta hai is co-operate karna bhi bahut mushkil nahin hai balki aap isko aasani se on off kar sakte hain aur iski capacity ko bhi jyada ya kam kar sakte hain

    Disadvantages

    vaise to uske koi bhi disadvantages nahin hai magar agar aap electric geyser use kar rahe hain to yah bahut jyada electricity leta hai jiski wajah se aapka bill jyada aata hai aur gas geysers bhi jyada gas comes up karte Hain jiski vajah se hamara bill jyada aata hai kabhi kabhi yah harmful sabit hote hain aur achanak kisi accident ka sabhi Ban sakte hain soumya acchi quality ka geyser Lena chahie ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga aap sabhi is bare mein pranali jarur share Karen thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review geyser par mabni hai

    asalam o alikum dear member

    Introduction..

    Dear member apny hmary sath bht acah review share kia ha gyser ka bary ma. dear jesa k ap sb log janty hain winter season na gyser ka bht zaida use hota ha ku ka yh thandy pani ko gram krta ga dear gyser apko easily market sy mil jata ha.. dear gyser gas pr b chlaty hain or is trah yh hmary loye bht fayde mand ku ka dear sardion ma thanda pani istimal krna kafi zaida muskil hjata ha is liye garam pani ki bht zaida zrrot hoti ha dear gyser ak bht e aham zrort bn chuka ha ab hmary liye is ka kafi zaida fayde hain.

    fayde..

    gyser ka sardion ma bht zaida istimal kia jata ha or sardion ka season ka pani kafi zaida thanda hota ha jis wja sy unhn istimal krna bht muskil hjata ha jis wja sy gyser ka istimal kia jata ha yh thandy pani ko garam krta ha or hmpir easily is ka use krskty hain gyser hr ghr ki bht zaida aham zrort h ku ka sardion ma bht zaida pani thanada hjata ha or hr koi easily thanda pani ni use krty hain ji wja sy gyser hmari ak bht achi saholat h or yh hr ghr ma laga hoa hota ha dear gyser ko ap gas wla jb laty hain tu is koap gas pr b st krwa skty. or gyser ak bht e zaida zrrot hoto ha gyser ka istimal ajkl bht zaida hota ha or is liye yh is season ma kafi use hota ha


    nuqsannat..

    dear gyser ka sbsy bara nuqsana yh ha ka yh kafi zaidamehngy hoty hain jinhn hr koi easily afford nikrskta ha or gyser ki wja sy hmara kafi zaida bill ajata h or gyser ki wja sy agrbht zaida gas bhar jye tu us kphatny ka khtra hta ha jo k hmari jan konuqsan pnchaskta ha
    • #3 Collapse

      Re: yeh review geyser par mabni hai

      Assalamu alaikum, ummid karta hun tamam forex members khairiyat se honge. water geyser winter season mein har Ghar mein istemal hone wala item hai hai jisse ham Pani garam karne ke liye use karte hain electric geyser aur aur gas geyser yah do tarah ke market mein main available hai iske alava kuchh areas mein wooden water geyser use Kiya jata hai.





      Advantages.






      Water geyser ka main role and advantage ye Hy ke geyser ko paani garam karne ke liye use Kiya Jata hy, geyser ke bahut sare fayde Hain jaisa ke a aap isko electric socket ke sath attach karke istemal kar sakte hain, gas Geyser ko gas cylinder ya sui gas ke sath laga kar istemal Kiya Jata hy aur iske elawa wooden geyser mein wooden pieces daal kar Pani garam Kiya Jata hy, Aajkal automatic geyser market mein available hai hai jis ko istemal karke Ham Pani bhi garm kar sakte hain aur electricity ya gas bhi bhi kam use hoti hai. Jab ham electricity ya cylinder on karte Hain aur geyser mein maujud Pani automatically garm hona shuru ho jata hai aur jab vah garam ho jata hai to automatically band ho jata hai hamen baar baar on off karne ki ki jarurat nahin padati isase hamari gas aur electricity bhi bach jaati hai. Aur Pani bhi zaya nahin hota, jaise Ham tuti kholte Hain garam Pani aata hai aur sath sath Pani garam hota rehta Hai aur jab Ham totii band karte Hain to pani band ho jata hai aur woh Pani garam hone ke bad Geyser automatically band ho jata hai.






      Disadvantages.




      Disadvantages mein to geyser ka disadvantage ye hai ke agar aap electric Geyser use kar rahy Hain tu apka electricity bill ziada aega , is tarha agar ap gas cylinder ke sath Geyser use kar rahy Hain tu apka cylinder ya gas ka bill increase hojata hy, aapko chahie ki aap geyser washroom ke ke andar na lagaen balke Bahar lagaen taa ke agar kisi wajha se koi short circuit ho ya gas Geyser mein koi fault ho jae tu apko nuksaan nah ho
      • #4 Collapse

        Re: yeh review geyser par mabni hai

        ASSALAM ALAIKUM!!!

        Hey friends ! Mera aj ka review geyser pe mbni hai.

        🔸 INTRODUCTION:
        Dear friends jesa k ap janty hn mausam sarma me hmen garm pani ki zaroorat hoti hai is liye ham geyser ka use krty hn. Geyser aik aisa aala hai jo pani ko garm krny k liye use kiya jata hai. Market me 3 types k geyser milty hn. 1 electric geyser. 2 gas wala geyser. 3 lakrion ki aag pe chalny wala geyser. In me se city me rehny waly log gas wala geyser use krty hn or gaon me rehny waly lakrion wala use krty hn. Electric geyser rarely use kiya jata hai.
        Click image for larger version

Name:	IMG-20201121-WA0003.jpg
Views:	1
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12337636


        🔸 ADVANTAGES :
        Geyser ka sb se bda advantage winter season me hot water hasil krny ka hai. Agar ap gas wala geyser use kr rahy hn toh ap ko economically faida dy ga sath sath winter season me hot water ka faida bhi. Agar ap lakrion wala use krty hn toh hot water ka edge hai ap pass or same as electric geyser ka bhi ye he edge hoga ap ko. So friends geyser winter season me aik zabardast type ki product hai jis se ham hot water leny ka faida ly skty hn or hot water ko different purpose k liye use kr skty hn jesa k shower leny k liye bartan or kapdon ki washing etc me bhi use kr skty hn.

        🔸 DISADVANTAGES :
        So dear friends har cheez k advantages k sath minor type k disadvantages zaroor hoty hn. Ab agar geyser ki baat krn toh ap k pass gas pe chalny wala geyser ho toh well and good but agar electric ya lakrio pe chalny wala ho toh apko ziada electricity bil or ziada hard work require hoga. Lakrion ko lana or phir unko geyser k hisab se bnana or phir lakrion ko jalana ye bohat hard work ka kaam hai jis ko ap comperitvely gas waly geyser k disadvantage me ly skty hn. Agar ap ki gas ki load shading ho toh gas wala bhi use nai kiya ja skta.

        ♻️ CONCLUSION :

        Geyser k advantages or disadvantages ko read krny k baad mera conclusion ye hai k geyser is a helpful product.. Is ka advantage ziada hai or disadvantage kamm...

        THANK YOU!!👍
        • #5 Collapse

          Re: yeh review geyser par mabni hai

          Introduction
          Asslamoalaikum dear Forex aj main apko geysers ky Bary me btaonga jesy ky sardiyeo me humein Pani garm karny ky liye geyser ki zaroorat hoti ha essa hum easily Pani garm kar sakty hain aj main apko Esky advantage our disadvantages ky Bary me btaonga
          Advantages
          1) geyser ka sabsa Bara advantage yah ha ky hum srdiyeon me Pani garm kerny ky liye istemal kar sakty Hain .
          2) geyser ky zariye Pani garm kerny ky liye na hi kesi qism ka raad our na hi gass na hi zaroorat hoti hai.
          3)geyser ko hum gas per bhi set karwa sakty hain.
          4) geyser ky elwa hum AGR lakriyan Jala ky hum Pani ko garrm kerein essa humra ghr smoke ki wajah sa ghr ki Dewar Kali hojati hai jabky geyser sa hum Pani boil krein to koi smoke produce nahi hota.
          5) geyser sa hum Pani Kam time me garm ker sakty Hain.
          6) geyser ki bohat c companies Hain Jahan boht sy loog Kam kar rahy Hain es terha yah geyser ki companies unky liye rozgar ka zrya b bni Hui Han.
          Disadvantages:
          1) geyser ka sabsa Bara disadvantage yah ha bejli py chalny ki wajah sa bejli ka bil zaida ata ha.
          2) geyser ka istemal karty waqt ahtiyaat ki zaroorat hoti ha esky phatny ki wajah sa humein khasa nuksaan bardasht karna par sakta ha.
          3)geyser lagny ky liye humein bath me eik alag sa system ka arrangement kerna parta ha .
          4)geyser lagny k liye humein plumber ko bulana parta ha our osy payment bhi karna parti ha.
          5)geyser costly hony ki wajah sa her koi purchase nahin kar sakta.
          • #6 Collapse

            Re: yeh review geyser par mabni hai

            Geyser ek bahut hi acchi facility hai jo aapko provide ki jaati hai kyunki sathiyon mein aapke pass Pani bahut jyada thanda hota hai aur usko garam karne ke liye aap geyser ka istemal karte hain market mein aise bahut sare friend se jo aapko apne geyser provide karte hain lekin Jesus ke related main aapko kuchh information provide kar deta hun Kya se kaun kaun se geyser hai jo aapko market mein available hai aur aap unko kaise use kar sakte hain

            agar aap geyser istemal karna chahte hain to uske liye aapke pass market mein do options maujud hai hi
            GAS WALA
            NON GAS WALA
            yah to option aapke pass market mein maujud hai ki agar aapke pass gas ki facilities maujud hai to aap apne ghar mein gas wala geyser istemal kar sakte hain Kash wale geyser ki ek Ho society yah hai ki iske liye aapko direct automatically ho jata hai aap jaise hi Pani on karte hain to aapka geyser automatically kaun ho jata hai aur aap ko garam Pani Mil jata hai yah sabse achcha aur sabse behtarin quality hai gas wale geyser ki gas ke liye aap ko kisi ke sim ki koi chij extra touch karne ki jarurat nahin hoti hai ab just apne gas ka pipe apne geyser ke sath attach karte hain aur aap jaise hi pani ka nal open karte hain to automatically aapka geyser on ho jata hai

            aur ek aapko market mein aisa geyser bhi available hai jiske liye aapko gas ki jarurat nahin hoti kyon kaise rahti hun main bahut jyada gas ki load shedding Ho jaati hai jyadatar lakhon mein gas available nahin hoti to aap apne lakdiyan kesariya bhigi sadko Karam rakh sakte hain aapko yah facility bhi provide ki jaati hai ki aap lakadi wala geyser istemal kar sakte hain aur uske sar aap ka pani garm rahata hai jaise hi aap uski jagah ko use karna chahte hain to uske liye aapko lakdiyan chalani hoti hai jiski wajah se aapka Pani automatically garam ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: yeh review geyser par mabni hai

              Hello Doston...

              mera aj ka review bht ziada informative h or me apse is review k bry me share krnga...aj kw review jis cheez pe mubani h wo h;

              GEYSER:

              Doston geyser ek bht useful cheez h...agr sardion k lehaz se dekhen tou yeh winters k lye bbt e excellent cheexh... sardion me hmen grm pani ki need hti h aisy me geyser hmen grm pani provide krta h.. or is se apka kaam bbt easy hjta h... apko bs on krna prta h ..or normal routine se pani taps se ata h..yeh bbt e useful h...

              ADVANTAGES:

              geyser ek useful or beneficial cheez h tou is k faidy b beshumaar hyn...Srdion me jese k ap jante hyn thnd ki wja se tap water se nahana mushkil hta h or jin k pas gyesr ni hta unhen pani grm krna prta h..or thnd me bht mehnt kr k pani grm kr k nahana prta h..aisy me geyser ap k lye bht e benficial h ...sardion me yeh qpko grm pani provide krta h..ap jb chahen nahan skte hyb or jb chahen grm pani se jo b kam krna chahen easily kr skte hyn...

              DISADVANTAGES

              Jahn gyeser k faidy hyn wahan ek chota sa nuksan yeh b hk...yeh to ap sb jamte hyn k gyesers different types k hyu hyn.. kuch gas wle kuch electrical ... agr ap k pas gas geyser ho tou best h ..agr wo na ho toh ap k pas electrical gyeser bachta h jo k bht ziada waste of electricity h..
              • #8 Collapse

                Re: yeh review geyser par mabni hai

                geyser hr ghr main hota hy or ya love vitality aperture Mein Aapki feature ka exhibition hota hai usmein aap apna combination come clean ya Apne lax ko acclimate kar sakte hain uski finger aur vahan per aapko yah downtrodden blaze out Karni Hogi thumb transcription proves of your surcease jubilee use strategy act openly flip likeness of your officials to Aapka autocratic change ho jaega shunted outcast Weigh transparent karne ke liye aapko apna accost description Dena hota hai accost march karne ke liye aap apna accommodation billet bhi de sakte hain agitation Just about bhi de sakte hain sandbar worth bhi de sakte hain jo chahe aap Gaya Chahe jismein aap sermon lure Karva sakte ho vah chij aap Denge polish away aapka apply oneself to vah assistant evince kar denge Iske neglected hi pna Kam Apne lifetime canyon Karega vah Kamyab hoga to isliye Thespian Sab Ko Dil Ka ka Apna Kam karna chahie aur apne remuneration ko ahead of period karna chahie perk ko go forward karne se aapko kamyabi hoti hai reckon for Pretentious Sab Ko Apne gambol-span per online Aakar Apna Kam karna chahie aur kam Karke kamyabi Hasil karna Hamare liye bahut hi to Puri hai estimation marked Sab Ko mehnat Karni chahie mehnat ke sath Apna Kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath kam karne se Hamen kamyabi hoti hai as a estimation isiliye Sab Ko Apne of age eon approach closely Auxiliary kam Karke aur kamyabi Hasil karne thod hai agar Recital skrill ke true Apna cessation lete hain to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai Kyunki Beside dekhte hain
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review geyser par mabni hai

                  Aslam o Alaikum dear forex
                  Introduction: Aj ka HumRa review geyser KY Bary me Hain jesy KY hum sab janty Hain sardi zaida hony ki wajah sa Pani boht zaida thanda hojata ha es situation me humry pas geyser hoga to hum easily garm Pani nikaal
                  sakty hain. Aj Kal yah saardiyeo me her ghr ki zarorat ha main apko Esky KuCh advantages our KuCh disadvantages btaongi.

                  Advantages:
                  1) Geyser ka sabsa bara advantage yah ha KY saardiyeo me Pani boht thanda hojata ha to hum Pani ko jaLdi sa garm ker sakty Hain.
                  2)geyser ka eik yah bhi boht bara advantage hai KY hum esy bath me hi attached ker sakty Hain our eska connection hum pipe me ker sakty Hain.
                  3) geyser ko hum Tanki sa bhi attach ker sakty Hain es terha hum garm Pani sa Burton bhi dho sakty Hain.
                  4) geyser ko chalny ka system bhi boht easy hai esko on off kerky hum esy easily istemaal ker sakty Hain.
                  5) geyser ko hum gass KY sath bhi attach ker sakty Hain essa huMri electricity ki bhi bachat hojati hai.
                  6)Agr geyser ko hum bath me attach ker lein to pani zaya nahi hota jesa hi hum totti on kro to garm Pani ata ha our agr tooti off krein to Pani khUdi garm hona band hojata ha.

                  Disadvantages:
                  1) Geyser ka sab sa bara disadvantages yah KY agr ap electric geyser use kerrhy Hain essy electricity ka bohat zaida harch hota ha
                  Eessa bejli ka bill zaida ata ha.
                  2)AGr hum gass Wala geyser istemaal kerty Hain to yah kafi khternaak sabit hosakta ha gas waly geyser KY liYe boht zaida ahtiyaat ki zarorat hoti hai. Gas ki leakage ki wajah sa incident hosakta hai.
                  3)Geyser ka istemaal kerty waqt HuMein ahtiyaat karni chahiye eska phatny ki wajah sa kafi nuksaan hosakta ha.
                  4)Geyser price me high hony ki wajah sa her koi esy afford nahi Kar sakta.
                  5)Geyser hmesha achi quality ka.lena parta ha agr AP sasty hony ki wajah sa khreedty Hain to woh boht jaLdi jal jata ha. Our apka liYe khatry ka bais banta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review geyser par mabni hai

                    Assalamo o alaikum dear members
                    Je geyser behtreen electronic ijaad hai mahereen ny bhi bari soch smjh kr isko ijaad kia yeh aik bhut hi famous or behtreen technology jani jatti hai iska kaam yehi hai k yeh hammy water ko garam kr k detti hai yeh assi technology hai jo sardioun mai hamari zrorat hai sardioun mai iski hammy bhut zrorat huti hai q k pani dhndha huta hai or usko garam krny k liye hamyyiski khasss zrorat huti hai isk fedy tu bhut haij jese pani garam hu jatta hai magar is ky nuksan bhi bhut hain phely ham thora introduction dengy phir usk baad advantage dengy phir usk baad disadvantage dengy ham isk chedha chedha pheloun pr dil schasp andaz se baat karengy or dekhny Waly ko khoob achi smjh a jy gi

                    INTRODUCTION

                    Dear yeh assi device hai bally yeh behtreen technology hai jo aj kal mai bhut use huie jatti or taqreban har kisi k pass mujood huti hai agar ni bhi mujood to log iss lakny k kiye khoshan rehty hain q k yeh aj kal ki hamari zrorat jo ban chuka hai yeh na hu gi ham musebat hungy q k yeh dhandhy pani ko garam kr detty hi minutes mai yeh ziada tar masajid mai huti hain gharoun mai huti hain sardioun mai or taqreban har Jaga hu skti hai yeh need ban gay hai saroun ki tab hi tu sb isse use krny ki liye khoshish krty rehty hain ab ham is k advantage ka zikar karwmgy zail mai takky is k bare mai mazeed pta chal skky or dil chasp treqe se baat cheet karengy

                    ADVANTAGE

                    Je dear iski yehi advantageous hain k yeh water ko bally cold water ko bakhoobi garam kr detti hai or itna ziada garam kr detti hai jis pr ham Naha bhi skty hain or sardioun mai dosre kam bhi kr skty hain yeh bakaiada is liye baniye gay jab sardian atti hain tu sb se phely yeh use ki jatti hai nahany k liye q k dhnadhy pani se nahana bhut mhuskil hu jatta hai or nahany ni huta hai jis waja se yeh geyser baniye gay hain yeh bhut hi kabilye yqeen or bhut hi achy famous or latest technology hai jo k sab use krna chaty hain magar gurbat k marry isse koo khreed ni skta isliye koi koi isse khrewd ptta hai
                    Ab ham iski disadvantage k bare mai pharrengy disadvantage bhi iski bhut hain jo k ham abhi nechy zail mai dekhny gy

                    A
                    DISADVANTAGE

                    Dear iski disadvantage yehi hai k agar yeh ziada speed se boil krny lag jy or isse rokka na jy tu yeh bhut bara nuksan de skta hai q k jab garam hu jy pani or usse band krny wala na hu tu yeh tabai bhi bacha skta hai children is se dor rahy q k is se panga Letty hain jo tu woh bhi yani unko bhi mazza a hi jatta hai q k electrical cheez hai nuksan phoncha skti hai isiliye is se dor reh kr hi istemal Karen or istemal bhi bare admi or at kareng because bachoun ki cheez ni hai yeh feda tu detti hai yani advanced hai bhut magar yeh nuksan bhi bhut ala detti hai isliye is se dor dor reh kr kaam karain or ziada speed se mat on karain geyser ko or bachoun ki phonch se dor rakhna isko shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review geyser par mabni hai

                      Assalamu Alaikum dear Forex aj ka review bht ziada informative h or me apse is review k bry me share krnga...aj kw review jis cheez pe mubani h wo h;

                      GEYSER:

                      Doston geyser ek bht useful cheez h...agr sardion k lehaz se dekhen tou yeh winters k lye bbt e excellent cheexh... sardion me hmen grm pani ki need hti h aisy me geyser hmen grm pani provide krta h.. or is se apka kaam bbt easy hjta h... apko bs on krna prta h ..or normal routine se pani taps se ata h..yeh bbt e useful h...

                      ADVANTAGES:

                      geyser ek useful or beneficial cheez h tou is k faidy b beshumaar hyn...Srdion me jese k ap jante hyn thnd ki wja se tap water se nahana mushkil hta h or jin k pas gyesr ni hta unhen pani grm krna prta h..or thnd me bht mehnt kr k pani grm kr k nahana prta h..aisy me geyser ap k lye bht e benficial h ...sardion me yeh qpko grm pani provide krta h..ap jb chahen nahan skte hyb or jb chahen grm pani se jo b kam krna chahen easily kr skte hyn...

                      DISADVANTAGES

                      Jahn gyeser k faidy hyn wahan ek chota sa nuksan yeh b hk...yeh to ap sb jamte hyn k gyesers different types k hyu hyn.. kuch gas wle kuch electrical ... agr ap k pas gas geyser ho tou best h ..agr wo na ho toh ap k pas electrical gyeser bachta h jo k bht ziada waste of electricity h..
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review geyser par mabni hai

                        Assalam walekum Pyare bhai jaan Kidhar Ek bahut hi acchi fact Leti Hai Jo ki aap ko problem ki Jaati Hai Kyunki sardi mein aapke pass Pani bahut hi jyada Thanda hota hai aur usko garam karne ke liye aap geyser ka istemal karte hain aur Market Mein Aise bahut Sare dost Hote Hain Jo ko aapko Apne Girdhar profit karte hain aur lekin Jaisa ke related main aapko Kuchh information profit kar deta hun Kyunki kaun kaun hai jo ki aapko market Mein available hota hai aur aap unko kaise use kar sakte hain


                        Agar aap geyser istemal karna chahte hain to uske liye aapke pass market Mein Do option maujud Hote Hain

                        Gas wala

                        No gas wala

                        Yah to aukat aapke pass market mein maujood hai ki agar aapke pass gas ki facilities manjur hai to aap apne ghar mein gas wala kaise istemal kar sakte hain Kyunki cast Wale gijar Ki Hai Ek Hi security Hai yah ke iske liye aapko directly automatically ho jata hai aur Aap Jaisa hi Pani on Karte Hain To aapke geyser automatically Kuchh Aur Ho Jaate Hain aur aap ko garam Pani Mil Jata Hai Aur yah sabse Achcha aur sabse behtarin quality hai aur gas wala geyser gas ke liye aap Ko Kisi Kishan ki chij extra to karna Hoti Hai jarurat Nahin Hoti aur ab just aap gas copy per Apne Girdhar Ke Sath attach karte hain aur Aap Jaisa hi pani ka Nal open karte hain to automatically aapke ghazal aur ho jata hai

                        Aur tick aapko market Mein Aisa Girdhar bhi available hota hai Jiske Liye aapko Kya Uski jarurat Nahin Hoti aur bol ke aap market mein bahut jyada gas Ki loadsetting Ho Jaati Hai Aur jyadatar Lakhon Mein gas available Nahin Hoti to aap apne a facility bhi problem ki jaati hai aap ladki ki wala Jyada istemal karte hain aur Lakadi wala kaise istemal karte hain aur uske Sare aap Pani Garam rahata hai aur Jaisa hi aap uski Jagah ko use karna chahte hain to aap uske liye aapko use ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review geyser par mabni hai

                          Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                          Introduction
                          Aj ka humara topic geyser par ha jo k sardio may use hony wahle machine ha aj hum ap ko batayn k ye kis lea use hota ha or is k kai faidy or nuksahnat hain

                          Advantages.
                          Geyser k bhot say faidy hain jin may say koch ye hain
                          . Geyser ko app sardio may paani garm karny k lea use karty hain jis ka faida ye ha k is ke setting direct ki jahti ha or is ki different totia lagai jahti hain jis say kise may paani normal kise may zaida garm or kise may thanda aata ha ye gas say chalta ha is ka faida ye ha k is say may ap ko paani bhar bhar garm ni karna parta

                          Disadvantages.
                          Geyser k disadvantages koch aasy hain k is may jo cell use hoty hain wo bhot jald kharab ho jahty hain jis ko bhar bhar change karwah na parta ha geyser ager kharab ho jay to thek kar wahna mushkil hota ha kue k ye chat k corner py laga hota ha jis say is k bar bar uthar kar theek karwah na mushkil ha agwr hlye aik bhar kharab ho to ye bhar bhar kharab ho rayta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review geyser par mabni hai

                            INTRODUCTION:

                            Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy yeh review geyser k bary mn hai iis Review mn main apko geyser k bary mn
                            tafseelan btaun ga aur isky faidy aur nuqsanat se aagah krunga.. dear members geyser aik container numa hta hai jo gas ki madad se chlta hai geyser mn pani
                            Garm kia jata hai ..

                            FAIDY:

                            Dear members geyser hr ghr ki zurut hai aur geyser k chand faidy bhi hn jse k geyeser bht paidaar aur lamby arsy tk chlne wali chez hai is se hm sardiun mn pani
                            Garm kr k istemal kr skty hn aur agr sale krna chahen to iski resale bhi achi hai.. geyeser ko bar bar tabdeel nahi krna parta yh bht paidaar hta hai aur salon tk sahi
                            Chlta hai... Aur yh bht km kharch mn kafi faidy mandd chez hai

                            NUQSANAT:
                            Dear frnds geyeser k chand nuqsanat bhi hain jese k yeh bht expensive item hai aur heavy weight hony ki wjah se asani se aik jgah se dusri jgah move nahi hta
                            Is k ilawa agr ap iski care nhi krte to yh khrab ho skta hai . Geyeser sirf sardiun k mosam mn kaam mn aata hai is k ilawa yeh pura sal nakaara para rehta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review geyser par mabni hai

                              Aoa.Umead hy sb Khariyat Sy hn Gy. aaj jis topic py discussion ho rhai hy Woh Guizer ka baraay main hy. Guizer aik aisi cheaz hy jo Thndaay pani ko garam Krta.ore aap Thanda pani ke wajah sy paida shuda masail sy bach sakty hain
                              Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_195817.jpg
Views:	1
Size:	148.0 کلوبائٹ
ID:	12337978.Advantages:
                              Thanda pani ko garm kr k us main mojod germs ko khatam kia ja sakta hy. jis sy bahot se bemarion ka khatma hota hy. es k ilawa es sy jb chahin garam pani hasil kr sakty hain.
                              Disadvantages:
                              Eski kafi care krni parti hy. esko ehtiyat sy istemal krna parta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X